Aaj mai apko windows ke bare me kuch tips btane wala jise aap poware full ban sakte apne aur ise padhne ke bare.
Agar apne bhi apne computer windows install kar rakha hai to is tips ko padhne ke baad bahut kuch sikh sakte hai. Sabse acha windows shortcut key agr kisi ko sahi se pata ho jaye to computer par har kaam bahut hi asani se kar sakta hai.
Agar aap bhi pahli baar computer use kar rahe ho aur jade kuch jankari nahi hai to is shortcut key ki madad se bahut hi asani se apne computer ko chala kar sakte hai.
Computer Ke Bare Me Kuch Popular Post
Agar apne bhi apne computer windows install kar rakha hai to is tips ko padhne ke baad bahut kuch sikh sakte hai. Sabse acha windows shortcut key agr kisi ko sahi se pata ho jaye to computer par har kaam bahut hi asani se kar sakta hai.
Agar aap bhi pahli baar computer use kar rahe ho aur jade kuch jankari nahi hai to is shortcut key ki madad se bahut hi asani se apne computer ko chala kar sakte hai.
Computer Ke Bare Me Kuch Popular Post
- Computer Virus Kya Hai Kaise Bache
- Computer Me Koi Bhi Website Ko Kaise Block Kare
- Computer me Internet Speed Ko Kaise Badhaye
1. Windows Shortcut Key
- CTRL+C COPY
- CTRL+X CUT
- CTRL+V PASTE
- CTRL+Z UNDO
- SHIFT+DELETE Delete recycle bin me rakhe
- CTRL+RIGHT ARROW Cursor ko agle sab ke suru me rakhta hai
- CTRL+RIGHT ARROW Csor pichle sab ke suru me rakhta hai
- CTRL+ A Select all
- F3 Search
- CTRL+ESC START Menu
- ESC Cancel current stack
- TAB Phokas aage badhna
- SHIFT+TAB Phokas piche karna
- F1 Help
- Windows M Minimize All
2. Computer Hang
Agar apka PC Bar bar hang ya ko aplication slow open hota hai. Yeh infation ke karan ho sakta hai ho sakta hai apne koi software install kiya ho tab se ye problem aati hai to turant remov kare.
3. Windows Me Install Huaa Program Ko Kaise Hataye (Remove)Kare
Jab bhi hum koi new software dekhte hai to apne computer me install kar lete. Chahe iske bare me kuch jankari na or use nahi karte system me padha rahata hai. Jiske wajah se system slow chalta hai or ache se kam nahi kar pate hai.
START >> CONTROL >>PROGRAM AND FEATURE Click karte hi apne computer me jo bhi software install hoga dekha jiska use nahi hai hata sakte hai.
4. Open Program Ko Kaise Band Kare Start Task Manager Se
Bahut baar aisa hota hai hum apne PC par koi application open karte hai or not response ka option dikhta hai open nahi hota computer kam karna band kar deta hai khas tor par windows 7 me. Agar apne apne system me program open kiya aur band "close" nahi ho raha hai phir aap apne computer ko directe band kar dete hain jiske karn computer kharab ho sakta hai iske liye kya kare.
Ctrl+Alt or Delete key ko ek sath dabaye
Ya phir Start task manager par click kare uske bad windows task manager open hoga phir usme application ke tab par click kare or jis program ko close karna hai nice end task likha hoga us pe click karde
5. System Ko Kaise Restore Karte Hai
PC ko restore karne ke liye sabse pahle apne jo application open kiya hai use band kar de. Phir uske bad Start ->all program->Accessories->system tool->create restore point->next->restore-> yeha par restore point ka naam type kare->create-. home->restore my computer to an earlier time->next ab is tarah se aap ka computer bahut hi asani se restore ho jayega.
6. Computer me Virtual Memory Kaise Badhaye
Sabse pahle control panel me jaye System >> Advanced>>Performance>>setting>>virtual memory par jaye.
Change batom par click karke virtual ka size bada kar de. Virtural memory kka istemall RAM ke puri tarah istemal ho jane par kiya jata hai.
- Bina Internet Ke Offline Hindi Me Kaise Likhe
- Smartphone ki Battery Backup Kaise Badhaye
- Web Hosting Kya Hai or Free me Kaise Le
- Image ko SEO Friendly Kaise Banaye
7. Computer Ke Hard drive Ko Hide Kaise Kare
Isme maine apne pahle hi post me bataya hai kaise computer ke harddrive ko chupate hai. Uske liye sabse pahle Mai Computer par right click kare to manage ka option milega open kare. Disk Management ab jo bhi apne drive banaya hoga yaha par naam show karega jisko hide karna hai uspar right click kare change drive letter and poths par click kare. Agar nahi pata hai to maine pahle hi post kiya hu use padhe.
8. Computer Ke Bare Main Important Jankari
Koi bhi computer ke bare me offline jankari chahiye to bahut hi asani se apne computer me jan sakte hai.
Example :-Ram, Motherboard, Processor,Sound Driver etc. ke bare me koi software ki jarurat nahi padti hai bas aap is tips ko follow kare.
Run command open kare Windows+R Press kijiye , Ab Run me type kare dxdiag or inter kare.
Phir apke samne DirectX Diagnostic Tool ki window khulega jaha par computer ki jankari pa sakte ho.
9. Windows Ko Minimize Karna
Agar aap apne pc par kam karte hai aur achanak koi apke computer ke pass aa jaye aur aap nahi chahte hai koi use dekhe to aise mein ek simple tips ka use kar sakte ho.
Khule huye windows ko minimize karne ke liye Windows+m Ya Windows+d press kare.
10. PC ko Direct Power Bottom Band Kyo Nahi Karne Chahiye
Agar apko bhi apne computer ko direct band karne ki adat hai to bhul jayenge ise apke computer kharab or hard disk corrupt ho sakta hai, Hard drive ka life badhne ke liye kabhi bhi apne PC ko direct band na kare.
Uske liye sabse pahle jo bhi program open kiya hai close kare aur computer to Shut Down kare.
Do dosto is post me maine apko computer ke bare me basic jankari share kiya hu. Jo log computer user new hai unke liye ye post kafi helpful hoga. I hope ki ye post accha lagega apko kaise hi computer ke bare me majedar tips pane ke liye subscribe kare or latest hindi me update paye apne mobile par.
No comments:
Post a Comment