Saturday, 21 January 2017

Top 5 Antivirus Software for Android || Mobile Ke Liye Best Free Download Antivirus 2017

Dosto agar aap internet use karte or or online bankings ka istemaal to apne data security rakhne ke liye sabse important hota hai apke mobile me koi accha antivirus install hona. Aaj main apko best free antivirus for android mobile phone ke liye share karne wale hain. Internet surfing browsing ya different website ko open karna movies songs game wagra download karte hain aur apka internet connection anytime on rahta hai to apko apne antivirus security install karna bahut jaruri hai. 
Aisa nahi karne par ho sakta hain apke phone me virus aa jaye phir apka smartphone slow kam karega sahi se work nahi kar payega aur bar bar phone ko format krna pta hai. But don't worry aaj main kuch popular free or trial antivirus apko btane wala hu jo google play stor me bahut hi asani se mil jayega.

Top Post Padhe




Free antivirus android
Mobile security use karna best hain warna virus remove nahi hoga aur apke mobile fada delete ho jayega aur blotood ko istemal karte use apne mobile ka deta kisi or ko send karte hain to virus us phone me bhi chala jata. Ya phir kisi ke phone ka data apne mobile me received karte hain aur virus chala aata hai. Mobile memory card se antivirus ko kaise (Remov) nikalte hain hain best application virus nikalne puri jankari.

Download Best 5 Free Antivirus For Android Mobile 2017

1. Avast Mobile Security & Antivirus
Avast apps mobile security ke liye best option hain, Avast apps 4.5 ratings aur 100 millions user hain, Avast apps apke mobile ko protect karta hai aur malware popups email phone call SMS messages jaise personal data ko servers par send nahi krta hain. Agar apke phone se junk cleaner, charging booster, RAM booster, etc ko fast krta raha hain.

2. CM Security AppLock AntiVirus

CM security best hain agar apke pass android 5.0 6.0 operating system usme supported karta hain. cm security applock antivirus free download kar sakte ho google play store me li jayega. Phone me koi bhi antivirus hoga usko 1 mint me  khatm karke apke mobile ko cm security applock samsung galaxy S series, Galaxy Note Edge, Galaxy Note 5, Galaxy Note 4, GALAXY Note 4 LTE-A, Galaxy S5 mini, Galaxy S5 mini Duos, Lagbhag samsung ke sabhi divides me work karta hai. usko use karne se browsing safe , SD CARD fast scanning, or bhi bahut sare powerful option milega.


Best free antivirus for android free download 2017



3. Kaspersky Antivirus & Security

kaspersky antivirus is a best security apps for android phone fully protected your smartphone. kaspersky antivirus security for pc free ke liye bhi download kar sakte actually main use karta hu best response milta hain. Full memory card protection karta hain Trojans, worms, spyware, adware viruses ko fast scans karta file document safety bnaye rakhne me helpful hai. kaspersky apps 4.7 ratings hain or 1 million se jade user hain aur of Android 7 me support karta hain.


4. 360 Security - Antivirus

360 Security antivirus 200 ,million user trusted hain is apps par 360 security all in one junk file virus ko cleaner remove karta hain isko aap background apps memory card junk file apke mobile mein saf karke apke mobile ko safety bnaye rakhne me madat karega. Battery life safe useless file delete karke phone performance speed karke boost karta hain aur mobile apps lock bhi kar sakte hai.




5. Mobile Security & Antivirus

Security badh jayega aur online internet ka jade istemal karte hai to phir premium apps install kare ye all devices ke liye compatible hai. Agar mobile se virus aa jaye to is apps ko use karke khatam kar sakte kafi accha hain.

I hope download free full version antivirus for android mobile ka link apko asani me mil jayega or simple aap download par click karke apne work ke anusar apne mobile me koi free antivirus install kar sakte ho. Is post me top 5 free best antivirus for android phone ke liye bataya hu agar apke phone mein cirius hai to install karke scan kar le.

