Sunday, 28 February 2016

Online Internet Or Blogging Se Paise Kaise Kamaye Sahi Tarika

Hello Blogger ! Aaj is post me sari detail me batane wale hai kya sach me blogging karke paise kamaye ja sakte hai. Ye kitna % sahi hai ki blog se paise earn kar sakte ho. Maine bahut blog me padha hai bahut se log hai 1 din me 10 $ se adhik kmate hai. Bahut se blogger aise bhi hai jo agar new blogger hai.Blogging kar ke paisa kamana koi badi baat nahi par soch jaye to bahut badi baat hi.
????? ??? ???? ?? ???? ???? ???? ?? ???? ?? , ???? ??? ???? ??? ???? ???? ?? , ???? ???? ??? ???? ??? ???? ????? ??? ?? 20 ?? 40 ????? ????? ?? ?? ?????? ???? ????? ?? ?? ?? ???? ????? ?? 20 ?? ?????? ????? ?? ???? ?? ?? ???? ????? ?? ???? ??? 500 ?? 1000 Blog Wiew ???? ??. ?? ?? ??? ????? ?? ?? ?? ??? ????? ???? ????? ?? ?? ?? ????? ?? ?????? ?? ????? ???? ?? ???? ????? ????? ?? ??? ??? ????? ????? ??? ??,



how to make money online in hindi tips and tricks




 Kya Blogging Kar Ke Paise Earn Kar Sakte Hai

Dosto agar blog bana kar paisa earn karna aasan hota to. Aaj ke time me har koi ke paas computer or internet ki suvidha hai har koi chahta ghar baithe kar blogging karke internet se paise kamaye. Par ye itna sanan baat nahi nahi jaisa aap sochte hai, Agar aap thoda sa mind ka use kare to soche hum internet par kuch bhi search karte hai to kuch hi second me lakho me uske bare me result show hota hai par hum jo first page par show karta hai use open karke apna information lete hai. 
To mere kahne ka matlab ye hai agar hum ek blog hi banaya uske kuch us par article bhi publish kar diye or traffic 1000 - 2000  bhi milna start ho jayega. Par iye itna jade traffic nahi hai jise earning jade ho. Kyoki blog post ko likhne me 3 se 4 ghante lag jate hai or maan lete hai itna apke blog par traffic aa bhi rahi hai to bahut adhik kamaye  1 din to 1$ se jada nahi hoga yani monthly 30$ kama sakte.
Dosto agar aap 1 din me 10$ se adhik kama sakte par uske liye jaruri hai pehle chizo ko sikhao Iske Liye SEO Perfect aani chahiye. Agar apko blogging karke hi paisa kamana hai to sabse pahle aap SEO Keyword search or bhi bahut chiz hai sabke  sabse bare me ache se padho phir ek na ek din successful blogger ban jaoge.
Aapko samajh aa gya hoga blogging karne se paise nahi mil jate hai isme bahut kuch hota hai jo sikhana padhta hai. Hum sab kisi facebook group page dosto se sun lat par  hai ek din me 30$ 100$ kama sakte hai or ise sab  bato ko dhyan me rakh kar pure din blogging me time barbad kar dete hai. Aur last me pata adsense account deleted ho gya. 
To mere bhai Pehle Learn Phir Earn .

 ?? ??? ?????? ????? ?? ???? ?? ?? ????? ??????? ??? ???? ?? 


Online Internet Se Paise Kaise Kamaye

Har kisi ke man me online internet se paise kamane ke bare me soche hai par sahi tarika nahi pata hota hai. Aksar aisa hota hai online paisa kamane ke chakar me paise kuch dete hai. Example Data Entry ka ya Ad clicking . Article Posting. Captcha Job . Paisa dete hai or last me result ye milta hai paisa doob gya .
Or Iske alawa kuch india me PTC site OR kuch Badi Compnya hai jo apne faide nikal rahi hai. Oh user ko kuch nahi deti user ko is tarah paisa deti hai.  Agar ksi ko paise mil rahe hai to oh bahut khush hota yaar hum to internet se lakho kamaye hain. Par iske bare me puri hakikat apko pata nahi hai. Example
Maan lijiye humne uspar apna account kholne ke liye 5000 harsar us site ko diye  or account mil gaya. Adsense ya kisi or site ka account dete hai. Or paisa earning start ho jati jati hai today kitna kamaya yesterday kitna or last 7 day me kitna earn kiye .Jab 80$ or 90$ hote hai to account block bar dete hai. Phir hum new hai is filed  me sochte rahte hai yaar galti se apne ads par click kar diya account block karte hai koi bhi reason bta kar.
Aur last me kya hota hai kuch nahi milta hai apna time barbad karte hai.  Chaliye jaan lete hai paise kamane ke liye sabse best option kya hai

Online Paisa Kamane Ka Best Tarika 

1. Affiliate Marketing 

Affiliate marketing kya hai or aise paise kaise kamaye jate hai hum apne pahle wale post me bataye hai use padhne ke liye click kare

2. Blogging 

Paise kamane ka acha tricks hai blogging par iske piche kya gme hai aapko pata nahi. Jis din pta chal jayega to soch khatm ho jati hai 


3. FreeLancing 

Yeh ek sabse best option hai paise kamane ka. Sabse pahle aap koi skills sikho jo time aap blogging social site  par batate ho . Use acha aap koi skills sikho jaise.
Photo Editing
Video Editing
SEO
Graphic Design
Article Writing 
Fiverr 
Aur bhi bahut couress hai. Inme se agar aap koi skill lo Jaise Agar Graphic design seekh jaoge to inme bahut kaam mil jate hai. Example. Logo Designs . Book Cover. Photo editing etc...

