Tuesday, 20 October 2015

Chitika Ads se Paise Kaise Kamaye - Chitika Par New Account Kaise Banate Hain Hindi me Sikhe

Namskar dosto aaj main btane ja raha hu ki Aap Ko Man Me Ye Sawal Hota Hoga Ki Internet Se Paise Kaise Kamaye. To Aaj Hum Uske Bare Me Bat Kar Rahe Hai Bas Aapke Sahi Se Istemal Kare Apne blog ya website par chitika ads kaise lagte hai, Or Sign Up Kaise Karte Hain.  To Sabse pahle uske bare me kuch jaan lete hain.

Chitika ek Advertising Site hai or hum jab apne blog ya website par ads lagate h toor visiter ko show hota hai uske paise deti hai.

Note. Paise Kamane ke mamle me Adsense Sabse Acha Hai Lekin Agar Aap Ko Adsense Account Approval Nahi Huaa H to Chitika ke Ads Lagaye Or Ise Paise Kama Sakte hai

allhindimehelp.com
Youtube se  paise kaise kamaye

Chitika Ads Kab Acha Rahega Blog me Lagana

Friends yeha par mai btana chahta hu ki apki blog pe kam, se kam 30, 40 post hoadhik rahegi to or acha rahega  thora traffic aa jayega to earning fast hogi  aisa nahi ki jade der apko wait nahi karni padegi.
Jitna post rahega us type apke blog pe ads dikhate h or bussion ko promote karte hain to aaye Start karte hai.

Chitika Ads Par Anapa new Account Kaise Banaye

Step 1. Sabse Pahle aap www.chitika.com ke official website par jaye. Or Right side me Publisher likha hoga Sign up likha hoga click kar de.

allhindimehelp-image
Yeha par sabse pahle aapko email dena hai.
Phir Go button par click kar de.

Step 2. 1 Jab aap Go button par click karenge to jo email diye hai uspar conform karne ke liye ek message jayega us link par click kar de.

Step 3.  Ab aapke saamne ek new page open hoga usme apni sahi sahi jankari bhar de jo maine picture me bataya hai aap follow kar sakte hain.


allhindimehelp.com image


Aap ye post pad rahe hai or abhi tak blog nahi banaye to sabse pahle apna blog bna le.

  1. Yeha par apna first name likhe.
  2. Phir last name jo apka hai.
  3. Yeha par apna user name chune jo pahle se kisi ne nahi banaya ho. ex. allhindimehelp maine aisa likha hai acha rahega aap bhi apne blog ka name rah de to.
  4. Phir apni website ka naam likhe agar Damin name nahi liye hai to koi itna bra issu nahi hai aap Blogspot bhi used kar sakte hai.
  5. Yeha par apna koi password likh de jo 8 ank ka ho or yaad rahe. Password kuch is type ka rahega Ex. (1234!#$%* ).
  6. Phir yeha par bhi same password likh de.

Aapko kuch der tak wait karna hoga jab apka account approved ho jayega to aap ke email par ek mail jayegi phir aap chitika ke side par aap login kar ke apne blog par add laga sakte hain.


Agar apko kahi se koi dikat aati hai to aap comment kar ke puch sakte hain.

No comments:

Post a Comment