Saturday, 31 October 2015

Online SnapDeal Se Paise Kaise Kamaye



Hello Visitor aaj ka humara topic hai Snapdeal se paise kaise kamaye jaate hai. Iske bare me mai btane ja raha hu. Dost aap ye soch rahe honge ki snapdeal to online shopping company hai use kaise paise kamaya jata hai. To main batana chahta hu ye aap galat soch rahe hai.Agar aapke pass ko website hai to aap Snapdeal Affiliate Program se aap paise earn kar sakte hai bahut hi aasan hai.
Online SnapDeal Se Paise Kaise Kamaye- allhindimehelp



Friend jaisa ki main pahle bataya hai aapke pass blog hai or blog par acha traffic ati hai to aap snapdeal se paise kama sakte hai. 

Snapdeal Affiliate Program se Paise Kaise KamayeSnapdeal Affiliate program ke jariye aap paise kama sakte hai isme karna kya hota hai. Jo inke affiliate banner hote hai aap unko apne blog par add kar ke. Add so karte hai or jab koi apke blog ko visit karta hai usko product acha lagta hai or  order karta hai apke blog se to  uske jitna % likha hota hai oh aap ko milta hai.Jaise maan lijiye koi 1000 ka pursche kiya to aapko usme se 10,ya 20 % aap ko milta hai. har product ka alag-alag price hote hai or uski alag rate hote hai milte hai.Step 1Sabse pahle aap snapdeal ke affiliate website par jana hota hai agar nahi pata hai to Click kare  Apke samne official website open ho jayegi. Phir apko Join Now For Free par click kar de.

Snapdeal me New Account Kaise Banate Hai





All Hindi Me Help-Image



Isme aapko apni email id dale or minimum 6 characters ka password likhe or confirm pass likh kar Register kar de.To apke samne ek form aayega jisko apko fill karna hota hai payment ke liye hai.Step .2

allhindimehelp




1.Apna naam likho first name and last name. Phir Affiliate type me Individual kar de or apna mobile number likhe.2.Yeha pe apko payment information fill karna hai. Pay Name, Payment Type. Phir bank Account detail fill kare. agar nahi hai to koi itna issue nahi aap Sign up kar sakte hai. Adress like apna. Aap picture dekh sakte hai jo maine fill kiya hu aap ko usi type se apna adress fill karna hota hai.3.Phir Affiliate Website Information bhare. Yeha par apnne website ka name likh kar Save Chances Kare. To apka account ban chuka or kabhi aap apna information cheng kar sakte hai.Phir ek page open hoga jo jisme aapki Affiliate Id hoga phir uske niche Search For Product Likha hota hai to agar apka blog Maan lijiye mobile se related hai to aap uska add lagaye to jade faida hota hai. Mera bat maniye apki blog Jis topic se related ho usi type ka add lag aye to or acha hota hai.Step. 3 




All Hindi Me Help- Image



Isme aapko search for products me apko jo chahiye aap search kar sakte hai. Phir Get Link par click karna hota hai.or apne blog me lagana hai agar nahi pata hai hai to chaliye hum batate hai.
  




all hindi me help

Ab apko ye code copy karna hai. Phir Blogger me jaye Layout par click kare or Add a Gadget par click kar ke. HTML/Java Scrip par click kare or code ko paste kar ke save kar de.


All Hindi Me Help-Images


Agar aap chahe to Static Banner size cheng kar sakte hai. Chaliye jante hai kaise cheng karte hai.

allhindimehelp


Tool & Widget par click kare or oha se jis type ka baner link chahiye select kare.. Ab aap 
niche dekh sakte bahut sari size hai jaha aap blog me laga chaate hai laga sakte. SQUARE, HORIZONTAL VERTICAL Ye sab size hai jiski aapko jarurat hai aap add kar sakte hai. Maine Demo is photos me dekha diye hu aapko samajh aa gayi hogi bahut hi aasan hai karna..Humne pahle hi bataye hue paise kamane ke bare  pade 

Friends ye to mera aaj ka topic Affiliate Program se hum apne blog par add laga ke paise kaise kama sakte hai. Agar iske bare me koi or jankari chahiye to aap mujhe comment kar ke puch sakte hai.Agar aapko mera post acha laga ho to niche diye social like par share kare.


