Wednesday, 30 March 2016

Free Top 5 Video Editing Apps Android Phone Me Photo and Video Mixing Ke Liye

Hello dosto aaj ke is post me best 5 android app batane wala jise apne android phone badi hi asani se video editing kar sakte ho, Aaj ke time me har kisi ke paas smartphone ho gaya hai jispar hum sab jade time bitate hai aur kabhi kabhi aisa time aata jahan par video recording karte hai par sochti kash isme koi acha effect add karke video editing kare phir ise dosto ke sath share kare, Toh dosto mai best video editors apps ke bare me batane wala jise aap badi hi asani se apne android me video edition photo mixing kar sakte ho.


Best Video Editors App 2016 -allhindimehelp
Top 5 Best Video Editings Apps 


1. FilmoraGo 

Filmorago best video editors app hai agar aap ke pass ek acha smartphone hai to isme aap is apps ki madat se beutiful video edit kar sakte ho, 
Is apps ko install kare uske bad bahut simply triko se aap use kare is app ko open kare phir isme puchta hai location kaha se video file photo allbum import karna hai usko add karne ke baad video editing ka function open ho jata hai, 





Filmorago app screenshort

Filmorago apps ko install karne ke baad kuch is tarah ka interface jisme aapko Create new video
 karna hai.
video editing app filmorago app screenshot picture

Select file me bahut sare option diya jis jagah se apko photo video add karna kare. Jaise video photos facebook instagram recording download whatsapp etc..Ye apke sd card me jo folder goga yeha show karta hai jis jagah se add karna add kare uske bad video edit ka option milega,


filmorago best app
Important :- Yaha par sare option mil jata jaise video effect photo animation karna video mixing music import karna theme transitions wipe, wipe split zoom in zoom out multiple video and picture add karne ka otion diya 250+ se jade unique video effect option multiple design beautiful transitional style effective useful app hai or ise aap apne android phone me badi hi ansai se use kar sakte hai.
Filmorago app google play store download karne ke liye click kare
All Link Source Google Play store 

??? :- ?? ?? ??? ?????? ??????? ???? ?? ???? ??? ??? ??? ?? ?? ???? ???? ???? ????? ?? ????? ?? ?????  ?? ?? ?? ??????? ?? ???? ??, ???? ???? ?? ???? ?? ??? ???? ?? ?? ?????? ???? ?? ?? ???? ????? ???? ?? ?????? ??????? ????? ?? ?? ?? ????? ??? ??? ????,

2. VideoShow - Video Editor


Videoshow hi ek best video editing application hai jise hum apne smartphone me install karke apne professional video editing kar sakte ya phir youtube ke liye video into badi hi aasani se bana sakte hai, Yeh ek free no1 video editor app hai par android 4.6 verion me acha kam karta hai phone ko hang hone deta, maine isko use ki lekin me phone show ho gaya is liye mere hisab isko 2 number par rakha hu, 
Best video editing app powerdirector timeline video editors best effect beautiful font text style. Android 4.3 version me acha support karega. Agar aap isko PC me install karke use karte honge to pata hi hoga kaisa kaam karta hai. Jab powerdirector install karne ke baad new project par click kare jis video picture ko edit select karke add kare. Phir timeline show hone lagega or ek trect par multiple trect add kar sakte hai jo sabse pahle audio video sabse pahle add karna hoga, trah trah ke latest effect add hai, Voice recording video cut HD video import  & export video motion collage photo video effect etc option dher sara diya hai. Par agar free me use karne par watermark show kartaa hai,
Powerdirector app download karne ke liye click kare

4. KineMaster - Pro Video Editor App

I think mere hisab se ye Kine master best video editings app 4.2 rating 35MB Size hai. 4.1 requires version hai isme bhi aap multiple layers tract timeline video crop tracks powerful video editing ise bhi kar paoge.  Kinemaster ke peature bhi best hai jaise ek sath multiple layers video ke liye add karna image stickers text timeline bhi dekh sakte ho isme video speed control kar sakte ho Transition effects 3D wipes fabes  or bhi bahut sare diya hai, 
Yeh audio or video and image ko bahut sare formats me supported karta hai mere hisab se ye sabse best hai, Kinemaster download karne ke liye click kare


5. Magisto Video Editor & Maker 

Magisto video editor bhi mere febret hai maine isko kuch time use kiya kabhi acha laga isme bhi better feature diya jo aap anne android phone se best video editing animation de sakte hai, is aap ko 70 million logo ne use kiya hai or ise kabhi happy hai ,
Video effet editors style transition photo video ko use karte huye apne mobile me best editing kar sakte phir use apne dosto or family ke sath enjoy kar sakte hai,
Dosto ye tha mera kuch behtrin video edition app jo maine cleact kiya tha apke liye aur khas baat ye maina ko use kiya to mujhe bahut acha laga,
Agar aap ka bhi koi best pasand aap hai to mujhe comment kare or bataye. Lekin aur apko pass computer or laptops kuch nahi to aur apne smartphone se video editing video mixing photo effect etc karna chahte to in share app ko use kar sakte mere hisab se best editing app hai.
I hope ki apko ye post acha laga hoga aur apne acha app editing ke liye doodh rahenge honge to in app ko use karke dekhe aap ko bhi pasand aayega.