4. Video Publishing 

Video publish karke bhi hum paise kama sakte hai par jaruri bat hai koi na koi skill rahna chahiye. hum apni video ko bahut jagah publish kar ke paise earn kar sakte hai jaise.
YouTube
Dailymotion
Udemy
Skillshare 


??? ?????? ????? ???? ????? ?? ???? ??? ??? 
In sab par agar aap ko kuch aata hai acche se to tutorials bana kar apna video publish karke paise earn kar sakte hai. etc.

Maine apko online earning ke kuch tarike bataye usne apko samjh aa gaya hoga ki paise kamane ke liye. Kuch sikhna bahut jaruri hota hai. Agar aap paisa kamana chahte ho to pehle seekho lo kyunki internet kahi jaane wala nahi. 
Aap internet se video tutorial dekh kar seekho koi mehnat nahi lagega. 

Main umeed karta hu apko sari sach pata chal gaya hoga. Internet se paise earn kitna sanam hai. Par iske liye humare pass talent rahna bahut jaruri hota hai. Kisi ko dekh kar aage badhne ki mat socho aap ye dekho mujhe kya aata hai or hum kis field me kaam kare to mere career aage tak jayega.Aap us skills ke bare me sikho.

 Actually humne bahut se dost ko dekh raha hu jo din raat mehnat karte hai blogging me or comment karte rahte hai sir maine 30 post kiye traffic nahi mil raha hai. mera time isme barbad ja raha hai mai kya kru. Toh aaj is post ko padh kar samajh jayenge ki hum jitna time daily blogging me lagate hai use kam time me koi courses sikh le to jade behtar hoga.
Bahut se aise bhi blogger hai joache paise earn kar rahe hai. Lekin oh pehle kahi se na kahi sikha hai phir oh paise earn karte hai.


Agar apko post acha laga to comment karke apna feedback de sakte hai. Ya phir koi problem hai blogging internet related to bataye apki puri help kiya jayega.


Thursday, 25 February 2016

Latest Tricks Off-Page SEO Optimization Technique Kaise Kare

Hello blogger Off page SEO (Search engine Optimization) Off page optimization ek techniq hai jo improved karta hai hamare website ke ranking  search result ke particular keyword par aur aapke  post ko search result me top par lane me kabhi madad karta hai. 
Agar hum jo bhi apne blog me post karte hai google me top par lane ke liye hume On-Page SEO OR Off-Page SEO dono ki setting karana bahut jaruri hai.

Most Read




seo hindi off page seo

  1. On-Page SEO
  2. Off- Page SEO
1. On-Page SEO - On page optimization hum jabhi post likhte hai usi time karte hain Example- Post ka title search description URL. In sabhi baat ko dhyan me rakhte huye kisi ache keyword par koi article likhte hai phir publish kate hai taki search me achi value mile.


Off- Page SEO Technique Puri Details Me 


2. Off- Page SEO - Agar hum bat kare Google  Latest Algorithm Panda 4.0 to on page optimization ko 35% important diya gya hai. Our Off-Page 65%  important diya gya hai. Lekin dhyan ye rakhna hai off page optimization hum tabhi ache se kar sakte hai jab humare website ka on page optimization perfect ho. Off- Page me hu  kon kon se techniq istemal kare jise humse acha benefit mile. 


1. Directory Submission

Blog directory submission  ke liye jis category ka blog rahata hai hum is hisab se apne blog ki submit karte hai. Directory submission basically link building ke liye karte hai jo SEO parpos se bahut acha hai. Blog directory submission ke liye bahut  aise website hai jo free nahi hai uske paise lete hai.

Lekin mai kuch free blog drection submission website bata raha hu aap oha se submit kar sakte ho.Acha backlink hasil kare.
Aise bahut sare free blog article directory submission website mil jayenge. Aur ise kya hoga blog ke traffic increase honge or earning bhi badh jati hai.

2.  Video Sharing

Off-page SEO me behtreen roll hota hai midea ka.Agar hum koi bhi post likhte hai or uske bare me tutorial banakar upload kare to seo ke hisab se ye sabse best yips hai. Kyoki bahut se user aise hote hai jo post ki sath me video tutorial ko pasand karte hai. Agar search engine me traffic increase karna hai to aap youtube. dailymotion jaise site par video tutorial bana kar uplode karo or oha par apne blog ka url dalo
Video sharing ka sabse best example. Agar apne koi tutorial bnaya jise 100 bar logo ne watch kiya or usne se 10 logo video acha laga to oh aap ki site par jarur aayenge.

SEO Related Papular Past Padhe



3. Social Networking Site


Off page seo me sabse zyada aj kal social networking site use kiye jate hai.Agar hum kisi blogger ko dekho to group ya page bana kar apni website ka inprmote karta rehta hai or iski activity badhti ja rahi hai.
Social networking site par har koi aaj ke time jade samay bitata hai to ye badhiya tarika hai blog ka traffic badhane ka acha upaye hai.Hum apni business ko facebook.twitter  google plus par apna account banake apne blog promote kar sakte hai.

4. Blog Article Submission

Article submission m me kuch rule hote jise humne follow karna bahut zaroori hota hai. Jab hum alag alag blog par article submission karte hai to uske kuch rule hote hai jaise.
Contact duplicate nahi hone chahiye khud ka original article ho.

5. Blog Commenting

Blog aaj kal har koi read karta hai ja har type ke log balag banate hai jaise koi wordpress par to koi blogger & latest update par etc. kahne ka matlab aap ko har type ke blog mil jayenge lekin aap aise blog ko find kro jo aap ke bssinos ke related aise blog ko search kare jiska page ranke aap ke pange ranke se acha ho phir aap comment kro or backlink banaye. Iska faida kya hoga agar koi us blog ko padhe or aap ki usme blog url  hoga to aap ki site par aane ka chance badh jate hai.

6. Photo Sharing 

Jis tarah se hum online video share karte hai usi tarah hum apne business ko parmote karne ke liye photo sharing karte hai jaise pinterest.

7. Guest Posting

Guest posting hum jish website par karte hai bina registration ke to oha par hum apni site ka backlink create karte hai to ye sara guest posting ke andar aate hai or ye generally no follow link create karate hai.



To maine kuch  basic SEO optimization ke tips bataye jo in ko follow karte hai to blog traffic increase ho jayegi. Isme kuch basic jankari se bataye.
Hum apni awale post me seo advance technique ke bare me padhenge. Kyo ki har ek topic jo bataye hai agar dekha jaye to Bahut hi inortent hai or badha hai. So phir bhi inhe follow kare kuch din me iska faida mil jayega.

Post acha lage to share comment kare. Agar SEO related koi question hai to comment me bataye aapki help kiya jayega.

Tuesday, 23 February 2016

Blogger Ke Liye Online Contact Me Form Kaise Banaye Free Me creat

Blogger ke liye free contact me form kaise banate hai. Blogger basically html xml or css javascript bhi use kiye hote hai ki madat se bana hai. blogger ko hum apne hisab se custizae kar sakte coding kya rahata hai.  Sabse pahle to sawal ye hota hai contact me form kyo banaye. Kabhi kabhi aisa bhi hota hai hum apne blog par koi service proved karna chate hai. Example SEO Blogging Marketing Graphic Design in sabka service provide karate zaroori hoga aap contact me form ki zaroorat parti hai jise koi apse sampark kare. Is pahle bhi humne blogger ke liye bahut sare post kiye aap unhe padde bahut hi important post hai

?????? ????? ??? 



How To Create a Contact me Form For Blogger In Hindi

Blogger me contact form to simply add kar sakte hai uske liye sabse pahle >> Blogger >>Dashboard >>Layout Ab add a Gadget par click kare or Contact me form mil jayega add kare.

Aise to contact me form online banane ke liye bahut sare tool mil jayenge  lekin hum contact me form ek website hai ispar kaise banaye batane wla hu. Kyoki Online Contact me form create karne ka ye sabse acha website hai 

Step 1. Online Contact me form banene ke liye official website par jane ke liye click kare

Ab apke samne likha aayega Sign up Free us par click kare

how to add online contact contact me form

Email me form signup karn karna bahut hi essay.
  1. Apna email id likhe " Email id ohi likhe jo used karte ho agar koi message karega to usi id par jayega"
  2. Ap yaha par apna password likhe
Step 2. Yeha par simple bana banaya contact me ka form dikhega. Lekin use beautiful look dene ke liye edit karte hai or apne jarurat ke hisab se add kre
Ek simple form milega lekin humne edit kar ke apne hisab se banaye hai jo dekh sakte ho is picture me

Online contact me form kaise banaye

  1. Add Field :-  Jab ispar click rahega to ye jitna bhi option diya add karne ke liye show karega.
  2. Field Setting :- Field setting me jane ke liye kisi text par click kare to edit karne ka option milega. Example. Jaise sabse upar likha hai contact me usko edit karna hai to us par click kare  edit ka option milega.
  3. Form setting:- Yaha se bhi apne form ka setting kar sakte hai.
  4. Basic :- Basic me kuch option diya jo apne anusar add karte hai. Jaise Single line text add karna ho ya checkbox.paragraph. dropdown ogera yaha se add karsakte hai contact us form me
  5. Advance :-  Advance option bahut sare function diya hai jo hum contact form me kam use karte hai, Besicly online selling karte ho business hai to ye option add kare.
  6. Survey :-  Ye option ke use hum online koi courses  karate hai ye phir dvd selling karte to use me jade tar kate hai. koi rating de ya checkbox add.
  7. Share kuch sahi se edit kar lene ke baad Save form par click kare
Agar kuch add bhi karna ho baad me  to apne id se logging kar ormy form par jakar  edit kar sakte ho. Ab ek popup box open hoga 

Step 3.  
add contact me form

  1. Yahan par agar click karne par ek new page me jo contact me form banaye o dekhe test karke
  2.  Share  option par click karne se aap ke samne code milegi jise blog me add karna hai
  3. My forms par click karne se aap back chale jayenge or phir se manage ka option milega
Blogger pe Contact form add karne ke liye share par click kare  to ek code mileage


????? ?????? ????? ??? 



add contact me form
  • Phir is code ko blogger me add karna hai. Add Karne Ke Liye Blogger Ke Deasbord Me Jaye Layout par click kar HTML/JavaScript Add kre
add contact me form
Ab Save kare to fully apka contet me form ban kya hai. Agar koi message karta hai to apko milega email id par.

??? ??? ?????? ??? ?? ?? ????? ??? ?? ????? ???? ???? ????? ???? ?????? ! ?? ??? ???? ?? ?? ????? ?? ???? ???? ????? ????? ????? ????? ??? ?? ????? ?? ???? ??????? ?? ??? ???? ???.

Sunday, 21 February 2016

Photoshop CC Basic Sikhe Hindi Me | ??????? ????? ??????? ????

Photoshop bahut acha application hai graphic dissing or photo editing karne ke liye. Basic logo design wedding album frame banane ke liye karte hai, Aise to photoshop ke bahut vrsion hai jaise, Photoshop 7.0 Photoshop CS3. CS4.CS5 OR CS6. Ye sab humne bahut acche se use kiya hai par abhi hum latest version aaya hai kuch din pahle to mera paas jaise hi photoshop CC free version mila hai apko iske bare me besic jankari clear kar denge,
Photoshop basicly ek graphic designs karne ka sabse acha software hai. Agar aap photoshop ke bare me achha knowledge hai aapke paas to kabhi bhi jab mil sakte hai.

Photoshop cc 2016 basic jankari hindi me

Photoshop CC ka look dekh sakte ho same old version ki tarah hai lekin function me to isme suvidha mila hai. Photoshop latest apllication me kuch acha acha function add hote rahte jiske  sahayta se hum apne kaam ko asani bana skte hai kam time me. Is post me hum phothops ke tool ke bare me batayenge kisi ka kiya kaam hota hai or kab use karte hai, Agar apko photoshop me kuch jankari nahi hai to is post ki madalte aapko kabhi achhi jankari milegi,


?????? ????? ??? 


Photoshop Sikhne Ke Faide 

Adobe photoshop CC sikhne ke bahut sare fayde hai. Hum apna photo editing ke sambandhit khud ka bisse khol sakte hai. Ya phir Bahut aise website hai jo photoshop online work karne ke job deti hai. Agar achhe se jankari mil jaye to ek acha web & graphic designer ban sakte hai. Aur aap chahe to online logo bana kar selling kar sakte jise paise kama sakte hai. Online photo selling karne ke liye fiverr sabse acha hai padhe. iske pahle hum photoshop cs 3 me bata hu background kaise change kare image ka 

Photoshop CC Tool or Function Ke Bare Me Basic Jankari 

Photoshop ka koi bhi version use karte hai use ye besic option jarur dena raha hai. Sabse pahle kisi bhi file ya photo ko photoshop me import karne ke liye Ctrl O Press kare. Ab apne hisab se ye sale tool ke alag 2 kaam hai, Inke bare me aaye detail me jante hai jisse apko clear ho jaye.

Photoshop Best application graphic design


 ??? :- ?? ????? ??? ??  ???? ?? ??? ??? ??  Right Click ???? ?? ??? ??? ??????? ??? ?????? ??, ???? ????? ?? ???????? ???? ???? ??,  ?? ?? ??? ??? ?? ?? ?? ??? ?? ???? ???? ???? ??? ??  .



  1. Rectangular marquee tool or Elliptical marquee tool  iska use hum photo ko kisi khas jagah par select karke color karne ke liye karte hai 
  2. Move Tools:-  layer move karne ke liye use kare
  3. Lasso Tool :-  Is tool se bhi marquee tool ki tarah mous ki tarah select karte hai. Isme Polygonal lasso tool ko use kar ke kisi photo ka background removed karne ke liye use kar skte ise control karna asan hota hai. Agar kisi ek color ko ka background delete karna hai to phir Magnetic lasso tool ka use kare. Kyoki ye color ke hisab se automatic  select hota hai.
  4. Magic Wand Tool :- Photoshop me ye tool mujhe bahut pasand hai agar kisi ek particular color ko select karna isko use kar. For example apne is tool ko select kiya or apne image ke picture me only green color to bas green hi sselec hoga
  5.  Crop Tool :-  Is tool ka se apne picture ko crop kar sakte hai, Example Agar apki kuch extra hai jise aap dekhna nahi chahte ho to corop kare
  6. Slice Tool :- Iska use bahut kam karte 
  7. Spot Healing Brush Tool:-   Is tool se hum kis picture par text likha hai to iski madad se removed kar sakte hai ye background color se mating karta hai.
  8. Brush Tool :-  Ye brush tool hai iska hum apne photo par kisi kam ke liye use karte hai. Exam agar humko color karna ho brush tool ka use karenge.
  9. Clone Stamp Tool :- Iska proyog hum kabhi kabhi karte hai. Example Agar face par koi pimples hai use remove karna to  Alt press karte to khatam ho jayega
  10. History Brush Tool :- Isme hum jitna brush use e honge samka history show karega. Example Agar kisi photo me 20 bar bursh ka use kiya hai to direct jaane ke liye iska istemal karte hai.
  11. Eraser Tool :- Agar kisi chiz ko mitana ya khatam karna hai to iska use kare.
  12. Gradient Tool  :- Agar Background banai ho to iska istemal kare isme difreet ksim ke color bana sakte hai iske or bhi kaam hai
  13. Blur Tool :- Agar kpiture ko dhundla karna hai to iska use kare. Example Ager kisi picture ke background removed kiye hai or side se apki picture kat gya hai to picture ke side me isko use karne se picture acha dikhta hai.
  14. Dodge Tool :- Kisi khas jagah par dark  karna hai to isko use kar sakte hai ya isme Ya highlight karne ke liye
  15. Pen Tool :- Pin tool ka istemal  jade tar Creal drow me jade hota hai. Iska istemal  Maine round circle banane ke liye kiya hai
  16.  Text :- Agar  Photoshop me apne picture ya kahi par kuch likhna hai to usme ye kaam aati hai
  17. Path selection Tool :- Jab hum pen tool se kuch banate hai to ek sath select karne ke liye poth tool ka use karte hai
  18. Rectangle Tool :-   Agar rectangular  shape khichta hai banane ke liye kar . Example. Isko karne se charo bhujaye barabar hoti hai. Yeha opko bahut optin milat hai jaise shap tool ka 
  19.  Hand Tool :-  Jab hum kisi dusare lear par kya karte hai. Or kisi picture ko us lear par le chana hai to hand tool use kare
  20. Zoom Tool :- Picture ko zoom in or out karne ke liye kare. Jaise agar apna koi photo photoshop me open kiya hai or oh chota dekh raha hai to zoom tool use kare
  21. 22. 23.  Set Foreground :- Sabka ek hi kaam hai. Jaise agar background color green hai or niche red karna chate hai to us par click kare to color banae ka option open ho jata hai.
  22. 25. Change Screen Mode :-  Is option se jo photoshop me image open kiya hoga uska screen cheng kar sakte ho.

?? ??? ???? ????? ?? ?? ????? ?? ??? ??? ???? ?? ?? ????? ?? ??? ?? ??????? ?? ????? ?????? ???? ??? ??????. ?? ???? ??????? ?? ??? ?? ???? ??? ??? ?? ?????? ??? ??? ?? ???? ??? ?? ?? ??? ???? ?? ??? ???????? ???? ???, ??????? ?? ?????? ??? ?? ????? ????? ??? ???? ????? ?? ??? ??? ?? ???? ?? ?? ????? ??????? ??, 

???? ?????? ?? ?? ????? ?? ???? ??????? ??? ??? ????? ??? ?????? , ??? ???? ??? ??? ??  ??????? ?? ?????? ???????? ????? ?????? ???? ???? ???? ??? ????? ??? ??? ! ????? ???? ??? ?? ????? ??? ??? ??? ???????? ??? ?? ???? ?? ????? ???? ???? ????? ???? ?????? ! ??????? 


Saturday, 20 February 2016

SEO Backlink Kaise Banaye Detaile Me

Hello blogger Aaj hum batane wale hai Quality Backlink kaise banaye jate hai. Ho skta ho apne backlink ke bare me kahi padha hoga, par aaj hum batayenge kaise quality baclink banaya jise google search engine me better result show kare. Mai is post me advance bate share karne wale hai jiski mabadt se apni website ko easily rank kar paoge. Sabse pahle to aap ye soch rahenge ki quality backlink kya hotaa hai,  To mai kahna chahunga agar apne kisi blog ya website ko visit karte hai oha par comment karke apni site ka ULR dalte to backlink to ban jata hai, Lekin iska matlab ye nahi ki oh ek quality backlink ban gaya hai. 
To mai is post mein kuch important jankari share karne wala hu carefully ache se read kare.


??? ???? ????? ?????? ???? ??? 






Backlink kaise banaye jate hai- SEO BACKLINK

Bahut se new blogger jisne abhi abhi blogging start kiya unke liye backlink ke bare puri tarah se jaan payenge SEO (Search Engine Optimization) success le liye bahut important hoga.
Quality backlink kya hota hain :- Quality baclink use kehte hai ache pagerank best domain authority se ache page authority se mile use kehte hain quality back link. Aur sabse acha quality baclink oh hota hai jo google me index ho jaye,


What are Backlinks - Backlink Kya Hota Hai


Backlink external link hote hai jo hum banate commenting ke though ya phir social bookmarking karte hain article submit or directory submition karte hai, Kisi blog ya website par comment kar ke kis tarah dofollow backlink hasil kar sakte hai. Agar simple language me kahe to back link agar aapne mere blog par comment karke apni site ka url dalte hai or koi dusra vister us link se apke blog par chala sata hai use dofollow backlink kahenge.

Nofollow Link :-  Nofollow basically ek atribaut hai anchor text ka, Jaise koi bhi website ke link par click karne se site usi page me open ho jaye to no-follow link kahenge, 

Internal link :- Ye oh link hai hai jo hum apne hi post me kisi dusari post ke link add karte hai use internal links kahte hai

External Links :-  External link use use kehte jab hum apne site me kisi dusare site ka link add karte hai

To main umeed karta hu apko pata chal gaya hoga website popularity badhane ke liye backlink kyo jaruri hota, Sabse bada faida to yaha humare blog website par traffic badhegi(increase) Or jitne jade blog par traffic visitor aayenge site par utna hi income badhega


Kya Website Ya Blog Ke Liye Backlink Karna Zaroori Hota Hai 

Ji ha blog or site ke liye backlink karna bahut jaruri hota hain. agar aap dhyan de to jitne bhi papur website hai oh apna backlink banate or traffic ko incress karte hai jise search result mein unki ste to par show karta hai,  Jab site par traffic aane lagte hai to alexa rank bhi kam hota hai jise visitor ko pata chalta hai site ka papurty kya hai use visitor site ka ranking dekh kar visit karna pasand karte hai.
Agar aap dhyan de agar koi new blogger hai uske site par kyo na acha post kiya par jab uski ranking nahi rahti hai to visitor site se chale jate hai.


Google Ping Me Quality Backlink Kaise Banaye Free Me


Agar aap apne blogger ki traffic increase karna hai to mai ek google ping tool ke bare me bata raha hu jo bilkul free hai backlink banane ke liye, Aur mai pure experience ke sath kahna chahta hu agar aap isko follow karte hain to aap ke blog or website par traffic visitor jarur badhenge. Kuch din pahle humne google ping tool ko istemal kiya or meri site par traffic badh gya or sath hi alexa rank bhi kam hone laga jiske ojah se mere blog  par visitor badh gaye hai.
I hoke agar ap backlink bnana chahte ho apne blog ki liye to follow kare kaise karna hai


Step. 1

Sabse pahle official site par jane ke liye Click kare Ya bhi chahe to search kar sate ho google ping tool.com

Backlink kaise banaye- Quality backlink google ping tool




  1. Yeha par apne Blog Name jo uska title ho likhe
  2. Blog Home Page ka URL dale
  3. Apna email id jise blog logging karte hai
  4. Popular choices check all kare
  5. Blog Services Check all kare.
  6. Dhyan de niche aur bhi check all karna hai jo is pic me nahi dikhaye hai usko bhi check mark kare.
Best baclinks

Phir chepcha likh kar Send Pings Kare


Step 2.


Finally successfully backlink submit ka message aayega jo aap is picture me dekh sakte ho. 

SEO Backlink free



Get free backlinks ka ye message aayega dekh sakte hai yahan sab success hogya hai.
Mai umeed karta hu apko ye post se backlink banane me help milaga hoga or ise jude kuch new jankari bhi. Kyunki har blogger chahta hai top par aane ke or successful bane ke liye blogger jo maine pahle hi bataye hai padhe.

?? ???? Backlink ?? ???? ??? ??? ?? ??? ????, ?? ??? ???? ?? ?? ???? ?? ????? ?? ?? ?? ???? ???? ?? ?? 24 ???? ??? ???? ????? ?? ??????? ?? ??????, ??? ???? ????? ??? ?? ??? ??? 1000 ??? ???? ????? ?? ?? Baclinks ?? ??? ?? ???? ???? ?? ???? ???? ?? ?? ??????? ?? ?? ?????? ??? ?? ??? ???? ?? ????? backlink ??????.

??? ???? ????? ?? ????? ????? ??? ?? ?? ???? ??????? ?? ??? ????. ??? ??? ??? ????????? ??? ?? ?? ????? ?? ????? ???? ????? ???? ???? ????? ???? ?????? !

Thursday, 18 February 2016

Freedom 251 Smartphone Kaise Booking Kare Step By Step Jankari

Hello Friends ! Freedom 251 smartphone 18 February  2016 se booking start kiya gaya tha lekin website par itna jade hits mil rahe the jiske ojah se site cras ho gaya, Is site par itna jade traffic aaye ki site 2 hante me band ho gaya booking hona, Lekin Ringing Bells company jo delhi ka hai usne dawa kiya ki 24 hours me thik kiya jayega. Lekin aaj subah se duniya ka sabse sasta smartphone booking start ho gya hai, 
Lekin isme samasya hai kisi ko yakeen nahi ho pata hai itna kam dam smartphone kaise mil sakta hai, Bahut se log ise Fafe kahne lage hai or mujhe facebook puch rahe hai, Lekin mera kahna hai ye bikul fake nahi hai, Agar aap mere post ko padh rahe hai to isme mai puri step by step buy now karenge or batayenge ki ye register hona start ho gaya hai,
Maine apne pichhe post me bataya tha ki itne kam daam me smartphone ko mil raha hai agar aapne meri post nahi padhe to jarur padhe Click kare padhne ke liye,


Freedom 251 Smartphone Kaise Booking Kare Puri Jankari

  • Dosto Freedom 251 phone ko booking karne ke liye sabse pahle official website par jana hoga. Click Kare
  • Ab aapke saamne official website open ho jayega. 
Step 1.
freedom 251 sabse sasta smartphone


Ab apke samne kuch is tarah ki page show hoga jisme aapko Buy Now par click karna hai. Uske baad ek new page khulega jisme apni sari information likhna hai jise sahi address par ye smartphone courier dara pahuch jaye.

Step 2.

freedom 251 form fill kare

  1. Yeha par apna ya apne parents ka naam likhe
  2. Apni puri address likhe jise aapke ghar courier asani se pahuch jaye
  3. State likhe apna. Jis rajya se hai
  4. Apna City jaha rehte ho
  5. Apne Ariya ka pin code
  6. apna mobile number 
  7. Or email id jo used karte ho
ORDER NOW KARE



Step 3.

freedom 251 smartphone


Yeha par bataya gaya hai apka sopping successful submit ho gaya hai. Jo puri detail dekh sakte ho. Payment 48 hours baad lega.
Important bat ye hai jo ORDER NUMBER. mila hai use save karna hai, Phir freedom 251 payment ka option 48 ghante baad apke email id par link jayega or oha se payment karna hoga. Aap ATM Card ke thourgh kar sakte ho, 

Note:- Freedom 251 Phone apko 30 June tak courier ke dwara bheja jayega jo apne address diya hai uske jagah par,

Umeed karta hu apko freedom 251 smartphone ko booking karne me koi dikkat nahi aayega, Agar apko kisi parkar ka samsya aati hai is smart phone ko kharidne me to bataye aap ki jald hi help kiya jayega, 
Agar Payment karne me koi problem hota hai to bataye. ?? ??? ???? ?? ?? ????? ?? ??? ??????? ???? ????? ????? ??? ?? ?????? 251 ?????????? ?? ????? ?? ???? ???? ??, ??? ????? ?? ??? ?? ???? ???? ??? ???? ???? ????? ?? ?? ??? ?? ??? ?? ??? , ?? ???? ?? 

Wednesday, 17 February 2016

Make In India SmartPhone Launching Rs 251 - Freedom 251 Smartphone Price

Namskar dosto aaj jis topic par hum bat karenge jan kar aap hairan ho jayenge. Kyon ki bharat sarkar ne ek bahut hi acha smartphone launch kiya hai sirf  251 Rs me. Dosto aap sun kar to aashir chakit ho jayenge lekin ye bikul sahi bat hai abhi offer me aapko ye smartphone make in india ke traf se diya jayega.
?? ?? ??? ??? ????? ?? ???? ?? ??? ??? ?? ?? ?????? ?? ??? ???? ??? ??????, ??? ??? ???? ?? ?????????? 251 ????? ??? ???? ??? ?????? ?? ?? ????? ???, ?? ?????? ?? ??? ?? ?? ???? 18 February 2016 ?? ????? ???? ?? ??????.
?? ??? ?????????? ???? ???? ???? ??? ??? ??? ???? ?? ?? ?? ?? ?? ???? ??????, ?? ???? ????? ?????? ???? ??, ?? ???? ??? ???? ???? ???? ?? ????? ??? ???? ?? ???? ?? ??? ?? ??? ???,



smartphone launching today rs 251


Make In India Kya Hai | ??? ?? ?????? ???? ??? 

??? ?? ?????? ?? ??? ???????????? ???? ??????? ???? ?? ?? ???? ?? ?????? ?? ?????? ????? ??. ?? ???? ????????? ??  ?? ??? ??, ???? ?? ????? ?????????? ?? ???? ??? ??? ?? ??? ?? ?? ?? ???? ??? ?????????? ??? ???????? ???? ?? ??? ??, 
Make in india program ki dwara ek indian beas compny ne duniya ka sabse sasta smartphone lollipop version launch kar diya hai, Itna kam dam me aap soch bhi nahi sakte hain, Is mobile phone ke specification jaan kar hairan rah jayegi itna kam dam ke mobile dher sare future aaj tak koi mobile company ne nahi launch kiya hoga,
Freedom 251 Smartphone  Price Rs.251  india first most smartphone  Ringing Bell Company ne ye sab offer de raha hai. Aaj ke time me smartphone ke jarurat har insan ko hai par iske liye kuch jade paise kharch karne parta hai. Par pradhan mantri ke is yojana ke tahat ye offer mil raha hai,
Chaliye jaan lete is mobile ke bare me kuch behtrin jankari. Dosto iske feature to la jabab hai mai yehi kahna chahunga ke aapke pass chale i phone rakhte ho par ye mobile jarur kharide.

