Hello blogger ! Affiliate marketing's ye online paise kamane ke liye sabse accha or best tarika hain, Aaj hum apko puri jankari dene wale hain flipkart affiliate program se paise kaise kama sakte hain, Dosto agar hum kuch year i bat kare 2 se 3 sal pahle to online ghar baithe paise kamane ke baut kam trike the but marketings itna jade develop karta ja raha raha hain, Hum aaj k time me bina investment kiye hi ghar baithe paise kam karte hai, Kuch saal pehle government job milna asan tha lekin ab wah bhi nahi milta kyoki competition level kafi badh gya hai or vacancy aati to sit bhi bahut kam rahata hain, Is Liye insaan ko kuch na kuch karna chahiye paise kamane ke liye,
Aaj kal sabke pass smartphone ya laptop or internet ki suvidha hota hain but unhe online earning karne ke idea nahi mil pate hain, Affiliate marketing se earning karna bahut hi essuuy hai, Agar aap janna chahte ho Filipkart se paise kaise kamaye jate hain to post ko acche se padhe.
Related Post Inhe Bhi Padhe
Aaj kal sabke pass smartphone ya laptop or internet ki suvidha hota hain but unhe online earning karne ke idea nahi mil pate hain, Affiliate marketing se earning karna bahut hi essuuy hai, Agar aap janna chahte ho Filipkart se paise kaise kamaye jate hain to post ko acche se padhe.
Related Post Inhe Bhi Padhe
- Online Internet Se Paise Kaise Kamaye 2016-17 Latest Tricks
- Online SnapDeal Se Paise Kaise Kamaye
- Amazon Affiliate Program Par Account Kaise Bnaye Jaye
- Fiverr Se Paise Kaise Kamaye Hain | Fiverr Par Apna New Account Kaise Banaye
Flipkart Kya Hai ?
Flipkart kya hai Flipkart online shopping karne ke liye sabse best E-Commerce Company hai Jese Sachin Bansal and Binny Bansal Ne Banaya 2007. Flipkart ko sabse pahle book kharidne or bechne ke liye bnaya gya tha, But customer ko dhayan me rakhte huye aaj ke time me Book, Accessories, Clothe, Electronics other product buy and sell kar sakte hain.Flipkart sabse jade cash on delivery or ksi product me debit card net banking gift voucher jaise suvidha hain,Flipkart Affiliate Program Kya Hai Or Ise Kitni Earnings Kar Sakte Hain
Flipkart affiliate program ke banner ya link ko apne blog/website par ads lagate or or use link se koi product kharidta (Buy) karta hai to commision milta hain. Flipkart par product ke price ke hisab se apko commission 5% se 20% tak apko mil sakta hai.
Flipkart Affiliate Program Ke Paise Kaise Milte Hain
Flipkart affiliate earnings se aap kuch khareed sakte ho ya paise 1000 hone par apne banck me manga sakte ho.
- Gift Voucher :- Me Rs. 250 rupaye se adhik hone par shopings kar sakte ho, Ye Paise apko milegi nahi,
- Electronic Fund Transfer. Iske through flipkart aapke bank account me direct payment send karta hain, Jab aap ki earning 1000 se adhik ho jayegi.
Affiliate Marketing Flipkart Se Earning Kaise Hoti Hain
Flipkart affiliate program par account create karne ke baad aap website, facebook, blog. youtube, jaise site par link share kar sakte ho agar apke pass blog hain to uspar ads lagaye jab us ads par click karke koi buy kar laga to uska commision apko milega.
Flipkart Affiliate Program Par Account Kaise Bnaye Earning Karne Ke Liye
- Sabse pahle flipkart par account bana google me search kare Affiliate Flipkart official site ko open kare. Home page par JOIN NOW FOR FREE.
- Register me apna gmail id or password likhe, I'm not a robot aur iagree to the flipkart program trik mark kare phir Register Me Kare.
- Ab apke pas ke message aayega Successfully registered! Please check your email for a confirmation link to activate your account. So aap apna gmail id open kare or usme flipkarte se ek link send kiya gya hoga use open kare.
1. Account Details:- Apna naam, email address, mobile number, address, country, sate, city or apne area ka pin code bhare.
Affiliate Type :- Yaha par select krna hin individual.
Website Details:- Agar apke pass blog youtube hai to uska url add karna hoga.
Payment Information:- Apko 2 option milega ETF or Gift voucher agar aap apni earning mangwana chahte ho uske liye ETF kare.
PAN card payee name jiska ragga uska hi chahiye uska.
Account Settings:- me Aap Apna Account cheng kar sakte ho.
Flipkart Par Account Kaise Bnaye or Banner Ads link Ko Blog Website Or Youtube par Kaise Share Karte Hain Video Tutorials ki Madhyam Se Sikh Sakte Ho
I hope apko pata chal gya flipkart kya hain or flipkart affiliate program se paise kaise kamaye jate hain, Flipkarte se unlimited earnings karne ke liye apke pass accha visitor daily hone chahiye. Flipkart se paisa kamana kafi asan hai bina investment kiye hi ghar baithe paise kama sakte hain.
Hi very good post thanks for sharing.
ReplyDeletehttp://www.techjordan.in/2018/01/Amazon-affiliate-marketing-paise-kaise-kamaye.html?m=1