Sunday, 18 October 2015

Mobile Se Kiase Laptop Me Internet Connect Kare | Hindi Me Sikhe

Hello friends aaj mai ek or new post ke saath aaya hu ye jankari bahut achi aap apne mobile ko wifi bna kar laptop se connect kar ke net used kar sakte hain. Aap bina Modem se hi net chala sakte hai.
Kuch samay pahle hum sab net chalane ke liye modem kharidte the lekin ab oh kon karne jayega uske kon paise kharch karega.
Jaisa ki hum sab jante hain aaj ke is time me sabke pss android phone hota hai.or sab koi istemal karta hain.


Apne Android Mobile Ko Kaise Banaye Wifi or Kis Tarah Kare Laptop Me Connect 

allhindimehelp

Friend jaisa ki is photo me maine aapko connect kar ke dikhaya hu to aap tension mat le aapko koi problem nahi hogi bahut hi simple hai bas aap step by step follow kare..



Step 1.Sabse pahale to aap apne mobile ke main menu mai jaye phir aapko setting dikhega us par click kar de.

Mobile Ki Setting Me Jaye



net kaise used kar android mobile se


Click karne ke bad kuch is prakar ka dikhega us par aapko More par clicks karne hai. Phir apke samne ek new file open hogi.
                                       

                                         Wireless & network 


allhindimehelp


Step 2. Isme aapko Tethering & portable hotspot par click kar dena hai.Phir apke samne kuch is type ka so hoga aap picture me dekh sakte hai step by step

                                                Wifi hotspot Kise On Kare

allhindimehelp


Is picture me A,B. likhe hai iska mtlb ye hai ki aap sabse pahle A  par click kar ke hotspot on kar le to apka mobile WiFi ho jayega par or apne Laptop me wifi se connect kar sakate hain ye Windows 7 me bhi kam karega or windows xp me bhi,
B. Me apka Wifi on ho  gya h.
Note karne ki bat ye hai jab ap wifi on kar denge to koi bhi use kar sakta hai uske liye aapko password lagana padhta hain bahut hi essy hai.

Password lagane ke liye aapko is picture me follow kar sakte hain.


Hotspot me password kaise lagaye 

allhindimehelp

Isme apko Set up Wi-Fi Hotspot par click kar de to password optin so ho gayega phir apko apne hisab se laga sakte hai pass.
Jo apko yaad rakhe me aasan ho .

Agar aapko blogger se paise kamane ke bare me janna chahte hain to aap meri post padh skte hai
adhik jankari ke liye yeha click kar ke padh le

No comments:

Post a Comment