Hello Visitor aaj ka humara topic hai Snapdeal se paise kaise kamaye jaate hai. Iske bare me mai btane ja raha hu. Dost aap ye soch rahe honge ki snapdeal to online shopping company hai use kaise paise kamaya jata hai. To main batana chahta hu ye aap galat soch rahe hai.Agar aapke pass ko website hai to aap Snapdeal Affiliate Program se aap paise earn kar sakte hai bahut hi aasan hai.
Friend jaisa ki main pahle bataya hai aapke pass blog hai or blog par acha traffic ati hai to aap snapdeal se paise kama sakte hai. Snapdeal Affiliate Program se Paise Kaise KamayeSnapdeal Affiliate program ke jariye aap paise kama sakte hai isme karna kya hota hai. Jo inke affiliate banner hote hai aap unko apne blog par add kar ke. Add so karte hai or jab koi apke blog ko visit karta hai usko product acha lagta hai or order karta hai apke blog se to uske jitna % likha hota hai oh aap ko milta hai.Jaise maan lijiye koi 1000 ka pursche kiya to aapko usme se 10,ya 20 % aap ko milta hai. har product ka alag-alag price hote hai or uski alag rate hote hai milte hai.Step 1Sabse pahle aap snapdeal ke affiliate website par jana hota hai agar nahi pata hai to Click kare Apke samne official website open ho jayegi. Phir apko Join Now For Free par click kar de. Snapdeal me New Account Kaise Banate HaiIsme aapko apni email id dale or minimum 6 characters ka password likhe or confirm pass likh kar Register kar de.To apke samne ek form aayega jisko apko fill karna hota hai payment ke liye hai.Step .2 1.Apna naam likho first name and last name. Phir Affiliate type me Individual kar de or apna mobile number likhe.2.Yeha pe apko payment information fill karna hai. Pay Name, Payment Type. Phir bank Account detail fill kare. agar nahi hai to koi itna issue nahi aap Sign up kar sakte hai. Adress like apna. Aap picture dekh sakte hai jo maine fill kiya hu aap ko usi type se apna adress fill karna hota hai.3.Phir Affiliate Website Information bhare. Yeha par apnne website ka name likh kar Save Chances Kare. To apka account ban chuka or kabhi aap apna information cheng kar sakte hai.Phir ek page open hoga jo jisme aapki Affiliate Id hoga phir uske niche Search For Product Likha hota hai to agar apka blog Maan lijiye mobile se related hai to aap uska add lagaye to jade faida hota hai. Mera bat maniye apki blog Jis topic se related ho usi type ka add lag aye to or acha hota hai.Step. 3 Isme aapko search for products me apko jo chahiye aap search kar sakte hai. Phir Get Link par click karna hota hai.or apne blog me lagana hai agar nahi pata hai hai to chaliye hum batate hai. Ab apko ye code copy karna hai. Phir Blogger me jaye Layout par click kare or Add a Gadget par click kar ke. HTML/Java Scrip par click kare or code ko paste kar ke save kar de.
|
No comments:
Post a Comment