Friday, 29 April 2016

Top 9 Important Bate Computer Ke Bare Me - Windows Shortcut Key

Aaj mai apko windows ke bare me kuch tips btane wala jise aap poware full ban sakte apne aur ise padhne ke bare.
Agar apne bhi apne computer windows install kar rakha hai to is tips ko padhne ke baad bahut kuch sikh sakte hai. Sabse acha windows shortcut key agr kisi ko sahi se pata ho jaye to computer par har kaam bahut hi asani se kar sakta hai.
Agar aap bhi pahli baar computer use kar rahe ho aur jade kuch jankari nahi hai to is shortcut key ki madad se bahut hi asani se apne computer ko chala kar sakte hai.

Computer Ke Bare Me Kuch Popular Post 




Best Computer Tips And Tricks in Hindi 2016 Latest

1. Windows Shortcut Key

  1. CTRL+C COPY
  2. CTRL+X CUT
  3. CTRL+V PASTE
  4. CTRL+Z UNDO
  5. SHIFT+DELETE Delete  recycle bin me rakhe 
  6. CTRL+RIGHT ARROW Cursor ko agle sab ke suru me rakhta  hai
  7. CTRL+RIGHT ARROW Csor pichle sab ke suru me rakhta hai
  8. CTRL+ A Select all
  9. F3 Search
  10. CTRL+ESC START Menu
  11. ESC Cancel current stack
  12. TAB Phokas aage badhna 
  13. SHIFT+TAB Phokas piche karna
  14. F1 Help
  15. Windows M Minimize All

2. Computer Hang 

Agar apka PC Bar bar hang ya ko aplication slow open hota hai. Yeh infation ke karan ho sakta hai ho sakta hai apne koi software install kiya ho tab se ye problem aati hai to turant remov kare.

3. Windows Me Install Huaa Program Ko Kaise Hataye (Remove)Kare

Jab bhi hum koi new software dekhte hai to apne computer me install kar lete. Chahe iske bare me kuch jankari na or use nahi karte system me padha rahata hai. Jiske wajah se system slow chalta hai or ache se kam nahi kar pate hai.
START >> CONTROL >>PROGRAM AND FEATURE Click karte hi apne computer me jo bhi software install hoga dekha jiska use nahi hai hata sakte hai.

4. Open Program Ko Kaise Band Kare Start Task Manager Se

Bahut baar aisa hota hai hum apne PC par koi application open karte hai or not response ka option dikhta hai open nahi hota computer kam karna band kar deta hai khas tor par windows 7 me. Agar apne apne system me program open kiya aur band "close"  nahi ho raha hai phir aap apne computer ko directe band kar dete hain jiske karn computer kharab ho sakta hai iske liye kya kare.
Ctrl+Alt or Delete key ko ek sath dabaye   
Ya phir  Start task manager par click kare uske bad windows task manager open hoga phir usme application ke tab par click kare or jis program ko close karna hai nice end task likha hoga us pe click karde
Windows Task Manager

5. System Ko Kaise Restore Karte Hai

PC ko restore karne ke liye sabse pahle apne jo application open kiya hai use band kar de. Phir uske bad Start ->all program->Accessories->system tool->create restore point->next->restore-> yeha par restore point ka naam type kare->create-. home->restore my computer to an earlier time->next ab is tarah se aap ka computer bahut hi asani se restore ho jayega.


6. Computer me Virtual Memory Kaise Badhaye

Sabse pahle control panel  me jaye System >> Advanced>>Performance>>setting>>virtual memory par jaye.
Change batom par click karke virtual ka size bada kar de. Virtural memory kka istemall RAM ke puri tarah istemal ho jane par kiya jata hai.


7. Computer Ke Hard drive Ko Hide Kaise Kare

Isme maine apne pahle hi post me bataya hai kaise computer ke harddrive ko chupate hai. Uske liye sabse pahle Mai Computer par right click kare to manage ka option milega open kare. Disk Management ab jo bhi apne drive banaya hoga yaha par naam show karega jisko hide karna hai uspar right click kare change drive letter and poths par click kare. Agar nahi pata hai to maine pahle hi post kiya hu use padhe.

8. Computer Ke Bare Main Important Jankari

Koi bhi computer ke bare me offline jankari chahiye to bahut hi asani se apne computer me jan sakte hai.
Example :-Ram, Motherboard, Processor,Sound Driver etc. ke bare me koi software ki jarurat nahi padti hai bas aap is tips ko follow kare.
Run command open kare Windows+R Press kijiye , Ab Run me type kare dxdiag  or inter kare.
Phir apke samne DirectX Diagnostic Tool ki window khulega jaha par computer ki jankari pa sakte ho.

