Hello blogger umeed hai ki apni apni blog bana liya hoga or usme kuch apna article bhi likhe honge lekin visitor bahut kam aate honge . To aaj hum is topic pe bat kar rahe hai ji apne blog ki traffic ko bada sakte hai.
Aaj Blogger Search Engine Optimization ke (SEO) ke bare me kuch tips dunga jisse aap apne blog me traffi ko bada sakte hain.
Kyo ki agar blog pe jab adhik visitor aane laga to Google adsense account jaldi aprovel ho jata hai.
Friends mere blog par post 20 kiya hu abhi tak but maine SEO Setting nahi kiya tha to blog par bahut kam visitor aate hai the. Lekin jab maine SEO ki setting ki uske bad se mere blog par visitor aane lage. Pahle mai apne blog ka pura url type kar ke search karta tha lekin mai jab SEO apne blog par kar liya to bas blog ka title search karte hai to aa jata hai. Iska matlb ye hai ki aap apne blog ki setting jarur kare uske liye mai is post me bata raha hu aap follow kar sakte hain.
Must Read
Google Adsense Account kaise Aprovel Karate hai
Step.1
Step.2
ab aap apne blog kiki Google Console me add kare. agar nahi pata hai kaise add kiya jata hai to aap yaha par click kar ke uski puri jankari le sakte hai. Read Google Console.
Step.3
Must Read Submit Sitemap

SEO Tips |

Blog Description Kaise Likhe Jate hai
Sabse pahle blog hum apne blog me blog description add kare hai agar nahi pata hai to chaliye mai btata hu.
Blogger ke Desboard me jaye Setting par click kar de. Apke samne Description box open ho jayega phir aap apne blog ke bre me likhe apne blog par kis tarah ki jankari share karte hai oh likhe..jaise humne likha hai aap dekh sakte hai.
Step.2
ab aap apne blog kiki Google Console me add kare. agar nahi pata hai kaise add kiya jata hai to aap yaha par click kar ke uski puri jankari le sakte hai. Read Google Console.
Step.3
Blogger Meta Tags Description
Friends SEO ke liye meta tags description add karna bahut jaruri hai apne blog me isme humko 150 characters me btana hota hai apne blog ki me point ko aap apne blog me provide karte hai, Jo apne blog me likhte hain oh sab.. Example ke liye maine pic me bataya hu,
- Sabse pahle aap setting par click kare to niche Search preferences ka option hai uspar jab click.
- Phir aapko enable search description YES karna jo box open ho jayega jisme likha hai.
- ab Save changes par click kar de.
Must Read Submit Sitemap
To Ye sab aap kar lete hai to apke blog par traffic aani start ho jayegi or apke site par visitor adhik aayenge kyo ki maine khud aisa kiya hu or mere blog pe visitor aa rahe hai..
Thank You For Reading This Post,,,,,,,,
No comments:
Post a Comment