Dost is post me ye batunga ki blogger ke sitemap ko google me kaise index karate hai or kis tarah Google or Yahoo Bing ko kis tarah send karte hai. Actually blogger Google ka product hai or hum usme apni gmail id se Google Webmaster Tool log in ho jayenge.
Sambe Pehle to aapko Apni blog ko Google Search Console me add karna hai or nahi pata hai kaise kiya jata hai Click Kar Ke Jan Le
Ab Aap Ye So Rahe Honge Google Search Console Kya Hai.
To mai yeha par btana chahta hu. Ye google webmaster tool ke through apni website ki traffic ko bada sakte. Yeh free sarvice hai jab hum apne blog ko submite kar dete hai to. Jab bhi hum pane blog me new post publish karte hai to google index karta raha hai. Humare sare data yeha pe check kar karta hai.
Sitemap Kya Hota hai or Kab Add Karte Hai
Sitemap xml file hoti hai jisme blog ke sare url padhe rahte hai. or jab hum sitemap bana lete hai to google search engine ko dikhane me madat karta hai.
Aapke Blog ya website me 10 se 15 Post ho jate hai to blogger ke sitemap banaye to or acha rahata hai. aisa karne se google ko aap ki website ka pura ka pura data chala jata hai or jab post karenge to google index karta rehta hai.
Step 1. Sbse pahle apko Google webmaster to me ja kar log in ho jaye apne gmail id se 'Agar aap blogger me log in hai to automatic singing ho jayenge.
Step 2
Ab apke samne jo Blog add kiye hone uspar apko click karna hai. To kuch is traha ka picture dikhega
Yaha par aapko bahut sare option dikhega lekin apko ''Crowl" Par Click karna hai usme Sitemaps dikhega.
Step.3
Sitemap Kaise add kare to iske liye google par bahut sare tool hai jo frre me sitemaps generated karti hi
Agar aapko maloom nahi kai to aap is par click kare. Sitemaps Generated
Ye tool Mohammad Mustafa Ahmedzai ne banaye hai jo bahut hi acha hai .
'
- Yeha par aap apne website ya blog ka url likhe
- or ye btaye ki apne apne blog par kitna post kiya hai.
- ab Submit kar de.
Ab apka sitemaps successfully creat ho gaya hai ob apko ise blog me add krna hai oh kise karte hai.
Ab apko kya karna hai.
Stps .4 For google do this . Google ke liye jo code diya hai use copy kar le, Ye apke 500 tak post ko index karta rahega.
Jab aap Code ko copy kar le phir google webmaster tool me jaye or sitemap par click kar de
ADD/TEST SITEMAP PAR CLICK KAR KE JO CODE COPY KIYE HAI OH PAR PEAST KAR DE .
Is prka ka code hoga atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500
Ab Submit Sitemap kar click kar de.
Agar apko koi problem aati hai to aap ye video tutorial dekh kar ache se samajh le..
No comments:
Post a Comment