9. Windows Ko Minimize Karna

Agar aap apne pc par kam karte hai aur achanak koi apke computer ke pass aa jaye aur aap nahi chahte hai koi use dekhe to aise mein ek simple tips ka use kar sakte ho.
Khule huye windows ko minimize karne ke liye Windows+m Ya Windows+d press kare.

10. PC ko Direct Power Bottom Band Kyo Nahi Karne Chahiye 

Agar apko bhi apne computer ko direct band karne ki adat hai to bhul jayenge ise apke computer kharab or hard disk corrupt ho sakta hai, Hard drive ka life badhne ke liye kabhi bhi apne PC ko direct band na kare.
Uske liye sabse pahle jo bhi program open kiya hai close kare aur computer to Shut Down kare.

Do dosto is post me maine apko computer ke bare me basic jankari share kiya hu. Jo log computer user new hai unke liye ye post kafi helpful hoga. I hope ki ye post accha lagega apko kaise hi computer ke bare me majedar tips pane ke liye subscribe kare or latest hindi me update paye apne mobile par.



Saturday, 23 April 2016

Facebook Profile Picture Ki Jagah Video Kaise Lagaye - FB Coming Soon Profile Videos

Aagar aap ke paas facebook account hai or profile picture ki jagah par video lagana chahte ho phir ye post apke liye acha sabit ho sakta hai. Jaise aaj ke time me jade tra log social networking site par bitate hai. Aise to din pratidin facebook ke user kam hote ja rahe hai kuch samay pahle facebook par har kisi ka account hota aur FB ID par day check karte the.
Lekin aisa baat nahi hai abhi bhi facebook ke user bahut hai or use karte rahte hai. To ye post unke liye advance me hai facebook par kaise profile video lagaye. Kuch din pahle ki bat hai facebook ne latest feature kuch county me launch kiye gaye hain. Abhi filhal ye option bhi use karne par coming soon likh raha hai. ho sakta hai jaldi update ho jaye to aap meri is post ko padhe jaise hi fb update hoga aap iska labh le sakte ho. 

Ab Facebook Profile Photo Ki Jagah Video Kaise Lagaye 

Hal hi me facebook ne apne 150 crore users ke liye yeh khas feature diya hai. In features me user photo ki jaga par 7 second ka profile video laga sakte hai. Aisa pehli baar hua hai jab kisi social networking site ne profile video ki suvidha diya ho.  Ye Future kewal abhi iPhone user ke liye uplabdh hai. iPhone user badi asani se profile video laga skte hai. 

Facebook Profile Me Video Kaise Lagaye

  • Sabse pahle aap apne facebook app ko open karein.
  • Ab fb app launch karne ke baad screen ke left side me Button icon par click kare  uske baad bahut sare option dikhai dega jaise.
  • Events Nearby Friends Saved Finds Friends etc (Apko View Your Profile par click karna hai)
  • Ab jo bhi bhi apne profile picture lagaya hai us par click kare to video lagane ka option milega lekin Coming soon ka option milega abhi bahut jaldi update ho jayega aur is post ko padhne ke bad jaldi laga sakte hai.  iska khas bat  ye hai aap 7 second se jade profile video nahi laga sakte ho.
  • Bina SIMCard ke whatsapp kaise chalaye latest tricks
  • Computer performance speed ko kaise badhaye
how to set up facebook profile


Isme aapko 4 option dikhega jiska alag alag use hai. 
1. Upload photo agar aap chahte ho koi photo upload karna to yaha se kare.
2. Select photo on facebook is option se aap jo bhi aap ki profile me pic hoga yaha se laga sakte ho.
3. View profile picture iskmatlabla jo photo laga hai ispar click karke dekh sakte hai
4. Coming soon profile video ye option bahut jald add hojaye aur badi hi asani se laga sakte ho.


Post Summary 

Is post me maine bataya hai kaise apne iphone se fb profile video lagana. Ye ek facebook ka latest feature hai jo humse aap ke sath share kiya hu. mujhe umeed hai apko ye post acha laga hoga.
Aise hi technology se sambandhit latest update pane ke liye blog jo visit karte rahe. Agar aapke pass facebook se related koi sawal ho to comment jaise facebook account ko save kaise kare fb message ka backup kaise banaye. fb id hide kaise kare etc. koi bhi sawaal hai jiska jawab dhund rahe hai bataye aapki puri hindi me help kiya jayega.

Ise Jarur Padhe 


Thursday, 21 April 2016

Top 6 Tips Smartphone Ko Slow or Hang Hone se Bachane Ke Liye

Agar jane - anjane me apne cell phone bahut sare app download kar liya hain or phone hang hone laga hai, To Apps to manage karna bhi bahut jaruri hai . Agar in sab jhanjhat se bachna chahte hai to hum bata rahe hai aise kuch tips jise aap follow kare achhe se padh kar. Aaj me lastest 6 tips bata raha hu jise mobile ko hang hone se rok sakte ho.
Aaj kal Android Phone me apps ka jhanjhat bahut jade hai. Apps se kaam aasan ho jata hain, yeh baat thik hai lekin jyada apps install karne se aap ke cellphone jo hang hota hai uska upay kya hai, Fast userexperience ke liye aapke kitne kam apps honge itna accha hain. Is liye hum aaj apke liye latest tips bata rahe hai cell phone ko hang hone se kaise bachaye.

Smartphone hong hone se kaise roke 6 tricks


Latest Post Padhe





1. Apps Downloading Se Bache 

Dosto E-commerce ke badhte yug me company app download karne ki salah deti hain . Aur bahut baar aisa bhi hota hai ke vigyapan bhi apps downloading karne ki salah deta hai. Aise me apko ye socha hai ki konsa app aapke liye accha hai or konsa nahi.

Example ke liye  :- Kisi shopping website ka apps download karte hai to koi faida nahi hota hai. Aap us website par jakar access karke sopping kar sakte hai.
App ko install karne par bewajah phone ki memory kam karega !


2. Phone me adhik Apps Install karna Kyon Jaroori Nahi Hai 

Adhik sankhya me app download karne se aapke cellphone ki speed kam ho jati hai aur operate kane me kayi mints lag jate hai. Agar chahte hain ki aapka phone bina rukawat thik dhang se chalta rahe, Toh uske liye use (istemal) na hone wale apps ko delete kar de. Isi ke sath Live Online Wallpaper or Home Screen rakhne se bhi bachna chahiye.


3. Smartphone Me App Clear Cache or Clear Data Kare Phone Fast Karne Ke Liye

Agar kisi app ko bar-bar istemal karte hain to aap ke phone me us apps ka cache banne lagta hai. Cache ki wajah se smartphone hang hone lagta hain, 
Example:- Aaj ke time me jade log Facebook. Whatsapps. Instagram etc. lagatar apps use karte hai jiske karan phone me cache adhik ho jata hai or koi apps slow open hota hain. Is liye apps ke cache time par delete ya clear chache karna chahiye.
Clear cache karne ke liye sabse pahle aapko phone me setting me jakar "Apps" par click kare iske bad "Clear cache" kare. 
Iske liye play store me clear cache ke liye apps download kar sakte hain. Kyon Ki ki apps turant hi cache delete kar deta hain.

Jaise ki aap screenshot photo me dekh sakte hai clear data or clear cache ka option diya or cache 5.83MB hain hum jitna use karenge ye thik hota jayega. To aap samay samay par karte rahe memory ko saf. Free me internet kaise use karte hai janne ke liye click kare
Note:-  Clear data karne par agar apne kisi app me login kiya hai to khata ho jayega apko phir se login karna hoga lekin ye hai aisa karne se mobile fast chalta hai or application jaldi open hoga.


4. Android Phone se Animation Hataye 

Phone me fant style , screen style video wallpaper, live wallpaper.etc use karte hai apne cell phone ko naya rang roop dene ke liye animation app hote hai. Is tarah ke app ko download karne ke baad animation hamesha activate mode mein rehte hain or phone ke data ko istemal karte hain. Agar aap smartphone experience badhane ke alawa iska koi istemal bhi nahi hai . Is liye animation mode ko hamesha Disabled rakhe.

Ye Kuch Top Post Pahe


5. Third-Party  Apps Launcher Download Na Kare

Smartphone me company ki traf se kuch app pry-loaded hote hai. Inme se kuch apps hataya nahi ja sakta company ke user's internet me naye vivet. layout or screen jaise features hote hain. Yeh function upyogi hote hai , Lekin phone ko hang bhi karte hain. To is liye phone me third-party app launcher download na kare.

6. Phone se Preloaded Apps Ko Remove Kare

Naya handset kharidne par bahut aise app hote hai jiska hum use nahi karte hai phir bhi diya rehta hai.
Example:- Indian railway. Net Banking. Direction Service.Food Jaction.Game. or bhi apps pahle se download rahte hai.
Lekin adhiktar log in apps ko ek bar bhi use nahi karte hai to agar aap bhi unme se ek hai. To Preloaded app ko hata de. Aisa karne se phone ki memory badhane ke sath sath hi phone speed badh jayega.