Sunday, 27 March 2016

India vs Australia Live Cricket Match Kaise Dekhe Laptops and Mobile Me

India vs Australia live cricket match dekhna kaise dekha or kaha se is post me mai aapko btane wala hu live tv free me kaise dekhe one month ke liye koi isme charcha nahi hoga, Jaisa ki apka pata hai aaj india australia se match khelega agar ye match koi har jata hai to woh ICC T20 word cup se bahar chala jayega, Aaj ka match India Vs Pakistan se bhi romanchak hone wla hai is liye ise dekhna bahut jaruri hai.Aise mein kya hum apne mobile par free me live cricket watch kar sakte ha chaliye jante haise free me TV dekhte hai,




India vs Australia LiveIICricket Match Kaise Dekhe Laptops and Mobile Me

Online live tv streaming karne ke to bahut sare website jaha se aap dekhte ho lekin mai kuch free dish channel ke bare me batane wala hu jise mobile ya laptops me watch kar sakte ho.

Hotstar Watch Live Cricket India vs Australia 27 March ICC T201 Word Cup 2016

Hoststar Par live tv channel Sports Movies dekh sakte ho ise liye laptops ya smartphone hona jaruri hai, Agar aap live cricket dekhna chahte ho hotstor pa to uske liye sabse pahle official website par jana hoga click kare

Hostart watch live tv match cricket india vs australia in mohali
Agar aap live mobile me tv channel watching hai to uske liye sabse pahle hoststar app download karna hoga apne android phone me. Hotstar app download karne ke liye click kare


Smartphone se Live TV Channel Kaise Dekhe

Smartphone se live tv free channel dekhne ke liye to bahut sare application mil jayenge par sab acha chale ye zaruri nahi is liye jisme par mein new sports dekhta hu uske bare me share kar raha jise aap badi hi asani se dekh sakte hai live free dish tv,
Agar aap Windows 8 istemal karte ho  stor me jaye phir search kare Yupptv mil jayega or simply open kare.
Smartphone se Live TV Channel cricket kaise dekhe

Isme bahut sare free or paid channel hai sare tv channel ke alag alag price monthly hai, Agar aap sipar apna account bana kar open karte ho to kuch offrer milta hai.
Yupp TV App apne smartphone me install karne ke liye click kare. 

Youtube par bhi kuch tv channel free me live chalate hai but uske quality acha nahi hota hai lekin agar aap apne mobile me dekhna tab thik hai, Youtube par live streaming tv kare ke liye simple bas search bare me search kare live channel or filter ko live kar de to kuch tv channel aa jayega phir oha se dekh sakte ho.

Free Dish TV Live Kaise Dekhe Computer and Laptops mein

Yeh ek website hai jaha par free 200 se jade tv channel bahut sare language me simply aapko iske website par jana hai or side bar me channel ka naam liye hai  ispar click karen par play ho jayega but depend karta hai net speed par agar net speed fast hoga to bahut koi problem nahi hoga.

Wtach free dish tv

Agar apke par time nahi create dekhne ka to aap is website par k\bahut sare news channel hai jo live chalte hai  ABP NEWS AAJ TAK NEWS LIVE etc Inpar lagatar latest update milta rahega.
Jaisa ki sabko pata icc T20 cricket match live dekna hai bina star sports channel ke to is website me DD National live T20 word cup 7:30 se strat hoga or aap i website par dekh sakte ho ,
Par is webiste me starting ke time bahut sare advertisement milega jisse apko Close liya huaa aayega use close karna hai.Aur khaas baat agar koi channel play na to kabhi kabhi technical problem aati rahti hai, Agar aap kuch fre channel ko computer me dekhna chahte ho  sabse pahle search kre newtvworld ya phir niche diye gaye like se official website par jaye.

I hope ki apke liye ye post helpful hoga. Maine is post mein bataya ki live tv online computer laptops and smartphone me kaise dekh sakte hai free me. Agar apko ye post acha laga ho to please share comment kare.






