Monday, 14 March 2016

How to Create Creative Face Photo Manipulation Effect in Hindi

Hello dosto ! Aaj hum photoshop Photo Face Manipulation effect ke bare me batane wale hai. Jaisa ki aapko pata hai photoshop sabse behtarin application hai Graphic design or Photo editing ke liye. Photoshop par agar hum regularly kaam kare or ache se se iske bare agar aapko pata chal jata hai to photoshop se Web Design me kar sakte hai. Humne Photoshop CC Latest version ke tool ke bare me puri jankari diya hu agar aap padhne ke liye click kare
Aise to photoshop me face manipulation banna bahut aasan nahi lekin agar aap ise follow karte hai to bahut hi simple hai, Chaliye jaan lete hain face manipulation image kaise banaye


Top Popular Post



Manipulation Tutorials for Photoshop in hindi

Photoshop Me Face Photo Manipulation Kaise Banaye 

Manipulate photo banane ke liye sabse pahle aapke paas photoshop software install hone chahiye apke computer me agar nahi install hai to install kar kare aur open kare.

Note :- Maine Photoshop cc use kar raha hu agar aapke paas ye latest software nahi hai tu tension na kare ye tricka older version me bhi kam karega.

Step 1. Sabse pahle new file banane hai uske liye  Photoshop Shortcut Ctrl N  press kare keyboard se 

photoshop in hindi

Ya phir photoshop ke menu bar me jakar File par click kare oha se bhi option mil jayega.

Step 2.  Isme new page ka size setting karna hai follow kare

Create new page

  1. Photo ka naam likhe
  2. Aap apne image ke anusar setting kare jaise ki mera photos acha quality ka tha to mai ye setting kiya hu. Width or Height Pixels me rakhe Resolution 70 Rehne de.
  3. Color Mode RGB Color kare
  4. Background Contests ko White rakhe
  5. Sari setting karne ke baad OK kare 

???? ????? ?? ???? ????? ??? 


Step 3.  Manipulation photo banane ke liye apko Brushes download karna hoga agar aapke pas ye brushes nahi to splatter brush download karne ke liye click kare

????  1 

Step 4.  Jab apne us brush download karne ke baad photoshop ke tool me brush tool par click kare


????  2 
  1. Yaha par aapko brush load karne ke liye click karna hai
  2. Load Brushes par click kare (Jaha par apne brush download kiya hai uska location de or load kare brush )
  3. Phir apko dikha ga brush load kiya hai. Usme aap apne kaam ke anusar brush select kare



phoshop me brush add kare
Step 4. 

new layer photoshop


Yaha par me ek new layer create karna hai jo bahut hi jaruri hai.  Agar apko pata nahi hai photoshop me new Layer Create karna to Delete se Right side me diy waha par click kare.


splatter brush

Usi layer par rahte huye jo brush load kiya usme bahut dising ki hai to kuch is tarah se bana le Foreground color block kar ke .

Step 5.  Jis photo ka manipulation face banane hai use add kare .

create clipping mask

Note :- Ab aap jo photo add kiye ho usko Jo humne layer 1 par block color kiya tha brush se uske upar aapko photos rahega phir. Create Clipping Mask Par jaise hi click karte ho aap ki photo ban jayegi..

Manipulation face wallpaper


 ???? ?? ?? ??? ???? ?? ????? ???? ?? Create Clipping Mask ?? ????? ???? ?? ???? ???? ???? ?? ?? ??? ??? ?? ?? ??? ?? ??? ??? ??, ?? ?? ???? ??? ?????? ???? ?? ?? ???? ???? ?? ?? ??????? ??? ?? ???? ?? ?? ???? ???? ???? ????? ?? ?? ?? ???? ?? ????? ?? ??? ???? ???,
??? ?? ?? ????? ?? ????? ?? ???? ???? ?? ?? ??? ???????? ???? ???? ???? ?? ????? ?? ?????????? ???? ??? ??? ???? ??, 
?? ?? ??? ?? ??? ???? ????? ???? ???? ???? ?? ?? ?? ?? ??????? ?? ???? ??????? ??? ???? ??.
Jaisa ki agar aap chahe to Holi Wallpaper bana kar is idea se apne blog me post likh sakte ho. koi copyright photos nahi hoga aap apna khud photo banaye photoshop me aur apne blog me post likhte time upload kare, 

I hope ki ye post apko pasand aaya hoga. Agar aise hi photoshop ke tips sikhna chahte to comment me bataye puri help kiya jayega. 


1 comment: