Monday, 13 February 2017

Mobile se Paise Kaise Kamaye || Best 5 Android Apps 2017 || ?????? ?? ???? ???? ???????

Market me smartphone lagbhag har koi use karta hain, Android phone user ke liye unke kam ke anusar android apps develop kiya jata jise user apne kam ke anusar jab jaise apps ke liye jarurat padhe install kare.
Example:- Online Payment Aps, Education, Online Paise Kamana tec. Aaj hum bat karne wale hain smartphone se ghar baithe paise kaise kamaye ja sakte hain. Mobile se paise kamane ke liye top 5 android apps make money online monthly 10,000 se 15,000 hard work karke kama sakte hai. Android market or google play store or amazon me apko mobile se paise kamane ke liye bahut sare application mil jayega.
Is post me btane wale hain best android apps ke bare unlimited earnings kar sakte. Agar apke friends follower jade like facebook twitter, whatsapp to link share karke referral program se bahut jade earnings kar sakte ho.






 Android Apps 5 Best Android Apps to Make Money in 2017
 Android Apps 5 Best Android Apps to Make Money in 2017


Mobile se Earnings Karne Ke Liye 5 Badhiya Apps 

Dosto mobile se paise kamane ke liye aapko 100 se bhi jade apps mil jayega but kuch hi apps sahi trika se kam karega aur jo apps ki kamaye hoti hain use hum apne bank me tranfor kar sakte hain. Apko bahut sare face apps milenge jo sahi se work nahi karti hain.



1. WeOne Apps

Weone apps mobile se ghar baithe paise kamane ke liye aaj ke time sabse accha apps hain. WeOne join karne ke baad ghar se business kar skate hain, WeOne me apko daily 3 video adds dekhna hota hain simple or easy process hain online rupya smartphone se earn karne ke liye.

WeOne se paisa aap direct apke bank account me (ETF) ke through transfer karti hain. WeOne ki puri jankari yeha se padhe ke liye click kare
WeOne Apple Store Ply Store se Download Karne Ke Liye Click Kare

WeOne Apps Make Money Online


2. Google Opinion Rewards 

Google Opinion Rewards Application ko google ne develop kiya hain, Yeh ek useful apps hai mobile se paise kamane ke liye kyonki iss google ne bnaya 100% aap income kar sakte hain ghar baithe.
Google Opinion Reward Apps Make Money Online

Iss apps me ko different survey karne hote hain aur jab survey complete ho jan par apko notification message mil jate hain. Ek servery complete karne par 1$ se 2 $ tak mil jate hain, Apps download karne ke liye click kare

3. Mini Coins 

Mini Coins ek trusted apps hain online ghar baithe mobile se paise kamane ke liye. Mini Coins apps apko google play store me mil jayega. Mini Coins Application ko sabse pahle apni mobile me install kare uske baad apni id create kare.

Mini Coins Make Money
Mini Coins free me paise kamane ke liye sabse easy why hain, Isme aapko apps downloadings ke paise milte hain aur complete surveys karne padte hain. Friends invite karke paise kamaye $0.25 ek frinds se.
MiniConis apsp se earnings apne paypal account manga sakte hain 1$ hone par. Yaha Click Kare

4. iPoll

Ipoll apps se paise kamane ke liye surveys or task complete karna padhata hain. Iball kaise work karta hai sabse pahle apko kuch basic information apps install karne ke baad puchega use fill kare. Jab ek complete survey karne par apke earnings apke account me caredit kar diya jata hai phir us paise ko aap apne paypal account me transfer karwa sakte ho.

iPoll Apps
Iball apps ko lagbhag 1,000,000 user download karke use kar rahe hain. Isme apko simple complete mission task pura krna like taking surveys, Task products, Watchings aps etc.  iPoll apps downloadings karne ke liye click kare.


5. Earn Money -Highest Paying App

Makings Money ke liye best android apps hain, Simple lookings user friendly isme apko various task milte hain paise kamane keliye jo easily aur bahut hi jaldi kar sakte hain. Isme apko refer ke through friends aur family member ko invite kar sakte hain aur job apke id se koi apps install karta hai to Rs.5 rupye milega.




Earn Money
Aap is paise se mobile recharge free me kar payenge. Ya paypal account me paise receive karwa sakte hain. Apps Download karne ke liye click kare

Mobile se money earn karne ke liye best 5 android apps jise aap 5,000 se 1000, tak kama sakte ho, but iske liye apke pass accha traffic hona jaruri hai, Mobile se daily Rs. 500 kamaya ja sakta hai aur free  freecharge bhi kare iss aps ki madat se.
Student part time apne mobile se paise bahut hi asani se kama sakte hain,Paisa Kamao Without Investment mahina ke 5 hajar se 10 hajar tak. Aagr apke 1000 friends aur aur facebook page jispar 20,000 like hain aur apke friends trust karte ho apke upar to bahut hi asani se paise kama sakte hain.

Wednesday, 8 February 2017

Unable to access a Google Product in Hindi 2017 [Solve Problem]

Hello new youtuber aaj ke iss post me btane wala hu jab hum youtube channel login karte hai uske baad message aata hain Unable to access a Google Product yeh kyo aata hai iska solution kya hain. YouTube se unlimited paisa earn karne ke chakar me youtube privacy policy follow nahi karte hai jiske karan youtube channel temporarily disabled kar diya jata hain. Beginner youtuber online
youtube se earnings karne ke liye kuch galti kar baithe jiske wajah se youtube channel suspended kar diya jata hai without any reason account terminations ho ajate hain. Aaj is post me puri jankari dene wala hun apne youtube channel block ya suspend hone par dusre gmail id se youtube channel manage kaise karte hain.

Inhe Jarur Padhe



Unable to access a Google Product Access YouTube Channels

Unable to access a Google Product Kab Massage Aata hain

YouTube privacy ko follow nahi karne par ye message aata hain. Agar kuch din pahle ki baat kare to youtube community guidelines notification bhejta tha but aaj ke time me youtube par koi bhi galti karte hain to Unable to access a Google Product ka notification aa jata hai phir hum laakh kosish kar le us gmail id se login nahi ho payega.
  • Kisi dusare ke video ka tag apne video main use karne par.
  • Video discription me copyright materials & apne jo video main btaya hain ur discription me kuch or hai.
  • Video kuch or title me kuch or rahega to aa sakta hian.
  • Video thumbnail ke waja se.
  • Copyright music editing karke use karne par.
  • Kisi aur ka video apne chanel par edit karke reupload karne par.
  • Dusre channel ka description tag Copy Paste karte hain apne video par to youtube scannings karta rahta hain or kuch din me apne channel terminated ho jate hain.


[Tricks No. 1 ] Unable to access a Google Product Ko Kaise Thik Kare 

Unable to access a Google Product YouTube Channel ko jo login karte hain to is tarah ka message aa jate hai. Aur us gmail id se youtube channel koi bhi khol nahi pate simple apko youtube ko mail likh kar bheja hota hai.

  • Sabse pahle apna gmail id open kare.
  • Gmail id open karne ke baad youtube ka message gya hoga usme link hoga us link par Click Kare.
  • Ab ek new page open hoga jisme apse kuch information puchega use bharna hain.



Unable to access a Google Product Form Fill


  1. Sabse pahle apna naam likhe.
  2. Email address jise youtube channel use karte the.
  3. Contact email id likhe.
  4. Youtube channel URL jo suspended huaa hain
  5. Yaha par kuch ward likhe apne channel ke bare kyo block huaa hain. agar apko lagta aap youtube par legal kam kiye hain aur galti se aap ka channel band hua.
  6. Last Me SUBMIT Kare.

[ Tricks 2] Unable to access a Google Product | Transfer YouTube Channel Ownership To Another Google Account 

Action required your google account is temporarily disabled hone par kaise  transfer youtube channel another google plus page karte hain.


  • Sabse pahle my google account open kariye Click Kare.
  • Side me sabse brand account dikhega uspar click kare.

Action required your google account is temporarily disabled
  • Ab jo channel block huaa hain uspar click kare (Jaise mera Latest Movies wah block ho gya hain).
Manage account  youtube
  • Ab apko Manage account par click karna hain.
 Manage account
  • Change roles invite and remove users  Manage Permissions  Click Kare.
Manage Permission
  • Ab apka jo youtube channel login hota wah email id likhe.
  • Choose role me puch raha kya bnana chahte hain Owner, Manager,Communications Manager.
  • INVITE Par Click Kare.
  • Manage Channel Manage Permission successfully Ho Jayega
I hope acche se follow karte hai to apka youtube channel recover ho jayega. Aur aap online youtube se earnings phir se start ho jayega. Aur apke us block channel ke sare video views subscriber paise mil jayega. Adhik jankari ke liye video bhi dekhe kaise kiya jata hain recovery youtube channel ownership transfer asani se.




Unable to access a Google Product in Hindi /Urdu Video Tutorials 2017


Tuesday, 7 February 2017

Best 5 Apps For Android Online Payment or Recharge Karne Ke Liye 2017

Online Payment ???? ?? ??? ???? ?????? ???? ?????? ????? ?? ?? 5 ???? ????? ???? ?? ???? ??? ?????  ???? ??? ?? ?????? ??? ??? ?? ??? ?? ???? ?? Apne Mobile se Payment ?? ???? ???
???? :- Mobile recharge & bill payment, landline bill payment, Electricity bill payment , DTH Recharge  ??????? ?? ?? ???? ?????? ?????? ?? ???? ??? ? ??? ?? ??????? ???? ?? ??? ???? ????? ??? ?????? ?? ?? ???? ???? recharge and money transfer ?? ???? ???,

Related Post 







Best 5 Apps For Android Online Payment or Recharge

Best Wallet Apps for Recharge & Money Transfer Online or Offline Using 



1. Paytm

Paytm best android apps ??? online ???? ??? ??? ???? ?? ???  (Send / Receive Payment) paytm wallet ??? ???? popular ??? ??? ?? ?????? ??? ???? ??? option ??? ??????, Paytm android apps. iSO. Windows phone ?? platform ?? ?????? ???


  • Online recharge or Utility Bill payment jaise, postpaid mobile airtel vodafone,idea, BSNL,telenor, MTNL, DTH recharge, videocon, D2H, Dish TV etc bhut sare option milega Gas bills  sare kam paytm apps se kar sakte hain.
  • Paytm se online Shopping kare.
  • Movies tickets book kare.
  • Online Money transfer kisi bhi PayTm wallet me.
  • Online Pay Travel IRCTC train Tickets.
  • Paytm Multiple language me use kare.
PayTM Install Karne Ke Liye Click Kare

    2. BHIM 

    #Bhim apps digital payment ?? ????? ???? ?? ??? ???????????? ????? ???? ?? ???? ???????? ???? 30 ???????  2016 ??? ?? ???? ????? ?????? ???? ??? ?????? ???? ?????? ?? ??????? ???? ?? ???. 



    • Bhim apps simple and secure fast money transfers apps hai
    • Bhim apps se paise send or receive kar sakte hain.
    • Bhim apps sabhi bank me wark karta hain.
    • Scan OR Code fast or pay instantly.
    • Bhim apps me apna bank balance transaction details nikal sakte hain.
    • Bhim apps transaction limits Maximum Rs.10,000 se Rs.20.000 par day.
    • Aadhar card see link kare.
    Bhim Aps Install Kare

    3.My Airtel- Recharge, Bill, Bank

     Airtel Apps payment bank fastest ??  secure mobile recharge & DTH, Pay postpaid ??  broadband bills ???? ?????? ??? ?????? ?????? best ????? ??? Wallet account ?? ???? ???? ?? ??????? ???? ?? ???,

    • My airtel additional feature me transaction online recharge aur bills payment history dekh sakte hain.
    • Online payment jaise Debit Card, credit card, net banking facility milega.
    • Enjoy exclusive DTH offers deal or easy recharge all DTC operators.
    • Ay airtel se mobile 2G, 3G Special offers mobile recharge Anywhere kar sakte hain.
    • Apps ko 5 million users hain.
    Install My Airtel Apas

    4. UltraCash
    Payments merchant without internet connection, money transfer ?? ???? ??? ???? ?? ???? ??? , Mobile recharge ??  utility bill payments like BSNL, Mobile, DTH, Landline etc.
    UltraCash ko use krna bahut essay hain. Download & install. Open apps create 6 digit secure login PIN. Phir apne bank account see link kare. Ab bahut asan ho jayega payment anyone,anywhere single click se.


