Tuesday, 29 December 2015

Bina Internet Ke Hindi Me Kaise Kaise Likhte Hai | Offline Hindi Kaise Likhe Jate Hai - ????? ??? ?????? ????? ????

Hello visitor ! Hum aaj is post me batayenge kaise bina internet ke hindi me type karte hai. Agar aap hindi likhna chahte hai to ye post ache se padhe aapko samajh aa jayega. Sabse pahle to sawal ye hai bina internet ke hindi me kyo likhe. Bahut baar aisa bhi hota hai hum Hindi me kuch likhte hai or internet ki speed kharab hone ke karan sahi input nahi milta hai or slow likhne parte hai. To is tool ki madad se aap offline hindi me likh sakte hai jo bilkul asan hai.




Offline kaise likhte hai hindi me bina internet ke

Online Hindi Me Kaise Likhte Hai 

 Online Hindi Me Type karne ka to bahut tool hai google par. Aap Google Translate ki site se bhi likh sakte hai. Lekin ye zaruri nahi hai har time aapke pass internet ka connecton ho to hum sochte hai aise me kare to kya kare. Kabhi kabhi to to aisa bhi hota hai net bahut slow kam karta hai jiski ojah se bahut dikkat hota hai likhna.




Offline Hindi Me Kaise Likhte Hai Computer Me  - Bina Internet Ke Kaise Type Karte Hai Hindi Me Puri Jankari

1. Sabse pahle to aap google par jaye or search kar Google Input Tools
2. Ab apke samne google ka officials site open ho jayega  On Windows par click kar de To kuch is type ka dikhega jo humne screen sort me aap ko dikhaya hai.

offline likhne ka hindi software free

3. Ab apna bhasha select kar le. Hindi pe tic kare 
4. Agar apko ek se adhik bhasa me likhna hai to aap select kar sakte hai 
5. I agree par tic mark kare phir Download par click kar de. To 800kb ka steps hoga jab download ho jaye phir use dual click kare to online install hone lagega.
Kuch der bad complete ho jayega phir aap apne bhasa me likh sakte hai.

Ab apke computer screen par language baro so hoga oha se hindi select kare le. phir aap jaha chahe hindi me offline type kar sakte hai.
Kabhi likhte time aisa bhi hota hai jab english likhna padta hai to us time apko Ctrl+G  key ka prayog kar sakte hai hai.


Hai na offline hindi likhna bahut asan ab chahe aap ke pass internet ka connection nahi bhi hoga to aap bina internet ke hindi me likh sakte hai. 

Hindi Me Kaise Likhte Hain

Dosto apka jabhi bhi likhna hai chahe office ,wordpad, notepad  kahi bhi bs aap is type se typing kare. ???? ?? ?? ???? ??? ???? ??? ???? ?? ??????? ??? ????? ????? ??? ?? ?? ?? ???? ?? ??? ?? ????? .

( Hello Kaise Hai Aap Mujhe - ?????? ???? ?? ?? )

????? ??? ???? ?? ?? ???? ?? ????? ????? ?????. ????? ?? ??? ???? ?????? ?????? ???? ?? ?? ?????? ????? ??? ???? ??? ???? ?? ???? ??? ?? ???? ????? ?????? ?? ????? ?? . ??? ?? ??? ?? ???? ?????? ???? ?? ?? ????? ?? ???? ?? ???? ?? ???? ???? ???????? ?? ?? ????? ??? ???? ??. 


Saturday, 26 December 2015

Blogger-Blogspot Me Beautiful Author Box Kaise Add Kare

Hello Blogger ! Aaj hum is post me blogger author widget add karene ke bare me batayenge. Jaisa ki hum is post me batayenge ki beautiful author box me link kaise About us ka kaise lagaya jata hai. Is poste se aap apne website  ko ek acha sa look de sakte hai jo bahut hi important hai. Humne pehle bhi bahut se tips share kiya tho jo visitore ko kaphi pasand aayi hai. Jaise apni post labels ko kaise colorful karte hai. Agar aap new hai to is post ko padhe.
Is Wedget me khas bat ye hai ki jab koi apke photo par mous lekar jayega to ek acha look animate karte huye dikhega.

Read Also





Dosto mai is post me bahut hi simple tips se batayenge ki kaise add karna hai.
Isme  author ka picture rahega ho thora rotate hoga jo koi photo par mous lekar jayega effec type ka show karega. chaliye start karte hai baad me aap apna pic laga sakte hai.

Add Blogger  Author Box Hindi Tutorials

Start karte hai bahut hi simple hai aap follow kare step by step apko puri samajh aa jayega.
 
