Aaj hum sab dekhenge ki Twitter par aapna new account kasie create karte hai. Twitter kya hai or kaise used karte hai. Isme profile picture kaise lagate hain.
To friends mai btana chahta hu twitter ek bahut hi badi social network site hai. Yeha par free me apna account create kar sakte hai or dosto ko follow kar ke use chat bhi kar sakte hain.
Twitter Account Kyu Banaye iska Faida Kya Hain
To friends aap twitter account apne dosto se chat karne ke liye bhi bna sakte hain or apki koi website hai to aap apne website ke name se bana sakte uska bahut faida hota jo koi apki website serch karega to aapke website ke name se twitter account bhi dekhega or log follow karenge apke ranking achi hogi website ki.
To Aye start karte hai sabse pahle aap
Creat New Twitter Account
Step1. Sabse pahle aap www.twitter.com par jye to aapko kuch is traha ke piture show hoga uspar aapko
Sign up par click karna hain. To ek new window open hoga jo mai is piture me btaya hu kya karna hai.
Step. 2
- Yeha par apna name likh sakte hai jo screen par so hota hai.
- Aap apna email id likhe
- Password likhe
- Sign up button par click kar de
Step 3.
Yeha par apna country select kar ke Apna mobile no. de jo on ho uspar ek message jata hain verify ke liye .
to jab aap number de kar next karenge to ek go daega use dal kar verify kar le .
Finally apka account bna gya hai. Agar koi problem ho to mujhe comment kare !
Mujhe apka feedback de kar bataye kaise raha ye post ..Thank You.
No comments:
Post a Comment