Is post me apka blog ki kuch important baat batane wala hu. Jaise Blog ki traffick kaise dekhe Bounce Rate Kya Hota Hai. Site ka ranking kya hai or bhi bahut kuch batane wale hai. Agar aap apne blog ki traffic dekhna chahte hai to ye post padh ke isme aap apne or kisi ka bhi site ke bare me pata laga sakte hai bilkul free me. Dost ka karte hai or din rat mehnat karte hai ache se acha post likhte hain blog me par kuch log post likhne me hi dhyan dete hai, Ye nahi pata karte hain traffic bad raha hai ya kaam ho raha hai. Humrae site ka bounce rate kya chal raha. Agar ye sab nahi pata hai to chaliye mai aap ko is me puri jankari deta hu.
Blogger or Website Ka Traffic Kaise Dekhte Hai
Dosto apne blogger ka traffic dekhne ke liye aap khud apne blog me hi check kar sakte hai. uske lie sabse pahle apko kya karna hai.
Blogger Ke Dashboard Me Jaye Uske baad Satas Overview Par Click Kar De.
Yeha se apko today yesterday last month kitna view huaa hai apka site puri detail me dekh skte hai view your blog hall time history bhi dekhega.
Agar iske alawa or bhi kuch dekhna jaise site par kaha se visitor aa rahe hai live kon aap ki site open kiya kiten mobile se or computer se site open karte hai. or bhi bahut kuch dekh sakte hai jo maine apne google analiytic me bataya hai agar nahi pata hai to us post ko padhe usme full detail me samjhaya huaa hai. Ye se aap dekh sakte hai kitne % new visitor or kitne returning aate hai. Humre site ka bounce rate kya hai or koi hamare site par aata hai to oh kitne der tak rahta hai
Apna or Kisi Bhi Website Ka Visitor Kaise Dekhte hai Jane
Kisi bhi agar website ke bare me jana chahte hai ki uska alexa rank kya hai or uske site par unique visitor kitne aate hai or day earning valve kya hai site ranking kya sabki jankari yeha se mil jayegi.
Hypestat Ke official website par jakar bahut hi asani se aap check kar sakte hai iske liye apko koi account nahi bana hai.
Dekhne ke liye kare sabse pahle to hypestat par jaye uske bad display pe apko search bax dekhega oha par jiska bhi site dal kar search kate hai to ye sab jankari mi jayegi or jaan payenge.
Bounce Rate Kya Hota Hai or Ye Kyon Jaroori Hota Blog Ke Liye
Example:-Agar cricket kehte honge ya dekha hoga to jarur suna hoga ki koi boling karta hai or uska baal Bonus karke bahut hi teji se biket kipar ke hath me chala jata hai.. Iska mtlb ye huaa ki Jab visitor website par aaye or jaise open kiya hai apki site use pasand nahi aaye ya phir site fast loading nahi huaa post acha nahi laga to oha turat bounce kar jayega. Mtlb ap ki site se bhag jayega ye phir band kar dega. To bounce rate badhta chala jayega ga.
Agar apka blog website ka bounce rate 70 % se adhik hai to ye samjhe aap ki site ki koi value apki site denger hota chala ja raha hai.
Bounce rate Google analytic me apna dekh sakte ya kisi or ka dekhna hai to alexa par jaye ya bahut sari tool hai usme check kar le. Ye jitna kam hoga utna hi acha hai humare blog ke liye
Humne kuch jaruri post kiye hai is related agar aap unhe aap padh sakte hai to syd apka bonus rate acha ho jaye. Jaise SEO par dhyan de or fast loading wala template use kare achhe se acha post kare jo visitor ko uniq lage
Agar apko ye post acha laga hai to please share comment kare. Agar koi sawal hai or jawaab dhundh rahe to yaha par comment kare or puch sakte hai.Apko puri hindi me help kiya jayega.
No comments:
Post a Comment