Namskar viewer mera naam Amit hai. Aaj hum is post me batayenge ki blogger ki current SEO setting kaise kar sakte hai. Jab hum blogger par new blog banate hai to use kaise Search Engine Setting (SEO) Karte hai. Hum ise pehle bhi Blogger SEO ke bare me bataya hai. Accualy job blogger par new hai unke liye ye post bahut acha hai agar oh use ache se follow kare to.
Kyoki ye jaan lena bahut jaruri hota hai hum apni post ko kaise SEO friendly or jaldi search engine post ko show kare.
Keyword kam se kam likhe 3,se 4 word likhe. Aap is picture me dekh sakate hai.
Kyoki ye jaan lena bahut jaruri hota hai hum apni post ko kaise SEO friendly or jaldi search engine post ko show kare.
Blogspot Blogger 10 Killer SEO Useful Tips in Hindi
1. Meta Tag Description
Yaha aapko sabse pahle to meta tag description enable karna hota hai. Uske liye Blogger Ke Dashboard Me Jaye Phir Settings > Enable search description Yes Kare
Yaha par aapko 150 Character me apne blog ke bare me description likhna hota hai ye bahut jaruri hota hai. Phir ise Copy kar ke Save kar de.
Ab jo Blog ke Settings me jaye or Basic Par Click kare
Ab ohi description yeha par paste kar de. Phir save kare.
Yeh Aap 500 character likh sakte hai par seo ke liye sabse acha tips hai ki dono jaga same rahe toh bahut acha hota hai.
2. Custom robots header tag setting
Iske liye aapko kya karna hai custom robots header tags par click kar de or jo tick mark kiye hai oh kare apne blog me.
- Homepage > all, noodp
- Archive and search pages > noindex , noodp
- Default for post and page > all , noodp
- Isko karne se aap ka search description on ho jayega aap ki post ke liye.
Ab iske bad baki chizo ko kuch nahi karna hai use aise hi rahne de or save kar de.
3. Add Custom Robot.txt. file
Ye bahut hi advance optin hai blog ki liye ise bahut hi dhyan me rakh kar use karna hai agar kuch mistake hoga to humre search result me problem aa sakti hai to. Blog me custom robot.txt file kaise add karte hai iske bare me bahut hi ache se bata raha hu aap ise follow kare.
Log in Blogger �� Setting �� Search Preferences Click kar de.
Log in Blogger �� Setting �� Search Preferences Click kar de.
User-agent: Mediapartners-Google
Disallow:
User-agent: *
Disallow: /search?q=*
Disallow: /*?updated-max=*
Allow: /
Sitemap: http://www.yoursitename.com/feeds/posts/default?orderby=updated
Ye code copy kar le apna site name dal kar Save Changes par click kar de.
Disallow:
User-agent: *
Disallow: /search?q=*
Disallow: /*?updated-max=*
Allow: /
Sitemap: http://www.yoursitename.com/feeds/posts/default?orderby=updated
Ye code copy kar le apna site name dal kar Save Changes par click kar de.
4. Optimization post title
Ye default blogger ke template me hota hum is code ko hame delete kare or jo code de rahe hai use use kar.
Sabse pahle to aap ko apne blogger me jana hoga phir Edit Template
Ab apko ye Code Search Karna hai : <title><data:blog.pageTitle/></title>
Phir us code ko delete kar de. Delete karne ke bad niche jo code hai us jagah par paste kar de.
<b:if cond=�data:blog.pageType == "index"�> <title><data:blog.title/></title> <b:else/> <title><data:blog.pageName/> | <data:blog.title/></title> </b:if>
Save Kar de ab.
5. Add Post URL Link
Hum jab bhi koi post likhte hai to hamara post title hi url ban jata hai. Ye automatic permalink url ban jata hume kya karna hota hai.
Custom permalink par click kar ke apne keyword likhna hota hai. Jo search ngengin ke liye kaphi important hota hai.
6. Use Popular Post Title
Blogger ki ranking badhane ke liye hume popular post use karna bahut important hota hai. Aap aise topic likhe jo jiski search jade ho. aap aise topic chune jo google par kam go or searching uski jade goti ho.Ye sab Aap Google Adword Me Pata Laga sakte Hai Keyword Planner tool se.
7.Use Related Post
Bhut se template me related post ke option nahi diy rehta hai. Aapne dekha hoga ki bahut se blogger template me post ko open karne ke bad use related nice post dikhai deta hai. Mere kahne ka matlab hai ki aap aise template use kare jisme related post ka option diya ho. Kyoki visitor jab koi post view karta hai to related post par uska dhyan jata hai or use koi post acha lagta hai to oha se dusare post par chala jata hai. Ye kisi or post par le jaane ke sabse acha tips hai.
8. Blogspot Comment
Ye blogger ki liye bhut zaroori hot bhut se blogger kya karte hi comment section ko off kar dete hai jo SEO ke liye bhut zaroori hota hai. Kyo ki agar koi aapke blog par comment karta hai or post se related to search engine use bhi show kar deta hai. Jo comment ke jariye apke blg par visitor aa jate hai
So mai apke ye suggestion karunga ki aap apne blog ke comment section ko on kar de.
So mai apke ye suggestion karunga ki aap apne blog ke comment section ko on kar de.
9. Other Post Link Add Kare
Aap jab bhi koi new post likhe to usme 5,6 other post link add kare. Aisa is liye kiya jata hai ki visitor ko hamare dure post padhne ka muka mil jata hai or oha se visitor humre post par chala jata hai. Aap jo bhi success blogger hai usne post me dekh sakte hai Read Also More Ka option diya rahat hai. aap bhi apne blog me aise ki kare ye SEO ke liye acha rehta hai.
10. Add Blogspot Label
Blog me label add karna bahut jaruri hota hai, Jis topic par aap likh rahe hai usko label me add kar de ise kya hota hai ek post se dure post me add ho jata hai or ye bhi seo ke liye bahut acha hota hai.
Kyunki bahut visitor aise hote jo aapne label tag add karte oh direct ohi se open karke padhte hai
Kyunki bahut visitor aise hote jo aapne label tag add karte oh direct ohi se open karke padhte hai
Aap Ko ye post kaisa laga aap mujhe comment or share karke bata sakte hai. Aap post ke bare me apni raaye jarur de or comment kare bataye ye post aapke liye kitna important hai . I hope ki aap ke blogger ke seo ke bare me kuch jankari mil gayi hogi. Umeed karte hai aapko ise faida hasil hoga.