Hello Visitor ! Aaj hum is post me batane wale hai Adsense ke ads kaise bana kar apne blog me lagaye jate hai or adsense se jude kuch khaas tips. Jaisa ki har new blogger ko samjh nahi ati hai ki adsense ke ads kaise banaye jate hai or use apne blog me kaise lagaye sahi tarika kya hona chahiye ye sab problem aati hai. To agar aap meri is post ko agar dhyan se padhte hai to apko adsense se judge sari samsya dur ho jayega.
Is post ki madad se aap bahut hi aasani se adsense ads unit create kar sakte hai. Kyoki adsense par ads bana to bahut hi simple hai par new blogger ko samajh nahi aati hai or kahi na kahi galti kar baithte hai
Agar aap new blogger hai or pehli bar ads create kar rahe to mai yahi kahunga ki adsense ke responsive ads hi create kare iska bahut faida hota hai. Agar ab tak aapne apna adsense account nahi banaya hai to aap bahut hi asani se bana sakte Kaise banate hai jane
???? ?????? ???????? ??? ?????????? ????? ??????? ??? ???? ???
Is post ki madad se aap bahut hi aasani se adsense ads unit create kar sakte hai. Kyoki adsense par ads bana to bahut hi simple hai par new blogger ko samajh nahi aati hai or kahi na kahi galti kar baithte hai
Agar aap new blogger hai or pehli bar ads create kar rahe to mai yahi kahunga ki adsense ke responsive ads hi create kare iska bahut faida hota hai. Agar ab tak aapne apna adsense account nahi banaya hai to aap bahut hi asani se bana sakte Kaise banate hai jane
???? ?????? ???????? ??? ?????????? ????? ??????? ??? ???? ???
- Adsense kya hai or kaise kaam karta hai puri jankari details me padhe
- Google Adsense Account Kaise Banate hai
- Adsense account approval karane ke best idea jaane
- Adsense Account kyo block ya band ho jata hai 10 karana padhe
Adsense Ke Ads Kaise Banaye
Agar aap pahli bar ad unit create to thora bahut problem to aa hi sakta hai. lekin adsense account nahi hai or paise kamane ki soch rahe ho blogging se sabse pahle apna account banao jo maine upar link diya hai,
1. Sabse pahle adsense ke site or jao or log in kare
2. Phir my ad par click kare
3. Ab new ad unit par click kare
Step. 1
- Ad ka naam kuch likhe jo website se related ho.
- As size bahut type ke apko jis aap apne site par custom ads use kar sakte hai, Agar aap pahle bar ad laga rahe ho phir to responsive ads hi lagaye,, Nahi to recommended se aap or size select kar sakte hai.
- Yaha par adsense ne kuch size diya hai to aap 300*600 ka ads bhi use kare acha hai ye
- Yeha par Text & display ads hi use kare
- ???? ??????? ????? ???? ?????? ?? ???? ????? ?? ?? ???? ???? ???? ??
- fiverr ?? ???? ???? ???? ???? ??
- 10 ???? ????? ??????? ??? ?? ????? ?? ??? ???????? ??????? ???
- ?????? ???????? ??? ?? ???? ????? ????? ??
- ?????? SEO 10 ????- ????? ?? ???? ???? ??? ???? ????? ??? ??
Step. 2
Adsense Ad Style Kaise Set Kare
Ads Customization ka option lagbhag har blogger use karta hai kyunki iske madat se apke blog par visiter aate hai to click milta hai or iski madat se earning bhi acha hota hai, Par mere kahne ka matl ye nahi ke aap ek dam blog ki dising se match kar do jiske ojah se blogger ko padhne me dikata aaye,
- Yaha par dekh sakte ho adsense ke through kuch bana banaya ads size diya hai aap koi bhi select kar lo
- Copy and edit par click karne se ad customize ka option open ho jayega
- Ab Yaha se Border, Text, Title, Background, Or Font ka customization bahut hi asani se apne blog ke hisab se kar sakte ho
- Phir ad ka preview dekh sakte ho jo live so krta hai
Ab sara kuch ho jane ke baad niche option diya hoga us par click karne hai Save and Get Code
- Ab ek popup window khulega jisme ad code diya rahega uske copy kar lena hai, Phir blog
- Blogger ke Dashboard >> Layout>>HTML/JavaScript par click kare or usme ad code ko paste kar de.
Google Adsense Ke Bare Me Kuch Top Tips
- Aaap kabhi apne blog par mat click kare
- Ad code ko kisi or ke sath share nahi karna chahiye
- Daily Adsense account me log in mat kiya kare
- Agar new blogger hai to 2 se 3 ads hi lagaye apne site pe
- Agr ek bar ad create kar diye hai to aap us kode ko bahut bar used kar sakte
?? ?? ? ????? ?????? ???? ?? ????? ??????? ??? ????? ???? ????, ??? ???? ??? ???? ??? ?? ?? ?? ????? ???? ??? ???? ?? ???? ???? ???? ????? ???? ??????, ????? ????? ??? ?? ???? ????? ???? ???.