Namskar Dosto Aaj ka humra topic hai Google Analytics ke bare me ye kya hota hai or uspar apna new account kaise banate hai. Apne Blog or Website me kaise add karte hai. Iska hume jarurat kyo parta hai. Dosto ye sab aaj mai btane wala hu iske bare me jo bahut hi inpartent hai Blog Ya Website ke liye.
Mai pahle hi bata diya hu ki sabse pahle Google Search Consol me apne blog ko add karte hai.Dosto Google Analytics par jab aap account ban jata hai to se aap dekh sakte hai apki site par kaha se visitor aa rahe hai or kis page ko dekh rahe hai. kis devices se apki site open bahut sari jankari pass sakte bahut hi achan hai aaye start karte hai.
To friends ab apka id add ho chuka hai kuch time bad aap oha par apne website ha har report check kar sakte bahut hi aasan hai dekhna.
Phir bhi ko problem aati hai to mujhe bataye apki help ki jayegi.
Humari ye koshish hai ki apko Internet me besic se lekar advance tak jankari share karu or aap sikh sake .
Mai pahle hi bata diya hu ki sabse pahle Google Search Consol me apne blog ko add karte hai.Dosto Google Analytics par jab aap account ban jata hai to se aap dekh sakte hai apki site par kaha se visitor aa rahe hai or kis page ko dekh rahe hai. kis devices se apki site open bahut sari jankari pass sakte bahut hi achan hai aaye start karte hai.
- Kiske liye account bana rahe hai uska name de kuch bhi name de sakte hai koi itna bra isu nahi hai.
- Apne website ka name de ye sahi hona chahiye.
- Website ka url de http:/ select kar le
- Industry Category me apko website ji topic par salect kar le agar usme nahi hai to other par click kar de.
- Reporting time zone me aap jaha se hai oh select kare.
- ab niche check
- Get Tracking ID par click kare
Ab aapke saamne ek new popup window open hoga.
- Sabse pahle apna country select kar le.
- Ab google analytics terms padh le
- I Accept kare.
Ab aap Tracking Id ko Copy kar le.
Phir apne blog me jaye jiski id creat kiye hai
Setting >>Others >> Google Analytics
Phir bhi ko problem aati hai to mujhe bataye apki help ki jayegi.
Humari ye koshish hai ki apko Internet me besic se lekar advance tak jankari share karu or aap sikh sake .
No comments:
Post a Comment