Monday, 16 January 2017

How to Increase Reliance Jio G4 Speed || Jio 4g SIM Ki Internet Speed Badhane Ka Naya Tricks 2017

Reliance Jio 4g launchings time par bahut jade jio 4g speed tha but jaise hi user padhte gaye network par loadings badh gya aur phir jionet speed kafi slow ho gya, JIO 4G lyf mobile launch kiya us type kar bahut acchi network or net speed mil raha tha lekin pichle kuch month se net speed kafi slow ho gaya hain, Youtube or google par jio4g seeed badhane ke trik bahut apko mil jayega but main aaj apna kuch ka experience btane wala hu, Hum JIO SIM Card Happy new year offers me liye lekin joi network se internet use karne par itna slow video songs download kuch nahi ho pata hain but apne mobile main settings karte hu jio sim internet speed fast ho jata hain.

Read Also 




How To Increase JIO 4G Speed


Aaj ke is tricks main JIO 4G SIM kis speed ko boost karna bataunga, Internet speed pahle to 20 mbps tak tha baad me ghat gya hai aur apki baat kare to jionet connect hone me kafi problem aati hain but is post ko acche se padhiye kyoki hum JIO net speed badhane ke secret tricks btane wala hu.



1. How To Increase JIO 4G Speed || Jio 4G Net Speed Kaise Bahdaye Asan Tarika 

  • Reliance jio user ko speed badhane ke liye access point APN settings change karna hota hai jo default save hota hain, 
  • Access settings ko padlne ke liye sabse pahle apko mobile ke seetings me jana hoga More likha hoga us pe click kare.
  • Mobile Network Par Click Kare. Phir Access point names.
Edit access Point

  • Ap apko kuch settings change karna hoga jise apka jionet fast chalega or connect jaldi ho jayega.
  • APN me JIONET kare,
  • APN type me default,mms kare.
  • Network prafrance me LTEs et kare phir APN protocol IPv4/IPv6 kare.
  • Iske baad Bearer ko chenge na kare wase hi rahne de phir save kare.
  • Ab Mobile switch Of karke ON Kare.

2. How to Increase Reliance Jio G4 Speed  Use VPN Tricks 

  • VPN use karke aap net speed ko badha sakte ho, Sabse pahle google play stor me jaye or VPN Apps Search karke install kare. VPN installation Karne ke baad open kare ab apko bahut sare country name netware signal ke sath dikhaye dega, Aap kisi ek contry ko select karen aur net ko connect karne par downloading uploadings net speed fast ho jayega.
Note :- Clear browsing history cookies data ko delete kare, Smartphone RAM ko khali karke rakhne par bhi apki  net speed boost ho jayega.





I Hope apko pata chal gaya hoga JIO net speed kaise badhaye jate hain aur is tarah se internet ki speed fast karne ka easy tarika maloom huaa hoga. Viewers mobile me 4G internet ki speed fast kaise karte hain simple idea apko pata chal gya hain.

Jio ki latest jankari apne ke liye daily visit karte rahe, Ek News apko main bata du jio 31 march ke baad offres band ho jayega lekin data use karne ke liye weekly apko data milga


Thursday, 12 January 2017

Affiliate Marketing Kya Hai? Flipkart Affiliate Program Se Paise Kaise Kamaye Full Guide in Hindi 2017

Hello blogger ! Affiliate marketing's ye online paise kamane ke liye sabse accha or best tarika hain, Aaj hum apko puri jankari dene wale hain flipkart affiliate program se paise kaise kama sakte hain, Dosto agar hum kuch year i bat kare 2 se 3 sal pahle to online ghar baithe paise kamane ke baut kam trike the but marketings itna jade develop karta ja raha raha hain, Hum aaj k time me bina investment kiye hi ghar baithe paise kam karte hai, Kuch saal pehle government job milna asan tha lekin ab wah bhi nahi milta kyoki competition level kafi badh gya hai or vacancy aati to sit bhi bahut kam rahata hain, Is Liye insaan ko kuch na kuch karna chahiye paise kamane ke liye,
Aaj kal sabke  pass smartphone ya laptop or internet ki suvidha hota hain but unhe online earning karne ke idea nahi mil pate hain, Affiliate marketing se earning karna bahut hi essuuy hai, Agar aap janna chahte ho Filipkart se paise kaise kamaye jate hain to post ko acche se padhe.