Wednesday, 23 March 2016

Internet Download Manager (IDM) Se Downloading Speed Kaise Badhaye

Hello Friends jaisa Ki apko pata hoga Internet Download Manager (IDM) Speed ko kaise incress karte hai. Is software ke developer ka kahna hai ki agar aap IDM software downloading ke liye use karte ho to 4 se 5 guna tak ki speed badha sakte ho. Agar hum internet se kuch downloading karna hota hai to kisi browser se karte hai ya phir IDM ka use karte hai, Jaha tak mujhe pata sabse acha downloading application hai IDM hai kyo ki mai ise 2012 se use karta hu or mujhe sabse batter lagta hai,

Inhe Jarur Padhe




To mai aaj iske bare me bataunga kaise idm speed ko badha sakte aur ghata sakte hai, Lekin aap ye soch rahe honge kam karne ki kya jarurat hai bahut baar aisa hota hai hum internet par kuch kam karte rahte hai or sare speed downloading khich leta hai to us time speed kam karne ki jarurat pad jati hai,

How to increase idm speed

Abhi mai idm 6.25 version ke bare me bata raha hu agar apka old hai to update kare ya phir usme bhi tarika same milega.
DIM free me 30 din ke liye trial version use karne ke liye deta hai agar apko iski service acha lagta hai to ise official website se kharid sakte hai, Agar apke pas idm software nahi hai or free me download karna chahte hai to click kare,


IDM Se Kaise Downloading Speed Badhaye 

IDM se downloading speed to increase karna chahte hai to follow kare isme mai apko kuch tips se jise istemal karke koi bhi file ka downloading speed bada sakte hai.

Step 1. 
  1. Sabse pahle IDM software ko open karein 
  2. Uske baad sabse upar menu bar diya usme Download likha us par click karne par sabse niche ek Option likhu huaa milega phir us par click kare
  3. Ya phir ye menu bar ke niche agar dekhenge to  option mil jayega
  4. Phir ek pupbox open hoga jisme setting karna hai
Step 2.
  1. Sabse pahle Connection par click kare
  2. Yeh pooch raha hai apka internet connection High speed Direct connection par kare
  3.  Max. connection off number sabse last me jitna hoga use select kare jaise mere me 32 hai to mai kya (Iska matlab ye hota hai jo bhi download kar rahe hai utne part me tut kar connection banega ga to speed badhaye)
  4. Or sari setting kar lene ke baad last me OK Kare.

Connection idm

Step 3.

Isme phir se Idm open kare uske bad , Menu Bar me Download par click karne ke bad ek usme option hoga Schedule ka us par click kare

idm speed badhane ka best idea
Latest Tips Padhe



  1. Files in the queue me jaye
  2. Download file at the same time me 1 rakhe
  3. Ab Apply kare

Ab aapka successfully idm speed badh jayega lekin ye bhi karta hain koun sa netware use kar rahe or uska plan 2G ya 3G hai,
Agar aapko koi badi file download karna hai to 3G plan plan activate karate phir usme IDM aapko speed ka pata chal jayega.
Agar apne 2G net use kar rahe hai or uski speed 40 se 50 kbps hai to itna speed nahi milega lekin idm se koi file downloading me lagaye hai or is setting ko follow karte hai to pahle ke mutabik apka speed use jade ho jayega. 

IDM se Speed Kaise Kam Kare aur Kyo

Dosto idm ki speed kam karne ka bahut sare wajah ho sakta hai jaise agar hum system me downloading or browsing ek sath kar rahe ho or speed nahi mil pati us time hum speed ko limit kar sakte hai aaiye dekhte hai kaise kare,

Jo bhi file download kar rahe hai usme agar dekhenge to 3 option diya rehta hai jisme Speed Limit par click kare phir Use Speed Limit par tic mark kare, Uske baad Maximum download speedme jitna kbps rakhna chahte hai set kar de.

Is tarah se aap ka seed kam ho jayega phir bad me use tic mark ko hata sakte ho, 

I hope ye post internet download manager downloading speed badhane me madad karega is tips ko apne dosto ke sath share kare or bataye kaise idm 6.25 ya koi version me speed ko badhaya ja sakta hai, Agar internet or computer latest tips pana chahte hai to mere Facebook Page Groups ya  ko like karke jud sakte ho.

Google Adsense Address Pin Verify Kaise Kare Step By Step Jankari

Aaaj main batane wala hu Google Adsense personal identification number (PIN) kaise veried karte hai. Jaisa ki aap ko pata hoga google adsense best advertisement company online paisa kamane ke. Mai aaj isme ye btane wala hu kaise Adsense Pin Verify karte hai or ye kitna infortent hai.
Lekin agar aap new hai adsense ke bare kuch nahi pata jaise adsense ad unit kaise create karte hai to is post ko padhe ,
Lekin ad adsense india me hindi blogger par bahut jaldi hi 5, ya 7 din me aprovel mil jata hai uske liye best keyword or contents use karne hoge post me, Lekin aaj mai is post me bataunga kaise pin verification karte hai.


How to submit adsense address pin verify
How to Verify Google Adsense Address With (PIN)


???? ?????? ?? ?????? ????? ??? 


Google Adsense PIN Verification Code Kab Send Karta Hai 

Actually  jo hum adsense account banate time address dete hai uske verification ke liye code send karta hai jisko hum apna adsense account me dal kar activect karte hai, Lekin kuch logo tak ye pahuchne me time lag jata hai 3, se 4 week tak aise mein aap intjar kar sakte ho,
Jab Adsense income 10$ ho jate hai adsense account par ek message show kane lata hai,
"Your payment or currently hold because you have not verified your address ""

Submit Adsense Pin Code

Agar aisa show kar raha hai to 5 se 7 din ke andar ek important speed post aayega jis same 6 digit ke gopniya code rahat jise hum apne account me submit karte hai,

Apne Address Par Adsense (PIN) Verify Kaise Kare

How to verify adsense address
Adsense PIN Send By Speed Post Picture




Adsense par pin verified karna koi mushkil kaam nahi 4 -5 step follow karne par apka adsense address par pin verify ho jayega,
  • Sabse pahle adsense count me jakar Sign in kare, Phir apke samne ek message show karega uspar Active par click kare phir apna code dal kar submit kare
  • Ya phir adsense Setting >>Payments>>Account information click kar ke verify address kar sakte ho,
  • Important bat ye hai jo apko pin mila hai use 3 bar se jade galti mat submit kariyega, Submit PIN karte time use code ko ache se dekh le, 
How To Address Submit PIN Verify

Mujhe umeed hai ki google adsense pin verify me ab aap ko koi problem nahi hoga or bahut hi asani se adsense address pin verify kar diya hoga,

Phir bhi agar adsense sambandhit koi problem aa rahi hai to aap is post me comment kar sakte hai, Agar apko is post se acha laga hoga to apne dosto ke sath share kar sakte ho.

Monday, 21 March 2016

Top 5 Best Free Online Photo Editing Website 2016

Hello Dosto agar aap bhi bina kisi software online photo editing karna chahte hai. Youtube ke liye thumbnail ,Greeting card business card facebook timeline cover ya phir twitter banner, Beautiful Collage photo etc , Banana chahte hai to aaj hum best online photo editing website ke bare me batane wala hu jiski madad se badi hi asani se photo edit kar sakte ho.
Jaisa ki sabko pata best offline photo editing software photoshop hai par is par bahut se  visitor ko iske tool ke bare me samjh nahi aati hai or iska kaam use karte hai. Aaj mai is post me bahut ache ache website ke bare me batane wala hu jaha se online free me photo edit kar payenge. In website par agar aap photo edit karte hai to us site ka naam bhi nahi rahega ,

??????? ?????? ????? ???? 


Top 5 Free Online Photo Editing Software 

Isme mai apko  5 website ke bare me bata raha hu jaha se online live photo edit kar sakte ho agar apko kisi site par jaha hai to us website par click karke official site par chale jaoge.

1. Potojet 

Photojet ek aisa site hai jaha se aap free me professional photo editing online kar sakte ho isme ek se acha acha photo effect use kar sakte ho,Is site par jane ke baad oko simple email id or password dal kar sign up karna hota ya phir facebook se log in  kar le.
Uske bad koi ek category choose kare to editing ka option khul jayega par blank dikhega usme aapko picture import karna hai.

Collage 

Is site me 3D .  Modern. Art . Creative. Poster badi hi anansi se create kar sakte hai. 

Social Media 

Social media me jaise Facebook cover . Facebook Post , Google+ Cover  ,Instagram Post ,Pinterest Graphic ,Twitter Header , Youtube Channel Art ,  Thaler Banner , Email Heade, Uske sath misc comic fun photo magazine frame.ye sab bahut hi asani se free me online bana sakte hai.

Online Free Photo Card Banaye 

 Birthday , Anniversary , Thank you , Baby , Wedding Graduation , Halloween ,Father's Day , Mother's day , Easter, Valentine , Travel , Thanksgiving , Christmas Day.Jase sare online free me bahut hi asani se bana sakte ho is site par or usko use karna ek dam asan hai,

How to make online Online Free Photo Card Banaye

  1. Sabse pahle ye select karne apko kitne piutre rakhna hai maine 4 kiya hai iska matlab ek photo me 4 add karne ka option milega. Aap all kar le
  2. Ab apne computer se photo import karne ke liye ya par click kare to poochega location kahan se add karna hai
  3.  Text Clipart Art Background lagana hai to in sab par click karne par bahut sare function mil jayega jisme se apne kam se hisab use kar sakte hai 
  4. Last me save par click karne par image quality puchega to aap normal par rakh sakte hai phir save kare.

2. IPICCY 

Ipiccy free photo online editing website hai aur main dusre number par is liye rakha hu ki isme kuch function kam diya hai. Agar agar aap new user hai or photo editing ke bare me kuch nahi pata hai to bilkul samjh nahi payenge kyo ki sare tool photoshop ki tarah hai interface hai usi tarah kaam karega hai jisse aapko use kare me koi problem nahi hoga, 
Iske official website par jane ke bad Sabse Upar Upload Photo kare phir site me photo open ho jayega or oha se manage kar sakte ho, 

How to make free online photo editing and piture effect

Jaisa ki aap dekh sakte ho sare tool ka naam diya hai jisko use karna hai usko simply kar payenge .
Basic Tool :-Pix Image, Resize Image, Crop Picture, Rotate & Flip Exposure, Color's, 
Hus & Saturation, Sharpen 
Advan tool :- Curves, Clone Tool, Erase Background, Dodge, Burn, etc Or bhi bahut option diya jo aap use kar sakte ho.

3. Fun Photo Box 

Fun photo box ye bhi ek beautiful online photo editing or gif animation create kar sakte par ye thora time lagta hai depend karta hai apke net seed par. 
Isme photo add karne ke liye sabse pahle official website par jaye phir p\home page par kuch category diya hai use se lelect kare .
Phir Upload Your Photo ka option milega Disk kare ya phir live webcam se pic add karna chahte hai to add kare to edit ka otion mil jayega, Same usi tarha hai isko use karna follow kar sakte ho



Fun photo box edit your online picture


4. Freeonlinephotoeditor.com 

Jaisa ki iska naam hi free online photo editor kar sakte ho. Iske kasa bat yeh hai ki jo bhi hum effect apply karte hai to kuch scand time lagta hai ye depend karta hai net ki speed par, isme photo add karne ke liye Brose par click kare phir OK, Kuch second baad pic upload ho jane par uske tools ko use kar sakte hai.
Basic , Enhance , Colors, Borders, Filters , Effect , Text , Clipart Agar isme se kisi par click karte hai to uske andr dher sare function milte hai jo alag alag jagah par apne kaam anusar use kar sakte hai, 





how to edit online photos

5. FotoFlexer 

FotoFlexer word most advanced online photo editor site hai lekin jab hum iske official site par jade hai to display par message aata hai loading  phir initialization  or start fixing me kuch samajh leta hai. 
Jaisa ki aap iske tool ka interface look dekh sakte ho isko use karna kitna acha hai, aur isme agar kuch galti ho jati hai to Ctrl+ Z karne se phir us jagah chale jate hai isme alag se add kiya hai. aise to sare site me option diya hai.




FotoFlexer make online pictures


Dosto aise to bahut sare online website hai jaha se best beautiful photo edit kar sakte hai. Lekin jo main use karta hu or simple lagata to apke sath share kiya, Aur mujhe pura umeed hai ye site apko bhi acha lagega, In site ka khas bata ye hai hum apni koi bhi picture banate hai to us site ka naam nahi likha rahta hai,

To hain na asan online photo edit karna, dosto agar apko ye post acha lage to apne dosto ke sath share kare, Kisi parkar ka problem hai to aap mujhe comment kare or bataye aap ki jald hi help kiya jayega, 

Koi Bhi Website Kaise Block Karte Hain - Hindi me Sikhe

?????? ! ?? ??  ?? ????? ??? ????? ???? ?? ???? ???? ???????? ?? ??? ?? ??????? ?? ???? ????? ???? ???, ??? ?? ????? ????? ?? ??? ?? ??????? ????? ???? ?? ??? ?? ????? ???? ??? ????? ???? ??????? ???? ???? ??,
???? ???? ?? ???? ?? ?? ? ????? ??????? ????? ???? ?? ???? ???????? ???, ?? ?? ???? ??? ?? ???? ?? ??? ???????? ?? ??? ?? ?? ??????? ??????? ??? ???? ??? ???????? ?? ?? ???? ???? ??, ????? ???? ?? ??? ?????? ?? ???????? ???? ???? ????? ?? ???? ???? ??? ?? ??? ?? ??? ????? ????, ?????? ?? ???? ???? ?? ??? ???????? ???? ???? Facebook, Twitter , Skype , etc ??????? ????? ???? ??  ?? ?? ?????? ????? ?? ?????? ???? ?? ??? ??? ???? ?? ??? ??, ??? ?? ????? ???? ???? ?????? ??????? ?? ????? ?? ??? ??? ?? ??????? ?? ????, 

How to Block Any Website on Your Computer Step by Step in Hindi

???? ?? ?? Windows 7 ??? ?? ??? ?? ????? ???? ??? Windows ??? ????? ??? ??, Chaliye jan lete hai apne computer me kaise facebookya koi site ko block karte hai.

Step 1.  Sabse pahle ye baat dhyan me rakhe notepad ko administrator ki tarah kholna hai.

Notepad par right click kare uske bad Run as administrator par click kare notepad open ho jayega.
Napkin notepad open karte time dhyan rakhna hai agar aap is tarah se notepad open nahi karte ho to computer par change nahi kar payenge,

open notepad


Step 2. Jab notepad open ho jaye to uper menu baar mein file par Open click kare ya Ctrl+O, 


how to Open file notepad

Step 3.  1. My computer me jaye Phir C drive par click kare
            
how to open local hosts notepad in hindi


 2. Windows >> System32 >>Drivers >>etc, 
 3. Yaha par aapko koi file show nahi karega All files kare
 4. Jo hosts likha hai us par highlight kare
 5. Open kare. 

?????? ???? ??? 




Step 4.  Yeha par mein facebook ka example diya hu agar humare computer me koi bhi facebook open karega to access nahi kar payega kyo ki use block kar diya gaya hai





 Agar aap dhyan de to jo number diya gaya hai usame kewal last ka hi no change hai. 
To aap bhi sare number serial se likhe or jitna website ko access nahi karna chahte ho apne computer me us number ke samne uska url likhe,
Phir Save Kare.
Agar apko website ko unblock karna hai to uske liye same tarika ohi hai aap url delete kare or save kar de,
?? ??? ???? ???????? ??? ???? ?? ?????? ??? ??? ??????  ?????? ?? ???? ?????? ?????? ???? ?????? ????? ?? ???? ??? ??, ?? ??? ?? ?? ???? ????? ?? ??? ???????? ????? ???? ????? ?? ???? ?????? ??? ?? ??? ???.

?? ???? ??? ??? ?? ???? ?? ??????? ?? ???? ???????? ??? ???? ????? ???? ??. ????? ????? ??? ?? ???? ???? ??? ???? ??????? ?? ??? , ?? ??? ?? ??????? ??????? ????? ???? ?? ??? ?????? ?? ??? ???? ??,
??? ???? ??? ?????? ??? ?? ?? ???? ????? ??? ????? ???? ???? ????? ???? ?????? !

Friday, 18 March 2016

How To Use Free Internet Mobile or Computer in Hindi

Dosto aapne free Internet use karne ke liye bahut sare tips apne hone par shayad hi koi kam kiya ho. Mai jo is post me free internet use karne ka tarika bataunga ye bilkul 100% sach hai. Is tricks ke madad se mobile or computer me 3G internet bilkul free use kar sakte ho. Agr aap is post ko achhe se padh kar follow karte ho to aapko koi problem nahi hoga,
Jaise ki aap soch rahe honge kis kis SIM Card par kam karta hai ye sare network par kam karta hai Example, Idea . Uninor .BSNL.Vodafone. etc sabhi SIM Card se muft me Internet Use kar sakte ho,



Access free internet parday 100mb

Aaj hum jis aap ke bare me bat kar rahe hai woh bahut hi best apps hai daily 100 mb free me deta use karne ke liye. Phir chahe mobile ho ya computer is tips ki madat se windows me bhi free me internet use kar sakte hai,
DroidVPN Ke official website par jane ke liye click kare

?????? ??? :- ?????? ?? ???????? ??? ???????? ????  ?????? ???  :-  ??????? ???? ?? ?????? ???? ???? ???? ??? 
               

DroidVPN Par New Account Kaise Banaye

Agar aap android phone use karte hai ya lollipop dono me hi free me internet access kar sakte ho uske liye sabse pahle DroidVPN current version 2.7.5 Download karne ke liye click kare.

DroidVPN app ko install karne ke baad Sign Up par click kare to account banane ke liye mobile me jo browser usme open karne ko kahega use open karne par droidvpn ka website open ho jayega,

how to create droidvpn account and use free internet

  1. Yaha par apna Email id likhe jo on ho kyo ki ispar vpn password send kiya jayega
  2. Ye apna password likhe jo email id me use karte ho
  3. Yeh ek captcha likhe
  4. I accept the terms of service par tic kare
  5. Sign up now par click kare
??? ??? ?????? ????? 


Aap aap ka account bana gaya hai. Jo imail id diya hai use khol ke check kare uspar password send kiya gya hoga.


Android Phone me Free Internet Kaise Chalaye

Ab Droidvpn app ko open karo or jo email id or jo password mila hai use Login kare. 

Note :- Free  me 3G data 100 MB daily milte hai. Par uske liye Droidvpn app ko connect karne ke liye net pack hona jaruri hai tabhi aap 100mb use kar sakte ho

free me internet use kare 100mb

Jab data pack on hoga to DroidVPN automatic connect ho jata hai agar server busy rahta hai to aap ko open kar ke touch button par click kare toh isme bahut sare free server diya hai kisi na kisi se connect ho jayega. Jaisa ki aap dekh sakte ho mai free me download kar raha hun bina apna data kharch kiye,

Note:-  Iska speed apke SIM Card paar depend karta hai, agar aap 2G network me hai to apko slow speed milega. 

Ye Tips :- Uttar Pradesh , Delhi Rajasthan Maharashtra , Gujarat Kolkata , Punjab , Madhya Pradesh , Kerala Yani desh ke har rajyo me kam nahi karega.

Aur jab ek bar droidvpn connect ho jaye phir kisi bhi brouser me free me internet access hoga.

????? ??? ????? ?? ??? 



Computer Me Free Me Internet Use kaise Kare

Computer me free me internet chalane ke liye  PD proxy 2Mb Ka Software download karna hoga, Uske liye aapko official website dp proxy  ke site par jane ke liye click kare
Phir pd proxy me apna new account banaya uske baad is software ko apne user password ki madat se install kare.
Is tarah se aap computer me bhi pratidin free internet 100mb tak mil sakta hai chahe woh 3G  ho ya 2G .
 Main umeed karta hu aapko free me internet use karne me koi problem nahi hoga, Agar apko koi problem aati hai to niche comment box me aap  mujhe bata sakte ho, Aise hi computer internet latest tips padhne ke liye aap mere blog ko daily padhe kuch na kuch naya update hote rahta hai jisse aapko faida mil sake.

Tuesday, 15 March 2016

How To Make a Video on Masquerade Selfies Face Filters in Hindi

Hello Friends Aaj ka topic hai MSQRD se apne smartphone se kaise funny video animation bana sakte hai. Masquerade App bas kuch din pahle launch huaa or google paystor me se top par aa gaya itna kaam time bahut hi jade popular bana gaya hai ki ise facebook company ne kharid liya hai.  
Is app ko android phone se download karne ke liye google play store se kar sakte hai or iPHONE Ya iPade App Store se Dounload kar sakte hai.  MSQRD APP ko use karna bahut hi simple hai iske kuch basic feature ke bare me batauga jise aap apne mobile se badi hi asani se use kar sakte ho.

Masquerade ke official website par jane ke liye click kare
MSQRD app download karne ke liye click kare


Photoshop Ke Top Post Padhe



MSQRD BEST 3D MOBILE APPLICATION


Aise to aapko bahut sare live video banane ke mil jayenge. Lekin iske khas bat ye hi iske filters bahut acha hai isme aapko ye live 3d animation banne me bhi acha hai isme aapki face filter se ek dam match karte hai or kisi ko pata bhi nahi chal sakta hai ki apka face hai.

Live selfies picture video funny bana kar social media par share kar sakte hai. Isme 30 second to video record kar sakte ho.

Masquerade App se Selfies Picture and Video Animation Banaye

MSQRD  download karne ke open kare toh kuch is tarah ke dikhai deta hai.

MASQUERADE APP USED

To Post Paise Kamane Ke Padhe 



  1. MSQRD Filters hai jo video banate time use karna hai isme kuch alag alag filter diya hai jisko slide kar ke ek ek use kar sakte ho.
  2. Agar aap video animation banana chahte hai to video recording icon hai yaha click kare 30 second ki video bana sakte ho
  3. Selfies Picture capture kare ke liye yeha click kare.
  4. Is icone par click kar ke aap app apne friends  ke sath share kare or feedback de sakte ho
Jab video record ho jayega to aap ke memory card me jayega waha se play kare aur dekh sakte ho
Video banane ke baad share karne ka option milta hai jisko facebook or whatsapp par share kar sakte ho.



I hope ki aap funny video or selfies bana kar apne dosto ke sath share ke or mazak ke liye use kar sakte hai. Ye bahut hi acha Msqrd app hai family ke sath bhi funny video banane ka .

Aur bhi aise hi tips pane ke liye aap mujhe social link par follow kare or latest tips padh sakte ho. Agar koi problem hoti hai to cooment me bataye apki puri help kiya jayega.

Monday, 14 March 2016

How to Create Creative Face Photo Manipulation Effect in Hindi

Hello dosto ! Aaj hum photoshop Photo Face Manipulation effect ke bare me batane wale hai. Jaisa ki aapko pata hai photoshop sabse behtarin application hai Graphic design or Photo editing ke liye. Photoshop par agar hum regularly kaam kare or ache se se iske bare agar aapko pata chal jata hai to photoshop se Web Design me kar sakte hai. Humne Photoshop CC Latest version ke tool ke bare me puri jankari diya hu agar aap padhne ke liye click kare
Aise to photoshop me face manipulation banna bahut aasan nahi lekin agar aap ise follow karte hai to bahut hi simple hai, Chaliye jaan lete hain face manipulation image kaise banaye


Top Popular Post



Manipulation Tutorials for Photoshop in hindi

Photoshop Me Face Photo Manipulation Kaise Banaye 

Manipulate photo banane ke liye sabse pahle aapke paas photoshop software install hone chahiye apke computer me agar nahi install hai to install kar kare aur open kare.

Note :- Maine Photoshop cc use kar raha hu agar aapke paas ye latest software nahi hai tu tension na kare ye tricka older version me bhi kam karega.

Step 1. Sabse pahle new file banane hai uske liye  Photoshop Shortcut Ctrl N  press kare keyboard se 

photoshop in hindi

Ya phir photoshop ke menu bar me jakar File par click kare oha se bhi option mil jayega.

Step 2.  Isme new page ka size setting karna hai follow kare

Create new page

  1. Photo ka naam likhe
  2. Aap apne image ke anusar setting kare jaise ki mera photos acha quality ka tha to mai ye setting kiya hu. Width or Height Pixels me rakhe Resolution 70 Rehne de.
  3. Color Mode RGB Color kare
  4. Background Contests ko White rakhe
  5. Sari setting karne ke baad OK kare 

???? ????? ?? ???? ????? ??? 


Step 3.  Manipulation photo banane ke liye apko Brushes download karna hoga agar aapke pas ye brushes nahi to splatter brush download karne ke liye click kare

????  1 

Step 4.  Jab apne us brush download karne ke baad photoshop ke tool me brush tool par click kare


????  2 
  1. Yaha par aapko brush load karne ke liye click karna hai
  2. Load Brushes par click kare (Jaha par apne brush download kiya hai uska location de or load kare brush )
  3. Phir apko dikha ga brush load kiya hai. Usme aap apne kaam ke anusar brush select kare



phoshop me brush add kare
Step 4. 

new layer photoshop


Yaha par me ek new layer create karna hai jo bahut hi jaruri hai.  Agar apko pata nahi hai photoshop me new Layer Create karna to Delete se Right side me diy waha par click kare.


splatter brush

Usi layer par rahte huye jo brush load kiya usme bahut dising ki hai to kuch is tarah se bana le Foreground color block kar ke .

Step 5.  Jis photo ka manipulation face banane hai use add kare .

create clipping mask

Note :- Ab aap jo photo add kiye ho usko Jo humne layer 1 par block color kiya tha brush se uske upar aapko photos rahega phir. Create Clipping Mask Par jaise hi click karte ho aap ki photo ban jayegi..

Manipulation face wallpaper


 ???? ?? ?? ??? ???? ?? ????? ???? ?? Create Clipping Mask ?? ????? ???? ?? ???? ???? ???? ?? ?? ??? ??? ?? ?? ??? ?? ??? ??? ??, ?? ?? ???? ??? ?????? ???? ?? ?? ???? ???? ?? ?? ??????? ??? ?? ???? ?? ?? ???? ???? ???? ????? ?? ?? ?? ???? ?? ????? ?? ??? ???? ???,
??? ?? ?? ????? ?? ????? ?? ???? ???? ?? ?? ??? ???????? ???? ???? ???? ?? ????? ?? ?????????? ???? ??? ??? ???? ??, 
?? ?? ??? ?? ??? ???? ????? ???? ???? ???? ?? ?? ?? ?? ??????? ?? ???? ??????? ??? ???? ??.
Jaisa ki agar aap chahe to Holi Wallpaper bana kar is idea se apne blog me post likh sakte ho. koi copyright photos nahi hoga aap apna khud photo banaye photoshop me aur apne blog me post likhte time upload kare, 

I hope ki ye post apko pasand aaya hoga. Agar aise hi photoshop ke tips sikhna chahte to comment me bataye puri help kiya jayega.