Jarur Padhe
  • Sabse Pahle Blogger ke  Dashboard Me jaye >>> Layout
  • Add a widget Click kare >>> Add HTML/JavaScript Widget
  • Ab ye sari code copy kare le or Paste karde widget me

<h3 class="title">About Me</h3>

<div class="widget-content">

<!--[if !IE]> -->

<style>

}

#bbc:hover

{

border:2px solid #ccc;

cursor:pointer;

}

.opacity

{

opacity: 0.5;

margin-right: 50px;

-moz-transition: all 0.5s ease-out;

-o-transition: all 0.5s ease-out;

-webkit-transition: all 0.5s ease-out;

-ms-transition: all 0.5s ease-out;

transition: all 0.5s ease-out;

-moz-transform: rotate(7deg);

-o-transform: rotate(7deg);

-webkit-transform: rotate(7deg);

-ms-transform: rotate(7deg);

transform: rotate(7deg);

}

.opacity:hover

{

-moz-transform: rotate(0deg);

-o-transform: rotate(0deg);

-webkit-transform: rotate(0deg);

-ms-transform: rotate(0deg);

transform: rotate(0deg);

-moz-box-shadow: 1px 1px 4px #000;

-webkit-box-shadow: 1px 1px 4px #000;

box-shadow: 1px 1px 4px #000;

}

</style>

<!--[endif]---->



<style>

#bbc

{

border:2px solid #888; margin:2px 5px 0px 0px; padding:2px;

}

#profileAditya:hover

{

border:2px solid #ccc;

cursor:pointer;

}

.opacity:hover

{

opacity: 1;

-moz-box-shadow: 1px 1px 4px #000;

-webkit-box-shadow: 1px 1px 4px #000;

box-shadow: 1px 1px 4px #000;

}

</style>

<img class="opacity" id="bbc" src="https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjz5jeKsPjdv9Si6_C9dg34QR6ncmLoOLhIFFlHOQdXucFKDnuzlVU4ehSCTAjoRh8iwQLqbG-bGEuSOUWGPlVOQRpVLEOv8HpENQWuLJeV38J4IZt6WWyqpEk9ibOb2qSUsR1dMWaQLzM/s250/AA.jpg" width="100" />

<div style="font-family: Arial Tahoma Verdana; font-size: 13px; text-align: justify; margin-top:-110px; padding-left:120px;">

<b>Founder & Author:</b> Amit Kumar ?????? ????? ???? ??? ???? ????? ??? ?? ???????( website ) ????? ?????? ??? , ?? ??????? ??? ???? ?? ,
??? ( BCA Pass Out ) 2013 ??? ??? ???? </div>????? ???? ??? ???? ?? ???? ..<a style="color:#5634;" href="http://www.allhindimehel.com/p/about-me.html" target="_blank">...????? ???? </a><!--![endif]---->

</div>


Author Box Customize Kaise kare jaane

  • Jo red color hai or par apna image URL ka link add kare.
  •  Blue color ke jagah par apne about me page ka url add kare.
  • Ab Jo maine apne bare me bataya hu oha par. Aap apne bare me kuch likhe.  Description ko change kar de. 





Phir save widget kare . Finally aapka successfully ho jayega ab dekhne ke liye apne blog ko open kar le.

Mujhe umeed hai ki apko ye Widget acha laga hoga. Agar apse koi problem ho to mujhe bataye mai aapki help kar dunga..



Tuesday, 22 December 2015

Kaise Ek Successful Blogger Bane | 5 Tips Success Blogger Banane Ke - Hindi Me Jane

Hello aaj hum ye batayenge ki aap kaise blogger par kam kar ke ek successful blogger ban sakte hai. Agar aap blogger par kam karte hai to aap ko ye post ache se padh le ise  aap ko faida mil sakta hai. Is Post Me Kuch Bate Share Kar Rahe Hai Jo Lagbhag Har Blogger Aisa Sochta Hai. Hum agar blogger par 1 se 2 month kam karte hai or traffic nahi aati hai to hum sochte hai ki hamara blogger par mehnat or time dono barbad ho raha hai, or is ojah se hume nirasa mehsus hone lagta hai or hum post or kam karna band kar dete hai. Aur dusro ke blog se tulna karne lagte hai or sochte rahte hai yaar iske blog par bahut view hai or earning bhi kar raha hai. Meri soch yahi hai ki aap jab is post ko padenge to mujhe pura umeed hai aap ek successful blogger ban jayenge or ache se paise kama kar apna carrier bana sakte hai.
Mai aapko kuch important baat share kar raha hu agar aap ise se padh lenge to aap ek SUCCESSFUL blogger ban sakte hai.


