Sunday, 21 February 2016

Photoshop CC Basic Sikhe Hindi Me | ??????? ????? ??????? ????

Photoshop bahut acha application hai graphic dissing or photo editing karne ke liye. Basic logo design wedding album frame banane ke liye karte hai, Aise to photoshop ke bahut vrsion hai jaise, Photoshop 7.0 Photoshop CS3. CS4.CS5 OR CS6. Ye sab humne bahut acche se use kiya hai par abhi hum latest version aaya hai kuch din pahle to mera paas jaise hi photoshop CC free version mila hai apko iske bare me besic jankari clear kar denge,
Photoshop basicly ek graphic designs karne ka sabse acha software hai. Agar aap photoshop ke bare me achha knowledge hai aapke paas to kabhi bhi jab mil sakte hai.

Photoshop cc 2016 basic jankari hindi me

Photoshop CC ka look dekh sakte ho same old version ki tarah hai lekin function me to isme suvidha mila hai. Photoshop latest apllication me kuch acha acha function add hote rahte jiske  sahayta se hum apne kaam ko asani bana skte hai kam time me. Is post me hum phothops ke tool ke bare me batayenge kisi ka kiya kaam hota hai or kab use karte hai, Agar apko photoshop me kuch jankari nahi hai to is post ki madalte aapko kabhi achhi jankari milegi,


?????? ????? ??? 


Photoshop Sikhne Ke Faide 

Adobe photoshop CC sikhne ke bahut sare fayde hai. Hum apna photo editing ke sambandhit khud ka bisse khol sakte hai. Ya phir Bahut aise website hai jo photoshop online work karne ke job deti hai. Agar achhe se jankari mil jaye to ek acha web & graphic designer ban sakte hai. Aur aap chahe to online logo bana kar selling kar sakte jise paise kama sakte hai. Online photo selling karne ke liye fiverr sabse acha hai padhe. iske pahle hum photoshop cs 3 me bata hu background kaise change kare image ka 

Photoshop CC Tool or Function Ke Bare Me Basic Jankari 

Photoshop ka koi bhi version use karte hai use ye besic option jarur dena raha hai. Sabse pahle kisi bhi file ya photo ko photoshop me import karne ke liye Ctrl O Press kare. Ab apne hisab se ye sale tool ke alag 2 kaam hai, Inke bare me aaye detail me jante hai jisse apko clear ho jaye.

Photoshop Best application graphic design


 ??? :- ?? ????? ??? ??  ???? ?? ??? ??? ??  Right Click ???? ?? ??? ??? ??????? ??? ?????? ??, ???? ????? ?? ???????? ???? ???? ??,  ?? ?? ??? ??? ?? ?? ?? ??? ?? ???? ???? ???? ??? ??  .



  1. Rectangular marquee tool or Elliptical marquee tool  iska use hum photo ko kisi khas jagah par select karke color karne ke liye karte hai 
  2. Move Tools:-  layer move karne ke liye use kare
  3. Lasso Tool :-  Is tool se bhi marquee tool ki tarah mous ki tarah select karte hai. Isme Polygonal lasso tool ko use kar ke kisi photo ka background removed karne ke liye use kar skte ise control karna asan hota hai. Agar kisi ek color ko ka background delete karna hai to phir Magnetic lasso tool ka use kare. Kyoki ye color ke hisab se automatic  select hota hai.
  4. Magic Wand Tool :- Photoshop me ye tool mujhe bahut pasand hai agar kisi ek particular color ko select karna isko use kar. For example apne is tool ko select kiya or apne image ke picture me only green color to bas green hi sselec hoga
  5.  Crop Tool :-  Is tool ka se apne picture ko crop kar sakte hai, Example Agar apki kuch extra hai jise aap dekhna nahi chahte ho to corop kare
  6. Slice Tool :- Iska use bahut kam karte 
  7. Spot Healing Brush Tool:-   Is tool se hum kis picture par text likha hai to iski madad se removed kar sakte hai ye background color se mating karta hai.
  8. Brush Tool :-  Ye brush tool hai iska hum apne photo par kisi kam ke liye use karte hai. Exam agar humko color karna ho brush tool ka use karenge.
  9. Clone Stamp Tool :- Iska proyog hum kabhi kabhi karte hai. Example Agar face par koi pimples hai use remove karna to  Alt press karte to khatam ho jayega
  10. History Brush Tool :- Isme hum jitna brush use e honge samka history show karega. Example Agar kisi photo me 20 bar bursh ka use kiya hai to direct jaane ke liye iska istemal karte hai.
  11. Eraser Tool :- Agar kisi chiz ko mitana ya khatam karna hai to iska use kare.
  12. Gradient Tool  :- Agar Background banai ho to iska istemal kare isme difreet ksim ke color bana sakte hai iske or bhi kaam hai
  13. Blur Tool :- Agar kpiture ko dhundla karna hai to iska use kare. Example Ager kisi picture ke background removed kiye hai or side se apki picture kat gya hai to picture ke side me isko use karne se picture acha dikhta hai.
  14. Dodge Tool :- Kisi khas jagah par dark  karna hai to isko use kar sakte hai ya isme Ya highlight karne ke liye
  15. Pen Tool :- Pin tool ka istemal  jade tar Creal drow me jade hota hai. Iska istemal  Maine round circle banane ke liye kiya hai
  16.  Text :- Agar  Photoshop me apne picture ya kahi par kuch likhna hai to usme ye kaam aati hai
  17. Path selection Tool :- Jab hum pen tool se kuch banate hai to ek sath select karne ke liye poth tool ka use karte hai
  18. Rectangle Tool :-   Agar rectangular  shape khichta hai banane ke liye kar . Example. Isko karne se charo bhujaye barabar hoti hai. Yeha opko bahut optin milat hai jaise shap tool ka 
  19.  Hand Tool :-  Jab hum kisi dusare lear par kya karte hai. Or kisi picture ko us lear par le chana hai to hand tool use kare
  20. Zoom Tool :- Picture ko zoom in or out karne ke liye kare. Jaise agar apna koi photo photoshop me open kiya hai or oh chota dekh raha hai to zoom tool use kare
  21. 22. 23.  Set Foreground :- Sabka ek hi kaam hai. Jaise agar background color green hai or niche red karna chate hai to us par click kare to color banae ka option open ho jata hai.
  22. 25. Change Screen Mode :-  Is option se jo photoshop me image open kiya hoga uska screen cheng kar sakte ho.

?? ??? ???? ????? ?? ?? ????? ?? ??? ??? ???? ?? ?? ????? ?? ??? ?? ??????? ?? ????? ?????? ???? ??? ??????. ?? ???? ??????? ?? ??? ?? ???? ??? ??? ?? ?????? ??? ??? ?? ???? ??? ?? ?? ??? ???? ?? ??? ???????? ???? ???, ??????? ?? ?????? ??? ?? ????? ????? ??? ???? ????? ?? ??? ??? ?? ???? ?? ?? ????? ??????? ??, 

???? ?????? ?? ?? ????? ?? ???? ??????? ??? ??? ????? ??? ?????? , ??? ???? ??? ??? ??  ??????? ?? ?????? ???????? ????? ?????? ???? ???? ???? ??? ????? ??? ??? ! ????? ???? ??? ?? ????? ??? ??? ??? ???????? ??? ?? ???? ?? ????? ???? ???? ????? ???? ?????? ! ??????? 


No comments:

Post a Comment