Hello Visitor aaj mai apko bahut hi important baat batane wala hu. Google plus se apne blog ki traffic kaise badhaye jate hai. main aisa khud kiya hu or traffic aa raha hai mere blog par to socha mai apke sath share karu ise apko bahut faida milega. Kyoki bahut se blogger post likh kar use share nahi karte hai ignor kar dete hai.
Aise to maine pahle hi bataye hai jab bhi koi new post likh kar publish karte hai to use social media par kaise share karte hai agar nahi pata hai to padhe.
Aise to maine pahle hi bataye hai jab bhi koi new post likh kar publish karte hai to use social media par kaise share karte hai agar nahi pata hai to padhe.
- Blogger ki traffic kaise badhaye puri jankari padhe
- Free me webhosting kaise lete hai or wordpress install karte hain seekhe
Google Plus se Traffic Kaise Badaye Jate Hain Jane
Ye mai jo apko tips de raha hu agar mai jaisa bata raha hu use follow karte hai hai to apka 25% traffic google plus se aayega .Post Link Ke Sath Image Bhi Share Kare Google Plus Par
Dost kahne ka matlb ye hai ki hum jab bhi koi apne blog par new post likhte hai or article pura hone par publish kar dete hai to google plus par share ka option aata hai.
Hum kya karna hai or kis trah se post ko share karna hai aaye jante hai.
- Sabse pahle jo post likhe hai uska title likhe.
- Ab apko post ka url add karna hai
- Phir Post se related ek acha image add kare
Google Plus Par Apne Circle ka Target Rakh Kar Post Ko Kaise Share Karte Hai
Hum new blogger ke yehi galti kar baithe hai ki jab post likhte hai to bas share karte hai. hum sab ye dhyan me nahi rakte hai ki hamare kon se circle ko hamare post ache lagte hai.
Friend me kahne ka mtl ye hai ki aap jab bhi post share kare google plus par to ek target bana le.Ek new Circle bana kar use share kare apke us circle me jitne friend honge aap ki post ka notification unko mil jayega or oh aap ki post ke jariye aap ki site par aa jayenge.
Also Send Email From You Circle
Post share karte samaye humne apne circle ko dhyan me rakhna hai. Post ko google plus par share karte time ek also send email from you to circle par tick mark karna bahut jaruri hota hai.
Google Plus Communication
Sabse important bat ye hai ki hume google plus par communication karna bahut zaroori hai. mere manana hai aap google plus par comment karte hai to koi aap ki profile me aa kare apke blog url dekh kar oha se apke blog par chala aata hai.
Umeed karte hai ye tutorial apko acha laga hoga agar ap ache se follow karte hai to apki blog traffic me izafa jarur hoga ye mere anubhav thai mai khud aisa kiya hu or mujhe iska faida mila hai to aapke sath share kiya hu ye tips.
Agar apko ye post acha laga ho to mujhe bataye or niche diye gaye social link se share kare. Thank You
No comments:
Post a Comment