SnapDeal Hindi Video Tutorial Hindi Me Help

Friday, 30 October 2015

Google Analytics Create New Account- Hindi Tutorials

Namskar Dosto Aaj ka humra topic hai Google Analytics ke bare me ye kya hota hai or uspar apna new account kaise banate hai. Apne Blog or Website me kaise add karte hai. Iska hume jarurat kyo parta hai. Dosto ye sab aaj mai btane wala hu iske bare me jo bahut hi inpartent hai Blog Ya Website ke liye.
Mai pahle hi bata diya hu ki sabse pahle Google Search Consol me apne blog ko add karte hai.Dosto Google Analytics par jab aap account ban jata hai to se aap dekh sakte hai apki site par kaha se visitor aa rahe hai or kis page ko dekh rahe hai. kis devices se apki site open bahut sari jankari pass sakte bahut hi achan hai aaye start karte hai.

All Hindi Me Help-image
Google Analytics

Google Ki service hai analytice ye bilkul free hai aap ye se har parkar ki jankari pa sakte hai apne visitor ke bare me.

Aap Google Analytics Me Kya Dekh Sakte Hai

Unme se kuch bata raha hu.

  • Blog ka overview dekhte hai.
  • Website par kitne visitor par day aate hai or kaha se
  • Konse Device se used karte hai/Computer/Mobile/Tablet
  • Kaise aaye social network se ya google me search kar ke
  • Total kitne page view huye hai
  • Kis Country se apki blog use kar rahe 
  • Site Ka Bonus Rate Kya chal raha hai
  • Aapke site se behavior kya hai
  • Kitne new visitor hai or kitne purane % me
  • Kon se Browser se use karte hai apki blog ko
Iske bad bahut asi jankari hai jo analytics me dekh sakte hai.
Ose to friend hum chahe to blogger me bhi Stats dekh sakte hai lekin Puri detail me jana chahte hai apne business ke bare me to yeh tool bahut acha hai hum yeha se har tarah ka report pa sakte hai aisa se.
Ab bat aati hai account kaise banaya jaye to chaliye start karte hai hai.

Analytics Me Account Bana Kar Blog Se Kaise Jode

Sabse pahle aapko official  website par jana hoga Uske liye yeha par click kare Google Anslytics
allhindimehelp



To apke samne ek new page open hoga usme niche sing up par click karna hai.
allhindimehelp

Yeha par baut option diya hai lekin  agar aap chahe to padh sakte hai or nahi to simple hai Aap Sign up par click kare.
Ek page open hogi usme apni detail bharni hai.
All Hindi Me Help-image


allhindimehelp



  1. Kiske liye account bana rahe hai uska name de kuch bhi name de sakte hai koi itna bra isu nahi hai.
  2. Apne website ka name de ye sahi hona chahiye.
  3. Website ka url de http:/ select kar le
  4. Industry Category me apko website ji topic par salect kar le agar usme nahi hai to other par click kar de.
  5. Reporting time zone me aap jaha se hai oh select kare.
  6. ab niche check 
  7. Get Tracking ID par click kare 
Ab aapke saamne ek new popup window open hoga.
allhindimehelp




  • Sabse pahle apna country select kar le.
  • Ab google analytics terms padh le
  • I Accept kare.
Ab jo page open hoga usme Tracking ID milega jo use apne blog me ad karna hai.

allhindimehelp
Ab aap Tracking Id ko Copy kar le.
Phir apne blog me jaye jiski id creat kiye hai

Setting >>Others >> Google Analytics



allhindimehelp-image

To friends ab apka id add ho chuka hai kuch time bad aap oha par apne website ha har report check kar sakte bahut hi aasan hai dekhna.