Post Summary 

Jaisa ki dosto maine is post me apko bataya hai kaise apne smartphone android phone ko hang hone se rok sakte hai. Aaj ke time me har kisi ke paas smartphone hai lekin jo pehle ka phone hai unme RAM bahut kam diya rehta hai or jade app install karne par mobile slow or hang karne lagta hai. Is liye aap bhi unme se ek hai to in 6 tricks ko follow karte huye android phone ko hang hone se bacha sakte ho.
Main umeed karta hu apko ye idea mil gya hoga mobile ko hang hone se kaise bachaya ja sakta hai.
Agar apko koi problem computer .internet or technology sambandhit koi sawal hai uska jawab chahiye to comment karke puch sakte hai aap ki jaldi hi help kiya jayega.

?????? ?? ???  

Sunday, 17 April 2016

Online Internet Par Succesful Business Kaise Kare OR Rupaya Kaise Kamaye

Hello dosto aaj mai kuch idea dene wala internet par kon si field me business karke ek paise kama sakte hai. Agar mai aaj ke time ki baat kare toh har koi blogging kar raha hai or paise kamane kis soch raha . Jaisa ki aap kisi ke bhi blog par kar dekho jade tar blogging SEO Make money etc ke bare sokha rahe hai or hum sab soch rahae hai ki ab aisa koi topic hi nahi bacha jise hum blog bana kar online business kare aur paise kamaye par ye aap ka galat fehmi hai aaj main puri idea dena wala hu ki aap kaise successful internet par ek business man ban sakte ho. Iske liye post ko dhyan se aur ache se read kare to clear ho jayega.

Successful Banne Ke Kuch Top Post Padhe




Successful Business Man Kaise Bane or Paise Kamaye
Online internet par kaise apne business ko start kar starting me kitna paise lagte hai , business kya kya jarurat padti ,karne ke liye kya age hone chahiye free me blogging par bhi apna kam kar ke apna naam kama sakte ho. or business karke online paise kaise kamaye or bhi bahut kuch jankari share karne wala hu. To aaye start karte hai.

???? ????? ?? ??????? ?????? ??? 





Online Internet Par Business Kaise Shuru Kare

Dosto jaisa ki maine pahle hi bataya ku aisa koi kam topic nahi hai jo hinternet par uplabdh nahi ho par kya hum apne business ko kaise inprove kaise kar sakte aur bhi bahut sari bate apne man me chal raha hai but mai aaj sab clear karne wala hu,

Dosto business karne se pahle aap ye socho kisme instrest hai aur sabse jada man aapko kisme lagte hai. aap kisi or ke chakar me mat padho yaar mere friends ne blogging start kiya hai or uska acha hain business logo ko blogging sikhata hai aur paise kamata ja raha hai kyon na hum bhi blogging kare aur paise kamaye. To isme blogging web design SEO etc isme aapki jankari hai to acha hai, Agar apko blogging ke bare kuch pata hi nahi hai aur logo ko blogging ke bare me jankari share kar rahe hai to is tarah se aap business ko jade din nahi chala sakte hai.

Example:- Humse bahut se blogger ko dekha hai jo blogging help bas ek dusare ko dekh kar kar rahe hai chahe uske bare me kuch pata nahi ho. Is tarah se woh business me  piche reh ja rahe hai hai,

Online Free Me Business Kaise Start karne ke liye aap blogger par kar sakte uske liye aap apna ek blog banaye phir apne Gmail id se sig in kare. Agar apko nahi pata hai free me blog kaise banaye jate hai to click kare.
Jab aap apna blog banaa kar apna khud ka online service de kar business strat kar sakte hai. Iske bare me detail me padhe.

Online Internet Par Apne Service Dekar Business Kaise Kare

Agar apko kisi bhi bare me knowledge ach hai aur usame interest rakhte hai to aap online serviced dekar apni business ko aage badha sakte hai. kyunki internet hi ek aisa suvidha hai jo kam paise me business start kar ke aage badh sakte hai.
Example :- Jaise maan lijiye mai video editing acha karta hu or mujhse insstrest hai to mai free me bina paise kharch kiye apna business khol sakta hu. Jaise online video bana kaar youtube par upload trail video upload kare jaise jaise visitor badhenge apki video editing courses acha lagega to aap kharidega phir is tarah se apna rozgar kar sakte hai.

  1. Tally
  2. MS Office 
  3. Photoshop 
  4. Graphic Design
  5. Blogging
  6. SEO
  7. Programming ( Programming Hindi Me bahut Kam sikhaye Jate ye ek acha tarka agar aati hai to )
??????? ??????? ??? ?????? ????? ??? 
Kuch ye kuch idea bataya hu jispar aap video tutorial bana kar online business kar sakte ho. Iske andr bahut si chiz aa jati aap us par bhi kam kar sakte. Jaise maine kaha MS Office to iske andar Excel. Power Point.Word . Marksheet banana or bhi bahut se kaam kiya ja sakta hai. Jaisa ki jaan rahe hai ye sab  ms office latest video tutorial hindi me internet bahut kam hai internet par to aise topic chose kre.