Ye Post Jarur Padhe


Successful Blogger Banane Ke Tips - Hindi me



Ek Safal (Successful) Blogger  Kaise Bante Hai

1. Blogger Par Success Bane Ke Liye Kabhi Kisi or Se Tulna Na Kare

Dost safal blogger banane ke liye kabhi bhi kisi se tulna nahi karna chahiye or kabhi ye nahi sochna ki yaar mere friend ka blog hain or oh bahut jade earning karta hai blogger se. Hum to use piche kyo rahe hame use aage rahana chahiye. To ye bilkul galat bat hai  hume kisi or se kyon ki oha banda aapke aage se blogging start kiya hai to kabhi bhi aage raaga. Apko bas apne blog par focus rakhna chahiye.  Ha ye hai ki aap kisi ke bhi blog se padh kar hus samjhe or phir sab aap ko jankari ho jaye to koi topic chun kar apna blog banaye or post kare. Kyunki internet kahi jaane wala nahi hai aapko jis me interest ho use jaan le phir kaam start kare to aap jarur ek safal blogger ban jaoge.

2. Aatmvishwas ( ??????????? )



Agr apko successful blogger bana hai to apne upar dhary rakhna bahut jaruri hota hai. Kyo ki agar apko blogger me jade jankari nahi hai or start kar diye to ho sakta hai apko problem aaye or ise niras hokar aap blogger pe kaam karna band kar de. Ise aap ka time or or mehant sab bekar ho jayega. Aapko apne upar confidence rakh kar kaam karna hai. or jisme problem ho aap online internet se sikh sakte hai internet par bahut se jankari aapko free me mil jayegi. Phir bhi koi dikat ho to apne dosto se sikhe..
??? ???? ???? ???? ??? ?? , ?? ?? ???? ??? ?? ??? ?? ??? ?? ?? ? ?? ??? ???? ???? ???? ??.

3.  Kabhi Kisi Ko Galat Jankari Na De Jise Kisi Or Ko Problem Ho

Ye Bhi ek important bat hai jo aap blog bana liye to uspar koi Galat Post na kare jise kisi or ka nuksan ho . Aapko jiske bare me jankari ho usi ko share kare.  Aap apne blog par ache article likhe jise kisi or ka faida ho. Kyon ki galat to galat hota hai ise kya hota hai hum blogger par jade din tak tik nahi sakte hai or kuch time baad sab mehnat bekar ho jayega.

Agar Paise Kamane Ke Liye Soch Rahe Hai To Niche Post Padhe

4. Apna Article Likhe Or Post Kare

Dosto agar aap blogger me interest rakhte success banana hai to ye baat yaad rakhe apna khud ka original content or article likhe. Or blogger par aapko time dena hoga. Aisa bilkul na kar koi pure time blog par kaam kare or apna article likhe or aap use blog par jaye or copy kar liya phir apne blog par us content ko paste kar diye. To ye ek dam galat hai ise aap apna aap ko dhokha de rahe hai aapka time barbad ho raha hai.

5. Positive soch (???????? ??? )

Agar aapko successful blogger nanna hai to kabhi bhi chi baat ko dimag me rakhe. Galat baat ko apne dimag se nikal kar blog par kam kare. Apne blog par man lagakar kaam kare aise soche ki bas mujhe ek din blogger me successful insan bana hai.  Agar aap sakaratmak sochte hai to ek din aap jarur safal ban jayenge.
 Aisa nahi ki aap pure din facebook whatsapp jaise social network use karte rahe aur gaane sunte rahe aur soche ki blogger ka kaam baad me kiya jayega to mera bhai mai bata du aisa bilkul nahi soche. 



Main umeed karta hu aapko ye post acha laga hoga Agar aap blogger hai to ye post padh kar aap ise kuch sikh sakte hai. Aap koshish kare ki aapse ye galti na ho or aap ek successful blogger ban sakte hai. Agar koi sawal or sujhao ho to aap mujhe comment karke bataye aapki puri help kiya jayega.

Agar Chahe To Humse  Facebook Twitter or Google Plus Se Jud Sakte Hai . 

Saturday, 19 December 2015

Whatsapp ko Computer Me Kaise Chalaye Jate Hai Puri Jankari Hindi Me

Hello Dost ! Aaj him batane wale hai. Jaisa ki apko pata hoga whatsapp sabse jade use karta hai koi mobile or laptop  me. Par problem ye bahut se log ko pata nahi hota hai kaise use kiya jata hai turant whats apps ko computer me agar nahi pata hai to chaliye mai is post pe puri jankari dene wala hu. Whatsapp ko commuter me kaise use karte hai. Mai pahle hi bataya tha lekin oh Software ki madad se whatsapp install karte the. Lekin ye ek simple or easy tips hain install karna.
Yw bahut hi simple tips hai aap jab chahe log in ho jayenge whatsapp me or logout bhi.




Whatsapp Ko Pc or Computer Me Use Karne Ke Liye Kya Kya Chahiye

  1. Sabse pahle to aap ke pass ek android phone hona chahiye.
  2. Phir whatsapp ka latest version install hona jaruri hai. Agar apke phone me pehle ka old hai to paly stor me jaye or update kar le.
  3.  Ab ek computer ya laptop hona jaruri hai.

Computer Me Whats App Kaise Use Kare

Steps. 1

Ab apne mobile me jaye or whats apps open kare.Right side me aapko ek Tap Menu dekhega. Uspar clicks karte hai to kuch option dikhega jisme aapko Whatsapp Web par click  kar dena hai.

how to use whatsapp on computer


Jaisa ki clics karne par aap ke phone ka camra khul jayega aap use open hi rahne de. 
Steps. 2

Phir apne  computer ke browser me search kare web.whatsapp.com official website open ho jayega whatsapps ka. To jab puri tarha se open ho jayegi site to kuch is tarah se dekhega. is photo me dekh sakte hai.

use whatsapp on laptops

Steps. 3

Ab isme apko QR code scan karna hai.Step 2 me bataya tha ki kaise camera  on rakhna hai.
ab camera ko or code ke barabar rakhiye jo apke pc me dikh raha hai. to 3 se 4 second me apke sare contacts or number sab apke pc me chala jayega or ap bahut hi asani se apne computer me chat kar sakte hai.

I hope ki ye tips apko pasand aaya hoga. Agar aapke pass koi sawal sujhao hai to aap mujhe comment kar ke bataye aapki puri help kiya jayega.

Post acha laga ho to share kare facebook par like comment kare apne friends ko invite kare or bataye yeha par hindi me help kiya jata hai.

Friday, 18 December 2015

Blogger Template Kaise Change Kare Asani se or Upload kare

Hello visitor aaj hum batane ja rahe hai kaise blog template upload karte hai. Dosto aapne mujhe bahut email or message kiya hai sir mere blog par traffic kyo nahi aa rahi hai. To batana chahta hu hum sab bahut hi mehnat karte hai apne blog par or ache se acha post karte hai. Phir bhi visitor bahut kam aate hai iska kya karna hai puchte hai rahte hai. Humare blogger ka look jitna acha hoga visitor aakarshit hokar humare blog par aayenge to mai ye kahna chahta hu aap apne blog ke liye acha se acha template hi select kare. jo dekhne me acha  design ho jo lage  website ki  trah  ek dam.
Bahut se friends mujhe comment or mail karke puche hai sir aap apne template ka name bataye shayad meri template apko jade pasand hai.
To mai bataya hu kaha se acha se acha template free me download kar nahi pata hai to padh le.

blog blogger me template kaise Upload karte hai

Blog ka template kyon change karna chahiye 

Visitor blog ki template change karne ka bahut hi karna ho sakta hai. Ho sakta hai aapne jo blog ki template use kar nahi hai oh mobile friendly na ho. ya bhi ho sakta hai blogger ka diffalt template apne select kiya aise bahut hi karana ho sakte hai or bhi karna ho sakta hai. But es liye mai ye kahna chahta hu aap jo bhi template use karein iss sab ko dhyan me rakhte use koi acha hi salect kare.

Blogger template kis type ka hona chahiye 

Blog ka template download or upload karne se ye jan lena jaruri hai ki blog ka template kaise or kis type ka use jade karte hai taki hamare blog dekhne me acha dikhe or visitor ko pasand aaye .
  1. Sabse pahle to apka template mobile friendly or  suporte honi chahiye jo mobile me acha dikhe . jaisa ki aapko pata hi hoga aaj kal jade visiter mobile se hi ne use karte hai hai to aap is baat ko dhyan me jarur rakhe.
  2. Fast loading hone wala template chune 
  3. SEO friendly  template hona bahut hi jaruri hota hai jise search me jaldi aa jata hai aap in sab bato ko dhyan me rakhte huye download kare. chaliye ab jaan lete hai kaise change karte hai .

Blog ki template kaise change or upload kare 


Sabse pahle to aap apne blogger me log in ho jaye.or dashboard me jaye . Phir jis blog me change karna chahte hai us par click kare.