Phir bhi ko problem aati hai to mujhe bataye apki help ki jayegi.
Humari ye koshish hai ki apko Internet me besic se lekar advance tak jankari share karu or aap sikh sake .

Thursday, 29 October 2015

Online Internet Se Paise Kaise Kamaye - Puri Jankari Hindi Me

Hello Visitor ummid karte hai aap thik honge. Aaj hum bat kar rahe hai Online Make Money ke bare me. Mujhe bahut sare friends sawal kiye hai Paise kamane ka koi acha idea btaye to mai bahut sari study karne ke baad ye jankari share kar raha hu jo apko jarur pasand aayegi. Dost Online paisa kamane ke liye kis baat ka dhyan me rakhna hota hai ye sab hum batane wale hai. Aap step by fowllo kre.

All Hindi Me Help- Image
Make Money



Online Paisa Kamane Ke Liye Ye Sab Aapke Pass Hona Chahiye.

  1.  Computer Ya Acha ek smart  Phone
  2. Internet ki Basic  jankari 
  3. Internet ka connection hoja jaruri hai
  4. 2 Month apko wait karna prega publicity ke liye.
  5. Ek Email id.
Sabse pahle man liye ye sab aapke pass hai to aye start karte hai yakin kijiye ye mai bata raha hu maine khud ajmaya hu. 

Blogger Se Paise Kaise Earn Karte Hai

Dost blog se paise to earn kar skte hai lekin isme thora time lagta hai kyo ki. Blog me post likhna hota hai or publicity bna na padta hai. aap apni blog bana kar paise kama sakte hai. Blog kaise bnaye Jane. Mai ek asan tip bata raha hu niche oh mast hai. Mai karta hu.
Blog bna liye or apke pass visitor bhi aane lage to  Google Adsense Se Paise Kama sakte par ye bahut muskil hai aapko is bat par dhyan dena parta jo iske liye required hota hai. Mane iske bare me bahut ache se bataya hu aap padh sakte hai. Kaise Kare Adsense Aprove

Youtube Se Paise Kaise Kamaye

Dosto apke pass email id hai to aap youtube se paise kama sakte hai. Uske liye aap ko jisme ruchi ho uski aap video banaye or use youtube par upload karde. Man aap video aap ko kar dijiye or soch rahe hai uske paise kaise milta hai.
Upload karne ke bad video monetization kiya jata hai jo mai pahle hi bataya diya hu. Agar nahi pata hai to Youtube Monetization Padhe.

Apna Services Se Kis Tarah Paise Kamaye 

Agar aap chahe to aap apne Services se paise kama sakte hai. Humare services bahut trah se ho skti hai.
Example- Aap apna blog banaye uspar apna services lagaye jaise. SEO Graphic Design, Web Design, in sab ka aap video tutorial banaye aur aap apne blog par btaye mai iska services deta aap yeha se kharid sakte hai to aapke blog par koi aaye or dvd kharid to apko uske paise dega.
Aap chahe to Fiverr Pe Video bana kar paise kama sakte hai. maine fiverr ke bare me pahle hi bataya hu aap padh sakte hai.

Must Read 

Internet se paisa kama sakte yesi bahut sari website hai jo ads dikhane ko paisa deti hai. jab unke ads par koi click karta hai or oha se kuch order karta hai to 20% rakhe baki ke Paise aapko deti hai website ye bahut hi simple hai Affiliate marketing se paisa kamana 

Payment Kaise Lete Internet Se

Internet par kuch website yesa hota hai jo Paypal account me paisa deta hai Agar apke pass paypal account nahi hai To bana lo. Kaise banate hai puri jankari
Aur kuch website aap ke account me paisa transfer karti hai .

Agar aapke pass koi Que. hai earn money se or uska Ans. dhund rahe to bataye puri help ki jayegi.

