Friday, 4 March 2016

Google Adwords Kya Hai Website ke Liye Kyo Jaruri Hai

Google Adwords bahut hi acha searvies hai. Jab bhi hum google search engine me search karte hai to kahi na kahi acha acha topic jaise make money, SEO. Blogging.etc to sabse upar  jo website show hote hai unme kuch ads wale  Adwords wale bhi to website show karate hai. Par hum Adwords ko free me use nahi kar sakte hai. Uske liye kuch pay karna parta hai ki site ko kitne month adwords me show karane hai..,



Google Adword Hindi tutorials






Google Adwords Kya Hai 

Google Adword ek Pay Per Click (PPC) site hai. Jaise humne ad laya hai google par show karne ke liye to jab bhi koi visitor aate hain site par ads ke jariye to uske paise dene parte hai adword ko.
Adwords google ka ek  bahut badi advertising  network hai jo apne website ko jispar hum apni website ko advertisement ke liye apply kar sakte hai. Jisse agar koi humare website se related research karega to Ads ke rum me show karega. Aur sabse bada faida ye hai ki hamare website ya blog pa traffic adhik aayega . Jise visitor adhik aayenge our earning acha hoga. Par iske liye paise dene padte hai agar apko apne website ko advertising karne hai to best tarika hai Google Adwords .

Google Adwords Kyo Jaruri Hai Website Ke Liye

Google adwords unke liye hai acha hai jo log business karte hai ya phir jo blogging karte hai uske liye bhi bahut inportent hai agar dekha jaye to sabhi ke liye adword important hai Online successful hone acha tarika hai.
Agar aapko koi local business hai to aap apne website par adword ke through visitor ko bhej sakte hai.

google adword ad show home page



Aap yaha par dekh sakte ho maine ek keyword type kya hu online earning money to use related kuch website open hogaya jispar ad laga hua hai or ye top page  par show kar raha hai sabse upar.
Inme se kuch ads 1 sabse upar show kar raha hai oh is liye hai ki us site wale  ne is keyword par jade paisa diya hai to uska website sabse pahle show kar raha jai.

Agar maan liye mujhe apni website ka adword lagane hai Hindi Blogging Keyword par to main apne gmail account se log in karke. Kam se kam Rs.1000 Budget se apna business strat kar sakte hai
Uske bad maine kisi ek city ko target karta hu jaha us keyword ka jade search ho phir agar koi hindi blogging search karta hai to mera site to par sabse upar show hoga kyo ki uspar ads laga hua hai.
Adhik jankari ke liye aap adword website par jaye or uske toll free number par bat kar sakte ho.

To Agar adword ke bare me or kuch jankari chahiye to aap mujhe comment karke puch sakte ho. Aane wale time me adword se related kuch best jankari bataunga kaise website ko adword se jorte hai,

1 comment:


  1. Whatever activity you do to increase the rating of your website. She will fall under that category of seo. Due to which the website ranks on the search engines. The ultimate objective is to rank the website on Google and we do search engine optimization for its branding, popularity and making visitors.
    Which optimizes the website on all search engines like Google, Yahoo, Bing, Baidu, Ask.com etc. To rank website in google we need maximum on-web page and off web page, To develop business from our website in search engine, we have to run online marketing campaign in Google, which people visit our website. Visit here: https://nextwhatindia.com/

    ReplyDelete