    Oxigen Wallet ?? ?? ???? ?? ????? ???? ??? ??? ?? ???? ?? ???????? ???? ??? ?? ??? ?? ?? ?? ??? ?? ???? ???,??? ?? ???? ???, ???? ?????? ?? ???? ??????? ?? ??? ???? ??? ???? ??? ???? ???. ???? ?? ???? ????? ???? ??????? ???? ????? Oxigen Wallet Essay ?? ???????? ?? ???? ???. ?? is ???? ?? ???? ???? ???? ?? ????? ?? ???? ???,
    • Kisi bhi mobile network par Oxigen Wallet money send kar sakte hain. 170+ Bank pan india jiffy using IMPS or NEFT Transfer.
    • Phone bills, DTH recharge, Best online mobile recharge all mobile network.
    Install Karne Ke Liye Click Kare


    I hope top 5 apps online payments karne ke bare me pata chal gaya hoga. Ghar baithe online mobile recharge shoppings debit and credit money transfers karna bahut asani se kar sakte iss apss ki madat se.

    Saturday, 21 January 2017

    Top 5 Antivirus Software for Android || Mobile Ke Liye Best Free Download Antivirus 2017

    Dosto agar aap internet use karte or or online bankings ka istemaal to apne data security rakhne ke liye sabse important hota hai apke mobile me koi accha antivirus install hona. Aaj main apko best free antivirus for android mobile phone ke liye share karne wale hain. Internet surfing browsing ya different website ko open karna movies songs game wagra download karte hain aur apka internet connection anytime on rahta hai to apko apne antivirus security install karna bahut jaruri hai. 
    Aisa nahi karne par ho sakta hain apke phone me virus aa jaye phir apka smartphone slow kam karega sahi se work nahi kar payega aur bar bar phone ko format krna pta hai. But don't worry aaj main kuch popular free or trial antivirus apko btane wala hu jo google play stor me bahut hi asani se mil jayega.

    Top Post Padhe




    Free antivirus android
    Mobile security use karna best hain warna virus remove nahi hoga aur apke mobile fada delete ho jayega aur blotood ko istemal karte use apne mobile ka deta kisi or ko send karte hain to virus us phone me bhi chala jata. Ya phir kisi ke phone ka data apne mobile me received karte hain aur virus chala aata hai. Mobile memory card se antivirus ko kaise (Remov) nikalte hain hain best application virus nikalne puri jankari.

    Download Best 5 Free Antivirus For Android Mobile 2017

    1. Avast Mobile Security & Antivirus
    Avast apps mobile security ke liye best option hain, Avast apps 4.5 ratings aur 100 millions user hain, Avast apps apke mobile ko protect karta hai aur malware popups email phone call SMS messages jaise personal data ko servers par send nahi krta hain. Agar apke phone se junk cleaner, charging booster, RAM booster, etc ko fast krta raha hain.

    2. CM Security AppLock AntiVirus

    CM security best hain agar apke pass android 5.0 6.0 operating system usme supported karta hain. cm security applock antivirus free download kar sakte ho google play store me li jayega. Phone me koi bhi antivirus hoga usko 1 mint me  khatm karke apke mobile ko cm security applock samsung galaxy S series, Galaxy Note Edge, Galaxy Note 5, Galaxy Note 4, GALAXY Note 4 LTE-A, Galaxy S5 mini, Galaxy S5 mini Duos, Lagbhag samsung ke sabhi divides me work karta hai. usko use karne se browsing safe , SD CARD fast scanning, or bhi bahut sare powerful option milega.


    Best free antivirus for android free download 2017



    3. Kaspersky Antivirus & Security

    kaspersky antivirus is a best security apps for android phone fully protected your smartphone. kaspersky antivirus security for pc free ke liye bhi download kar sakte actually main use karta hu best response milta hain. Full memory card protection karta hain Trojans, worms, spyware, adware viruses ko fast scans karta file document safety bnaye rakhne me helpful hai. kaspersky apps 4.7 ratings hain or 1 million se jade user hain aur of Android 7 me support karta hain.


    4. 360 Security - Antivirus

    360 Security antivirus 200 ,million user trusted hain is apps par 360 security all in one junk file virus ko cleaner remove karta hain isko aap background apps memory card junk file apke mobile mein saf karke apke mobile ko safety bnaye rakhne me madat karega. Battery life safe useless file delete karke phone performance speed karke boost karta hain aur mobile apps lock bhi kar sakte hai.




    5. Mobile Security & Antivirus

    Security badh jayega aur online internet ka jade istemal karte hai to phir premium apps install kare ye all devices ke liye compatible hai. Agar mobile se virus aa jaye to is apps ko use karke khatam kar sakte kafi accha hain.

    I hope download free full version antivirus for android mobile ka link apko asani me mil jayega or simple aap download par click karke apne work ke anusar apne mobile me koi free antivirus install kar sakte ho. Is post me top 5 free best antivirus for android phone ke liye bataya hu agar apke phone mein cirius hai to install karke scan kar le.

    Monday, 16 January 2017

    How to Increase Reliance Jio G4 Speed || Jio 4g SIM Ki Internet Speed Badhane Ka Naya Tricks 2017

    Reliance Jio 4g launchings time par bahut jade jio 4g speed tha but jaise hi user padhte gaye network par loadings badh gya aur phir jionet speed kafi slow ho gya, JIO 4G lyf mobile launch kiya us type kar bahut acchi network or net speed mil raha tha lekin pichle kuch month se net speed kafi slow ho gaya hain, Youtube or google par jio4g seeed badhane ke trik bahut apko mil jayega but main aaj apna kuch ka experience btane wala hu, Hum JIO SIM Card Happy new year offers me liye lekin joi network se internet use karne par itna slow video songs download kuch nahi ho pata hain but apne mobile main settings karte hu jio sim internet speed fast ho jata hain.

    Read Also 




    How To Increase JIO 4G Speed


    Aaj ke is tricks main JIO 4G SIM kis speed ko boost karna bataunga, Internet speed pahle to 20 mbps tak tha baad me ghat gya hai aur apki baat kare to jionet connect hone me kafi problem aati hain but is post ko acche se padhiye kyoki hum JIO net speed badhane ke secret tricks btane wala hu.



    1. How To Increase JIO 4G Speed || Jio 4G Net Speed Kaise Bahdaye Asan Tarika 

    • Reliance jio user ko speed badhane ke liye access point APN settings change karna hota hai jo default save hota hain, 
    • Access settings ko padlne ke liye sabse pahle apko mobile ke seetings me jana hoga More likha hoga us pe click kare.
    • Mobile Network Par Click Kare. Phir Access point names.
    Edit access Point

    • Ap apko kuch settings change karna hoga jise apka jionet fast chalega or connect jaldi ho jayega.
    • APN me JIONET kare,
    • APN type me default,mms kare.
    • Network prafrance me LTEs et kare phir APN protocol IPv4/IPv6 kare.
    • Iske baad Bearer ko chenge na kare wase hi rahne de phir save kare.
    • Ab Mobile switch Of karke ON Kare.

    2. How to Increase Reliance Jio G4 Speed  Use VPN Tricks 

    • VPN use karke aap net speed ko badha sakte ho, Sabse pahle google play stor me jaye or VPN Apps Search karke install kare. VPN installation Karne ke baad open kare ab apko bahut sare country name netware signal ke sath dikhaye dega, Aap kisi ek contry ko select karen aur net ko connect karne par downloading uploadings net speed fast ho jayega.
    Note :- Clear browsing history cookies data ko delete kare, Smartphone RAM ko khali karke rakhne par bhi apki  net speed boost ho jayega.





    I Hope apko pata chal gaya hoga JIO net speed kaise badhaye jate hain aur is tarah se internet ki speed fast karne ka easy tarika maloom huaa hoga. Viewers mobile me 4G internet ki speed fast kaise karte hain simple idea apko pata chal gya hain.

