Wednesday, 14 October 2015

Youtube Account Kaise Verify Kare | Youtube Channel ko Verified Kaise Kare Hindi Me Help

Namskar dosto mai aaj ek new post ke sath hazir hu aaj  hum sab sekhenge ki Youtube Account ko kaise verify karte hain to Iski puri jankari hindi me help ki jayegi,

Sabse pahle to sawal ye hai ki youtube channel ko verify kyo kare iski hume kya jarurat hain, Dekhiye friends verification ke bahut se faide hain.

1.Sabse pahle to ye hain aap apne youtube channel par lanbe video Upload kar sakte hain agar verify nahi hai to aap 15 mint se adhin video ko aplode nahi kar payenge,
verify youtube account jankarihindime
Youtube Verify Account
2. Verification ke bad apne friends ke sath live youtube par live events kar sakte hain, Aap apne friends ke sath hangout on air bi kar sakte hain ager apka koi content ya apko upload kiye huye video ko koi or upload kare ya  churata hai to aap report  bhi kar skte hain, Kyo ki apka account verifyd hai or aap apne video par Jaisa chahe ''Custom Thumbnails'' laga kar ke professional look videos ko de sakte hain, Dost Youtube ye verify karna chahta hai ki aap ek insan hai ya nahi aap kahi koi masin to nahi hain, To Aaye apne account ko verify kar lete hain.

Sabse pahle to aap apne browser me Youtube.com search kar le Phir apne Gamil id se login ho jaye ..

Jankarihindime
Login karne ke bad aap my channel par click kar de yesa karne se aap apne channel par chale jayenge Phir apka dashboard samne aa jayega ,
Phir apko oha par video manager par click kar de. to ab yeha par left side me channel hoga uspar clik
Oha Par Account Status  Uske samne Verify likha hoga uspar clik kar de to kuch is trah dikhe ga.
 Aap Picture ko Follow kar sakte hain Step by step samjahya gya hain..

To Kuch apke samne is trah ka page open hoga ye 2 step ka process hai .
Sabse pahle to aap apna  country select kar le aap jaha se hai jaise mai india se hu to india select kiya


Phir Usme do option diya mai check mark ka usme aap koi bhi kar sakte ..Lekin acha rahega ki aap text me par hi check laga de, 
Yesa is liye ki Voice par karenge to apko call kar ke btayega jayega ki apka code kya hain..
Phir Aap text me the verification code par click kar de niche Aap Apna "Mobile Number" dal de to or usko submit ke bottom par ok . Phir apse ye kah raha hai ki  apke mobile par ek text massege code gya hain  us code ko aap yeha par Inter kar de Jaise aap is photo me dekh sakte hai uske bad submit kar deye karne par apki youtube channel verified ho jayegi. Phir se aap continue par click kar ke honpage par chale jayenge ...

Friend apko koi problem aaye to aap comment kar ke puch sakte hai apko jald hi reply di jayegi..



No comments:

Post a Comment