Freedom Smartphone Flaunt Feature 

  • 4 inch display qDH IPS Display
  • Camera 3.2 MP 
  • 1.3 GHz Quad Core Processor 
  • 1 GB RAM & 8GB Internal Memory
  • Expandable up to 32GB
  • 1450 mAH Battery
  • Android Lollipop 5.1
  • 1 Year Warranty 
Digital India Freedom 251

image secure  :- freedom251.com


Or iske sathe kuch important apps bhi install kiya huaa rahega, Whatsapp. Facebook. swachh bharat. Youtube jaise kuch popular apps install kiya huaa hai.
Dost hai na sabse sasta smartphone ye 6 ghante baad booking hona start ho jayega. Agar aap bhi ye offer ka labh lena chahte ho 18/02/2016 se 21/02/2016 ke andhar booking karaye.
Is phone ko booking karane ke liye apko official website par jana hoga. TO SABSE PAHLE APNE BROWSER ME TYPE KARE www.freedom251.com
Booking hone ke baad 30 june tak aapke pass ye phone pahuch jayega lagbhag. aap sochna band kijiye or apne liye ya apne family ke liye ye phone jarur kharid.

I hope ke ye post acha lagega. agar chahte hai ye post adhik se adhik logo tak ye jankari pahuche to please share kare.

Sunday, 7 February 2016

How to Increase Internet Speed In Hindi | ???????? ????? ?? ???? ??????

Is post me mai apko bataunga apne internet speed ko 20% extra kaise bada sakte hai. Dosto gar hum Internet use karte hai computer ya laptop me or sahi speed nahi mil pata hai jiske karan jo hum internet se kaam karte hai or pura nahi hota hai phir apne system ko band karna parta hai. Par mai aaj is post me bataunga ki kaise windows computer me internet speed increase kar sakte hai. Mere kahne ka matlab ye hai hum internet use karte hai apne computer ya laptops me uska 80% speed hi use karte hai. Kyoki jo 20% speed ko windows apne liye reserve rakhti hai. Ab ye 20% speed ko operating system kyo reserve rakti hai ise 100% Kaise use karte hai puri jankari share karne wala hu. Agar post ko ache se padhte ho to aapko koi dikkat nahi hoga.



Must Read 



Slow Internet Speed Ko Kiase Fast Banate Hai

Dosto slow internet speed ek bahut bari samasya hai. Or kasha karke agar humare pass Broadband or wifi ki suvidha nahi hai to or bahut bari problem hai. Iska ojah yeh ek to speed kam hota hai usme se windows internet speed ka 20% apne pass sakte ho. Par ek kash bat ye hai ki ye tips Windows home basic par kaam nahi karta hai,
Agar apko apni windows check karna hai kon sa hai To sabse pahle My Computer>> right click >>Properties dekh sakte hai oha se konsa windows install hai apke computer me.
Chaliye jaan lete hain bina koi software ke internet speed ko kaise badhaya ja sakta hai.


Windows computer me internet speed ko kaise badhaye
??? ???? ????? ?????? ?? ???? ??? 



Internet Speed Ko 20 % Extra Kaise Badhaye  

Internet speed ko extra benefit karne ke liye sabse pahle apko kya karna apne computer ya laptop me Windows or  R press kare to run command open ho jayega.
Step. 1
Phir usme type krna hai gpedit.msc  (Local Group Policy Editor) iska matlb hota hai.

how to increase internet speed hindi

Jaise hi ok karne to local group policy editor ox open ho jayega isme setting karna internet speed badhane ke liye.

Step.2

how to increase your internet speed in hind



  1.  Administrative Templates par jaise hi click karte hai to niche kuch option dikhega
  2. Network par click karne hai to bahut sare option open hoga usme kya karna hai.
  3. QoS Packet Scheduler. Ispar click karne ke baad wohi par right side me kuch option show karega.
  4.  Limit reservable bandwidth. jaise hi aap ispar click karte hai to ek new popo box khulega 
Step.3

internet speed badhaye free me

?????? ????? ?? ???? ?? 

1. Isme aap dekh sakte ho 3 otion diya hai, Net Configured Enabled Disabled To select karna hai Enabled to bandwidth limit ka option open ho jayega. Aap chahe to side me kiya likha hai detail me padh sakte ho.
2. Isme by default pehle se 20 % rakhta to isko kya karna hota hai. 0 (Zero)
3. Phir apply ok  kar dena hai.

????  ?? ?? ???? ?? ????? ?? ?? ?? 20 % ??????  ???? ?? ???? ?????? ????? ????? ????? ?? ?????? ?? ????? ???? ?? ??? ??? ! ?? ?? ????? ?? ?? 100 % ???????? ?? ????? ??? ???? ??, ???? ?? ???? ?? ?? ?? ?? ???? ??????? ????? ???? ?? ???? ?? ???? ???????? ?? ???? ??,


??? ??? ???? ?? ?? ??? ?? ????? ????? ?? ?[?? ?? ???? ???? ?? ???? ???????? ????? ?? ?????? , ?? ???? ???? ????? ????? ??? ?? ?? ????? ?? ????? ?? ???? ??????? ?? ??? ?? ???? ???? ??? ???? ???????? ???? ???? ???? ?? ??? ??? ????? ??? ???? ,
??? ??? ????? ????? ??? ?? ?????? ???? ?? ????? ???? ????? , ??? ??????? ??? ?? ?? ????? ??? ???? ???? ????? ???? ??????  ??????? !

Saturday, 6 February 2016

Computer and Laptops Performance Speed Badhane Ke 5 Tips | ???????? ????? ???? ?????

