Monday, 2 November 2015

Amazon Affiliate Program Par Account Kaise Bnaye Jaye - Amazon Se Paise Kasi Kamaye Puri Jankari

Hello Blogger Namaskar Mera Naam Amit. Aaj hum bat kar rahe hai amazon ke bare me ye kya hota hai or paise kaise kamaye jate hai. Amazon par new Account kaize banaye jate iske bare me aaj btane wala hu. Agar aapke pass blog hai or visitor ache hai to aap amazon affiliate program se paise kama sakte hai . ye bahut hi aasan hai.

Jaisa ki apko pata hai ki Amazon India largest Online Store e-commercial website hai. Jo Founded 5 July 1994  ko kiya gaya.
Lekin mai aapko btane wala hu yeha se paise kaise kama sakte hai dost chahiye start karte hai.
Sabse pahale search kare amazon affiliate program.

Step.1
All Hindi Me Help- Image
amazon


Ab aapke saamne affiliate program ki official website open ho jaye usme aapko apni country select kar le or Join now for free par click kare. Phir apna email id dal kar sign in kare to ek new page open hoga.
Step.2
allhindimehelp-image

Yeha par apna naam or email id dal kar conform kare or password likhe phir ek new page open hoga usme apni address fill karna hain.


Step .3



Ab apka apna Address line fill karna hai phir .City State. Pincode. Country .Mobile No.Simple form hai  ye sab bharne ke .
Next Your Website Profile par click kare.


Step. 4


Your website Profile ka option aata hai .

allhindimehelp-image
LLHINDIMEHELP.IMAGE

Snapdeal Se Paise Kaise Earn Karte Hai Padhe.

Jaisa ki aap dekh sakte hai is photo me samjha diya hu. usi trah aap follow kar sakte hai. or jab form fill ho jaye to Finish par click kar de.
Ab aapka account ban gaya hai aap Amazon affiliate program ko apne blog me laga kar extra earn kar sakte hai. iska ye faida hai ki jo apki blog par aayega or us link se kuch prches karte hai to uske kuch paise aapke account me mil jate hai. Aap chahe to apne friends ko bole unko kuch kharida hai to mere blog me link se kharide use apko bhi faida hoga.. Agar aapke blog par visitor ache aate hai to apki earning bahut hogi.

Agar apko koi problem aati hai to aap mujhe kamanet kare or bataye aapki puri help ki jayegi.
Ye jankari acha laga ho to Niche Diye Gaye Social link se Post ko Share kare...


No comments:

Post a Comment