Windows Computer speed Kaise badhaye jate hain (Windows 10 /8/7 speed Increase) Slow computer speed kaise badhai jaye is post me puri jankari dene wala hu. Agar computer hang kar raha hai ya kuch slow chal raha hai to ye tarika jarur use kare apka computer fast chalega. Bahut user ye sochte hai mere laptops me 5GB RAM or 500 gb Hard Disk or Latest Processor hai or phir bhi koi problem aati hai to window new install kar lete hai par in sab ka samdhan new window nahi hota hai,
Mai aaj is post mein kuch important jankari dene wala ko kaise computer speed or performance ke behtar banaye.Agar Post ko ache se padhenge to apko bat clicer hoga.
Mai bahut se logo ke PC par work kiya or dekha kuch time ke baad computer slow ya hang ho hota ya. Agar usme internet chal raha to to kuch kaam hi nahi karta PC ko direct band karna parta hai aaj mai computer or laptop speed badhane ke bare me tips share karne wala hu.
????? ???? ????? ?????? ?? ??? ????
Ab Advanced System Settings Pe Click kare. Phir ek popup window open hoga
Advanced Me padh sakte ho uske proformens ke bare me bataya hai uske andr Setting ka option hai us par click kare.
Visual effects ke option me Adjust for best performance pe tic kare or apply phir OK kare de.
Is tarah se aapka computer thora fast ho jayega.
?????? ?? ???? ???
Mai aaj is post mein kuch important jankari dene wala ko kaise computer speed or performance ke behtar banaye.Agar Post ko ache se padhenge to apko bat clicer hoga.
Mai bahut se logo ke PC par work kiya or dekha kuch time ke baad computer slow ya hang ho hota ya. Agar usme internet chal raha to to kuch kaam hi nahi karta PC ko direct band karna parta hai aaj mai computer or laptop speed badhane ke bare me tips share karne wala hu.
????? ???? ????? ?????? ?? ??? ????
- Blogger par successful banane ke liye secret tips
- Bina SIM Card ka whatsapp kaise use karte hai
- ???????? ??? ????? ???? ??? ???? ?????? ?? ???? ????? ???? ??
- ??????????? ???? ??, ?? ???? ???? ??? ???? ?? ????????? ??????? ???? ?? ???
- ?????? SEO 2016 ????? ??? ???
How To Speed up Windows Computer and Laptops In Hindi
Agar computer ya laptops use karte hai usme koi graphic wala software ya game use karte hai to computer hang hone lagata hai ya phir koi high Game open karte hai. Kabhi aisa bhi problem ho jata hai jab hum computer ko start ya band karte hai to usme kuch der tak time lag jata hai. Agar aap ye tips follow karte hai to computer ka speed badh jayega. Laptops or Desktops dono ka same tarika hai,Slow Computer Ko Kaise Fast Banate Hain
Tips 1.
Sabse Pahle My Computer me jana hai or Right Click Kare Properties Ka Option Dikhega uspar click karke open kar le.
Ab Advanced System Settings Pe Click kare. Phir ek popup window open hoga
Advanced Me padh sakte ho uske proformens ke bare me bataya hai uske andr Setting ka option hai us par click kare.
Visual effects ke option me Adjust for best performance pe tic kare or apply phir OK kare de.
Is tarah se aapka computer thora fast ho jayega.
Disk Cleanup Kaise Fast Kare Computer Ko
Tips 2.
Disc Cleanup ka matlb ye hota hai hum computer me koi bhi software ya internet par browsing karte or iske ojah se Drive me Space kam hona start hone lagta hai or hum sab dhayan nahi dete hai sabka temp file bana kar C Drived me jama ho jata hai or ise bhi computer thora salow chalne lagta hai.
Disk cleanup ko khatm karne ke liye sabse pahle to C Drive Or Right Click Kare to Properties ka option hoga sabse niche us par click kar de.
Yaha par aapko disk cleanup par click karna hai, Phir isme saare par tic mark kar ke or karna hai to poochega temp file ko delete karne ke liye usme apko yes kar dena hai.
?? ??? ?? ???????? ?? ?????? ???? ????? ???? ?? ???? ???? ???? ?? ?? ?? ?? ???? ?? ???? ???????? ?? ????? ????? ??.
?????? ?? ???? ???
Temporary File Ko Kaise Delete Kare or System Ko Fast Banaye
Tips 3.
Run command me jakar temporary file ko delete karke computer laptop ko fast or speed performance ko badha sakte hai ye bahut hi simple hai, Hum bahut se PC Laptop me dekha hai ki koi computer me 1GB tak temporary file padha rahata hai or ise ka bhi problem hoti hai system ko chalane me.
Isko khatam karne ke liye sabse par computer ke KeyBoard me Windows + R press kare.
Ab ye Run Command box open ho jayega isme type karna hoga %temp% or karna hai. To Jitna apne apne computer par kaam kiya hai uska tempfile show karega.
Ye sare file ko select karna hai or delete kar dena hai. Ye sab karne se aap ka windows acha or better performance me chalega.
Tips 4.
Power Option Se Kaise Computer Ko Fast Kare
Actually ye option laptops ke liye hai. Yeha bhi ek behatrin tips hai slow laptop ko faster banane ke liye. Iske ek bar setting kar de or aise hi rahne de.
Iske liye sabse pahle Control Penal me jaye phir dekhe power option par click kare to kuch is tarah ka dikhega.
Isme High performance par tic karna hai. Is tarah se bahut easily apne system ko fast or speed bana kar chla sakte hai.
Tips 5.
Bahut se computer user agar new hote hai to koi bhi software paye usko install kare dete hai chahe uska istemal kare ya nahi system me para rehta hai. Aise mein ji software pe work karta hai ohi software rakhe or jiska kam nahi hai use unstall kar de. Agar software install karna nahi aata hai to follow kare. mai ek acha tarika bata raha hu
My Computer ko open karne or sabse upar Uninstall or change a program pe click kar de
???? ???? ???? ???? ??? ?????? ?????
- Ghar Baith Kar Internet Se Paise Kamane Ka Sabse Asan Tarika
- 5 Top Website Jispar Kaam Karne Par Sabse Acha Income Mil Sakta Hai
- Snapdeal Affiliate Marketing Se Paise Kamane Ki Puri Detail
- Online Internet Se Paise Kaise Kamaye Jate Hai
- Fiver Kya Hai or Ispar New Account Kaise Banaye Paise Kamane Ke Liye
Phir jo software apne apne computer me install kiya hoga sara dikhega. Usme se aap ko jiska kaam nahi hai Uspar Right Click kare Uninstall kar de..
??????? ?? ????? ??? ??? ?? ???? ??? ?? ????? ?? ?? ???? ???????? ?? ???? ????? ??? ???? ?? ?? ??? ????? ?? ???? ??, ???? ???? ???? ?? ?? ?? ?? ???? ?????? ???? ???? ???? ?? ???? ?? ???? ?????.
?? ??? ???? ?? ???? ?? ????? ???? ????. ??? ??? ?????? ??? ?? ?? ?? ????? ??? ????? ???? ???? ????? ???? ?????? , ??? ???? ???? ????? ?? ??? ???? ????? ???? ??? ?? ?????? ???? ?? ??? ?? ???? ??????? ?? ??? ???? ???.!
No comments:
Post a Comment