Tuesday, 15 September 2015

You Tube URL Kaise Chenge Kare - Jankari Hindi Me



Sabse pahle aap YouTube Search kare uske bad aap apni Gmail Account se aap login kare Jab aap login karenge to Apke Gamil account ka profile picture dikhega .
To oha par aap dikhe ga Phir Creator Studio oha par click kare ..

Jankari Hindi Me , Apne youtube url ko kaise bnate hain
















To Sabse Niche Likha Hoga Create New Channel
To Ye Humse Puchta hai ki jo Google  Pe Image Hain usi ko use Karna Chahte ho To Ha OK kar de.













Phir Jaise hi ok karenge ek Kuch Is trah ka form samne aayega To aap ise fill kar de .















To aap Name your Channer me apna YouTube Name Likh de. Ye Option Fill Kar Ke I agree to the par check kar ke done kar de. Jaise Hi Done Karenge Ban Jayega Ho Sakta H verify ke liye apka mobile no mange to de kar uske bad apke mobile par ek code jayegi or oh code dal de to apka Channel ban jayega...,

Uske bad hum apne channel name ke setting par click phir apko kuch is trah dikhaye dega...,

Jankari Hindi Me - Online Hindi Me Internet Ki Jankari













Advanced par click kare Uske bad ek option ata hai change custom url phir oha se apna channel  url de sakte hain...
Note - Agar Apke YouTube Ke Channel Ko Kam Se Kam 500 Subscribe Hone Chahiye
Aur Apke Youtube 30 din Purana Hona chahiye...
Tab apke youtube pe ye option aayega ...


No comments:

Post a Comment