Online Success Business Karke Rupaya Kaise Kamaye

Dosto online internet par businesee karke rupaye kamana koi badi bat nahi hai.Agar maine upar jo bataya unse se koi ek bhi tailent aap ke andar hai ya or kuch use acha jankari hai. To apne tailent ko internet ke jariye aap free me business suru kar sakte hai. Business start karne ke liye apka jo kharcha aayega bas  Internet Packing ka uske baad apne article blog par publish kar sakte hai or youtube par video upload karke paise kama sakte hai.

Maine bahut se logo ko youtube par dekha hai apne mobile ya cemra se video recording karte hai phir youtube par video monetization karke bahut paise kama rahe hai. Kyoki unke andar apne tailent ko business bana banaya hai aur paise kama rahe hai, 


I hope ki aap ko internet par business karne ka idea mil gaya hoga. Aur is tarah badi hi aasani se online business improve kar sakte ho. Kyoki aaj ka time aisa hai ki sare kaam online ho rahe hai or jade tar log apna business online hi sift karrahe hai to mere kahne ka matlb saf hai ki aap suru se hi online internet par hi apna business start kare.  

Wednesday, 13 April 2016

Computer Malware Virus Trojan Worms Kya Hai Details me Jane

Dosto aapne kabhi kahi na kahi pe computer virus ka naam suna hoga. Computer Virus Trojan Malware Worms  kya hai or ise PC par kya effect padhta hai. Aaj mai apko computer virus kya hai virus ko kaise removed khatm kiya jata hai iske bare me puri detail me jankari dena wala hu. 
Aaj ke time me jade tar log internet par bitate hai par kuch logo ko virus ke bare me pata nahi tota hai Ya phir apne PC me koi anti virus install nahi kiye hote hai or net ka use karne lagte hain jiske wajah se computer me virus aane ki sambhavna hota hai or virus se computer ki kharab ya system corrupt ho sakta hai. Virus warning se bachna chahte hai to is post ko ache se padhe samjhe puri jankari dene wala hu,

Latest Popular Post Inhe Bhi Padhe



Whats is computer virus


What Is Malware in Hindi

Malware ka pura naam Malaysian software hota hai. Dosto ye ek aisa software hai jo ek baar apke sysytem me a gaya to phir aap ke system ko kharab kar sakta hai. Agar aap ye soch rahe hai malware kaha se se apke sysytem me aate hai to phir jaan le. Malware computer me aane ka sabse common sources  hai online internet hum malaysian website ko open karta hai or waha se pirated software game ya movie ye sab use karte hai ya site ke ads par click kare. 
Offline malware kaise aate hai computer me agar hum kisi unknown sources  CD, DVD ya Pendrive ko aane ka chance rahte hai.
 Malware 3 Type ke hote hai

  1. Virus 
  2. Trojan
  3. Worms
Malware virus kya hai -Computer virus se kaise bache

Computer Virus Kya hai

Computer virus exe file hai jo humare PC me apne aap compile hota hai. Ye 2 parkar ke hote hai Bood virus., File Facter.
Computer virus hamare kisi particular file ya software ko curreup kar sakta hai. Jaise agar humare computer me kisi kisi file mein virus hai to woh junk ban jayega use hum kuch bhi information nahin le sakte hai. Ya phir aisa bhi hoga hamare software ko currept kar dega jise hum install nahi kar payenge. Ya virus hard disk ke boot me ja kar hard disk ko dhima karta hai agar hum koi program use karte hai to use bhi rokta hai.
Phir hum apne PC se kisi or pc me share karte hai to us computer me virus fail jayega.


Trojan Virus Kya hota Hai

Trojan ek aisa virus hota jo apna look badal ke aate hai computer me aate hai to kuch pata nahi chalta hai. Apka lagega oh ek genun software hai par aisa nahi hota hai computer ko nuksan pahuchane ke liye aate hai. Jaise Memory clear speed booster antivirus ye sabhi trojan hote hai. Aap Ko lagega computer ke speed boost karega ya computer ka memory acha karega lekin ek bar apke PC me aa gaye to computer ko slow kar dete hai or trah trah ke virus aapke system me faila chhod dete hai.


