Thursday, 25 February 2016

Latest Tricks Off-Page SEO Optimization Technique Kaise Kare

Hello blogger Off page SEO (Search engine Optimization) Off page optimization ek techniq hai jo improved karta hai hamare website ke ranking  search result ke particular keyword par aur aapke  post ko search result me top par lane me kabhi madad karta hai. 
Agar hum jo bhi apne blog me post karte hai google me top par lane ke liye hume On-Page SEO OR Off-Page SEO dono ki setting karana bahut jaruri hai.

Most Read




seo hindi off page seo

  1. On-Page SEO
  2. Off- Page SEO
1. On-Page SEO - On page optimization hum jabhi post likhte hai usi time karte hain Example- Post ka title search description URL. In sabhi baat ko dhyan me rakhte huye kisi ache keyword par koi article likhte hai phir publish kate hai taki search me achi value mile.


Off- Page SEO Technique Puri Details Me 


2. Off- Page SEO - Agar hum bat kare Google  Latest Algorithm Panda 4.0 to on page optimization ko 35% important diya gya hai. Our Off-Page 65%  important diya gya hai. Lekin dhyan ye rakhna hai off page optimization hum tabhi ache se kar sakte hai jab humare website ka on page optimization perfect ho. Off- Page me hu  kon kon se techniq istemal kare jise humse acha benefit mile. 


1. Directory Submission

Blog directory submission  ke liye jis category ka blog rahata hai hum is hisab se apne blog ki submit karte hai. Directory submission basically link building ke liye karte hai jo SEO parpos se bahut acha hai. Blog directory submission ke liye bahut  aise website hai jo free nahi hai uske paise lete hai.

Lekin mai kuch free blog drection submission website bata raha hu aap oha se submit kar sakte ho.Acha backlink hasil kare.
Aise bahut sare free blog article directory submission website mil jayenge. Aur ise kya hoga blog ke traffic increase honge or earning bhi badh jati hai.

2.  Video Sharing

Off-page SEO me behtreen roll hota hai midea ka.Agar hum koi bhi post likhte hai or uske bare me tutorial banakar upload kare to seo ke hisab se ye sabse best yips hai. Kyoki bahut se user aise hote hai jo post ki sath me video tutorial ko pasand karte hai. Agar search engine me traffic increase karna hai to aap youtube. dailymotion jaise site par video tutorial bana kar uplode karo or oha par apne blog ka url dalo
Video sharing ka sabse best example. Agar apne koi tutorial bnaya jise 100 bar logo ne watch kiya or usne se 10 logo video acha laga to oh aap ki site par jarur aayenge.

SEO Related Papular Past Padhe



3. Social Networking Site


Off page seo me sabse zyada aj kal social networking site use kiye jate hai.Agar hum kisi blogger ko dekho to group ya page bana kar apni website ka inprmote karta rehta hai or iski activity badhti ja rahi hai.
Social networking site par har koi aaj ke time jade samay bitata hai to ye badhiya tarika hai blog ka traffic badhane ka acha upaye hai.Hum apni business ko facebook.twitter  google plus par apna account banake apne blog promote kar sakte hai.

4. Blog Article Submission

Article submission m me kuch rule hote jise humne follow karna bahut zaroori hota hai. Jab hum alag alag blog par article submission karte hai to uske kuch rule hote hai jaise.
Contact duplicate nahi hone chahiye khud ka original article ho.

5. Blog Commenting

Blog aaj kal har koi read karta hai ja har type ke log balag banate hai jaise koi wordpress par to koi blogger & latest update par etc. kahne ka matlab aap ko har type ke blog mil jayenge lekin aap aise blog ko find kro jo aap ke bssinos ke related aise blog ko search kare jiska page ranke aap ke pange ranke se acha ho phir aap comment kro or backlink banaye. Iska faida kya hoga agar koi us blog ko padhe or aap ki usme blog url  hoga to aap ki site par aane ka chance badh jate hai.

6. Photo Sharing 

Jis tarah se hum online video share karte hai usi tarah hum apne business ko parmote karne ke liye photo sharing karte hai jaise pinterest.

7. Guest Posting

Guest posting hum jish website par karte hai bina registration ke to oha par hum apni site ka backlink create karte hai to ye sara guest posting ke andar aate hai or ye generally no follow link create karate hai.



To maine kuch  basic SEO optimization ke tips bataye jo in ko follow karte hai to blog traffic increase ho jayegi. Isme kuch basic jankari se bataye.
Hum apni awale post me seo advance technique ke bare me padhenge. Kyo ki har ek topic jo bataye hai agar dekha jaye to Bahut hi inortent hai or badha hai. So phir bhi inhe follow kare kuch din me iska faida mil jayega.

Post acha lage to share comment kare. Agar SEO related koi question hai to comment me bataye aapki help kiya jayega.

1 comment:

  1. Wow, What a Great Site, All of the SEO Related Posts Are So Informative for People Under Review. I Liked It! I Also Have a Blog/site About That Covers Digital Marketing Service Related Stuff. Please Feel Free to Visit. Thanks for Sharing.
    SEO Company Indore

    Keep Posting:)

    ReplyDelete