Facebook Profile Ko Page Me Kaise Convert Kare - Convert a fb Profile to a Page

Hello Blogger. Aaj hum bat karenge Facebook ke bare me jab humare account me 5000 friends add ho jate hai to uske bad kisi or ka friends request add nahi kar pate hai. Agar koi request kare to phir kaise add kiya jaye. Uske liye hume apne Profile ko Page me Convert karna hota hai.
Facebook profile ko page me convert karne ke liye kam se kam 500 friends hoja jaruri hota hai..
Page banane ka ye ek faida hai ki apke pass koi friends request nahi aayegi jisko add karna hoga oh aap ko like karke kar lega..

All Hindi Me Help



























Aaye jante hai kaise page banate hai apne profile ko.
Sabse pahle jana padega Go To Profile Page Migration
Phir apke samne ek window open hoga jo is tarah ka dikhega.

Facebook Profile Ko Page Me Kaise Convert Karte Hai Puri Jankari


All Hindi Me Help - image

Friends aap dekh sakte hai ye bahut sara option aa gaye inme se koi ek saleact karna hai. Jo apki jarurat ho maine Brand or Product par kiya hu.
Phir isme aapko apna category select karna hota hai jaise mai kya hu. or Get Started par click kar de to ek new page open ho jayega.

Also Read 
 Adsense Account Approval Best Idea
all hindi me help.

Ap aapko apna facebook password likha hai or Confirm par click karna hai. phir ek new page open hoga .
all hindi me help-image

About option hai pahle to apne apne page ke bare me kuch likhe jo khali jagah hai phir apne website ka name likhe agar apki koi to.
Phir fb/ke bad apna jo likhna chahte oh likh kar Agle set me jaye or profile picture upload kare ya phir skip bhi kar sakte hai.
Add to Favorites me add kare simple hai.
Ab aab Preferred Page Audience me ye rakh sakte hai  apke profile ko kis age ke log like kare.

Ab facebook profile page me convert ho jayega . Aagar koi facebook sambandhit problem ho to aap mujhe comment kar apki help jarur ki jayegi.

Wednesday, 28 October 2015

Blogger Image Optimization - Image Ko SEO Friendly Kaise Banaye

Hello Dosto, Aaj mai ye bata raha hu jab hum koi blog par post likhte hai or use related image upload karte hai to use kaise SEO friendly banate hai. Kyo ki ye bahut hi inpartent hota hai aisa karne se humare blog par traffic adhik aane lagti hai. Kyoki jab koi picture search karta hai or apne apne photo ko SEO friendly kya hoga to apko show hoga.
Kyoki aapne 500 word likhte hani article me or ek acha image hoto uske 500 ord ke brabar hota hai.
Mai pahle hi bata diya ho jab apne blog bna le to sabse pahle Google Console Me Add Kare.
Must bat ye hai ki aap apni khud ki bnaye image uplode kare ya phir jaha se lagay hai us website ka link likhe.

all hindi me help - image

Mere hisab se sabse jade focus image par rakhni chahiye. SEO friendly image bahut hi infortent hota hai search result ke liye.


Image Ko SEO Friendly Kaise Banaye Rename Kar Ke

Sabse pahle to hum kahi se photo upload karte hai to uska default name hota hai ju ki uski jarurat nahi hoti hai. Jaise' DSC005232'.jpg Yar phir ' 2324121.jpg kuch is type se to ye galat hai
SEO friendly image banane ke liye sabse pahle use rename kare or jis topic ka image hai uska naam likh kar hi upload kare. Aur mere hisab se image ka format GIF me rahe to or acha hota hai ose Jpg Bhi rakh sakte hai.

 Alt Tag and Title Tag Add Kare

Alt tag and title tag add karana bahut hi acha hota hai optimization ke liye. 

All Hindi Me Help - Image


Title text  lagane me btana hota hai jiske bare me image ho uska naam.
Alt text me google ke search engine optimization me robot google ko btata hai photo ke bare me.

Image Properties Ko Kaise Open Karte Hai

Friend aap chahe mobile par blog use kare ya laptop pe jab aap photo upload karte hai post me to photo par click kare Properties Likha hoga uspar click karne se Image ka properties open ho jayega or oha se likh sakte hai.

Image Ka Size Kya Hona Chahiye

Image size jitna bara rahata hai utna loading time lagta hai open hone me to kam se kam size rakhe .
Jase 50kb acha hai size ko kam karne ke liye aap photoshop me jaye or oha se kam kare.

all hindi me help - image

Agar aapke pass photoshop hai or use karte honge to pata hi hoga kaise save karte hai. File me jakar save for web & devices par click kar ke save kar de.
Aisa karne se apki pic size kam ho jayegi web format mae or fast loading hogi.
To jabhi koi post kare to image par jade dhyan de or seo optimization banaye kyo ki ye blog ke liye bahut acha hota ha.

Thank agar aap ko ye post acha laga ho to bataye umeed karte hai aapne jab ye post padhenge to samjh jarur aayegi or nahi aaye aapke pass koi sawal hai iske bare me to mujhe bataye apki puri help karenge.
Aapka blog search karne me nahi aa raha ho ya aap pura url likh kar search karte hai ye problem apki solved ki jayegi yeha par..










Tuesday, 27 October 2015

Fiverr Se Paise Kaise Kamaye Hain | Fiverr Par Apna New Account Kiase Banaye

Hello Friends! Aaj main ye btane wala hu Fiverr kya hota hai. Apne Fiverr ke bare me to internet pe naam suna hi hoga.Fiverr hum kaise paise kama sakte hai. Aur aap sochte honge Fiverr kya hai ?
Chaliye Mai Bata raha hu Aap post ko ache se padhe apko samjh aa jayegi..
Fiverr- allhindimehelp
Fiverr
 Mai simple bhasa me kahun to ek online bazar hai jaha par sevaye bechi or kharidi jati hai. Lekin fivere ke khas bate ye hai yeha sirf 5$ ka sab kuch hota hai. Internet par hazaro logo ko kuch chahiye kisi ko. Facebook like, Koi video banwana chahta hai, to ko photos. Koi mobile apps banwana chahta hai or ko website design.
Ye sab Fiverr par jakar dhundte hai koi inka kam kar de. Agar aapko Kuch karna aata hoga to fiverr par paise kama sakte hai kisi ka kam karke.

Fiverr Par Account Kaise Banate Hai Janiye 

Sabse pahle to aapko fiverr ki official website par jana hota hai. Official website par jane ke liye click kare.

fiverr Join- allhindimehelp




Ab apke samne fiverr ki website open ho jayegi. apko Join par click karna hoga.
allhindimehelp-image

Ab apke samne Join Fiverr ka option aa jayege. Aap chahe to apne email se join kar sakte hai. jab aap email dal ke Continue par click karenge to aap ke email par ek conform message jata hai us link ko open kar de aap ki account ban jati hai 
Ya phir Facebook se Connect kar sakte hai ya Google Plus se. Jab aap join kar lete hai to message aayega.
Account successfully activate ka message aaya hai iska mtlb apka account ban gaya hai. agar aap chahe to apna profile update kar sakte hai.

Fiverr Me Account Setting Kaise Kare

Jab account ban jayega to apka profile right side me so hoga usme se aapko account setting par click karna hai to aap ki sabne ek box open hoga oha par apni detail fill karna hai hai.


allhindimehelp-image
  1. Yeha par aap apna naam likhe.
  2. aap ki email id hai aap chahe to chenge kar sakte hai.
  3. Apne name de pement milne me aasan ho.
  4. Apna full address likhe jahan par rahate jise apoko monthly bes par pement mil sake.
  5. Aap jis Country chun le jaha se hai.
  6. Save Changes Kar de.



Ye sab fill karne ke bad aapko Public profile setting karna hota hai.


allhindimehelp

Fiver me Public Profile Setting Kaise Kiya Jata Hai Jane

 Profile Photo Upload Kare Original. Ye bas mai demo dikhaya hu.
Something About You Isme aap Apne bare Me English Me 150 se 300 Characters me likhe.
Online Status Aap apna Gigs Kitna Der Ta Online Rakhna Chahte Hai Set Kare.
I can Comunication Phir aap apna Language Select Kare Ye Bahut Sari Bhasa Diya Hai
Phir Save Changes Par Click kar de.
 

