Hello Friends! Aaj main ye btane wala hu Fiverr kya hota hai. Apne Fiverr ke bare me to internet pe naam suna hi hoga.Fiverr hum kaise paise kama sakte hai. Aur aap sochte honge Fiverr kya hai ?
Chaliye Mai Bata raha hu Aap post ko ache se padhe apko samjh aa jayegi..
Mai simple bhasa me kahun to ek online bazar hai jaha par sevaye bechi or kharidi jati hai. Lekin fivere ke khas bate ye hai yeha sirf 5$ ka sab kuch hota hai. Internet par hazaro logo ko kuch chahiye kisi ko. Facebook like, Koi video banwana chahta hai, to ko photos. Koi mobile apps banwana chahta hai or ko website design.
Ye sab Fiverr par jakar dhundte hai koi inka kam kar de. Agar aapko Kuch karna aata hoga to fiverr par paise kama sakte hai kisi ka kam karke.
Chaliye Mai Bata raha hu Aap post ko ache se padhe apko samjh aa jayegi..
Fiverr |
Ye sab Fiverr par jakar dhundte hai koi inka kam kar de. Agar aapko Kuch karna aata hoga to fiverr par paise kama sakte hai kisi ka kam karke.
Fiverr Par Account Kaise Banate Hai Janiye
Sabse pahle to aapko fiverr ki official website par jana hota hai. Official website par jane ke liye click kare.
Ab apke samne fiverr ki website open ho jayegi. apko Join par click karna hoga.
Ab apke samne Join Fiverr ka option aa jayege. Aap chahe to apne email se join kar sakte hai. jab aap email dal ke Continue par click karenge to aap ke email par ek conform message jata hai us link ko open kar de aap ki account ban jati hai
Ya phir Facebook se Connect kar sakte hai ya Google Plus se. Jab aap join kar lete hai to message aayega.
Account successfully activate ka message aaya hai iska mtlb apka account ban gaya hai. agar aap chahe to apna profile update kar sakte hai.
Fiverr Me Account Setting Kaise Kare
Jab account ban jayega to apka profile right side me so hoga usme se aapko account setting par click karna hai to aap ki sabne ek box open hoga oha par apni detail fill karna hai hai.
- Yeha par aap apna naam likhe.
- aap ki email id hai aap chahe to chenge kar sakte hai.
- Apne name de pement milne me aasan ho.
- Apna full address likhe jahan par rahate jise apoko monthly bes par pement mil sake.
- Aap jis Country chun le jaha se hai.
- Save Changes Kar de.
Ye sab fill karne ke bad aapko Public profile setting karna hota hai.
Fiver me Public Profile Setting Kaise Kiya Jata Hai Jane
Profile Photo Upload Kare Original. Ye bas mai demo dikhaya hu.
Something About You Isme aap Apne bare Me English Me 150 se 300 Characters me likhe.
Online Status Aap apna Gigs Kitna Der Ta Online Rakhna Chahte Hai Set Kare.
I can Comunication Phir aap apna Language Select Kare Ye Bahut Sari Bhasa Diya Hai
Phir Save Changes Par Click kar de.
Fiverr Se Paise Kaise Kamaye
Ab bat aati ha paise kaise kamaye to chaliye mai bata raha hu.Gigs Bana Kar
Fiver par paise kamane ke liye kis type ka kam milta hai .
Example. Logo, Mobile apps. Video, Audio, Website bana ke. Bahut sari suvidha hai paise kamane ke liye aapko jo aata hai aap us par kam kar sakte hai.
Aap dekh sakte hai bahut sari services hai inme se jo apko aati hai aap apna Gig Bana kar Selling kar sakte hai.
Gig Kaise Selling karte hai
Sabse parle aap apne account par click kare usme Start Selling Likha hoga us pe click kar de.
Phir apne samne jo page open hoga usme Create A Gig Likha Hoga. Uspar Click kare..
Or Finely aapke paas jo gig bnaya hai oha se selling kare.
- Isme aapko gig title dena hai.
- Jispar aap gig banaye hai honge uske category select kare.
- Apko samjh me nahi aa rahi hai to aap ye official video dekh sakte hai. Yeha par Photo lagaye.
- Gig Gallery me apna koi photo lagaye jo formate diya hai use.
- Description me bta sakte hai aap ki trah ka gig banate hai or kis tarah se aap logo ko offer kar sakte hai.
- Tags laga sakte hai.
- Duration set laga sakte gig kitne din me gig bana sakte hai.
- Save kar de.
Also Help-
Agar aapko samjh nahi aaye to aap humse pooch sakte hai. Agar apko internet se sambandhi ko sawal hai to mujhe bataye mai apki puri help karunga.
No comments:
Post a Comment