  1. Isme aapko Template par click karna hai.
  2. Phir Backup / Restore pr click kare.
how to change blog template in hindi

Ab ek new popup windows open khulega.

how to upload blog template

  1. Download full template par click kar ke apna blog template ki backup bana sakte hai jo bahut hi inpartent hai backup bana kar rakhna. kyoki gar upload karte qute ko errours aaye to aap purane template ko upload kar sakte hai.
  2. Ab Chose File par click karnge to aapse xml file chose karne ko poochega. hum koi bhai template download karte hai to xml ho hote hai. Ab aapko jo template select karna hai oh chose kar le.
  3. Chose karne ke bad Upload par click kar de. Ab thoda wait kare jab fully template upload ho jayega to aap ke blog ki look badal jayega.
To dekha friends kaise apne blog ki template ko change kiya bahut hi aasani se or phir upload kare. To finally apka successfully upload ho jayega. Ummed karta hu apko ye post acha laga hoga. Aapko koi problem hoti hai to aap mujhe comment kare or bataye apko puri help kiya jayega. Aap Ko agar post acha laga ho  to please share or comment kar or bataye.

Wednesday, 16 December 2015

How To Recover Delete Files in Hindi | ????? ???? ?? ???? ???? ???? ?? ???? ???????

Dosto aaj ka humara topic hai deleted file ko kaise recover karte hai.  Bahut baar aisa hota hai ki galti se humre important file bhi delete ho jate hai jiski ojah se bahut bar nuksan bhi ho jata hai. Bahut bar to aisa hota hai apne ducoment ko delete kr dete hai to recycle bin me para rahata hai par oha se bhi delete file ko kaise recover karte hi uske bare me mai aaj complete jankari dunga.


Recover easily file document video image

Deleted File Ko Kaise Easily Recover Karte Hai Full Jankari

Visitor jaisa ki hume pata hai ki hum sab windows computer me hum shortcut key ka jade istemal karte hai koi file delete karne ke liye.
Hum Shift + Delete  jade is liye use karte hai ki hum  nahi chahte hai koi bhi file delete kare to recycle bin mein jaye. Lekin problem yeh hai bahut baar aisa bhi hota koi jarurat ki file galti se permanently delete kar dete hai. Par jaise hi delete karte hain to ehsaas hota hai ye jo kiya ye bahut galt tha ye file mere liye bahut jarurat thi. Or hum aisa sochte hai jo file humne recycle bin se delete ki oh oaps nahi mil sakti. 
Par aaj hum batayenge badi hi asani se apne file, document, video, music, Image Kaise recover karte hai. Ye bahut hi simple tips hai bas aapko ache se follow karna hai to haaye dekhte hai kaise kiya jata hai apne file ko recover.

Recuva Software Se Kaise File Ko Recover Karte hai

Dost actually hota kya hai jab hum koi bhi file ko delete karte hai to computer permanently delete nahi karta hai. Jo harddrive hota hai file esi me stord hoti hai computer sirf uska address delete kar deta hai or computer ye soch leta hai hum is jagah par bad me kam le sakte hai kisi file ko stord karne ke liye.
Agar aap apne computer par kuch kaam karte hai or apke important file delete ho jaye to jitna jaldi ho sake apne computer par kam karna band kar de. or ye jo mai software bata raha hu use use kare.

Recuva software download kare. Ya google me search kare aapko bahut hi asani se mil jayegi.
Download karne ke baaad aap ese install kare. Phir kuch is tarah ka dikhega jo mai is image me bata raha hu.
Ya phir recuva ke official website se download kare.
Steps. 1

recover file document movies video software image

Delete file ko kaise dobara late hai

Install kare ke bad kuch is tarah ka dikhega. 
1. Sabse pahle to aap drive select kijiye jaha se aapko file delete huaa hai.agar nahi pata hai to aise hi rahne de par ye hi thora time lagega.
2. Filename select kare jaise. Document , Pictures Music , Video , Compressed. Select karne ke bad scan par click kar de.

Step 2.

Delete file ko kaise phir se late hai

Ab jo apka file delete huaa hai yaha par dekha us par kya karna hai ki tik mark kare. Phir Recover par click kare. 

Step. 3
How To Recover Delete Files full document

Ab yeh sabse khas bat ye hai ki jis drive se apka file recovery huaa hai us drive ko na salect kare koi or chuss kar le. kyoki usme karte hai to ho sakta hai ache se recover na ho.
Bas aap dhyan de ye software apke computer me pahle se install rahe to achha hoga recovery karne me.

