Friday, 18 March 2016

How To Use Free Internet Mobile or Computer in Hindi

Dosto aapne free Internet use karne ke liye bahut sare tips apne hone par shayad hi koi kam kiya ho. Mai jo is post me free internet use karne ka tarika bataunga ye bilkul 100% sach hai. Is tricks ke madad se mobile or computer me 3G internet bilkul free use kar sakte ho. Agr aap is post ko achhe se padh kar follow karte ho to aapko koi problem nahi hoga,
Jaise ki aap soch rahe honge kis kis SIM Card par kam karta hai ye sare network par kam karta hai Example, Idea . Uninor .BSNL.Vodafone. etc sabhi SIM Card se muft me Internet Use kar sakte ho,



Access free internet parday 100mb

Aaj hum jis aap ke bare me bat kar rahe hai woh bahut hi best apps hai daily 100 mb free me deta use karne ke liye. Phir chahe mobile ho ya computer is tips ki madat se windows me bhi free me internet use kar sakte hai,
DroidVPN Ke official website par jane ke liye click kare

?????? ??? :- ?????? ?? ???????? ??? ???????? ????  ?????? ???  :-  ??????? ???? ?? ?????? ???? ???? ???? ??? 
               

DroidVPN Par New Account Kaise Banaye

Agar aap android phone use karte hai ya lollipop dono me hi free me internet access kar sakte ho uske liye sabse pahle DroidVPN current version 2.7.5 Download karne ke liye click kare.

DroidVPN app ko install karne ke baad Sign Up par click kare to account banane ke liye mobile me jo browser usme open karne ko kahega use open karne par droidvpn ka website open ho jayega,

how to create droidvpn account and use free internet

  1. Yaha par apna Email id likhe jo on ho kyo ki ispar vpn password send kiya jayega
  2. Ye apna password likhe jo email id me use karte ho
  3. Yeh ek captcha likhe
  4. I accept the terms of service par tic kare
  5. Sign up now par click kare
??? ??? ?????? ????? 


Aap aap ka account bana gaya hai. Jo imail id diya hai use khol ke check kare uspar password send kiya gya hoga.


Android Phone me Free Internet Kaise Chalaye

Ab Droidvpn app ko open karo or jo email id or jo password mila hai use Login kare. 

Note :- Free  me 3G data 100 MB daily milte hai. Par uske liye Droidvpn app ko connect karne ke liye net pack hona jaruri hai tabhi aap 100mb use kar sakte ho

free me internet use kare 100mb

Jab data pack on hoga to DroidVPN automatic connect ho jata hai agar server busy rahta hai to aap ko open kar ke touch button par click kare toh isme bahut sare free server diya hai kisi na kisi se connect ho jayega. Jaisa ki aap dekh sakte ho mai free me download kar raha hun bina apna data kharch kiye,

Note:-  Iska speed apke SIM Card paar depend karta hai, agar aap 2G network me hai to apko slow speed milega. 

Ye Tips :- Uttar Pradesh , Delhi Rajasthan Maharashtra , Gujarat Kolkata , Punjab , Madhya Pradesh , Kerala Yani desh ke har rajyo me kam nahi karega.

Aur jab ek bar droidvpn connect ho jaye phir kisi bhi brouser me free me internet access hoga.

????? ??? ????? ?? ??? 



Computer Me Free Me Internet Use kaise Kare

Computer me free me internet chalane ke liye  PD proxy 2Mb Ka Software download karna hoga, Uske liye aapko official website dp proxy  ke site par jane ke liye click kare
Phir pd proxy me apna new account banaya uske baad is software ko apne user password ki madat se install kare.
Is tarah se aap computer me bhi pratidin free internet 100mb tak mil sakta hai chahe woh 3G  ho ya 2G .
 Main umeed karta hu aapko free me internet use karne me koi problem nahi hoga, Agar apko koi problem aati hai to niche comment box me aap  mujhe bata sakte ho, Aise hi computer internet latest tips padhne ke liye aap mere blog ko daily padhe kuch na kuch naya update hote rahta hai jisse aapko faida mil sake.

No comments:

Post a Comment