Namaskar visitor hum aaj ye btane wala hu ki aap free me web hosting kaise le sakte hai. or kaha se le free web hosting to sabse acha hota hai.
Ye post unke liye hai jo wordpress sikhna chahte hai uspar apna kam karna chahte hai to mai. Ye bilkul free hai aap free hosting le sakte hai.
Ab aap soch rahe honge ki webhosting kya hota hai
Must Read
Youtube se Paise Kaise Kamaye
Step.3
Ye post unke liye hai jo wordpress sikhna chahte hai uspar apna kam karna chahte hai to mai. Ye bilkul free hai aap free hosting le sakte hai.
Ab aap soch rahe honge ki webhosting kya hota hai
Must Read
Youtube se Paise Kaise Kamaye
Web Hosting Kya Hai
Jab hum hum hosting kharid le te hai to oha par mujhe disk space milta hai jispar hum apni data ko rakh sakte hai. par kuch website aisi hai jo free me deti hai services but usme ek khash bat hai agar aap free me le raha hai hai to ye kabhi bhi block kar sakti hai, But yesa nahi hota hai.
Ha ek bat hai jab aap hosting aap ko mil jati hai to wordpress install kar ke aap oha par ache se sikh sakte hain.
To phir sochte hai kaha se web hosting le to acha rahega. Kyoki jab hum apna domain name le lete hai to .Ye ek jaruri factor hota hai website, traffic data transfer . Isi liye hai hume ye tai karna hota hai ki kon si website web hosting ke liye acha service deti hai.
Ek or jaruri bat hai Cpanel Linux bais ka ek control panel hota hai. Jo graphical user interface ke jariye hosting account ko massage karne me hamari madad karta hai.
To ab aye jante hai webhosting kaise free me sign up karte hai
Step1. Sabse pahle aapko officialhoster.com par jana hai . Uske bad uske website open ho jayegi usme sabse niche Signup Likha hoga uspar click kar de.
Step 2. me ek new page open hoga usme apko apni detail bharni hai.
- Yeha par apna name likhe
- Password dal.
- Phir email id apna jo sahi ho kyo ki conform karne ke liye apke email id pe mail jayegi.
- Aap ki site ka Language kya hai select kar le.
- Site Category me Personal hi rahne de.
- Phir Security Code likha hai oh chepcha likh kar Register kare.
Step.3
Yeh kah raha hai apke email par link gaya hai use 10 mint ke andar open kar le. Agar nahi gya hai to aap green button par click kar ke re-send kar de.
Jab aap emile open karenge to or us link par click karenge to ek new window open hoga
Jo is prakar se dikhega.
Chitika ads Laga kar blog me kaise paise kamaye
Jab aap emile open karenge to or us link par click karenge to ek new window open hoga
Jo is prakar se dikhega.
Chitika ads Laga kar blog me kaise paise kamaye
- Control panel username hai aap isi se logging honge
- password jo aap resiste karte time diya hoga wohi pass likhna hain
- Ja aap control panel url par click karenge to login page open hoga. Jo step no.
- MySQL username same hi hai
- Password me seme hai
Step4.
Ab aapko Control Panel url par click kar dena hai . ye last process hai to aapke samne ek new page open hoga ..
Usme apko user id password lal kar log in hona hai,
Aap dekh sakte hain humne apna username likha or password likhe or log in kar diye to ek page open huaa hai .
Usme hum sab softcloud install karenge.
Step 5.
Jab log in kar lenge to ne page open hoga jisme bahut saara option hoga lekin kon sa used karna hai is pic me bataya hu..
Yeha pe aapko sabse niche software/services ka option hoga.
1. Softaculous Par click karna hai. to ek page open hoga usme se apko Wordpress par click kar ke install kar dena hai bs .
Ap aapka wordpress successfully install ho gya hai. Ab jab chahe login ho sakte apne article post likh sakte hai.uske liye apko wordpress me log in hona hoga aaye jante hai oh kaise kiya jata hai.
1. To sabse pahle Jo Administrative URLuse copy kar ke apne browser me post kar de to .
wp/admin login aayega aap aap ka jo username or id tha oh likh kar login kar le ..
Finally apka complicate ho gya hai .
Jaisa ki aap dekh sakte hai Username or password mag raha hai Log in Hone ke liye. Aap jo wordpress install karte time password diya hai oh likh or username phir log in kare.
To friends btaye aaj ka topic kaisa raha free me web hosting pane ka or wordpress install kar ke us paar sikhne ka apne sujhav jarur de
thank..
Agar apko koi problem aati hai to aap mujhe comment me btaye puri help kiya jayega..
No comments:
Post a Comment