Whatsapp aaj ke time me sabse jade used hone wala social network hai. Agar hum sabse jade time pass karte hai to whatsapp ke through hi karte hai, Par whatsapp me hum jade tar text message or voice video image send karte hai. Whatsapp ne ek new feature launch kiya hai jiski madad se hum apne dosto ke sath koi bhi file send kar sakte hai. Pdf file document ye sab bhi send kar payenge ye bilkul asan hai. Agar aap apne whatsapp se koi bhi file send karna chahte hai to phir se post padhe isme aapko puri jankari dene wla hu.
?????? ????? ??? ???
Whatsapp ne kuch din pahle pdf file shareing sport, or tool notification or bahut sare option update huaa hai,
?? ??? ??? ????? ???
Agar aap old version use karte hai to ye option nahi milega uske liye google playstore me ja kar update kare.
?????? ????? ??? ???
- Mobile ko wifi kaise banaye or bina USB ke laptop me internet chalaye
- Purane Android phone ko kaise fast banaye
- Bina SIM Card ke whatsapp kaise chalaye
- Delete Kiye huye file ko kaise wapas laye
- Top 10 Useful Google Chrome Tricks
Whatsapp ne kuch din pahle pdf file shareing sport, or tool notification or bahut sare option update huaa hai,
?? ??? ??? ????? ???
- Internet speed ko kaise fast kare
- Computer performance ko kaise fast kare
- 1 AndroPhone me 2 Whatsapp kaise chalaye
- Mobile se kaise kisi bhi number par free me SMS kare
- Mobile me pattern lock kaise set kare
Whatsapp Par Document Send Karna Hua Asan
Abhi hal hi me whatsaap ne ek new feature update kiya hai, Is update se user ko kafi help milega or user ek dusare ko bahut hi asani se document file pdf send kar sakte hai. Ab iske liye na to aapko kisi computer or laptop ki jarurat nahi padegi or nahi Email ka .
Agar aap bhi apne phone se pdf document send karna chahte ho uske liye Whatsapp version 12.12.453 Update karna hoga.
Jaisa ki aap is photo me dekh sakte whatsapp ke latest feature me document send karne ka option add ho gaya hai.
Jisko file send karna hai use chat wale option me jakar icone par click kare 6 option milega
- Document :- Yahan se koi bhi doc pdf file excel xls file send kar sakte ho.
- Camera :- Agar koi live picture capture kar ke send karna hai to use used kare
- Gallery :- Agar aap apne phone ke gallery mein kuch rakhe hai or send karna chahte to iska istemal kare
- Audio :- Audio ya mp3 yeha se send kiya jata hai
- Location :- Agar kisi ko apne location send karna chahte hai ise use kre
- Contact :- Koi contact aap kisi ke pass share karna chate hai to yeha se kar sakte ho
Agar aap old version use karte hai to ye option nahi milega uske liye google playstore me ja kar update kare.
?? ?????? ???? ?? ?? ?? ??????? ???? ?? ???? ?? ??? ????? ?? ???? ?????? ???? ?? ???? ??????? ?? ??? ???? ?? ???? ?? ,
??? ???? ???????? ???????? ????? ??? ??????? ?? ???? ??? ??? ?? ??????? ????? ?? ?? ???? ????? ??? ???? ???? ????? ???? ??????
??? ????? ????? ??? ?? ??? ???? ??????? ?? ??? ???? ??? !
Amazing sir thanks for sharing very profitable info
ReplyDelete