Saturday, 20 February 2016

SEO Backlink Kaise Banaye Detaile Me

Hello blogger Aaj hum batane wale hai Quality Backlink kaise banaye jate hai. Ho skta ho apne backlink ke bare me kahi padha hoga, par aaj hum batayenge kaise quality baclink banaya jise google search engine me better result show kare. Mai is post me advance bate share karne wale hai jiski mabadt se apni website ko easily rank kar paoge. Sabse pahle to aap ye soch rahenge ki quality backlink kya hotaa hai,  To mai kahna chahunga agar apne kisi blog ya website ko visit karte hai oha par comment karke apni site ka ULR dalte to backlink to ban jata hai, Lekin iska matlab ye nahi ki oh ek quality backlink ban gaya hai. 
To mai is post mein kuch important jankari share karne wala hu carefully ache se read kare.


??? ???? ????? ?????? ???? ??? 






Backlink kaise banaye jate hai- SEO BACKLINK

Bahut se new blogger jisne abhi abhi blogging start kiya unke liye backlink ke bare puri tarah se jaan payenge SEO (Search Engine Optimization) success le liye bahut important hoga.
Quality backlink kya hota hain :- Quality baclink use kehte hai ache pagerank best domain authority se ache page authority se mile use kehte hain quality back link. Aur sabse acha quality baclink oh hota hai jo google me index ho jaye,


What are Backlinks - Backlink Kya Hota Hai


Backlink external link hote hai jo hum banate commenting ke though ya phir social bookmarking karte hain article submit or directory submition karte hai, Kisi blog ya website par comment kar ke kis tarah dofollow backlink hasil kar sakte hai. Agar simple language me kahe to back link agar aapne mere blog par comment karke apni site ka url dalte hai or koi dusra vister us link se apke blog par chala sata hai use dofollow backlink kahenge.

Nofollow Link :-  Nofollow basically ek atribaut hai anchor text ka, Jaise koi bhi website ke link par click karne se site usi page me open ho jaye to no-follow link kahenge, 

Internal link :- Ye oh link hai hai jo hum apne hi post me kisi dusari post ke link add karte hai use internal links kahte hai

External Links :-  External link use use kehte jab hum apne site me kisi dusare site ka link add karte hai

To main umeed karta hu apko pata chal gaya hoga website popularity badhane ke liye backlink kyo jaruri hota, Sabse bada faida to yaha humare blog website par traffic badhegi(increase) Or jitne jade blog par traffic visitor aayenge site par utna hi income badhega


Kya Website Ya Blog Ke Liye Backlink Karna Zaroori Hota Hai 

Ji ha blog or site ke liye backlink karna bahut jaruri hota hain. agar aap dhyan de to jitne bhi papur website hai oh apna backlink banate or traffic ko incress karte hai jise search result mein unki ste to par show karta hai,  Jab site par traffic aane lagte hai to alexa rank bhi kam hota hai jise visitor ko pata chalta hai site ka papurty kya hai use visitor site ka ranking dekh kar visit karna pasand karte hai.
Agar aap dhyan de agar koi new blogger hai uske site par kyo na acha post kiya par jab uski ranking nahi rahti hai to visitor site se chale jate hai.


Google Ping Me Quality Backlink Kaise Banaye Free Me


Agar aap apne blogger ki traffic increase karna hai to mai ek google ping tool ke bare me bata raha hu jo bilkul free hai backlink banane ke liye, Aur mai pure experience ke sath kahna chahta hu agar aap isko follow karte hain to aap ke blog or website par traffic visitor jarur badhenge. Kuch din pahle humne google ping tool ko istemal kiya or meri site par traffic badh gya or sath hi alexa rank bhi kam hone laga jiske ojah se mere blog  par visitor badh gaye hai.
I hoke agar ap backlink bnana chahte ho apne blog ki liye to follow kare kaise karna hai


Step. 1

Sabse pahle official site par jane ke liye Click kare Ya bhi chahe to search kar sate ho google ping tool.com

Backlink kaise banaye- Quality backlink google ping tool




  1. Yeha par apne Blog Name jo uska title ho likhe
  2. Blog Home Page ka URL dale
  3. Apna email id jise blog logging karte hai
  4. Popular choices check all kare
  5. Blog Services Check all kare.
  6. Dhyan de niche aur bhi check all karna hai jo is pic me nahi dikhaye hai usko bhi check mark kare.
Best baclinks

Phir chepcha likh kar Send Pings Kare


Step 2.


Finally successfully backlink submit ka message aayega jo aap is picture me dekh sakte ho. 

SEO Backlink free



Get free backlinks ka ye message aayega dekh sakte hai yahan sab success hogya hai.
Mai umeed karta hu apko ye post se backlink banane me help milaga hoga or ise jude kuch new jankari bhi. Kyunki har blogger chahta hai top par aane ke or successful bane ke liye blogger jo maine pahle hi bataye hai padhe.

?? ???? Backlink ?? ???? ??? ??? ?? ??? ????, ?? ??? ???? ?? ?? ???? ?? ????? ?? ?? ?? ???? ???? ?? ?? 24 ???? ??? ???? ????? ?? ??????? ?? ??????, ??? ???? ????? ??? ?? ??? ??? 1000 ??? ???? ????? ?? ?? Baclinks ?? ??? ?? ???? ???? ?? ???? ???? ?? ?? ??????? ?? ?? ?????? ??? ?? ??? ???? ?? ????? backlink ??????.

??? ???? ????? ?? ????? ????? ??? ?? ?? ???? ??????? ?? ??? ????. ??? ??? ??? ????????? ??? ?? ?? ????? ?? ????? ???? ????? ???? ???? ????? ???? ?????? !

1 comment: