Friday, 30 December 2016

Blogger - Website Me Post Title Ke Niche Adsense Ads Kaise Lagaye [2017 New Post 100% Working]

Hello Friends ! Aaj Hum Iss Post me Complete Method Batane Wale Hain Blog Ya Website Me Post Title Ke Niche Adsense Ads Kaise Lagaye, Blogger Me Sabhi Post Title Ki Niche Google Adsense Ads Show Karne Ka Tarika simply Method se Samjhane Ja Raha Hu,
Google Adsense se online earnings karne ke liye sabse best tricks par hume ads placement or adsense ads size ke barne me pata sahi se hona jaruri hai, Agar hum adsense ads acche se sahi jagah lagane par adhik se adhik click hoga or apki earning bhi badh jayegi, Bahut se jo new blogger hota unhe adsense ke bare me kuch pata nahi hota hain adsense ke ads blog par kaise lagaye jate hain lekin hum aaj apko puri jankari dene wala hu adsense ke ads sabhi post ke bich me kaisa show karate hain is liye apko post ko acche se padhe or samjhe,

Google Adsense Related Post




AdSense Ads blog ?? ??? post ??? ???? ??????

Actually jab hum post likhte time HTML me jakar ads code laga sakte hain but ye sirf usi post me show hoga. New blogger usr hai to aaj ek aise tricks ke bare me btane wale hain jise try karke blogger template coding me jakar adsense ads code usme add karne ke baad blogger ke har post mein adsense ads show honelagea jise apko 70% problem solve ho jayegi, Hum pahle hi btaye hain google adsense code kaise create karte hain.

Blogger Ki Har Post Title Ke Niche Google Adsense Ke Ads Kaise Lagaye

Isme Ek dam simple se apko batane wale hain agar aap blogger use karte ho html coding ka thora sa knowledged hoga to badi hi asani se ads title ke thik niche laga sakte ho. Agar Aap ek new blogger hain aur apko chodne ke bare me pta nahi hain to post ko acche se follow kare.

Step 1. 
  1. Apne blog ke Dashboard me jaye.Phir template par click kare.
  2. Edit HTM par click kar.
adsense ads blog ke sabhi post me kaise show kraye 2017

Step2.
  • Step 2. Edit HTML Par Click Kare. Phir apko template Coding me mouse le jakar Ctrl+F Press Karne Par Search Box Open Hoga Usme apko ye likh kar <data:post.body/>search karna hain.
Note:- Ho sakta hain ye code <data:post.body/> 2 se 3 bar dikhe apko 2 wale select karna hain

Step 3. 
  1.  <data:post.body/>  Iss code ke upar apna google adsense code paste kare.
  2. Yeha par ek space hoga agar aap code save karte ho or errors aa jaye to Backspace daba kar save kare.
  3. Ab Template Save Kare.
adsense ads blog ke sabhi post me kaise show kraye




Finley apka successful seve ho jayega or apke har blog post title ke niche google adsense ads kuch der me show hona start ho jayega, By the way agar show nahi hota hai to ho sakta hai template me problem ho isliye aap hamare dusare method ko follow kare easily.

Second Method 


Add Google Adsense in Blogger Below Post Titles in Hindi 2017

  • Go to blogger dashboard or login  kre.
  • Edit Template Par Click Kare.
  • Ab Ctrl+F or Find Kare  <data:post.body/>Is code ke upper apna adsense code ads karna hain.
  • Save Pahle Apko Google Adsense Code Ko Convert Karne Hoga Click Kare
  • Ab apke same jo website open hoga usme apna ads code paste kare or niche likha hoga Convert Uspar click kare.
Adsense code Convert




  • Adsense code Convert karne ke bad use copy kare or edit template me jakar is code ko search kare  <data:post.body/>  
  • Phir code ke upar apna adsense code add kare or Save Kar de.

adsense ads blog ke sabhi post me kaise show kraye
I hope ki ab apko adsense title post ke niche show karane ke bare me samjh aa gaya hoga, 

Agar Change ads Placement karna chahte ho phir badi asani se kar sakte ho, Maine is post me apko simple tariko se btaya hu adsense ads kaise blog me lagate hain,aur blog ke sabhi post paragraph ke niche upar adsense ads show kara sakte jo essy hain,

Agar apko ye tricks samjh me nahi aayi kaise blog ke andar ads show karate niche comment karke aaye aap jaldi help kiya jayega or apko humari ye post acchi lagi to share like comment kar ke btaye thank you!

Wednesday, 28 December 2016

Make Money Online WeOne | Ghar Baithe Apne Mobile Se Paise Kamaye Latest Apps 2017

    Dosto agar aap bhi online ghar baith kar paise earn karna chahte ho without investment to aaj main ek aise best mobile apps ke bare main btane wale hain jiski madad se aap unlimited kama sakte ho,
Ab online ghar baithe paise kamana bahut hi asan ho gya hain, Bas apko internet or smartphone ya laptops ki jarurat padti, Agar aap bhi lifetime free me online kuch mints kam karke paisa earning karna chahte ho weone se to is post ko acche se padhe. Online earnings karne ke bahut apps mil jayenge jaise Champcash, Amulyam,Task Bucks  Earn Talktime,etc But aaj hum WeOne Apps Ke bare me batane wale hain,

Related Post 




Make Money Online WeOne


How To Make Money With WeOne App 2017

WeOne ko used karna bahut essay hain, Weone se monthly 10.000 se 20.000 sakte ho bahut isme kuch task level hai jise complete karne par apki income monthly badh jayegi, 


WeOne Apps Kaise Install Kare | How To Used WeOne Apps in Hindi

  • Sabse pahle apko apne mobile me google play store open karna hoga.
  • Uske Bad search box me type kare Weone,
  • Phir application download karne ke baad install hone de.
  • Ab apko apna weone id create karna hoga. ( Isme apko kisi ke referral code ke through hi joining karna hoga)

WeOne Apps Kaise Install Kare

Apps ko install karne ke baad Join Now par click karna hoga phir aap apna Email id DOB Mobile number apni detail bharne ke apka id complete ho jayega, Phir Right side me ciclik karne par apko setting profile payment option dekhega, 

Note :- Agar aap chahe to mere referral code ke thorough join kar sakte ho. Jise adhik benefit milega, Use Referral Id :- y72pn



WeOne Kam Kaise Karte Hai Aur Isse Paise Kaise Kamaye 

 WeOne me Joining karne ke baad apko daily  sif 3 video ads 30 second se 1 mints  ka dekhna hain, 3 video dekhne ke paise apko 24 ghante me apke account me show hoga ,
WeOne Kam Kaise Karte Hai Aur

Agar aap level 4 tak pahuch jate ho apki  monthly income 27,000 se adhik rupya bahut hi asani se kama sakte ho apne mobile se, Agar aap Apne Referral ke koi joining karne par apko iska faida milega, Aap apna referral id share karna hai uske liye apne profile par click kare apka id mil jayega or whatsapp facebook google plus jaise site par share kare,

Weone se Paise Kaise Nikale 



Weone ke sabse acchi baat ye hai jab apke account mr kam se kam Rs, 50 rupaiya hoga to aap apne paise (ETF) ke jariye apne bank account me manga sakte ho, Iske liye Minimum withdraw Rs.50/- Kara  sakte ho apne ya kisi or ke bank account main,
I hope ki apko weone ke bare me samjh aa gya hoga, Online mobile se paise earning karna kafi simple hain but thora mehnat krna hoga aur aap acchi khasi income online monthly without investment kar sakte ho,
WeOne se related koi bhi question hai to niche comment karke puche apko jaldi hi answer diya jayega, 

Monday, 19 December 2016

Google Adsense Important Question Answer in Hindi 2016-17 | ?????? ??????? ?????????? ???????

Hello dosto aaj main google adsense ke bare main kuch important question or answer batane wala hu, Actually hum jab new Website or YouTube channel create karne ke baad jab kam start karne lagte hain phir adsense ke liye apply karne ke baad  youtube video monetize ya website par adsense ads lagte hai huske baad adsense sambandhit bahut sare question dimag main aane lagte hain,
                                                       Aaj main Adsense ke bare me 25 useful baaten btane wala hai is post mein kuch sawaal or jawaab batane wale hain jo log aksar pucha karte hain, Google adsense se related 25 important adsense FAQ in hindi me agar acche se padh lete hain toh bahut jankari mil jayegi, To aaj main ye post 18 December ko likh raha bu ho sakta hai aane wale time me adsense policy change ho jaye,




Google AdSense Ke Top 10 Question Answer FAQ In hindi


Adsense Se Related 25 Important Question Answers ||Adsense FAQ in Hindi|| 

1 Question:- Google Adsense Kya Hai or Kaise Kaam Karta Hain?

Ans:- Google adsense ek advertising company hai aur isko hum apne blog ya youtube par connect karke uspar ads dikha kar paise kamate hai, Adhik jankari ke liye ye post padhe click karke

2 Question:- Apna Adsense Account Kaise 3-4 Din Me Approved Kara Sakte Hain ? 

Ans:-  Yes Dosto iske liye 2 mothed hain agar youtube ke through adsense account approval krna chahte ho, Sabse pahle new channel creat krna hoga phir usme apna kuch ka bnaya video 10 se jade video upload kare jo kisi or ka copyright nahi honi chahiye uske baad aap adsense ke liye apply kar sakte ho, To bahut jald hi aap ka adsense account fully approved ho jayega,
Agar blogger par adsense approved krna hai to sabse pahle blog me kam se kam 25 post unique keyword ke sath likhe 1000 word se jade, phir apply kare to apka adsense account fully approved ho jayega,

3 Question:- Mere Blog Ya Website me Adsense Ads Lagane Par Blank Kyo Show Kar Raha Hain?

Ans:- Jab hum blog ke liye adsense apply karte hai or or account mil jata hai uske baad apne blog, website par ads unite create karke lagane par ads show krta hai par hum dekh nahi sakte kyoki or blank ads show hota hai, Jab tak humare blog par 1000 impression (ads) show ho jayega phir ek message aayega congratulations your account is now fully approved  approval mil jayega or ads show karne lagega, So apko 2se 3 din tak wait karna hoga,

4 Question:- Adsense Address PIN Verification Kab or Kaise Send Karta Hain?

Ans:- Jab humare adsense account me 10$ blance show karne lagta hai to adsense PIN Generate krta hai or jo address hum diye hote waha par by speed post ke thorough send karta hai, 3,5 din me mil jata hai PIN Code,

5 Question:- Adsense PIN Nahi Milne Par Kya Hoga / Kya Adsense Paise Send Karega?

Ans:-  Adsense address PIN Code nahi milne par hum 3 time request kar sakte bar bar ohi code send hoga us address par jo hum from bharte time dete hain, Agar 3 bar bhi PIN CODE Nahi milta hai to adsense ek form fill karne ko dega jisme apni detail bharna hoga or sath me apni ID Proof scan karke upload bhi phir 2 din me address verify ho jayega,  
                                                                                          Nahi, Bina PIN Verification ke hum adense se paise receive nahi kar payenge,    Chahe apke adsense account me 500$ blance ho paise nahi milega, Most important hain PIN Verify karwana,



6 Question:- 1 User Apne Naam se Kitna Adsense Account Bana Sakta Hain?

Ans:- 1 User has one google adsense account create kar sakta apne naam se, Agar aap multiple account create karte ho same information kabhi nahi banega, Ha ye ho sakta aap apne family ke naam se adsense account create kar sakte ho,

7 Question:- Ek Laptops Ya Computer main Kitne Adsense Account Use Kar Sakte Hain?

Ans:-  Laptops and PC main ek se adhik adsense account istemal ka sakte hai, Kyoki ghar me ek computer hota or puri family use karte to sabke liye alag alag laptop nahi kharida ja sakta hai, But google chrome browser different user create karke use kar sakte hai,

8 Question:- Youtube Par 1000 Video Views Hone Par Adsense Kitna Earning Hogi (Meri Video 1000k 2000k Views hai Lekin Mujhe Kuch Paise Nahi Mila)?

Ans:- Dosto ek target  lagaya gya hai 1000 video views par 1$ milta hai, But aisa kuch nahi hai ye depend karta hai apki video konsi country me dekha ja raha hai. Advertiser's keyword par kitna paisa dega,    Agar youtube apne traf se ads show krta hai to uske rate kafi kam hoti is liye earning kam milte hai, Adhik Subscribe hone par humare video par mehnga wala ads chalta jise 1000 se kam views hone par bhi 1$ mil jata hain,

9 Question:-  Adsense Ke Paise Kaise Send Karta Hain, Adsense 100$ Hone Par Payment Kab OR Kis Date Ko Send Karta Hain ?

Ans:- Adsense wire transfer se india me paise send karta hai, Adsense account me 100$ humne par payment send karta hai, Agar aap ka adsense account blog or youtube se connect hai to har mahine ke 1 tarikh ko blance add krta hai or youtube ka blance 12 tarikh ko, Google adsense payment date total earnings finalized karke 22 tarikh ko wire transfer se apke bank account me payment send karta hai, Agar apka bank account SBI me hai to bahut jaldi apke account me transfer kar diye jate hain, 

10 Question:- Payment Recive Karne Ke Liye Adsense Account main Banck Detail Kaise Bharte Hain?

Ans:-Sabse Pahle adsense me login kare, Uske bad settings par click karna hoga Phir Payment Par click Kare, Ab Add new payment method kar de, Main Is post me details me btaya hu ise jarur padhe

11 Question:- Google Adsense se kaise faida hota hai?

Ans:- Dosto jab online youtube ya website se paise kamane ke liye sochte hai to sabse best option google adsense milta, 

12 Question:- Kya Adsense Account Par Khud Click Kar Sakte Hai Ya Kisi or se Karwa Sakte Hain? 

Ans:- Nahi, friends aisa kabhi mat karna apne khud ke ads par ya dusare se click nahi karwane chahiye, 

13 Question:-  Maximum CTR(click through rate) Kitna % Sahi Rahta Hain? 

Ans:- Impression,RPM, Page PRM, CTR, In sabka ek average nikala sata, Jaga tak mujhe pata hai agar 20% se 25% CTR Hai aapke to samjh jaye apke ads par jade clicks ho raha hain so aapko apne channel me jakar monetization disable kar dena chahiye.
  CTR Jade hone par apka adsense account block ho sakta hai to apko bar bar check karte rahna chahiye,

14 Question:-Mera Adsense Account Block Ho Gya Hai Kyo?

Ans:-Adsense account block hone ke bahut sare reason hote hain, Agar aap adsense privacy policy ka ulanghan karte ho to kabhi bhi apka adsense account block ho jayega, Adsense account kyo block hota hai ye post padhe



15 Question:- Sir Hum YouTube Channel Banaaye Hai Video Upload Karne Ke Baad, Monetization Ko Enable Karta Hu To Ineligible Bata Raha Hain?

Ans:- Kabhi Kabhi Aisa message aata to sabse pahle video views badhaye 1500, 2000 tak phir adsense enable karne par ho jayega,

16 Question:- Sir Hum Adsense Account proveld Ho Gaya hai or video bhi monetized But Earnings Nahi Ho Rahi Hain?

Ans:- Ye sabse adhik new youtuber question karte rahte hain, Iske liye jaruri hai adhik se adhik video views badhaye,

17 Question:- Adsense Account Kiske Naam Se Banane Chahiye? 

Ans:-  Jis naam se apka bank account hain us naam se hi bnaye, Address or Payee Name change Bhi kiya ja sakta hai,

