Saturday, 8 October 2016

YouTube Se Paise Adhik Kaise Kamaye - Complete Guide With Video Tutorials - 2017

Namskar dosto aaj hum batane wale hai Youtube aise paise kaise kamaye jate hai, Agar apko online internet se paisa earn karne ke bare me koi idea nahi hai to phir apke lie ye post bahut hi inportent hai isme hum youtube se paise kamane ke liye kya kya karna hoga video tutorials ke madhyam se samjhaya hu, 
Agar aap internet se paise kamane ki soch rahe hai to phir apke dimag bahut sare paise kamane ke idea aate honge lekin aap ko kuch samjh nahi aati hogi online youtube earning ke liye kaha se start kare..

Related Post




  • YouTube Se Paise Kaise easy Kamaye  2016-17
  • Ghar baithe paise kaise kamaye
  • Paise kamane ke liye sahi tarika kya
  • Google adsense se paise kaise earn kare
  • Youtube par account kaise banaye or apni video se paise kamaye
  • Youtube par business kaise kare or paise kamaye
  • YouTube se daily 10 dollars 20 dollar kaise earn kare
Agar aapke mind me online earning kare ke liye ye sare question aa rahe hai to bilkul sahi hai, So hum is post youtube ke bare me puri jankari share karunga ghar baithe apne video bana kar youtube par upload karke paise kaise kamaye or youtube channel ko achhe se seo friendly kaise bnaye adhikkamayi karne ke liye,

how to make money youtube in hindi 2017


Youtube se earning karne ke liye complete video tutorials courses 2016-17 aap is video ko dekh kar 100% youtube se rupye kama sakte hai,


1, Sabse Pahle Youtube Par Channel Create Karna Hoga (How to make youtube channel)

Youtube se paise kamane ke liye ek acha unique channel name create kare, Jo humne is video batayi hai kaise youtube par new channel bnaye jate hai video dekhe,



Dosto jab aap youtube par channel create karne ke bad sabse pahle aapko video upload karna hoga, Video aap khud bnaye, Aap kisi or ke video youtube se download karke upload nahi karna warna copyright ho jayegi,
Kam se ka 10 video banaye phir youtube par upload karne ke bad apke video par 100+ views mil jayega uske bad Youtube+Adsense jo jodna hoga, Agr apko patan nahi kaise apne youtube channel ko monitize karte hai to niche video dekhe






2. Youtube Videos Ko Monetize or Adsense Se Connect Kaise Kare | Paise Kamane Ke Liye,




Dosto is video tutorials me btaya gya youtube monetization kaise kare, Phir adsense ke liye address form kaise fill kare, Aur google adsense account ko kaise apne back se link karte hai, Puri jankari diya gya hai,
So agar aap youtube par apni video upload karke paise kamana chahte hai to is 2 video ke jariye sikh sakte,
Adhik jankari ke liye channel subscribe karke youtube ki lagatar update pate rahe,

I Hope ye post apke liye kafi helpful hoga or mujhe umeed hai aap bhi internet se online earning karna ab start kar denge , So please post share kare or comment karke batao kaisa laga post,



No comments:

Post a Comment