Related Post Inhe Bhi Padhe







Flipkart se paise kaise kamaye

Flipkart Kya Hai ?

Flipkart kya hai Flipkart online shopping karne ke liye sabse best E-Commerce Company hai Jese Sachin Bansal and Binny Bansal Ne Banaya 2007. Flipkart ko sabse pahle book kharidne or bechne ke liye bnaya gya tha, But customer ko dhayan me rakhte huye aaj ke time me Book, Accessories, Clothe, Electronics other product buy and sell kar sakte hain.Flipkart sabse jade cash on delivery or ksi product me debit card  net banking gift voucher jaise suvidha hain,


Flipkart Affiliate Program Kya Hai Or Ise Kitni Earnings Kar Sakte Hain

Flipkart affiliate program ke banner ya link ko apne blog/website par ads lagate or or use link se koi product kharidta (Buy) karta hai to commision milta hain. Flipkart par product ke price ke hisab se apko commission 5% se 20% tak apko mil sakta hai. 

Flipkart Affiliate Program Ke Paise Kaise Milte Hain

Flipkart affiliate earnings se aap kuch khareed sakte ho ya paise 1000 hone par apne banck me manga sakte ho.
  • Gift Voucher :- Me  Rs. 250 rupaye se adhik hone par shopings kar sakte ho, Ye Paise apko milegi nahi,
  • Electronic Fund Transfer. Iske through flipkart aapke bank account me direct payment send karta hain, Jab aap ki earning 1000 se adhik ho jayegi.

Affiliate Marketing Flipkart Se Earning Kaise Hoti Hain

Flipkart affiliate program par account create karne ke baad aap website, facebook, blog. youtube,  jaise site par link share kar sakte ho agar apke pass blog hain to uspar ads lagaye jab  us ads par click karke koi buy kar laga to uska commision apko milega.

Flipkart Affiliate Program Par Account Kaise Bnaye Earning Karne Ke Liye

  • Sabse pahle flipkart par account bana google me search kare Affiliate Flipkart official site ko open kare. Home page par JOIN NOW FOR FREE.
  • Register me apna gmail id or password likhe, I'm not a robot aur iagree to the flipkart program trik mark kare phir Register Me Kare.


affiliate flipkart program



  • Ab apke pas ke message aayega Successfully registered! Please check your email for a confirmation link to activate your account. So aap apna gmail id open kare or usme flipkarte se ek link send kiya gya hoga use open kare.
flipkart make account account kaise bnaye

1. Account Details:-  Apna naam, email address, mobile number, address, country, sate, city or apne area ka pin code bhare.
Affiliate Type :- Yaha par select krna hin individual.
Website Details:- Agar apke pass blog youtube hai to uska url add karna hoga.
Payment Information:- Apko 2 option milega ETF or Gift voucher agar aap apni earning mangwana chahte ho uske liye ETF kare.
PAN card  payee name jiska ragga uska hi chahiye uska.


Flipkart Par Account Kaise Bnaye or Banner Ads link Ko Blog Website Or Youtube par Kaise Share Karte Hain Video Tutorials ki Madhyam Se Sikh Sakte Ho



I hope apko pata chal gya flipkart kya hain or flipkart affiliate program se paise kaise kamaye jate hain, Flipkarte se unlimited earnings karne ke liye apke pass accha visitor daily hone chahiye. Flipkart se paisa kamana kafi asan hai bina investment kiye hi ghar baithe paise kama sakte hain.

Wednesday, 4 January 2017

Airtel 1 Year Offer 4G Free Internet Data From 2017-18 || ???????? ?????? ?? ??? ???? ??????? ?????

Dosto Airtel ne reliance Jio ko takkar dene ke dhamakedaar offers airtel ne launch kiya hain, Free Data plan ka agar aapko internet pack ki jarurat padti hain or aap daily internet data adhik use karte ho phir airtel ka ye offres 2017 me apke liye khas hone wala hai, Reliance Jio ek largest telecom company hai jo kuch month se JIO 4G user kafi badh gaye hain or aise me Airtel, Vodafone, Telenor, Aircel, Idea, etc company ek se badhkar ek collings data plan new nikal rahi hai. Airtel ne bhi ek bahut hi badhiya data pack offers nikala jo best hain kisi bhi user ke liye, Chaliye jan lete airtel new offrs ko kaise activat karna hain.







Reliance Jio 4G 31 december 2016 ko welcome offers khatam hone ke baad, Jio 4G ne Happy new year offers liya jisme hum daily 1Gb internet data free me use karne ke baad uski sped kam ho jayegi new jio ka offre jo 1 january 2017 se lagu huaa or Jio 4g happy new year offers march 2017 me 3 month ke baad khatm hone wala hai, Jise baki telecom company ka kafi nuksan ho raha hain, Jitne log hai sab koi jio offres ke piche chala ja raha hai, Phir Airtel 4 february 2017 ko aisa offers pesh  kiya jise apko kisi bhi SIM Card ko airtel me port (Switch to Airtel) free internet use karne ka offres milega but iske kuch rule jo apko follow karna hai,

Airtel New Offer Free Internet Data Plan Ko Kaise Activate Kare

Airtel new offres activat karna bahut hi asan hain, Agar apke koi bhi SIM CARD use karte ho usko Switch to Airtel (PORT) Karna padega airtel me, '' Ye offres new airtel sim me nahi milega apko uske liye apna number airtel me 'port' convert krane padenge'' Iss offers ko postpaid or prepaid  2no me use kar sakte hain.

Note:- Airtel offer free internet activate karne ka date 4 feb  se 28 february 2017 tak last date hai,
Airtel ke iss offers me monthly apko 3GB 4G data apko free me diya jayega.


Prepaid user ke liye 345 rupy ka rechar karna hoga phir 3GB free data milega or is offre me apko india me kahi bhi unlimited local or STD call muft me kai sakte bina paise kharch kiye aur isme monthly apko 1gb data milega.
 Airtel compny ka kahna hain user ko iss pack me 4GB isme use kar sakte hain, Aur 3GB bacha huaa data ko my airtel app ke through se use karenge or vadhata 28 din ki hogi. 

Postpaid user ko free me 3GB DATA use karne ke liye may plan infiniti plan me kisi ek ko select karna hoga.
Airtel compny ka kahna hai agar koi new 4G smartphone kharidta hai or airtel sim use karega to 3GB DATA OFFRES me pa sakta hain, 

Dota gar aap free me internet use karna chahte ho phir airtel abhi best hain apko kyoki apko free me one year 4G data use karne ko mil raha hain, Aur jaisa ki apko pta hoga india me 4g data plan kafi mehnga aise me iss plan ka labh le sakte hain, Airtle ki sabse acchi baat mujhe yeh lagti hain isme call draf or slow internet jaise samasya nahi milega,



I hope apko iss post me airtel 4g free data plan activation ke bare me samjh aa gayi hogi or aap apne friends or family is offres ke bare me bataye. Internet ka kharcha khafi badhta ja raha hai aise me aapko moka mila hain fir se free me 4g data use karne ka aap iska labh le sakte ho.

Sunday, 1 January 2017

BHIM App Kya Hai || Bhim App kaise Use karen || ??? ???? ???? ??? ?? ???? ???????? ?????