Worms Virus Kya Hai

Worms virus kya hota hai agar apke computer me worms virus aa gya hai to iska bahut bada nuksan hota. Agar worms virus PC me aa jaye to ye apne aapko jade se jade failane ki koshish karte hai. Agar computer me worms virus aa gaya jaye to kisi bi file ke bahut sare copy bana deta or delete nahi hota PC ko slow kar dega agar kisi computer me kuch copy karte hai to us computer me bhi chala jayega.Ye Bhi ho sakta hai kisi ek folder ko bahut sare copy banate hai.

Malware Virus se Kaise Bache

Sabse common cheez ye hai aap apne maine ka use kare internet par kisi bhi aise website par na jaye jise nuksan ho. Ya apko E mail aaye apko offer mil raha hai ya trah trah ke ads aayega us par soch samjh kar open kare or click kare to online apke computer me kabhi virus nahi aayega
 Offline virus se bachne ke liye ek acha antivirus malware use kare dhyan de license or paid wale hi istemal kare. Agar aap free ya pirated use kare rahe hai to iska koi faida nahi apke computer me virus aane ki sambhawana adhik rehta hai.
To aap ek paid version antivirus software hi use kare. Avast Antivirus. Quick Heal. AVG. Norton. K7 etc hone chahiye. Aur iske bad aap apne computer me kisi bhi unknown sources USB CD DVD apne computer me lagane se pehle scan jarur kare.
Maine bahut e logo ko dekha file gana movie kisi bhi pendrive me bharne se pehle scan nahi karte jaldi jaldi me bhar dete hai jise nuksan ho jata hai.
Agar apke computer me pahle se malware virus hai or kisi achhe antivirus se con karte hai phir bhi nahi khatam hota hai to pure computer ke hard drive ko format kar de.

Jaise ki dosto aapko pata chal gaya hoga computer virus kya hota hai or PC virus se kaise bach sakte hai. Apne computer me virus ko hatane ke liye koi acha antivirus use karte huye apne PC se virus ko khatm kar sakte hai.
I hope ki apko ye post acha lagega or apko virus ke bare me kuch achhi jankari mil gya hoga agar aap ko ye post acha lage to apne dosto ke sath share kare comment me mujhe feadfack bhi de sakte hai,

Friday, 8 April 2016

Blog Post Ko Google me Index Karake Search me Jaldi Kaise Laye

Hello Visitor jaisa ki apka pata hai hum bahut hi menet karke apne blog par acha acha article post karte hai par google search enigin me post index karne me 2.se 3 din tak time lagbhag lagta hai. Aise me hum apne post ko khud google me submit kare ke post search me kuch mints me jaldi la sakte hai
Aaj mai batane wala hu google me jaldi post index kaise kare or blog post ko google search engine me fast kaise laye iske bare me step by step batane wala hu ache se padhe. 



how to get your blog index fast by google in hindi


SEO Se Relate Top Post Padhe




 Google Search Engine (GSE) Me Blog Post Jaldi Index Kaise Kare

Google me post ko index karna koi muskil kam nahi lekin bas apko google webmaster tool ke bare me thora bahut jankari hona chahiye. Maine apni ek post mein bataya hai kaise Blog site map ko google search console me submit karte hai.
To aapne pahle se hi apne blog ki google consol me submit karke rakha hai to bas apne blog post ka link submit karna hai.

Post Link Ko Google Me Kaise Submit Karen 


  • Sabse Pahle Google Search Consol me Log in Kare.
  • Yeha par apki website dikhega  us par click kare
  • Phir Google Search Console Ke Dashboard me Jaye
  • Ab Crawl >> Fetch as Google par jaye.

Crawl >> Fetch as Google-Webmaster Tool

Step 2. 

Ab ek page khulega jisme blog post ka URL Submit karna hai.
Example :- http://www.allhindimehelp.com/2016/04/support-ipl-favorite-cricket-team.html
Ye mera blog post ka URL hai jisme red color highlight kiya gya hai sirf usi tarah se apne blog ki url submit kare.
How to submit blo post url google
  1. Jis post ko google me index karna hai uska url dale
  2. Fetch par click kare
Ab apka successfully submit ho gya hai Submit to Index Par Click Kare.
Phir ek popup page open karna jisse apko check mark karna hai .
Post url  Google Me Kaise Submit Karen


Step 3.

Post URL Google Me Kaise submitting
  1. Crawl only this URl par check mark kare
  2. Go button par click kare
Kuch Top Post Padhe
Is tarah se aap ka post google me index ho gya hai par aap sirf 1 month me 500 posts index kar sakte ho isse is method se to ye sabse acha tarika hai blog post ko search engine me jaldi lane ka.


Post Summary 

Blog post google me jaldi search lane ke liye aap is tip ko use karein or is tarah se aap apne blog ki search engine me jaldi la sakte ho. Google console bahut jaldi hi aapke url ko index karta hai phir jao koi us topic se related google me search karega ka to usme aapke blog ka url or site dekha jise aap apne blog par visitor ko badha sakte ho.