    Jio ki latest jankari apne ke liye daily visit karte rahe, Ek News apko main bata du jio 31 march ke baad offres band ho jayega lekin data use karne ke liye weekly apko data milga


    Thursday, 12 January 2017

    Affiliate Marketing Kya Hai? Flipkart Affiliate Program Se Paise Kaise Kamaye Full Guide in Hindi 2017

    Hello blogger ! Affiliate marketing's ye online paise kamane ke liye sabse accha or best tarika hain, Aaj hum apko puri jankari dene wale hain flipkart affiliate program se paise kaise kama sakte hain, Dosto agar hum kuch year i bat kare 2 se 3 sal pahle to online ghar baithe paise kamane ke baut kam trike the but marketings itna jade develop karta ja raha raha hain, Hum aaj k time me bina investment kiye hi ghar baithe paise kam karte hai, Kuch saal pehle government job milna asan tha lekin ab wah bhi nahi milta kyoki competition level kafi badh gya hai or vacancy aati to sit bhi bahut kam rahata hain, Is Liye insaan ko kuch na kuch karna chahiye paise kamane ke liye,
    Aaj kal sabke  pass smartphone ya laptop or internet ki suvidha hota hain but unhe online earning karne ke idea nahi mil pate hain, Affiliate marketing se earning karna bahut hi essuuy hai, Agar aap janna chahte ho Filipkart se paise kaise kamaye jate hain to post ko acche se padhe.

    Related Post Inhe Bhi Padhe







    Flipkart se paise kaise kamaye

    Flipkart Kya Hai ?

    Flipkart kya hai Flipkart online shopping karne ke liye sabse best E-Commerce Company hai Jese Sachin Bansal and Binny Bansal Ne Banaya 2007. Flipkart ko sabse pahle book kharidne or bechne ke liye bnaya gya tha, But customer ko dhayan me rakhte huye aaj ke time me Book, Accessories, Clothe, Electronics other product buy and sell kar sakte hain.Flipkart sabse jade cash on delivery or ksi product me debit card  net banking gift voucher jaise suvidha hain,


    Flipkart Affiliate Program Kya Hai Or Ise Kitni Earnings Kar Sakte Hain

    Flipkart affiliate program ke banner ya link ko apne blog/website par ads lagate or or use link se koi product kharidta (Buy) karta hai to commision milta hain. Flipkart par product ke price ke hisab se apko commission 5% se 20% tak apko mil sakta hai. 

    Flipkart Affiliate Program Ke Paise Kaise Milte Hain

    Flipkart affiliate earnings se aap kuch khareed sakte ho ya paise 1000 hone par apne banck me manga sakte ho.
    • Gift Voucher :- Me  Rs. 250 rupaye se adhik hone par shopings kar sakte ho, Ye Paise apko milegi nahi,
    • Electronic Fund Transfer. Iske through flipkart aapke bank account me direct payment send karta hain, Jab aap ki earning 1000 se adhik ho jayegi.

    Affiliate Marketing Flipkart Se Earning Kaise Hoti Hain

    Flipkart affiliate program par account create karne ke baad aap website, facebook, blog. youtube,  jaise site par link share kar sakte ho agar apke pass blog hain to uspar ads lagaye jab  us ads par click karke koi buy kar laga to uska commision apko milega.

    Flipkart Affiliate Program Par Account Kaise Bnaye Earning Karne Ke Liye

    • Sabse pahle flipkart par account bana google me search kare Affiliate Flipkart official site ko open kare. Home page par JOIN NOW FOR FREE.
    • Register me apna gmail id or password likhe, I'm not a robot aur iagree to the flipkart program trik mark kare phir Register Me Kare.


    affiliate flipkart program



    • Ab apke pas ke message aayega Successfully registered! Please check your email for a confirmation link to activate your account. So aap apna gmail id open kare or usme flipkarte se ek link send kiya gya hoga use open kare.
    flipkart make account account kaise bnaye

    1. Account Details:-  Apna naam, email address, mobile number, address, country, sate, city or apne area ka pin code bhare.
    Affiliate Type :- Yaha par select krna hin individual.
    Website Details:- Agar apke pass blog youtube hai to uska url add karna hoga.
    Payment Information:- Apko 2 option milega ETF or Gift voucher agar aap apni earning mangwana chahte ho uske liye ETF kare.
    PAN card  payee name jiska ragga uska hi chahiye uska.