??? ?????? ???? ??? ? BHIM App ?? ???? ???? ???  ??????? ???? ??????? ???? ??? ?? ?? ?? ????? ??? ???? ???? ?????? ???? ???? ??, ???????????? ???? ?? ?? ?? ?? ?????? ?????? ?? ????? ???? ?? ??? ???? ???? ??? ?? ?????? ???? ??? ?? ???? ???????? ??????? ?? ?? ???? ???? Bhim ?? ?? ???? ??? '???? ?????????? ???' ???, BHIM App, Full Form "Bharat Interface for Money Home" ,



??? ???? ?? ????? ?? ???? ?? ???? ?? ???? ?? ?? ??? ???? ?? ???? ????? ?????? ??? money transfer ?? ??? BHIM UPI ????? ?????? ?????? ?? ?? ????? ????? paytm e wallet ?? ??? ????? ???? ????? ??? ????? ??? ?? ??? ???? ???? ???,


Bhim app Ko Kaise Download Kare | Bhim Apps Kaise Kaam Karega Puri Jankari

??? ???? Download  ???? ?? ??? ???? ???? Google Play Store ??? ???? Search kare BHIM  ?????????? ???? ?? ??? ????? ???? ,
  • Bhim App install karne par sabse pahle language select kare Hindi ya english.
  • Welcome to Bhim scren par show hoga or niche NEXT Likha Hai uspar click kare.
  • Allow us to access Lets get started par click kare.
  • Ab apna wahi number se registered kare jo bank account me verify ho.
  • SIM Card select kare jo apke bank account me diye hain
  • Jab aap apna mobile number verify ho jayega phir bahut asani se bhim se paise bhej or mangwa sakte ho.
  • Kya ise use karne ke liye bank me account hona jaruri hai. Direct money transfer ke liye apke bank ka UPI (Unified Payment Interface) UPI me sabhi bak app me listed hai.
how to use bhim app

Isme transaction limits hain maximum Rs. 10,000 per transaction or Rs 20,000 24 ghanto me karne ka option milega or khas bat ye koi extra charge nahi lagega.



BHIM Apps See Related Question or Answers 

  • Kya bhim apps ko use karne ke liye mobile number ki jarurat hai. Yes
  • Bhim app sabhi bank me kam karega. Allahabad Bank, Andhra Bank, Axis Bank, Bank of Baroda, Bank of India, Bank of Maharashtra,  Catholic Syrian Bank, Central Bank of India, Dena Bank, Federal Bank, HDFC Bank, ICICI Bank, IDBI Bank, IDFC Bank, Indian Bank, Indian Overseas Bank, IndusInd Bank, Karnataka Bank, Kotak Mahindra Bank,  etc lagbhag sabhi bank me kam karega.
  • kuch din me sabhi bank activate kar diye jayenge.
  • Bhim app use karna free hain, Ji ha bhim apps free hain.
  • QR Code generated karke or download karke use kar sakte. Yes App QR Code ko scan karke payment kar payenge.

I hope aap bhim app use karke india ko support kar sakte bhrastachaar mitnane ke liye. Bharat se creption dur ho jayega or aane wale time me bhim apps har koi use karega.




Top 5 Android Apps || Latest Free Apps Reviews in Hindi | End of Year 2016

Hello dosto aaj hum best 5 android apps ke bare me batane wale hai jo apke smartphone mein hone chahiye bahut accha apps hain, Chori hua mobile ka location pata kar sakte ho , Agar apko koi bhi hindi bollywood hollywood latest movies  video download karna ho aap iss apps ke madat se kar sakte ho. Aapki girlfriend boyfriend's mobile me kya karte hain sab pata kar sakte ho, Technology aaj ke time aise aa gya hain koi bhi kam ke liye apps development kiye jar rahe hain, Aise me humare work ko esy karne ke liye ek se badhkar acche apps aa rahe hain aaj unme se hi main kuch application ke bare me batane wale jo hum hamesha use karte hain,





