Thursday, 10 December 2015

Adsense Account disabled Hone Ke 10 Common Mistakes

Namskar dosto mai aaj ye batane ja raha hu ki apne google adsense account ko kaise disabled hone se bacha sakte hai, agar aap blogger par blog banaye hai or new hai to ye baat aap bahut hi dhyan me rakhe.
Actually mere sath bhi aisa hua hai jab mai blogger par google adsense ke liye apply kiya or oha approved ho gaya. Par problem ye hai ki mai google adsense policy par dhayan nahi diya jiski ojah se mera account disable ho gaya. To aaj mai aapke sath share kar raha hu. isse apko bahut faida hasil hoga,


10 reason block adsense account


Google Adsense Account disabled Hone ke Common 10 Reason 

1. Copyright 

Dost isme kya hota hai job aap bahut mehnat karte hai apne blog par or adsense account mil jata hai. To bahut se visitor kya karne lagti kisi or ke post ko apne blog par copy kar ke paste karte hai. par unhe ye nahi pata hai ki use bahut bari problem aa sakti hai ise pka account disabled ho jayega.
Copyrighting use na kare apni post me.

2. Khud Ke Ads Par Click Karna 

Bahu se visitor ko pata nahi hota hai jiski ojah se oh apne ads par click karte hai. Sochte hai earing bahut kam ho rahi uske liye khud ke advertising program par click kar dete hai. To ye jaan le google adsense block kone ka mast rease hota hai. Isme dhyan de khud ke ads par kabhi na click kare.
Aisa karne se adsense block ho jayega.

3. Dusare site ke Ads Lagana

Isme kya hota hai jab apka adsense account mil jata hai or sath me kisi or ka ads lagaye hai toadsense ko pasand nahi hai ki aap kisi o ki ads lagaye uske ojah se account block ho jata hai.
ve ho jata hai. Aur kisi or ka advertisement use kar rahe hai to adsense ko ye pasand nahi hota hai or apke account ko block kar deta hai

4. No Traffic 


Bahut se visitor kya karte hai apne adsense ke liye aply karte hai mil jata hai. Maine bahut se blogger ko dekha hai jab logging karte hai to kehte hai meri income bahut kam ho rahi hai. Bina traffic ke ads lagane se 2 nuksan hota hai. Ek to aap ki earning bahut kam hogi ek dam na ke barabar. or dusra ye hai ki ho sakta hai apka adsense account bhi disabled ho jaye.

5. Ads Size

Ek yaad kar le google adsense ko block hone ka ye must reason hai. Blog par galat size ke ads lagana.m Jo diya gaya hai size aap khas tor par use use kare - Custom size ke ads lagane par block hone ke chance rahte hai. Apko  sirf ek 300�600 or ek 300�250 size ka ads hi use kiya kare.


6. Limit se jade ads use karna

Google adsense par har ek page par 2 se 3 ads hi allow karta hai. Blog post me 2 se3 ads use kar or sidebar me 2 ads use karna chahiye. 1 search ads bhi laga sakte hai.  or use jade ads na use kare nahi to ads banned kar dega. 1 banner ads text bhi laga sakte hai ise jade use na kare.. 
Maine khud approve kiya tha shayad ye sab galti hum kar baithe jiski ojase se mera ads account disable ho gaya tha to dora ye sab na kare.

7. Same Post ya Page 

Ek post ki jankari apne blogger par ek bar hi share kare. ap apne blog par ek hi jankari ko bar bar
 post nahi kar sakte hai. Kuch blogger ek hi post ko 2 se 3 bar post kar dete hai jise visior like nahi karta nahi adsense.


8. Ads Code Share Ya Publish Karna 

Agar apko apne ads code ko share karte hai to ye bilkul galt bat hai. Kyon ki adsense code ye personal use karne ka code hai. Agar aap apne blog ki template me ads lagaye hai to use template ko kahi share na kare. Aap chahe to apne safety ke liye ek or email use kar sakte hai. aisa karne se ek faida ye hai ki aapki ek email block ho jaye to dusare email se mail kar sakte hai.

9. Long Time Post

Agar aap apne long time blogging post karte hai to adsense account band hone ka chance rahata hai. Apko apne blog par cuntine rahna hoga or post karte rahna  hai.  Jise aap ka account block na ho or earning acha ho. Agar aap aisa nahi karte hai to 2 se 3 month bad apka adsense disabled ho sakta hai.  Isi liye apne site ko countine manage karte rahe or account ko block hone se bachaye.

10. Popup and Fixed Ads

Adhik kamane ke liye popup ads use karte hai jo adsense ko pasand nahi hai adhik kaam aaye ke liye popup and fixed ads sow karate hain site par ye galate hai . adsense sirf visitor ki marzi ke click ko acsecp karta hai. 

Ye agar aap follow karte hai hai to apka adsense account kabhi block nahi ho sakta hai. Maine apna anubhav aap ke sath share kiya hu. Hum ummed karte hai is post se apko help jarur milega.
Adsens related koi sawal hai to comment kare or puche aapko puri hindi me help ki jayegi.

No comments:

Post a Comment