18 Question:- Main YouTube Or Blog Dono Se Earnings Karna Chahta Hu To Individual Select Kare Ya Business?

Ans:- Yaha par apko individual account select karna hain, Agar business karte hai to apko paise dene hote hain or business address bhi pooch sakta hain,

19 Question:- YouTube Analytic Me Earnings Kam Show Kar Raha Hain or Adsense me Jade Kyo?

Ans:- YouTube analytic me 2 din ke baad earnings update hoti hain, adsense finalized earnings 12 tarikh ko add karta hain

20 Question:-  Kya Huma Blog Ya YouTube Par Kisi Or Ka Video Content Upload Kar sakte hain ?

Ans:- Nahi ye copyright ho jayega agar koi complain kiya to aap ka adsense account or youtube channel band bhi ho jayega,

21 Question:- Google adsense se Par Day 100$ Kama Sakte Hain?

Ans:- Ha hum adsense se daily 100$ se adhik earnings kar sakte hain, But Hard Work karna padega aisa nahi hai hum kuch kam nahi kare or earnings milti jaye, Important bat ye hai jitna aap mehanat karoge utna earnings badhta jayega, Bahut se aise user hain jo lakho rupye adsense se kama rahe hain,

22 Question:- Hum Adsense account Bnate Time Address Verification Ke Liye Family Ka Naam Likh Diye The OR Ab Chahte Adsense Ka Paisa Mere Account Me Mile Kya Ho Sakta Hain?

Ans:- Yes, Jab address verify ho jane ke baad apko adsense payment method ko change karke payee name me jiske account me paisa mangana chahte ho uska naam likh sakte ho,
Mai khud address verify fathers ke name par kraya hu or payment apne account me receive karta hai,

23 Question:- Adsense CPC Kaise Badhaye, Low CPC ads Bock Karne se Income Badti hai?

Ans:- Yes, Hum low CPC ads Block karte to earning badhti, CPC Low or High hota rahata hai ye depend karta kaha se traffic aa raha or kis keyword par, 

24 Question:- Website Par Adsense or Bidvertiser, Infolink, Media.net Chitka Ads Ke Sath Laga Sakte Hain,

Ans:- Yes Hum use kar sakte hai, 

25 Question:- YouTube Channel Block Hone Par Adsense Account Open Hoga?

Ans:- Yes, Dosto agar aap ka youtube channel band ho jaye phir bhi adsense open hoga, 


I hope ki google adsense se sambandhit bahut sari jankari mil gya hoga, Agar apke pass koi Question hai to comment karke puch sakte ho,
Is post me google adsense se related most useful question and answer list banaya hu jise aap  read karke bahut sari jankari hasil kar sakte ho

Monday, 12 December 2016

Online Internet Se Paise Kaise Kamaye 2016-17 Latest Tricks || ?? ???? ???? ????? ?? ??? ?????

?????? ???????  ! ?? ?? ????? ???? ??? ?? ???? ?? ????? ??????? ?? ???? ??? ????? ?? ???? ??? ??? ???? ???? ????? ????? ????? ?? ???? ???. ?? ?? ??? ??? ???? ???????? ?? ???????? ?? ??? ???? ??? ?? ??? ??? Internet ?? paise earn ???? ?? ???? tricks ???? ?? ?? ??? ?? ???? ??????, ????? ???? Programming, Coading ?? Blogings ??? ???? ???? ????? | ??? ?? Online Internet Se Paise Kaise Kamaye Jate Hain Ghar Baith Kar To Is Post Ko Acche Se Padhe Tabhi Samjh Aayegi,
Aaj hum bat karne wale hain  Dream11 ke bare main sayd apko iske bare jankari hoga agar nahi jankari hai to aaj detail me samjhne wala hu ispar kam karke badi asani se online intent se paise kama sakte hai or ispar kam karna bahu hi simple hai,

?????? ???? ???? 





paise kaise kamaye

Intenet se online earnings karne ke liye bahut sare website hain, Hum online earning karne ke liye bahut sare trika btaya hu ispar log kam karke paise par daiy earn karte hai, Sabse accha tarika Google Adsense paise kamane ka tarika hai but usme aapko blog ya YouTube par kam karna hoga or usme bahut mehnat karni hogi,

?????? ???? ???? 


