Hello blogger kya aaj ka humara topic hai google drive kya hai aur isko kaise use kare. Dosto aaj sab google drive ka naam suna hoga agar aap smartphone use karte ho ye app pahle se hi install huaa hota par isko is liye use kare kisi ko malum nahi hota hai jiske karn app uninstall kar deta hai, Lekin aaj mai google drive behtrin service ke bare me btane wala hu jis par aap apna data secret rakh sakte hain. Agar mai baat karu free store file ka to ye sabse best option hai kyo ki aap is bahut sare fle ko personally upload karne ka option diya
Top Post Padhe
Top Post Padhe
- Google Adsense Par Pin Verify Kaise Kare
- Google Adsense se Paise Kaise Kamaye
- Google Adsense Jaldi Aprovel Karna Ka Acha Tarika
What's is Google Drive - ???? ?????? ???? ???
Jaisa ki naam hi drive to agar apko computer use karte hai to jab hum apne my computer open karn ke baad bahut sare drive dekhne ko milta thik usi tarah google drive me coountcreet karte hai phir logging hone ke baad apna dota ko kisi bhi formate surskit rakh sakte hain.
Google drive cloud stores service hai google ki jis par hum free me 15GB tak data uploading kar sakte hai.Yaha par apne file rakhne ke liye space milta jo document audio pdf excel word etc bhi formt me upload kar. Google ek cloud stores service hai jo provided karaya jata hai google ki though lekin jo humare computer me drive hota hai use offline data store karte hai or jo google drive par online data save karte hai.
Also Read
Also Read
- Bina Apna MB Kharch Kiye Huye Kaise Net Use Kare
- Mobile me Video Editing Karne Ke Top 5 Apps
- Computer Performance Speed Ko Kaise Badhaye
- 1 Phone me 2 Whatsapp Kaise Chalaye
Google Drive Use Kaise Kare Or Future Kya Kya Hai
Dosto google drive me bahut sare future diya agar aap yaha apna apna file safe rakh sakte hai koi open nahi karega aur aap chahe to kisi ko share kar payenge. Agar aapne ms office apke computer me install nahi phir phir aap isme function diya open karke edit kar lenge.
- Ab sabse pahle apne browser me email id se log in kar le
- Sabse upar menu bare me likha hoga Go To Google Drive Click Kare
- Side bar me sabse upar New upar click karne par tab menu open ho jayega
- Ab jo aapko upload karna aap chahe to name wise folder bana kar uplode kar sakte hai
- Aap chahe to ek sath folder upload kar sakte hai
- Aap apne sabse in share option ko use kar ke dekh sakte ho.
- Agar simply upload karne ke liye file ko mouse se drec kare or google drive me chhod de to uploading start ho jayegi.
- Yeh par dekh sakte destop se kek image liya or drive me ya kar chhod diya to automatic upload hona start ho jayega.
- Kisi file ko share karne ke liye share with friends par click . Uske baad sabse upar menu bar me Get Link ka option milega us par click karne par ek link milta jo jisko share karna usko link copy kare or send kar de.
To aine dosto 15GB tak apne file document upload karna ye est option hai apna data safe rakhna aur bhi bahut sare option diya jiska hum use agl alag kamm ke liye karte hai.
Google Drive ko mobile me use karne ke liye sabse pahle play store se ye app download kare jo avellvel hai or free me mil jayega. Phir gamil se logging kar ke apna file backup bana sakte hai.
No comments:
Post a Comment