Namskar dosto aaj bahut baat karenge ki apne smart phone ki battery 50 % tak kaise badhaye jate hai. Aaj kal jade tar user ache se ache graphic wala smartphone use karte hai. bar samasya yeh hai ki betiyaan kuch der kam chalati hai. Aise me sawal ye hai ki kya apne phone ki battery 50% tak badha sakte hai. Yes aaj hum ek apps ke bare me batane wala hu jo bahut acha apps hai mai khud use kiya or mere smart phone ka bettry lagbhag 50% tak to aaj mai aap ko share kar raha hu ye apps
Aise to bahut aps mil jayenge apko google play store me but ye mujhe bahut acha laga main bahut apps install kiya lekin iska result kabhi acha dikha. Isse pahle hi mai bata chuka hu ki apne purane phone ko fast kaise banate hai
Aise to bahut aps mil jayenge apko google play store me but ye mujhe bahut acha laga main bahut apps install kiya lekin iska result kabhi acha dikha. Isse pahle hi mai bata chuka hu ki apne purane phone ko fast kaise banate hai
Smart Phone Ki Battery Jaldi Kyo Khatm Ho Jati Hai
Smart phone ki battery jaldi low hone ke karan ye hai . Phone ka screen ka size or jise humare phone ki battery jaldi khatm hoti hai background application. Kuch aise application hote jo mobile ke backgroun me run karte rahte hai jiski ojah se phone ki battery jaldi khatm ho jati hai.
DU Battery Sever Se Battery Backup Kaise Badhaye
To aaj ka humra post du battery ke bare me hai. iske bare me puri jankari share karenge apke sath or aap isko use karke apne battery ka time bada sakte hai.
DU Battery Sever Download ek free apps hai jo aap ko asani se free me google play store me mil jayegi or install kar sakte hai.
Ye apps ka maine link de diya aap yaha se bhi direct download kar ke apne phone ki battery backup badha sakte hai.
Install karne ke bad optimization ka otiptin milta hai. jise use kar ke sabhi background process ko ban kar sakte hai.
Chaliye iske kuch future ke bare me jaan lete hain.
1- Phone Cool Down Feature Kya Hota Hain
Aapne kabhi dhyan diya hoga to apko pata hoga ki bahut se phone ko use karte time garam (Heating) ho jati. Aap cool down feature ki madat se phone ke CPU ko heating hone se bacha sakte hai.
2 . Simple Battery Saver
Is option ko apni jarurat ke anusar Energy Efficient Mode Ko Salect Kar sakte hai.
Ya phir ek new battery saver mode bana sakte hai.
3. Accurate Status Kya Hota Hai
Isme aap dekh sakte hai extra kitina battery backup bacha hai or is option se pata kar sakte hai ki phone kitna der tak chal; sakta hai.
4. One Click Optimization
Isme aap ek click se Battery Consuming apps or processes ko kill kar sakte hai. Is option ki madad se aap battery ki life ko 50 % tak badha sakte hai.
5. Healthy Charger Stage Manager Kya Hai
Phone ke battery backup time or battery life badhane ke liye is option ko use kar sakte hai. Du battery saver ek bahut hi acha apps hai phone ki battery bachane me kafi madad karta hai. aap is apps ko istemal kare or apne phone me video bhi dekhe to apka battery time 50 % badh jata hai.
Mujhe umeed hai ki is apps se apko aap ko faida hoga. Agar apko ye post acha laga ho to please share kare or comment kar ke bataye mujhe. Agar apko koi problem hoti hai to mujhe bataye mai solve karunga thank.
No comments:
Post a Comment