Hello friend aaj ka topic hai apne android phone ko kaise fast karte hai. Dost jaisa ki hum Sab ke pass android phone hota hai or jab new hota hai to fast chalta hai. Jaise hi kuch din ho jate hai to slow kam karne lagta hai. To aaj main ek tips batane wala hu jise apne android mobile ko fast kar sakte hai. Bahut hi simple or easy hai. Ye options har ek android phone me hota hai. Chaliye start karte hai.
Is Post ko padhne ke liye bahut bahut dhanyawad. Agar koi swal sujhao ho to aap mujhe comment kar ke bata sakte hai.
Android Mobile Ko Fast Banay ( How to make your android phone fast in hindi tutorial )
Hum batane ja rahe hai apne purane android phone ko thora fast kaise bana sakte hai.
Step. 1
Sabse pahle aap mobile ki setting me jaye. >> About device >>Build Number par 6 se 7 bar click karte rahe to developer mode on ho jata hai. Phir aap back Jaye.
Ab apka developer option on ho jayega us par click kare.
Step. 2
Yeha par niche ke taraf aap ko 3 option dekhega.
- Windows animation scale
- Transition animation scale
- Animator Duration Scale
In tino ki default value 1x hai. Agar ise badate hai to bahut hi dire kam karne lagega aisa lagega aap ka phone laps kar raha hai.
Agar aap chahte hai apka phone thora fast ho jaye to .5x kar de.
Jab in par aap click karte hai to off kam option dikhai deta hai aap off kar de to or acha rahega. Mobile bilkul fast or smooth kam karega iska apko fark dikhai dega jab chalne start karenge to.
Apne purane phone ko fast karne ke liye. Aap 2,3 month me apne set ko format jarur kare. Format karne se pehle apne mobile kam backup bana le. Kyo ki aisa karne se aap ki file delete ho gayi to apka kuch nuksan nahi hoga.
Jab in par aap click karte hai to off kam option dikhai deta hai aap off kar de to or acha rahega. Mobile bilkul fast or smooth kam karega iska apko fark dikhai dega jab chalne start karenge to.
Apne purane phone ko fast karne ke liye. Aap 2,3 month me apne set ko format jarur kare. Format karne se pehle apne mobile kam backup bana le. Kyo ki aisa karne se aap ki file delete ho gayi to apka kuch nuksan nahi hoga.
Is Post ko padhne ke liye bahut bahut dhanyawad. Agar koi swal sujhao ho to aap mujhe comment kar ke bata sakte hai.
No comments:
Post a Comment