Sunday, 28 February 2016

Online Internet Or Blogging Se Paise Kaise Kamaye Sahi Tarika

Hello Blogger ! Aaj is post me sari detail me batane wale hai kya sach me blogging karke paise kamaye ja sakte hai. Ye kitna % sahi hai ki blog se paise earn kar sakte ho. Maine bahut blog me padha hai bahut se log hai 1 din me 10 $ se adhik kmate hai. Bahut se blogger aise bhi hai jo agar new blogger hai.Blogging kar ke paisa kamana koi badi baat nahi par soch jaye to bahut badi baat hi.
????? ??? ???? ?? ???? ???? ???? ?? ???? ?? , ???? ??? ???? ??? ???? ???? ?? , ???? ???? ??? ???? ??? ???? ????? ??? ?? 20 ?? 40 ????? ????? ?? ?? ?????? ???? ????? ?? ?? ?? ???? ????? ?? 20 ?? ?????? ????? ?? ???? ?? ?? ???? ????? ?? ???? ??? 500 ?? 1000 Blog Wiew ???? ??. ?? ?? ??? ????? ?? ?? ?? ??? ????? ???? ????? ?? ?? ?? ????? ?? ?????? ?? ????? ???? ?? ???? ????? ????? ?? ??? ??? ????? ????? ??? ??,



how to make money online in hindi tips and tricks




 Kya Blogging Kar Ke Paise Earn Kar Sakte Hai

Dosto agar blog bana kar paisa earn karna aasan hota to. Aaj ke time me har koi ke paas computer or internet ki suvidha hai har koi chahta ghar baithe kar blogging karke internet se paise kamaye. Par ye itna sanan baat nahi nahi jaisa aap sochte hai, Agar aap thoda sa mind ka use kare to soche hum internet par kuch bhi search karte hai to kuch hi second me lakho me uske bare me result show hota hai par hum jo first page par show karta hai use open karke apna information lete hai. 
To mere kahne ka matlab ye hai agar hum ek blog hi banaya uske kuch us par article bhi publish kar diye or traffic 1000 - 2000  bhi milna start ho jayega. Par iye itna jade traffic nahi hai jise earning jade ho. Kyoki blog post ko likhne me 3 se 4 ghante lag jate hai or maan lete hai itna apke blog par traffic aa bhi rahi hai to bahut adhik kamaye  1 din to 1$ se jada nahi hoga yani monthly 30$ kama sakte.
Dosto agar aap 1 din me 10$ se adhik kama sakte par uske liye jaruri hai pehle chizo ko sikhao Iske Liye SEO Perfect aani chahiye. Agar apko blogging karke hi paisa kamana hai to sabse pahle aap SEO Keyword search or bhi bahut chiz hai sabke  sabse bare me ache se padho phir ek na ek din successful blogger ban jaoge.
Aapko samajh aa gya hoga blogging karne se paise nahi mil jate hai isme bahut kuch hota hai jo sikhana padhta hai. Hum sab kisi facebook group page dosto se sun lat par  hai ek din me 30$ 100$ kama sakte hai or ise sab  bato ko dhyan me rakh kar pure din blogging me time barbad kar dete hai. Aur last me pata adsense account deleted ho gya. 
To mere bhai Pehle Learn Phir Earn .

 ?? ??? ?????? ????? ?? ???? ?? ?? ????? ??????? ??? ???? ?? 


Online Internet Se Paise Kaise Kamaye

Har kisi ke man me online internet se paise kamane ke bare me soche hai par sahi tarika nahi pata hota hai. Aksar aisa hota hai online paisa kamane ke chakar me paise kuch dete hai. Example Data Entry ka ya Ad clicking . Article Posting. Captcha Job . Paisa dete hai or last me result ye milta hai paisa doob gya .
Or Iske alawa kuch india me PTC site OR kuch Badi Compnya hai jo apne faide nikal rahi hai. Oh user ko kuch nahi deti user ko is tarah paisa deti hai.  Agar ksi ko paise mil rahe hai to oh bahut khush hota yaar hum to internet se lakho kamaye hain. Par iske bare me puri hakikat apko pata nahi hai. Example
Maan lijiye humne uspar apna account kholne ke liye 5000 harsar us site ko diye  or account mil gaya. Adsense ya kisi or site ka account dete hai. Or paisa earning start ho jati jati hai today kitna kamaya yesterday kitna or last 7 day me kitna earn kiye .Jab 80$ or 90$ hote hai to account block bar dete hai. Phir hum new hai is filed  me sochte rahte hai yaar galti se apne ads par click kar diya account block karte hai koi bhi reason bta kar.
Aur last me kya hota hai kuch nahi milta hai apna time barbad karte hai.  Chaliye jaan lete hai paise kamane ke liye sabse best option kya hai

Online Paisa Kamane Ka Best Tarika 

1. Affiliate Marketing 

Affiliate marketing kya hai or aise paise kaise kamaye jate hai hum apne pahle wale post me bataye hai use padhne ke liye click kare

2. Blogging 

Paise kamane ka acha tricks hai blogging par iske piche kya gme hai aapko pata nahi. Jis din pta chal jayega to soch khatm ho jati hai 


3. FreeLancing 

Yeh ek sabse best option hai paise kamane ka. Sabse pahle aap koi skills sikho jo time aap blogging social site  par batate ho . Use acha aap koi skills sikho jaise.
Photo Editing
Video Editing
SEO
Graphic Design
Article Writing 
Fiverr 
Aur bhi bahut couress hai. Inme se agar aap koi skill lo Jaise Agar Graphic design seekh jaoge to inme bahut kaam mil jate hai. Example. Logo Designs . Book Cover. Photo editing etc...

4. Video Publishing 

Video publish karke bhi hum paise kama sakte hai par jaruri bat hai koi na koi skill rahna chahiye. hum apni video ko bahut jagah publish kar ke paise earn kar sakte hai jaise.
YouTube
Dailymotion
Udemy
Skillshare 


??? ?????? ????? ???? ????? ?? ???? ??? ??? 
In sab par agar aap ko kuch aata hai acche se to tutorials bana kar apna video publish karke paise earn kar sakte hai. etc.

Maine apko online earning ke kuch tarike bataye usne apko samjh aa gaya hoga ki paise kamane ke liye. Kuch sikhna bahut jaruri hota hai. Agar aap paisa kamana chahte ho to pehle seekho lo kyunki internet kahi jaane wala nahi. 
Aap internet se video tutorial dekh kar seekho koi mehnat nahi lagega. 

Main umeed karta hu apko sari sach pata chal gaya hoga. Internet se paise earn kitna sanam hai. Par iske liye humare pass talent rahna bahut jaruri hota hai. Kisi ko dekh kar aage badhne ki mat socho aap ye dekho mujhe kya aata hai or hum kis field me kaam kare to mere career aage tak jayega.Aap us skills ke bare me sikho.

 Actually humne bahut se dost ko dekh raha hu jo din raat mehnat karte hai blogging me or comment karte rahte hai sir maine 30 post kiye traffic nahi mil raha hai. mera time isme barbad ja raha hai mai kya kru. Toh aaj is post ko padh kar samajh jayenge ki hum jitna time daily blogging me lagate hai use kam time me koi courses sikh le to jade behtar hoga.
Bahut se aise bhi blogger hai joache paise earn kar rahe hai. Lekin oh pehle kahi se na kahi sikha hai phir oh paise earn karte hai.


Agar apko post acha laga to comment karke apna feedback de sakte hai. Ya phir koi problem hai blogging internet related to bataye apki puri help kiya jayega.


No comments:

Post a Comment