I hope ki apko apne post ko google me jaldi lane ke liye ye idea acha lagega aur aap bahut hi asani se apne blog ko top par layenge.  Agar blogging se related koi question hai to ya problem hai to comment kare apki puri help kiya jayega.

Thursday, 7 April 2016

IPL Favorite Cricket Team Ko Kase Support Kare Facebook Se

Namskar dosto jaisa ki apka pata hai IPL Match 9 april se start ho raha hai aise mein hum facebook  ki latete tips ki madat se apni favorite team ko kaise support kare iske bare me puri daite dena wala hu.Ise pahle maine bataya tha kaise apne mobile me live cricket match dekhte hai padh sakte hai.
Aaj ke time me log jade cricket match like karte hai abhi pichle dino me T20 word cup ho raha tha jisse dono ne jade pasand kiya. Phir ab 9 april se IPL start ho raha ise adhik kaam aayi hoti hai time ko or ise log jade dekhna pasand karte hai, Is liye agar aap bhi koi team ko pasand karte ho phir use apne facebook account se support kar sakte ho.

IPL 2016 - IPL Wallpaper 2016 new ipc wallpaper


How to Support Your Favorite IPL Team 


How to Support Your Favorite IPL Team On Facebook



  1. Yahan e bahut sare option milega support karne ke liye lekin sabse niche IPL likha hai select kare
  2. Delhi Daredevils ,Kings XI Punjab, Kolkata Knight Riders , Mumbai Indians ,Rising , Pune Supergiants , Royal Challengers Bangalore , SunRisers Hyderabad, Ye 7 Twenty20 IPL Team ka naam aayega jis team ko support karna hai facebook profile se use select kare
  3. Kitne samay ke liye aap time ko support kar rahe hai yaha se 1 hour.1 day. 1 week. never custom koi bhi choose kare
  4. Aap chahte hai koi profile picture change karna to yaha se badal sakta hai
  5. Phir last me use as profile picture par click kar de.
Indian premier league team twenty20 cricket ko apni favorite team ko facebook par support kare.To hai na dosto IPL match 20twenty tema ko support karna asan. Umeed karta hu aap bhi apne IPL Favorite team ko facebook account se support karenge. 

Hamesha ki tarah mai yahi kahna chahta hu agar koi bhi jankari chahiye to mujhe bataye aapki puri help karenge. Thanks You

Sunday, 3 April 2016

Google Drive Kya Hai - Free Me 15GB Tak Apna File Photo Upload Kare

Hello blogger kya aaj ka humara topic hai google drive kya hai aur isko kaise use kare. Dosto aaj sab google drive ka naam suna hoga agar aap smartphone use karte ho ye app pahle se hi install huaa hota par isko is liye use kare kisi ko malum nahi hota hai jiske karn app uninstall kar deta hai, Lekin aaj mai google drive behtrin service ke bare me btane wala hu jis par aap apna data secret rakh sakte hain. Agar mai baat karu free store file ka to ye sabse best option hai kyo ki aap is bahut sare fle ko personally upload karne ka option diya 

Top Post Padhe




Whats is Google Drive in Hindi

What's is Google Drive - ???? ?????? ???? ??? 

Jaisa ki naam hi drive to agar apko computer use karte hai to jab hum apne my computer open karn ke baad bahut sare drive dekhne ko milta thik usi tarah google drive me coountcreet karte hai phir logging hone ke baad apna dota ko kisi bhi formate surskit rakh sakte hain.
Google drive cloud stores service hai google ki jis par hum free me 15GB tak data uploading kar sakte hai.Yaha par apne file rakhne ke liye space milta jo document audio pdf excel word etc bhi formt me upload kar. Google ek cloud stores service hai jo provided karaya jata hai google ki though lekin jo humare computer me drive hota hai use offline data store karte hai or jo google drive par online data save karte hai.