To friends jaisa ki aapne dekha bahut hi asani se apne kisi bhi file ko recover badi asani se  kar sakte hai.  
Dosto umeed karta hai ye post apko pasand aaya hoga. Agar pasand aaye hai to please like comment  share kare. Agar ko sawal sujhao hai to comment karke bataye aapki puri hindi me help kiya jayega. 



 Delete file ko kaise recover karte hai puri jankari video me




Monday, 14 December 2015

How To Set up Pattern Lock Screen | ?????? ??? ?? ?????? ??? ???? ???? ??? ???? ???????

How Viewer  hum is post me aapko ye batayenge ki apne android phone me screen pattern lock kaise lagaye jate hai. Sabse pahle to sawal ye hai ki apne mobile ko hum kyo lock kare iski hume kya jarurat hai. Jaise ki aap ko pata hoga bina lock ke har koi use kar sakta hai. Agar aap chahte hai apka phone koi dusara na use kare to ye post otione used kar sakte hai. Ye koi jaruri nahi hai ki har time aapke paas apka phone ho. ho sakta hai aapne apna phone ghar me rakh diya ho or aap chahte hai apke phone ko koi or used na kare to aap pattern lock apne android phone me laga sakte hai Bahut hi simple or asan hai chaliye jante hai apne phone me lock kaise lagaye jate hai.

Maine bahut pahle hi bataye tha a[ne purane phone ko thora fast kaise banate hai agar nahi pata hai to padh le.
How To Create Pattern Lock on Your Android Phone Hindi Tutorials

Mobile me kuch privect ya cheez hoti hai jo hum kisi ke sath share nahi karna chahte hai aise me hum apne phone ko lock karke rakhe to hi behtar hota hai chaliye jaan lete hain.

Apne Phone Me Pattern Lock Screen Kaise Lagate Hai Puri Jankari 

Mobile me pattern lock lagane ke liye apne mobile me menu me jaye. Settings option par click kare.

mobile me lock kaise lagate hai
Steps 1.
  1.  Security par click kare ( Ab apne samne bahut se optione hoga lock lagane ke liye jisme aapko pattern lock kar cicl karna hai)
  2. Screen lock (isme aap se poochega pattern drow karne ke liye) 

Phone M e Pattern lock drow kaise karte hai

your new unlock pattern
Steps. 2
  1. Pattern recorded . Ab apko apne hisab jo jis trah apne mobile me lock lagana chahte hai use drow kare or Continue kare . ( Is picture me aap dekh sakte hai kaise drow kiya gya hai )
  2. Your new unlock pattern . Ab jis tarah se apne pahle drow kiya hai thik usi parkar se phir se pattern drow kare or Confirm kare de.
Finally apka phone lock ho jayega successfully. Ab apne phone ko kahi bhi rakh sakte hai apka phone oi or use nahi kar payega.

I hope ye chahta sa tutorial apko pasand aayega hoga . Agr apko ye post acha laga ho to please share comment kare or mujhe feedback de taki hum koi or new tips apke liye post kar saku.

Thursday, 10 December 2015

Adsense Account disabled Hone Ke 10 Common Mistakes

Namskar dosto mai aaj ye batane ja raha hu ki apne google adsense account ko kaise disabled hone se bacha sakte hai, agar aap blogger par blog banaye hai or new hai to ye baat aap bahut hi dhyan me rakhe.
Actually mere sath bhi aisa hua hai jab mai blogger par google adsense ke liye apply kiya or oha approved ho gaya. Par problem ye hai ki mai google adsense policy par dhayan nahi diya jiski ojah se mera account disable ho gaya. To aaj mai aapke sath share kar raha hu. isse apko bahut faida hasil hoga,


10 reason block adsense account


Google Adsense Account disabled Hone ke Common 10 Reason 

1. Copyright 

Dost isme kya hota hai job aap bahut mehnat karte hai apne blog par or adsense account mil jata hai. To bahut se visitor kya karne lagti kisi or ke post ko apne blog par copy kar ke paste karte hai. par unhe ye nahi pata hai ki use bahut bari problem aa sakti hai ise pka account disabled ho jayega.
Copyrighting use na kare apni post me.

2. Khud Ke Ads Par Click Karna 

Bahu se visitor ko pata nahi hota hai jiski ojah se oh apne ads par click karte hai. Sochte hai earing bahut kam ho rahi uske liye khud ke advertising program par click kar dete hai. To ye jaan le google adsense block kone ka mast rease hota hai. Isme dhyan de khud ke ads par kabhi na click kare.
Aisa karne se adsense block ho jayega.

