Hello dosto agr aap bhi youtube se paise kamane ke liye soch rahe hai, Ya phir youtube video views or subscribe bdhana to phir ye post apke liye bahut help karega, Maine bahut se beginner youtube user ko dekha hai jo youtube par paise earn karne ke liye din raat to mehnat karte rahte hai par youtube me bahut share function hai jo use nahi karte or ignore karte dete hai, Jise video adhik views nahi milta or youtube channel top rank tak nahi pahuch pata hai, So is post me aaj hum guide karne wale hai wow to add featured video or playlist on YouTube
Agar aapne ab tak youtube channel nahi bnaye hai to Click kar
Agar aapne ab tak youtube channel nahi bnaye hai to Click kar
?? ?????? ????? ???
- Youtube Channel Verify Kaise Kare
- YouTube Channel URL Kaise Change Kare Step By Step
- YouTube Par Adsense Kaise Connect Kare
- Ek Gmail Account Se Multiple YouTube Channel Kaise Bnaye
So Agar aap is tips ko follow karne par apki video ranking adhik mile or video views bhi to post ache se padhene ke baad apne channel ke liye feature content ka option add kare
YouTube Par Featured Content Playlist Kya Hota Hai
Agar aap youtube par video dekhte honge to kabhi kabhi video ke uppar flash me sausage karta ki ye bhi is channel ki video app click kare to bahut se user click karte hai jise video views adhik milta hai,
Featured content ke option me featured video add karna bahut acha option hai, Aaye jante hai youtube featured video playlist kaise add karte hai,
Featured content ke option me featured video add karna bahut acha option hai, Aaye jante hai youtube featured video playlist kaise add karte hai,
How to Add Featured Content Video or Playlist on Youtube in Hindi
Step. 1
- Sabse pahle apne Youtube Channel me jakar log in kare
- Phir Dashboard or left side me show karega channel uspar cick kar de
- Phir apko Featured Content likha dikhega uspar click kare,
YouTube Related Post
- YouTube Video Views Badhane Ka 9 Latest Tricks
- YouTube Video Ranking Badhne Ke Liye Top Tips
- Adsense Address Verify Kaise Kare Bina Pin CODE Ke
Note:- ???? ?? ?? ?? ???? ??? ??? ???? ?? ???? ??? ?? (Channel Ad) ???? ???? ?? ?? ?? ???? Youtube Yideo ?? ???? ??? promote ?? ???? ??,
???? ??? ???? ???? (select your channel ad ) ?? ????? ???? ?? ??? ????? ???? ??? ?? ??? ?? ?? Check Box Allows ???? ?? ??? Accectp ?? ??. ??? ???? ?????? ?????? ????? ???? ?? ???? ?? ??? ?? ???? ?????? ?????? ?? ?? ???? ??,
Step. 2
- Featured Content clicks karne ke baad ye likha huaa aayega select a video or playlist of feature.
- Most recent upload par check kare (Iska matlab aap jab bhi koi new video upload karte ho phir show karega)
- Phir Save kare de
Step. 3
Finally apka Successfully save ho gya hai, Isko apne hisab se customize kar sakte video kab show ho display time End of video ya custom of video karne ke bad Update kar de.
Is tarah se aap apne youtube channel video views ko impress kar sakte hai, ise aap ki video time badhega or ranking bhi,
I hope ki ye article apko accha laga hoga aur ise apko jarur faida milega, Agar apko meri post acchi lage to jarur feedback de, Agar apko youtube se related ya other koi sawal ya sujhav hai to comment karke bataye apki puri help kiya jayega, Thank You
No comments:
Post a Comment