Aaj hum Dream 11 ke bare me batane ja rahi hai jispar hum game khel kar ya phir referral program ke sariye bahut hi simple triko se paise earn kar sakte hai, Agar aap seekhna chahte ho to post acche se padhiye,


Dream11 Website se Ghar Baithe Paise Kaise Kamaye

Step 1.

Sabse pahle apko Dream 11 ke official website par jana hoga or aap india select kare Official site open kare yaha par aapko apni id (profile) banani hai,

  1. Agar aap kisi ka referral code likhte hai to apko Rs 25 milega,
  2. Aap chahe to facebook ya google+ se account connect kar sakte ho,
  3. Agar Email ID se Sign up Karte karne par Rs. 25 milte hain,
  4. Password koi likhe 8 character ka,
  5. Apna Date of Birth Likhe,
  6. I agree to dream 11 par tic mark kare,
  7. Ab Apko Start Playing

paise kaise kamaye
Step 2.

Profile created karne ke bad se sabse important hai aap ko uppar menu bar me likha milega Verify Now 
Agar aap mere referral link se jate hai to apko account verify karne ka Rs 250 milega, Mere Link se jane ke liye click kare,
Your Referral Code
AMITK4256XY
Internet Se Paise Kaise Kamaye



  1. VerifyNow par apna mobile number or email id activate karane par Rs. 50 milega,
  2. PAN Card ki puri detail bharna
  3. Apna Bank Account Detail Bare
  4. PAN Card main jo naam likha hai ohi same bhare
  5. PAN Card number likho
  6. PAN Card me jo Date Of Birth diye same ohi likhe
  7. Apne PAN Card  ki scan copy upload kare jo Max size 4mb ki hone chahiye or jpg. jpeg. pdf. only support karega
  8. Submit for verification Kare


Internet Se Paise Kaise Kamaye 2017

Is tarah se successfully apka account ban jayega, Phir apko total Rs.250  milega or aap apne referral  program se monthly 10000 se jade earn kar sakte, 
Ab apko bas apna referral link se facebook page group or whatsapp ya apne friends ko share karke invite kare is tarha se agar us link se ek bhi apna account banaya hai to apko Rs. 250 milgega.



Dream se 11 Monthly 10, 000 se Jade Rupya Kaise Kamaye

Agar aap 40 friends ko invite karte hai to 250*10 =10,000 kama sakte ye bahut hi asan hai yakin maniye.

Note:- Agar aap direct website se apna profile create karte matlab kisi ke referral link se nahi to aapko Rs. 250 nahi milega.
Ghar baithe paise kaise kamaye 2017


Dosto paisa earn karne ke baad aap soch rahe honge iske paise withdrawals kaise karaye to ye bahut hi essy hai jaise aap google adsense ke paise apne bank account me received karte iska bhi same method hain,

Dream 11 ke Paise Apke Bank Account me Kaise Milega

Friends jab aap PAN Car upload kar denge or PAN Card 3 se 4 din main verify ho jayega to aap ko banck detail bharne ka option milta hai, Aur aap apna bank account information bharne ke baad jo bhi earning karte hai oh paise apke account me mil jayega,
                                                                                                  Dream 11 ek trusted or verified website hai aap ispar bahut hi asani se paise kama sakte ho, Agar Cricket Football Kabaddi Game khelte ho to uske alag paise milega or is tarah se aap internet se adhik se adhik ghar baithe earning kar sakte ho,
I Hope apko is post se bahut help milga hoga aur aap online internet se paise kamane ka best trika aap ko pata chal gya hai. By the way aapko koi problem aati hai to aap comment karke puch sakte ho jald hi reply kiya jayega, Post acchi lage to share comment jarur kare jisse mujhe feedback milega or aise hi post likhne ki koshish karenge.