Tuesday, 22 December 2015

Kaise Ek Successful Blogger Bane | 5 Tips Success Blogger Banane Ke - Hindi Me Jane

Hello aaj hum ye batayenge ki aap kaise blogger par kam kar ke ek successful blogger ban sakte hai. Agar aap blogger par kam karte hai to aap ko ye post ache se padh le ise  aap ko faida mil sakta hai. Is Post Me Kuch Bate Share Kar Rahe Hai Jo Lagbhag Har Blogger Aisa Sochta Hai. Hum agar blogger par 1 se 2 month kam karte hai or traffic nahi aati hai to hum sochte hai ki hamara blogger par mehnat or time dono barbad ho raha hai, or is ojah se hume nirasa mehsus hone lagta hai or hum post or kam karna band kar dete hai. Aur dusro ke blog se tulna karne lagte hai or sochte rahte hai yaar iske blog par bahut view hai or earning bhi kar raha hai. Meri soch yahi hai ki aap jab is post ko padenge to mujhe pura umeed hai aap ek successful blogger ban jayenge or ache se paise kama kar apna carrier bana sakte hai.
Mai aapko kuch important baat share kar raha hu agar aap ise se padh lenge to aap ek SUCCESSFUL blogger ban sakte hai.


Ye Post Jarur Padhe


Successful Blogger Banane Ke Tips - Hindi me



Ek Safal (Successful) Blogger  Kaise Bante Hai

1. Blogger Par Success Bane Ke Liye Kabhi Kisi or Se Tulna Na Kare

Dost safal blogger banane ke liye kabhi bhi kisi se tulna nahi karna chahiye or kabhi ye nahi sochna ki yaar mere friend ka blog hain or oh bahut jade earning karta hai blogger se. Hum to use piche kyo rahe hame use aage rahana chahiye. To ye bilkul galat bat hai  hume kisi or se kyon ki oha banda aapke aage se blogging start kiya hai to kabhi bhi aage raaga. Apko bas apne blog par focus rakhna chahiye.  Ha ye hai ki aap kisi ke bhi blog se padh kar hus samjhe or phir sab aap ko jankari ho jaye to koi topic chun kar apna blog banaye or post kare. Kyunki internet kahi jaane wala nahi hai aapko jis me interest ho use jaan le phir kaam start kare to aap jarur ek safal blogger ban jaoge.

2. Aatmvishwas ( ??????????? )



Agr apko successful blogger bana hai to apne upar dhary rakhna bahut jaruri hota hai. Kyo ki agar apko blogger me jade jankari nahi hai or start kar diye to ho sakta hai apko problem aaye or ise niras hokar aap blogger pe kaam karna band kar de. Ise aap ka time or or mehant sab bekar ho jayega. Aapko apne upar confidence rakh kar kaam karna hai. or jisme problem ho aap online internet se sikh sakte hai internet par bahut se jankari aapko free me mil jayegi. Phir bhi koi dikat ho to apne dosto se sikhe..
??? ???? ???? ???? ??? ?? , ?? ?? ???? ??? ?? ??? ?? ??? ?? ?? ? ?? ??? ???? ???? ???? ??.

3.  Kabhi Kisi Ko Galat Jankari Na De Jise Kisi Or Ko Problem Ho

Ye Bhi ek important bat hai jo aap blog bana liye to uspar koi Galat Post na kare jise kisi or ka nuksan ho . Aapko jiske bare me jankari ho usi ko share kare.  Aap apne blog par ache article likhe jise kisi or ka faida ho. Kyon ki galat to galat hota hai ise kya hota hai hum blogger par jade din tak tik nahi sakte hai or kuch time baad sab mehnat bekar ho jayega.

Agar Paise Kamane Ke Liye Soch Rahe Hai To Niche Post Padhe

4. Apna Article Likhe Or Post Kare

Dosto agar aap blogger me interest rakhte success banana hai to ye baat yaad rakhe apna khud ka original content or article likhe. Or blogger par aapko time dena hoga. Aisa bilkul na kar koi pure time blog par kaam kare or apna article likhe or aap use blog par jaye or copy kar liya phir apne blog par us content ko paste kar diye. To ye ek dam galat hai ise aap apna aap ko dhokha de rahe hai aapka time barbad ho raha hai.

5. Positive soch (???????? ??? )

Agar aapko successful blogger nanna hai to kabhi bhi chi baat ko dimag me rakhe. Galat baat ko apne dimag se nikal kar blog par kam kare. Apne blog par man lagakar kaam kare aise soche ki bas mujhe ek din blogger me successful insan bana hai.  Agar aap sakaratmak sochte hai to ek din aap jarur safal ban jayenge.
 Aisa nahi ki aap pure din facebook whatsapp jaise social network use karte rahe aur gaane sunte rahe aur soche ki blogger ka kaam baad me kiya jayega to mera bhai mai bata du aisa bilkul nahi soche. 



Main umeed karta hu aapko ye post acha laga hoga Agar aap blogger hai to ye post padh kar aap ise kuch sikh sakte hai. Aap koshish kare ki aapse ye galti na ho or aap ek successful blogger ban sakte hai. Agar koi sawal or sujhao ho to aap mujhe comment karke bataye aapki puri help kiya jayega.

Agar Chahe To Humse  Facebook Twitter or Google Plus Se Jud Sakte Hai . 

No comments:

Post a Comment