Saturday, 24 October 2015

Apni Website Banaye Apne Business Ko Badhaye | Blog Bna Ke Use Paise Kaise Kamaye

Hello friends aaj jo main tips share kar raha hu ye thora lambi to hai magar ise jab aap puri post ache se padh lenge to aap ko ye pata chal jayega ki apne blog ya business ko kaise successful bana sakte hai.
Business me safalta ki bat ho ya prachar pane ki kahani website apki har prakar ki madat kar sakta hai.
Kuch bato ko dhyan me rakh kar aap bhi apni website taiyar kar sakte hai.

Read Also Blogger Me Website Kaise Banaye

Apni Website Banaye Apne Business Ko Badhaye | Blog Bna Ke Use Paise Kaise Kamaye

Website Ya Business Open Karne Ke Liye Kin Bato Ko Dhyan Me Rakhna Chahiye

Sabse pahle yeh taye kare ki website kis udeshy  ke liye banani hai apko. Aur uska name kya rakhna hai.
Apni Company ke barnd ya khud ke name par website bna sakte hai,  Iske bad aapko domain name ka chunao karna hoga google par 
Ex. webs.com , weebly.com wordpress.google sites , blogger 
iske alawa bahut free website domain maudud hain. Inme se koi ek chun kar free me website ke future ki tulna ka le, 
Chek kr le ki jo website aapne chune  hai usse apki jarurat puri ho rahi hai ya nahi , 
example- Photo, video, upload karne ka option massinging ka option etc...

Jab aap inme se kisi website ko chun le, to sabse pahle themes selection ka option apko milega har tarah ke kam ke liye alag alag themes hote hai.
is liye aap apni manpasand themes chune or aage badh jaye. iske bad apko ek page dikhai dega jisme aapko text or photo lagane ka options milata hai.
Is website contr shn program kahte hai,  Aapko yeha website ka naam. jaruri jankari or slideshow ke liye photo ka chayn karna hoga,  Website pr aapko ke colom ke naam ty kare,
Example ke liye aap personal website bana rahe hai.
To hom mere bare me, blog ,photo, or video, smprk etc. chunkar usme contact bhare, sari jankari bharne ke bad publish button pr click kar de .
Iske baad apne blog ka url dal kar check kar le sahi dikhayi de rahi hai ya nahi. Agar apko website themes pasand nahi hai  ya website me kuch badlav karna hai hai to dobara log in kar ke edit option par click kar ke badal sakte hai,
Agar apki website taiyar hai to aab bari hai apni website ki pahuche logo tak badane ka prayas karne ki...

Website Ya Blog Business Ko Kaise Promote Kare

To friends hum sab jante hai apni website ya blog ko social media ke through promote kar sakte hai. 
Jaise- Facebook, Twitter, Instagram, or bhi bahut social site hai oha par account bana kar website ko share kar ke traffic pa sakte hai.
Aur jab aap ki website par jitna visitor aane lagega utna aapko paida hona start ho jayega..Jab traffic aane lagegi to aap add laga kar paise kama sakte hain.

Internet se Online Paise Kiase Kamaye

Friends jab website par adhik visitor aane lagega to aap ye post padh kar or apne blog par unke ad laga sakte hai

Most Read 



No comments:

Post a Comment