Also Read


Google Drive Use Kaise Kare Or Future Kya Kya Hai 

Dosto google drive me bahut sare future diya agar aap yaha apna apna file safe rakh sakte hai koi open nahi karega aur aap chahe to kisi ko share kar payenge. Agar aapne ms office apke computer me install nahi phir phir aap isme function diya open karke edit kar lenge.
  • Ab sabse pahle apne browser me email id se log in kar le
  • Sabse upar menu bare me likha hoga Go To Google Drive Click Kare
How to Create New Folder For Google Drive

  • Side bar me sabse upar New upar click karne par tab menu open ho jayega
  • Ab jo  aapko upload karna aap chahe to name wise folder bana kar uplode kar sakte hai
  • Aap chahe to ek sath folder upload kar sakte hai
  • Aap apne sabse in share option ko use kar ke dekh sakte ho.
  • Agar simply upload karne ke liye file ko mouse se drec kare or google drive me chhod de to uploading start ho jayegi.
How to upload file google drive

  • Yeh par dekh sakte destop se kek image liya or drive me ya kar chhod diya to automatic upload hona start ho jayega.
  • Kisi file ko share karne ke liye share with friends par click . Uske baad sabse upar menu bar me Get Link ka option milega us par click karne par ek link milta jo jisko share karna usko link copy kare or send kar de.
To aine dosto 15GB tak apne file document upload karna ye est option hai apna data safe rakhna aur bhi bahut sare option diya jiska hum use agl alag kamm ke liye karte hai.
Google Drive ko mobile me use karne ke liye sabse pahle play store se ye app download kare jo avellvel hai or free me mil jayega. Phir gamil se logging kar ke apna file backup bana sakte hai.



Saturday, 2 April 2016

Blogger Blogspot Ka URL Or Title Kaise Change Kare Step By Step Jankari

Hello Blogger aaj ka topic hai apne blog ki Title or URL ko kaise change karte hai or kis liye kiya jata hai. Blogging pe blog banane bahut hi aasan hai is liye bahut sare user apna ispar blog banate hai, Kyon Ki pata hota hai free me website create krna hai to blogger se best koi nahi ho sakta hai, Is liye hum bina kuch paisa lagaye or khas bat ye hai ki agar hum codeing ke bare me bilkul nahi pata phir phi blogspot par kam kar sakte hai. Is liye hum blogger par website bana chunte hai, Par hum new blogger ko kuch pata nahi hota hai jo man me chalta hai us name se blog create kar dete hai jise bahut sar problem hoti. 

Top Post Jarur Padhe




how to rename blogspot title and url


Apne Blog Ki URL Title Kaise Kyu Change Kare

Visitor  blogger url title remane karne ke bahut sare region ho sakta hai, Jab hum starting karte hai blogging career to blog ke bare me kuch nahi pata hota hai simply koi common name ke kar create karte hai. Lekin mai bata du agar hum jab tak koi Top Keyword apne blog URL OR Title me nahi use karne to blog par hamesha traffic kam hi milega. 
Is liye agar aap blogging ache aur main yahi kahunga aap sabse pahle aap apne aap mein dekhe aap kya aati hai aur aapko kisme man lagta hai.
Jaisa ki apko pata hai agar aap paise kharch karke acha sa domain name kharid lete ho jo karib bahut hi sasta hai Rs. 99 me 1 Year ka apko domane name mil jata jo blospot.com removed ho jayega. 
Ya phir yeh bhi hoskta apne kisi ek kaam ke lie blog banaya phir usme ban nahi lagaya traffic kam mila ya interest nahi hai to aisa me aap diffrent type ke blog bna sakte hai jaise :- Make money blogging help. shopping , Marketing, Technology, News etc 
Uske  baat se ek acha sa top level domain name kharid or custom domain name allhindimehelp.blogspot ko remove or Sub domain name chenge kare apne blog ko allhindimehelp.com





Title Or Domain Name Se Kaise Blog Traffic Ko Badhaye 

Agar aap blog par aise hi bane rahna chahte hai or kuch paise earn karna hai to is baat ko dhyan me rakhe blog se related acha keyword kuch kare title me or domain name aisa fide kare jo ek acha keyword ho agr koi rearch kare to search result me bhi show kar sakte jise hum apne blog traffic increase kar sakte hai. Url title aisa rakhna chahiye jo visitor ko yaad rakhe short url rakhe to jade better hoga.
Kahne ka ka matlab ye hai koi aisa keyword na use kare jiska koi matlab nahi or jise humare blog par negative asar pade.


Apna Blog Blogger Ka Name Kaise Change Kare 

Blog name change kar bahut hi simple hai step by step follow kare

Step 1. Sabse pahle apne blog ki Dashboard me log in kare

Step 2. Ab sabse uppar blog Title Edit par click karne ke baad apne website se related acha or unique keyword use kare

Step 2. Blog address url change karne ke liye edit par click kare unique new blog address acha likhe phir publish kare


How to rename blogger url and title

I hope ki apko blog url or title change karne me koi problem nahi hoga. Is tutorials ki help se idea mil jayega aur badi hi asani se new blogger user apna blog name change kar sakte hai.
Blogger sambandhit koi bhi help chahiye to aap mujhe comment karke puch sakte ho or agar latest technology tips chahiye to phir aap mujhe follow kare social media par Facebook Group join kar sakte ho.