Windows Computer speed Kaise badhaye jate hain (Windows 10 /8/7 speed Increase) Slow computer speed kaise badhai jaye is post me puri jankari dene wala hu. Agar computer hang kar raha hai ya kuch slow chal raha hai to ye tarika jarur use kare apka computer fast chalega. Bahut user ye sochte hai mere laptops me 5GB RAM or 500 gb Hard Disk or Latest Processor  hai or phir bhi koi problem aati hai to window new install kar lete hai par in sab ka samdhan new window nahi hota hai,
Mai aaj is post mein kuch important jankari dene wala ko kaise computer speed or performance ke behtar banaye.Agar Post ko ache se padhenge to apko bat clicer hoga.
Mai bahut se logo ke PC par work kiya or dekha kuch time ke baad computer slow ya hang ho hota ya. Agar usme internet chal raha to to kuch kaam hi nahi karta PC ko direct band karna parta hai aaj mai computer or laptop speed badhane ke bare me tips share karne wala hu.

how to increase computer processing speed windows 7


????? ???? ????? ?????? ?? ??? ???? 





How To Speed up Windows Computer and Laptops In Hindi

Agar computer ya laptops use karte hai usme koi graphic wala software ya game use karte hai to computer hang hone lagata hai ya phir koi high Game open karte hai. Kabhi aisa bhi problem ho jata hai jab hum computer ko start ya band karte hai to usme kuch der tak time lag jata hai. Agar aap ye tips follow karte hai to computer ka speed badh jayega. Laptops or Desktops dono ka same tarika hai, 


Slow Computer Ko Kaise Fast Banate Hain

Tips 1.
Sabse Pahle My Computer me jana hai or Right Click Kare Properties Ka Option Dikhega uspar click karke open kar le.
laptop ka speed kaise badhaye jate hai



Ab Advanced System Settings Pe Click kare. Phir ek popup window open hoga

computer or laptops faster karne ke tips

 Advanced Me padh sakte ho uske proformens ke bare me bataya hai uske andr Setting ka option hai us par click kare.

speed computer windows 7.8.10
Visual effects ke option me Adjust for best performance pe tic kare or apply phir OK kare de.
Is tarah se aapka computer thora fast ho jayega.


Disk Cleanup Kaise Fast Kare Computer Ko

Tips 2. 
Disc Cleanup ka matlb ye hota hai hum computer me koi bhi software ya internet par browsing karte or iske ojah se Drive me Space kam hona start hone lagta hai or hum sab dhayan nahi dete hai sabka temp file bana kar C Drived me jama ho jata hai or ise bhi computer thora salow chalne lagta hai.

Disk cleanup ko khatm karne ke liye sabse pahle to C Drive Or Right Click Kare to Properties ka option hoga sabse niche us par click kar de.

improve speed computer windows 7

Yaha par aapko disk cleanup par click karna hai, Phir isme saare par tic mark kar ke or karna hai to poochega temp file ko delete karne ke liye usme apko yes kar dena hai.
?? ??? ?? ???????? ?? ?????? ???? ????? ???? ?? ???? ???? ???? ?? ?? ?? ?? ???? ?? ???? ???????? ?? ????? ????? ??.

?????? ?? ???? ??? 

Temporary File Ko Kaise Delete Kare or System Ko Fast Banaye

Tips 3.

Run command me jakar temporary file ko delete karke computer laptop ko fast or speed performance ko badha sakte hai ye bahut hi simple hai, Hum bahut se PC Laptop me dekha hai ki koi computer me 1GB tak temporary file padha rahata hai or ise ka bhi problem hoti hai system ko chalane me.
 Isko khatam karne ke liye sabse par computer ke KeyBoard me Windows + R press kare. 

increasing computer speed windows

Ab ye Run Command box open ho jayega isme type karna hoga %temp% or karna hai. To Jitna apne apne computer par kaam kiya hai uska tempfile show karega.

windows speed up my computer

Ye sare file ko select karna hai or delete kar dena hai. Ye sab karne se aap ka windows acha or better performance me chalega.


Tips 4.

 Power Option Se Kaise Computer Ko Fast Kare

Actually ye option laptops ke liye hai. Yeha bhi ek behatrin tips hai slow laptop ko faster banane ke liye. Iske ek bar setting kar de or aise hi rahne de.
Iske liye sabse pahle Control Penal me jaye phir dekhe power option par click kare to kuch is tarah ka dikhega.

speed up slow windows computer
Isme High performance par tic karna hai. Is tarah se bahut easily apne system ko fast or speed bana kar chla sakte hai.


Tips 5.

Bahut se computer user agar new hote hai to koi bhi software paye usko install kare dete hai chahe uska istemal kare ya nahi system me para rehta hai. Aise mein ji software pe work karta hai ohi software rakhe or jiska kam nahi hai use unstall kar de. Agar software install karna nahi aata hai to follow kare. mai ek acha tarika bata raha hu
My Computer ko open karne or sabse upar  Uninstall or change a program pe click kar de

improve speed computer windows 7



???? ???? ???? ???? ??? ?????? ????? 


Phir jo software apne apne computer me install kiya hoga sara dikhega. Usme se aap ko jiska kaam nahi hai Uspar Right Click kare Uninstall kar de..

??????? ?? ????? ??? ??? ?? ???? ??? ?? ????? ?? ?? ???? ???????? ?? ???? ????? ??? ???? ?? ?? ??? ????? ?? ???? ??, ???? ???? ???? ?? ?? ?? ?? ???? ?????? ???? ???? ???? ?? ???? ?? ???? ?????.
?? ??? ???? ?? ???? ?? ????? ???? ????. ??? ??? ?????? ??? ?? ?? ?? ????? ??? ????? ???? ???? ????? ???? ?????? , ??? ???? ???? ????? ?? ??? ???? ????? ???? ??? ?? ?????? ???? ?? ??? ?? ???? ??????? ?? ??? ???? ???.!