Saturday, 23 April 2016

Facebook Profile Picture Ki Jagah Video Kaise Lagaye - FB Coming Soon Profile Videos

Aagar aap ke paas facebook account hai or profile picture ki jagah par video lagana chahte ho phir ye post apke liye acha sabit ho sakta hai. Jaise aaj ke time me jade tra log social networking site par bitate hai. Aise to din pratidin facebook ke user kam hote ja rahe hai kuch samay pahle facebook par har kisi ka account hota aur FB ID par day check karte the.
Lekin aisa baat nahi hai abhi bhi facebook ke user bahut hai or use karte rahte hai. To ye post unke liye advance me hai facebook par kaise profile video lagaye. Kuch din pahle ki bat hai facebook ne latest feature kuch county me launch kiye gaye hain. Abhi filhal ye option bhi use karne par coming soon likh raha hai. ho sakta hai jaldi update ho jaye to aap meri is post ko padhe jaise hi fb update hoga aap iska labh le sakte ho. 

Ab Facebook Profile Photo Ki Jagah Video Kaise Lagaye 

Hal hi me facebook ne apne 150 crore users ke liye yeh khas feature diya hai. In features me user photo ki jaga par 7 second ka profile video laga sakte hai. Aisa pehli baar hua hai jab kisi social networking site ne profile video ki suvidha diya ho.  Ye Future kewal abhi iPhone user ke liye uplabdh hai. iPhone user badi asani se profile video laga skte hai. 

Facebook Profile Me Video Kaise Lagaye

  • Sabse pahle aap apne facebook app ko open karein.
  • Ab fb app launch karne ke baad screen ke left side me Button icon par click kare  uske baad bahut sare option dikhai dega jaise.
  • Events Nearby Friends Saved Finds Friends etc (Apko View Your Profile par click karna hai)
  • Ab jo bhi bhi apne profile picture lagaya hai us par click kare to video lagane ka option milega lekin Coming soon ka option milega abhi bahut jaldi update ho jayega aur is post ko padhne ke bad jaldi laga sakte hai.  iska khas bat  ye hai aap 7 second se jade profile video nahi laga sakte ho.
  • Bina SIMCard ke whatsapp kaise chalaye latest tricks
  • Computer performance speed ko kaise badhaye
how to set up facebook profile


Isme aapko 4 option dikhega jiska alag alag use hai. 
1. Upload photo agar aap chahte ho koi photo upload karna to yaha se kare.
2. Select photo on facebook is option se aap jo bhi aap ki profile me pic hoga yaha se laga sakte ho.
3. View profile picture iskmatlabla jo photo laga hai ispar click karke dekh sakte hai
4. Coming soon profile video ye option bahut jald add hojaye aur badi hi asani se laga sakte ho.


Post Summary 

Is post me maine bataya hai kaise apne iphone se fb profile video lagana. Ye ek facebook ka latest feature hai jo humse aap ke sath share kiya hu. mujhe umeed hai apko ye post acha laga hoga.
Aise hi technology se sambandhit latest update pane ke liye blog jo visit karte rahe. Agar aapke pass facebook se related koi sawal ho to comment jaise facebook account ko save kaise kare fb message ka backup kaise banaye. fb id hide kaise kare etc. koi bhi sawaal hai jiska jawab dhund rahe hai bataye aapki puri hindi me help kiya jayega.

Ise Jarur Padhe 


No comments:

Post a Comment