Fiverr Se Paise Kaise Kamaye

Ab bat aati ha paise kaise kamaye to chaliye mai bata raha hu.Gigs Bana Kar
 Fiver par paise kamane ke liye kis type ka kam milta hai .
Example. Logo, Mobile apps. Video, Audio, Website bana ke. Bahut sari suvidha hai paise kamane ke liye aapko jo aata hai aap us par kam kar sakte hai.



HINDIMEHELP

Aap dekh sakte hai bahut sari services hai inme se jo apko aati hai aap apna Gig Bana kar Selling kar sakte hai.

Gig Kaise Selling karte hai

allhindimehelp
















Sabse parle aap apne account par click kare usme Start Selling Likha hoga us pe click kar de.
Phir apne samne jo page open hoga usme Create A Gig Likha Hoga. Uspar Click kare..
Or Finely aapke paas jo gig bnaya hai oha se selling kare.

allhindimehelp

  1. Isme aapko gig title dena hai.
  2. Jispar aap gig banaye hai honge uske category select kare.
  3. Apko samjh me nahi aa rahi hai to aap ye official video dekh sakte hai. Yeha par Photo lagaye.
  4. Gig Gallery me apna koi photo lagaye jo formate diya hai use.
  5. Description me bta sakte hai aap ki trah ka gig banate hai or kis tarah se aap logo ko offer kar sakte hai.
  6. Tags laga sakte hai. 
  7. Duration set laga sakte gig kitne din me gig bana sakte hai.
  8. Save kar de.
Iska Payment Paypal se bhi milta hai aapke pass account nahi hai to bana le.



Also Help- 
Agar aapko samjh nahi aaye to aap humse pooch sakte hai. Agar apko internet se sambandhi ko sawal hai to mujhe bataye mai apki puri help karunga.



Blogger Post Editor Tool Ke Bare Me Puri Details - Blogger Hindi Me

Hello blogger, Aaj Post Editor ke bare me btane wala hu jo blogger par new hai or post likhte hai, To kuch tool ke bare me pata nahi hota hai kis tool ka ka used kiya jaye or or iska kya mtlb hota hai.
Agar aap blog par new hai or post editor features ke bare me kuch nahi pta to aap ye Article padhe aap ko ache se samajh aa jayega.

Blogger Post Editor Details- allhindimehelp

Blogger  Editor Tool Ke Har Function Ke Bare Me Jankari

allhindimehelp

  1. Post Title- Isme hum apni post ka title likhte hai. Matlab aap jo post likhte hai uski 150 sabdo me title ya headline batate hai hai ye Post kis se related hai.
  2. Post Body- Yeha par apna article likhte hai jise visitor asani se padhte hai.

Blog Post Editor Tool

allhindimehelp

Compose HTML


  1. Hum jab post likhte hai oh compose me or compose view so hota hai. agar aap chahe to html code ko dekhna chahte hai hai post ki to html par click kare. Agar aapko alag se code add karni hai to aap html par ja kar add kar sakte hai.
undo tool
Undo/Redo-
  1. Is bottum ki madad se hum post me jo likhte hai usko ek estep aage or ek step piche kar sakte hai.
Blogger Font image

Font- Blogger ka diya hua default font hai isme jo hum likhte hain hum chahte to font cheng kar sakte hai yeha se.

blog font size image










Format- Is option se hum blog ke font size badal sakte hai. or agar ko heading likhna ho to yehi se option aata hai. subheading, Minor ,heading, normal Yaha se likh sakte hai.

blog font style




Bold- 'B' Bold ki help se hum jo post likhte hai usko mota kar sakte hai 
Jaise Maine Likha Hello Word isko bold kar diye.
Italic 'I' is option se hum jo likhte hai use teda kar sakte hai - All Hindi Me Help
Underline 'U'  Iski madam se hum apne post ko underline kar skate hai. Post ke niche ek line aa jata hai jaise- Help Me

text backgraund color image














Text Colour-  Iski madat se hum apne text ki colour badal sakte hai. 
Text Background Colour-  is option se tex ke background color ko change kiya ja sakta hai.

