Hello visitor aaj hum batane ja rahe hai kaise blog template upload karte hai. Dosto aapne mujhe bahut email or message kiya hai sir mere blog par traffic kyo nahi aa rahi hai. To batana chahta hu hum sab bahut hi mehnat karte hai apne blog par or ache se acha post karte hai. Phir bhi visitor bahut kam aate hai iska kya karna hai puchte hai rahte hai. Humare blogger ka look jitna acha hoga visitor aakarshit hokar humare blog par aayenge to mai ye kahna chahta hu aap apne blog ke liye acha se acha template hi select kare. jo dekhne me acha design ho jo lage website ki trah ek dam.
Bahut se friends mujhe comment or mail karke puche hai sir aap apne template ka name bataye shayad meri template apko jade pasand hai.
Bahut se friends mujhe comment or mail karke puche hai sir aap apne template ka name bataye shayad meri template apko jade pasand hai.
To mai bataya hu kaha se acha se acha template free me download kar nahi pata hai to padh le.
- 10 Website jaha se aap free me template download kar sakte hai acha se acha
- Best responsive blogger template 2016 download
Blog ka template kyon change karna chahiye
Visitor blog ki template change karne ka bahut hi karna ho sakta hai. Ho sakta hai aapne jo blog ki template use kar nahi hai oh mobile friendly na ho. ya bhi ho sakta hai blogger ka diffalt template apne select kiya aise bahut hi karana ho sakte hai or bhi karna ho sakta hai. But es liye mai ye kahna chahta hu aap jo bhi template use karein iss sab ko dhyan me rakhte use koi acha hi salect kare.
Blogger template kis type ka hona chahiye
Blog ka template download or upload karne se ye jan lena jaruri hai ki blog ka template kaise or kis type ka use jade karte hai taki hamare blog dekhne me acha dikhe or visitor ko pasand aaye .
- Sabse pahle to apka template mobile friendly or suporte honi chahiye jo mobile me acha dikhe . jaisa ki aapko pata hi hoga aaj kal jade visiter mobile se hi ne use karte hai hai to aap is baat ko dhyan me jarur rakhe.
- Fast loading hone wala template chune
- SEO friendly template hona bahut hi jaruri hota hai jise search me jaldi aa jata hai aap in sab bato ko dhyan me rakhte huye download kare. chaliye ab jaan lete hai kaise change karte hai .
Blog ki template kaise change or upload kare
Sabse pahle to aap apne blogger me log in ho jaye.or dashboard me jaye . Phir jis blog me change karna chahte hai us par click kare.
Ab ek new popup windows open khulega.
- Download full template par click kar ke apna blog template ki backup bana sakte hai jo bahut hi inpartent hai backup bana kar rakhna. kyoki gar upload karte qute ko errours aaye to aap purane template ko upload kar sakte hai.
- Ab Chose File par click karnge to aapse xml file chose karne ko poochega. hum koi bhai template download karte hai to xml ho hote hai. Ab aapko jo template select karna hai oh chose kar le.
- Chose karne ke bad Upload par click kar de. Ab thoda wait kare jab fully template upload ho jayega to aap ke blog ki look badal jayega.
No comments:
Post a Comment