Best 5 Android Apps


Best 5 Application for Android User

1. Android Device Manager 

Ye ek bahut hi badhiya application hain hum ise hum pata kar sakte mobile ka current location or saath smartphone track karna ho ya phir lost phone tracker or find lost phone at home badi simple triko se kar sakte,Agar aap pahle se hi apne smartphone me android device manager apps install karke rakhe id bana lete hain phir apka mobile ghum ho jaye to badi asani se pata kar sakte hain  Actually hum pahle hi btaye hain chori hua mobile kai pata kaise lagaye ye post padhe.
  • Android Device Manager is apps ko sabse pahle apne mobile me install kare or pane gmail id bana le phir mobile gir jaye koi chura le aap pata bahut hi asani se kar sakte hain, App install karne ke liye click kare
  • Ab apne computer laptops me android device manager search kare or usi gmail id se log in kare jo apke mobile me the phone ape mobile ko control kar sakte ho,Jaisa apka mobile location kaha par hai reset device screen lock password laga sakte ho sath hi sath apna new number usme message kare jo bhi paya hoga jise apko koi conncat kar sake.

2. S????U?? VIDEO DOWNLOADER

Snaptube ek bahut hi best apps hain aap aap movies film music dekhte or sunte to ye apps apke liye bahut khas hain, Snaptube video downloader best apps hain jo main istemaal karta hu, Iske khasiyat ye hain. Snaptube se unlimitede koi bhi vidoe download kar sakte ho.Ye ke simple or user frendlly apps hai jise new user ko search karna or istemall karna kafi ansa hain. Fast video downloading option mil jayega multiple video ek sath load karne ka option hai or pause, resume ye sare faction milte hain. Is Apps ko download karne ke liye click kare.


3. TheTruthSpy

TheTruthSpy Ye app apko google play stor me nahi milegi isko aap official website se karana hona hoga, Thetruthspy apps android 5.0 version me work karega. Is app ki madad se aap apne girlfriends ya boyfriend apne mobile me kya karte hain or kisi bate karte sari detail ka pata laga sakte ho,how to know what is your girlfriend and boyfriend doing on her his mobile in hindi. how do know what is your girlfriend or bf doing on mobile sab kuch pata kar sakte hain. Work Kaise karta hai GF/BF Ka mobile phone 1 mint ke liye apke pass hone jaruri hain,




4. Hexlock App Lock & Photo Vault

Hexlock kafi majedar or safe apps hain ye humare phone ke apps ko kafi acche triko se lock karta hai aur isko use krna bahut essy hain,. Isme apko 2 mode milega ek home or work mode easily customize kar sakte. But apps locker hain aate jo screen oly lock karte hai gar hum kisi koi password bta de to humare sare chatting SMS dekh lega but iss apps me aisa kuch nahi hain,
Haxlock app lock protected krega privacy apko or secure rakhega,
Isme aap Set up Kar PIN Password or Pattern lock set kar sakte ho,Jise Gallery,SMS,Calls, Contacts,Gmail, Whatsapp,Facebook, Instagram,Photo Camera safe rakh sakte ho, Apne sare important detail file hide bahut hi asani se kar payenge. Is application ko install or use karna bahut hi asan hain download karne ke liye click kare 




5. Pixel Effect

Pixel Effect app kafi amazings apps hain, Simple apps hai but kam bahut acha karta hai kyo ki aaj ke time whatsapp facebook jaise popular social media har koi use karta hain, Pixel effect app se aap apni photo ko best effect dekar good lookings wala picture bana sakte ho, Isme apko paint module cut picture aur different style me pixel effect set kar sakte hain. Apps install kare
  • Ab Apne gallery ya camera se picture inport kar sakte.Photos ko eatra fun lookinsg creatve pixel effect style me ban sakta hin,

I hope ki aapko top 5 apps 2016 jo kafi helpful karega aap ka kam, Main in sare apps koi use kiya hu or mujhe kafi best laga hai aap ise ek bar install karke dekhe new year me ye apps apke liye khas lagega.