3. Dusare site ke Ads Lagana

Isme kya hota hai jab apka adsense account mil jata hai or sath me kisi or ka ads lagaye hai toadsense ko pasand nahi hai ki aap kisi o ki ads lagaye uske ojah se account block ho jata hai.
ve ho jata hai. Aur kisi or ka advertisement use kar rahe hai to adsense ko ye pasand nahi hota hai or apke account ko block kar deta hai

4. No Traffic 


Bahut se visitor kya karte hai apne adsense ke liye aply karte hai mil jata hai. Maine bahut se blogger ko dekha hai jab logging karte hai to kehte hai meri income bahut kam ho rahi hai. Bina traffic ke ads lagane se 2 nuksan hota hai. Ek to aap ki earning bahut kam hogi ek dam na ke barabar. or dusra ye hai ki ho sakta hai apka adsense account bhi disabled ho jaye.

5. Ads Size

Ek yaad kar le google adsense ko block hone ka ye must reason hai. Blog par galat size ke ads lagana.m Jo diya gaya hai size aap khas tor par use use kare - Custom size ke ads lagane par block hone ke chance rahte hai. Apko  sirf ek 300�600 or ek 300�250 size ka ads hi use kiya kare.


6. Limit se jade ads use karna

Google adsense par har ek page par 2 se 3 ads hi allow karta hai. Blog post me 2 se3 ads use kar or sidebar me 2 ads use karna chahiye. 1 search ads bhi laga sakte hai.  or use jade ads na use kare nahi to ads banned kar dega. 1 banner ads text bhi laga sakte hai ise jade use na kare.. 
Maine khud approve kiya tha shayad ye sab galti hum kar baithe jiski ojase se mera ads account disable ho gaya tha to dora ye sab na kare.

7. Same Post ya Page 

Ek post ki jankari apne blogger par ek bar hi share kare. ap apne blog par ek hi jankari ko bar bar
 post nahi kar sakte hai. Kuch blogger ek hi post ko 2 se 3 bar post kar dete hai jise visior like nahi karta nahi adsense.


8. Ads Code Share Ya Publish Karna 

Agar apko apne ads code ko share karte hai to ye bilkul galt bat hai. Kyon ki adsense code ye personal use karne ka code hai. Agar aap apne blog ki template me ads lagaye hai to use template ko kahi share na kare. Aap chahe to apne safety ke liye ek or email use kar sakte hai. aisa karne se ek faida ye hai ki aapki ek email block ho jaye to dusare email se mail kar sakte hai.

9. Long Time Post

Agar aap apne long time blogging post karte hai to adsense account band hone ka chance rahata hai. Apko apne blog par cuntine rahna hoga or post karte rahna  hai.  Jise aap ka account block na ho or earning acha ho. Agar aap aisa nahi karte hai to 2 se 3 month bad apka adsense disabled ho sakta hai.  Isi liye apne site ko countine manage karte rahe or account ko block hone se bachaye.

10. Popup and Fixed Ads

Adhik kamane ke liye popup ads use karte hai jo adsense ko pasand nahi hai adhik kaam aaye ke liye popup and fixed ads sow karate hain site par ye galate hai . adsense sirf visitor ki marzi ke click ko acsecp karta hai. 

Ye agar aap follow karte hai hai to apka adsense account kabhi block nahi ho sakta hai. Maine apna anubhav aap ke sath share kiya hu. Hum ummed karte hai is post se apko help jarur milega.
Adsens related koi sawal hai to comment kare or puche aapko puri hindi me help ki jayegi.

Friday, 4 December 2015

Smart Phone Ki Battery Backup Badhane Ke Liye Latest Tricks 2016-17

Namskar dosto aaj bahut baat karenge ki apne smart phone ki battery 50 % tak kaise badhaye jate hai. Aaj kal jade tar user ache se ache graphic wala smartphone use karte hai. bar samasya yeh hai ki betiyaan kuch der kam chalati hai. Aise me sawal ye hai ki kya apne phone ki battery 50%  tak badha sakte hai. Yes aaj hum ek apps ke bare me batane wala hu jo bahut acha apps  hai mai khud use kiya or mere smart phone ka bettry lagbhag 50% tak to aaj mai aap ko share kar raha hu ye apps
Aise to bahut aps mil jayenge apko google play store me but ye mujhe bahut acha laga main bahut apps install kiya lekin iska result kabhi acha dikha. Isse pahle hi mai bata chuka hu ki apne purane phone ko fast kaise banate hai 


Smart Phone Ki Battery Jaldi Kyo Khatm Ho Jati Hai


Smart phone ki battery jaldi low hone ke karan ye hai . Phone ka screen ka size or jise humare phone ki battery jaldi khatm hoti hai background application. Kuch aise application hote jo mobile ke backgroun me run karte rahte hai jiski ojah se phone ki battery jaldi khatm ho jati hai.