blog




  1. Add or Removed Link- Hum jo bhi post likhte or or kisi post pe hume koi link dena hai is ki madat se link par click kar ke url de sakte hai.
  2. Insert Image - Agar post me koi image add karna hai to hum yeha par click karte hai to image insert karne ka option aa jata hai or hum apne computer se koi picture apne blog me uplode kar sakte hai.
  3. Insert a Video - Agar apne blog me koi video upload karna hai to is option par click karte hai to puchta hai kaha se video upload karna to jo video bana kar rakhte hai apne laptop me se yeha se add karte hai.
  4. Insert Jump Break - Iska mtlb ye hota hai agar koi post likhte hai or jump break used karte hai to post me crros ka nishan aa jata hai or display par utna hi so karega jaha tak apne jump break lagaya hai. uke bad koi user puri post padhne ke liye apki blog open karta hai.
allhindimehelp

Alignment - Is tool ki madat se apne text ko arreng kar sakte hai. Right side se likhna hai ya center left side ye sab option hai isme.

image blog




Numbered list-  Agar aap chahte hai post me numbering vise post karna to aap iski help se kar sakte hai.
Bullet list - Agar aap chahte hain number me na likhe to aap Bullet list ke madad se likh sakte hai.
Quote - Iski madad se aap kisi inparte jagah par quote used kar sakte hai.
Example:-
"Hello i am blogger" "Share basic Knowledge Blogging"
Remove Formatting -  Is option ki madad se aap apne post me jo bhi formatting use kiya hoga. Is tool se ek hi bar me remove kar sakte hai. Jaise Bold.italic.underline.strikethrough.or hai....
Check spelling - Yeh ek bahut hi acha option hai jab hum apne blog me post likhte hai or spelling nahi pata raha hai to ABC click kar dete hai.or jaha par spelling galat rahata hai use highlight kar deta hai.

allhindimehelp



















Transliterate word type phonetically in English script (?) - Ye tool mere hisab se bahut sahi hai kyon ki ki har koi ja blog likhta hai sochta hai mai apni bhasha me likhoo to ye option yeha se aate hai.
left to right  image



Left to right/Right to left - Hum sab left to right likhte hai lekin agar dekha jaye ki Urdu Right to left likhte hai jo urdu likhte hai unke liye acha option hai.





















Post Ke Liye Bahut Inpartent hai Labels 

Labels - Blog me hum jiske bare me post likhte hai uska ek labels banate. iska bahut bara faida ye hota hai ki user ka bahut asani hoti hai humare topic ko khujane me.
Labels ke bare me pahle hi bataya hu blog me labels ki setting kaise karte hai..

Adhik Jankari Ke Liye Yeha Se Padhe

Blogger Post Schedule image



















Schedule - Agar aap kisi post ko time date set karna chahte hai to yeha se kar sakte hai.

permalink image












Permalink - iske madad se hum jo post karte hai uska default usr ban jata hai . jo hum use apne hisab se set karte hai or url ko chota kar dete hai.
Post publish karne se pahle hume apne url ko acha bana kar publish karna chahiye jo yeha se hota hai.

location add blog



















Location - Yaha se hum apna location add kar sakte hai.

search description
















Search Description-  Ye ption bahut acha hai log me jab hum koi article likte hai to search description 150 sabdo me likhna kar khas bate batani hoti hai. Aisa karne se koi bllog search karta hai to jab hum description likhte hai oh show hota hai. or visitor samajh jata hai ye post me kya kya hai.

To friends maine blogger post ke bare me bahut acha bat share kiya hu agar aap blog pe new hai kuch samjh nahi pate hai kis tool kya matlab hota hai to aap is post ko ache se padh kar samajh sate hai..

Agar aapke kuch samjh nahi aaya ho to mujhe comment kare or btaye kya problem ho rahi mai apki puri help karunga..