    Flipkart Par Account Kaise Bnaye or Banner Ads link Ko Blog Website Or Youtube par Kaise Share Karte Hain Video Tutorials ki Madhyam Se Sikh Sakte Ho



    I hope apko pata chal gya flipkart kya hain or flipkart affiliate program se paise kaise kamaye jate hain, Flipkarte se unlimited earnings karne ke liye apke pass accha visitor daily hone chahiye. Flipkart se paisa kamana kafi asan hai bina investment kiye hi ghar baithe paise kama sakte hain.

    Wednesday, 4 January 2017

    Airtel 1 Year Offer 4G Free Internet Data From 2017-18 || ???????? ?????? ?? ??? ???? ??????? ?????

    Dosto Airtel ne reliance Jio ko takkar dene ke dhamakedaar offers airtel ne launch kiya hain, Free Data plan ka agar aapko internet pack ki jarurat padti hain or aap daily internet data adhik use karte ho phir airtel ka ye offres 2017 me apke liye khas hone wala hai, Reliance Jio ek largest telecom company hai jo kuch month se JIO 4G user kafi badh gaye hain or aise me Airtel, Vodafone, Telenor, Aircel, Idea, etc company ek se badhkar ek collings data plan new nikal rahi hai. Airtel ne bhi ek bahut hi badhiya data pack offers nikala jo best hain kisi bhi user ke liye, Chaliye jan lete airtel new offrs ko kaise activat karna hain.







    Reliance Jio 4G 31 december 2016 ko welcome offers khatam hone ke baad, Jio 4G ne Happy new year offers liya jisme hum daily 1Gb internet data free me use karne ke baad uski sped kam ho jayegi new jio ka offre jo 1 january 2017 se lagu huaa or Jio 4g happy new year offers march 2017 me 3 month ke baad khatm hone wala hai, Jise baki telecom company ka kafi nuksan ho raha hain, Jitne log hai sab koi jio offres ke piche chala ja raha hai, Phir Airtel 4 february 2017 ko aisa offers pesh  kiya jise apko kisi bhi SIM Card ko airtel me port (Switch to Airtel) free internet use karne ka offres milega but iske kuch rule jo apko follow karna hai,

    Airtel New Offer Free Internet Data Plan Ko Kaise Activate Kare

    Airtel new offres activat karna bahut hi asan hain, Agar apke koi bhi SIM CARD use karte ho usko Switch to Airtel (PORT) Karna padega airtel me, '' Ye offres new airtel sim me nahi milega apko uske liye apna number airtel me 'port' convert krane padenge'' Iss offers ko postpaid or prepaid  2no me use kar sakte hain.

    Note:- Airtel offer free internet activate karne ka date 4 feb  se 28 february 2017 tak last date hai,
    Airtel ke iss offers me monthly apko 3GB 4G data apko free me diya jayega.


    Prepaid user ke liye 345 rupy ka rechar karna hoga phir 3GB free data milega or is offre me apko india me kahi bhi unlimited local or STD call muft me kai sakte bina paise kharch kiye aur isme monthly apko 1gb data milega.
     Airtel compny ka kahna hain user ko iss pack me 4GB isme use kar sakte hain, Aur 3GB bacha huaa data ko my airtel app ke through se use karenge or vadhata 28 din ki hogi. 

    Postpaid user ko free me 3GB DATA use karne ke liye may plan infiniti plan me kisi ek ko select karna hoga.
    Airtel compny ka kahna hai agar koi new 4G smartphone kharidta hai or airtel sim use karega to 3GB DATA OFFRES me pa sakta hain, 

    Dota gar aap free me internet use karna chahte ho phir airtel abhi best hain apko kyoki apko free me one year 4G data use karne ko mil raha hain, Aur jaisa ki apko pta hoga india me 4g data plan kafi mehnga aise me iss plan ka labh le sakte hain, Airtle ki sabse acchi baat mujhe yeh lagti hain isme call draf or slow internet jaise samasya nahi milega,



    I hope apko iss post me airtel 4g free data plan activation ke bare me samjh aa gayi hogi or aap apne friends or family is offres ke bare me bataye. Internet ka kharcha khafi badhta ja raha hai aise me aapko moka mila hain fir se free me 4g data use karne ka aap iska labh le sakte ho.