Smartphone Battery Backup Tips


 DU Battery Sever Se Battery Backup Kaise Badhaye

To aaj ka humra post du battery ke bare me hai. iske bare me puri jankari share karenge apke sath or aap isko use karke apne battery ka time bada sakte hai.

DU Battery Sever Download  ek free apps hai jo aap ko asani se free me google play store me mil jayegi or install kar sakte hai.
Ye apps ka maine link de diya aap yaha se bhi direct download kar ke apne phone ki battery backup badha sakte hai.
Install karne ke bad optimization ka otiptin milta hai. jise use kar ke sabhi background process ko ban kar sakte hai.
Chaliye iske kuch future ke bare me jaan lete hain.

1- Phone Cool Down Feature Kya Hota Hain

Aapne kabhi dhyan diya hoga to apko pata hoga ki bahut se phone ko use karte time garam  (Heating) ho jati. Aap cool down feature ki madat se phone ke CPU ko heating hone se bacha sakte hai.
DU Battery Saver

2 . Simple Battery Saver 

Is option ko apni jarurat ke anusar Energy Efficient Mode Ko Salect Kar sakte hai.
Ya phir ek new battery saver mode bana sakte hai.

3. Accurate Status Kya Hota Hai

Isme aap dekh sakte hai extra kitina battery backup bacha hai or is option se pata kar sakte hai ki phone kitna der tak chal; sakta hai.

4. One Click Optimization 

Isme aap ek click se Battery Consuming apps or processes ko kill kar sakte hai. Is option ki madad se aap battery ki life ko 50 % tak badha sakte hai.

5. Healthy Charger Stage Manager Kya Hai

Phone ke battery backup time or battery life badhane ke liye is option ko use kar sakte hai. Du battery saver ek bahut hi acha apps hai phone ki battery bachane me kafi madad karta hai. aap is apps ko istemal kare or apne phone me video bhi dekhe to apka battery time 50 % badh jata hai.


Mujhe umeed hai ki is apps se apko aap ko faida hoga. Agar apko ye post acha laga ho to please share kare or comment kar ke bataye mujhe. Agar apko koi problem hoti hai to mujhe bataye mai solve karunga thank.


Wednesday, 2 December 2015

How to Upload YouTube Video Subscribe Button in Hindi

Hello visitor aaj hum YouTube watermark kya hota hai or ise kaise istemal karte hai iske bare me puri detail apko batane wala hu . Jo visiter youtube pe apna channel banaye hai unhe ye jan lena bahut hi jaruri hai  youtube water mark kya hai. Aap ise youtube video subscriber bhi kah sakte hai aaye start karte hai.
youtube subscribe button lagane se bahut faida hota hai job koi us par mous le jata hai to aapke channel subscribe karne ka option aa jata hai.
How to Upload YouTube Watermark In Hindi

Actually me youtube  se aap apne video upload karke use paise bhi kama sakte hai ye bahut aasan tips hai youtube se paise kamane ka. Humne ise pehle hi aap ko bataye hai aap apne youtube channel ko kaise verify kar sakte hai.

Youtube video me channel subscribe button kaise add karte hai

Video subscribe button ko kar ke apne channel ko uniq look de sakte hai. agr koi vmware mane video watch karta hai to jab video play hota to oha par subscribe logo hoga or phir se kar lega.

Step 1. 

1. Sabse pahle aap youtube  par jaye, phir ji apne email id se log   in kar le.
2. Phir left side me apko apna youtube channel name dikhayi dega uspar cick kar de.
3. Ab apko video manage par click karna hain.

Youtube video me channel subscribe button add


 Step 2. 

1.  Ab aap ko isme  channel par click karna hai
2. Phir Branding par click kare
3. Ab add watermark par click kar de

Youtube Branding Subscribe photos


Step 3. 

 1. Ab apke samne ek popup page open hoga. 
2. Phir apne apne channel ke liye watermark image banaye oh choose kare 
3. Shave par click kar de

upload youtube watermark photos


 Finely apka youtube subscribe button successfully add ho gaya hai. ab jab bi koi viewer  video play karega to direct subscribe kar lega apka channel. 
Ye bahut hi acha option hai apne channel ko free me branding logo laga sakte hai. 

I hope ye ye post apko acha lagega or mudded karte hai ki aapne sikh liya hoga youtube watermark kya hai or kaise isme subscribe bottom lagate hai.
Post acha laga ho to mujhe feedback de. Aap chahe to post niche diye gaye social link se share bhi kar sakte hai.