Wednesday, 23 March 2016

Internet Download Manager (IDM) Se Downloading Speed Kaise Badhaye

Hello Friends jaisa Ki apko pata hoga Internet Download Manager (IDM) Speed ko kaise incress karte hai. Is software ke developer ka kahna hai ki agar aap IDM software downloading ke liye use karte ho to 4 se 5 guna tak ki speed badha sakte ho. Agar hum internet se kuch downloading karna hota hai to kisi browser se karte hai ya phir IDM ka use karte hai, Jaha tak mujhe pata sabse acha downloading application hai IDM hai kyo ki mai ise 2012 se use karta hu or mujhe sabse batter lagta hai,

Inhe Jarur Padhe




To mai aaj iske bare me bataunga kaise idm speed ko badha sakte aur ghata sakte hai, Lekin aap ye soch rahe honge kam karne ki kya jarurat hai bahut baar aisa hota hai hum internet par kuch kam karte rahte hai or sare speed downloading khich leta hai to us time speed kam karne ki jarurat pad jati hai,

How to increase idm speed

Abhi mai idm 6.25 version ke bare me bata raha hu agar apka old hai to update kare ya phir usme bhi tarika same milega.
DIM free me 30 din ke liye trial version use karne ke liye deta hai agar apko iski service acha lagta hai to ise official website se kharid sakte hai, Agar apke pas idm software nahi hai or free me download karna chahte hai to click kare,


IDM Se Kaise Downloading Speed Badhaye 

IDM se downloading speed to increase karna chahte hai to follow kare isme mai apko kuch tips se jise istemal karke koi bhi file ka downloading speed bada sakte hai.

Step 1. 
  1. Sabse pahle IDM software ko open karein 
  2. Uske baad sabse upar menu bar diya usme Download likha us par click karne par sabse niche ek Option likhu huaa milega phir us par click kare
  3. Ya phir ye menu bar ke niche agar dekhenge to  option mil jayega
  4. Phir ek pupbox open hoga jisme setting karna hai
Step 2.
  1. Sabse pahle Connection par click kare
  2. Yeh pooch raha hai apka internet connection High speed Direct connection par kare
  3.  Max. connection off number sabse last me jitna hoga use select kare jaise mere me 32 hai to mai kya (Iska matlab ye hota hai jo bhi download kar rahe hai utne part me tut kar connection banega ga to speed badhaye)
  4. Or sari setting kar lene ke baad last me OK Kare.

Connection idm

Step 3.

Isme phir se Idm open kare uske bad , Menu Bar me Download par click karne ke bad ek usme option hoga Schedule ka us par click kare

idm speed badhane ka best idea
Latest Tips Padhe



  1. Files in the queue me jaye
  2. Download file at the same time me 1 rakhe
  3. Ab Apply kare

Ab aapka successfully idm speed badh jayega lekin ye bhi karta hain koun sa netware use kar rahe or uska plan 2G ya 3G hai,
Agar aapko koi badi file download karna hai to 3G plan plan activate karate phir usme IDM aapko speed ka pata chal jayega.
Agar apne 2G net use kar rahe hai or uski speed 40 se 50 kbps hai to itna speed nahi milega lekin idm se koi file downloading me lagaye hai or is setting ko follow karte hai to pahle ke mutabik apka speed use jade ho jayega. 

IDM se Speed Kaise Kam Kare aur Kyo

Dosto idm ki speed kam karne ka bahut sare wajah ho sakta hai jaise agar hum system me downloading or browsing ek sath kar rahe ho or speed nahi mil pati us time hum speed ko limit kar sakte hai aaiye dekhte hai kaise kare,

Jo bhi file download kar rahe hai usme agar dekhenge to 3 option diya rehta hai jisme Speed Limit par click kare phir Use Speed Limit par tic mark kare, Uske baad Maximum download speedme jitna kbps rakhna chahte hai set kar de.

Is tarah se aap ka seed kam ho jayega phir bad me use tic mark ko hata sakte ho, 

I hope ye post internet download manager downloading speed badhane me madad karega is tips ko apne dosto ke sath share kare or bataye kaise idm 6.25 ya koi version me speed ko badhaya ja sakta hai, Agar internet or computer latest tips pana chahte hai to mere Facebook Page Groups ya  ko like karke jud sakte ho.

No comments:

Post a Comment