Thursday, 12 May 2016

Top 20 Unique Tips Successful Blogger Banne Ke Liye

Blogger par sessess hona koi badi bat nahi hai lekin hum sab new blogger bahut sare galti kar baithte hai jo last me chal kar pachtao aane lagta hai. Isi ke bare me aaj main puri jankari dena wala hu kyo hum blogger par successful nahi ban pate hai kya karana hai, Agar apko time mile to ye post ache se jarur padhne aur samjha mujhe umeed hai ki iss post ko padhne ke baad kafi help mi sakta hai.
Agar hum dhyan de to blog create karna bahut hi aasan par blogger paar success hona ye bahut hi muskil aakhir iska kya karna ho sakta hai. Sabse pahle to koi bhi new blogger hota hai apna blog kisi bhi naam se bana leta koi acha keyword nahi use karta bas ek dusre ko dekh kar copy karne lagta hai aur yahi sab karna hai jo aap ka blog piche reh jata hai aur jaha se copy kiya woh kabhi bhi apse aage rahega, 
Yeh sab baat hai success blogger banane ke liye kya tricks apnana chahiye kuch important idea dena wala hu.


Blogger Par Success Hone Ke Liye 20 Tricks
Successful Blogger 

Mai bahut sare blogger ko dekh raha hu jo blogging karke lakhon rupay monthly kama rahe hai. Bahut saare aise log bhi hai jo blogging ko apna cerri bana liya hai or phir apni sari jaankari internet ke madhyam se share karte hai or use acha khasa income bhi kar rahe.


20 Popular Blogging Tricks Jo Aapko Successful Blogger Bana Sakte hain

Is post me mai jo bhi jankari share kar raha kafi important hai kyoki 20 blogging trisk hai jo isme se shayad apko pata ho par yaha par mai 6 month ke exprinece ko apne dosto visitor ke sath share kar raha hu. Aise to main blogging 2012 me start kiya tha or kuch paise earn bhi kiya lekin mujhe padhai se time nahi mila jiski ojah se mai blogging karna band kar diya. Lekin phir bhi mujhe yakin hai is post se bahut sari achhi jankari milegi.


1. Update Regularly Blog

Mujhse bahut sare visitor ne ye comment karke puch ki sar apka apka alexa rank pahle bahut kam tha phir ab thoda bad gaya iski kya karan hai, Mai un sare visitor ko pata chahta hu  1 se 2 month pahle se apne blog par post karna kafi kam kar diya tha kyo ki mujhe new article likhne ka time nahi mil paya mai apne study me busy ho gya tha or mera MCA 4 semester ka exam chalu hoga jiske wajah se mere blog par new visitor jade badh gaye or jo daily visit karte unka % kuch kam ho gaya, 
Yakeen maniye agar apne blog ki daily update karte hai to visiter badh jate hai or old visitor ko bhi aap ki post ka wait karte rahte hai. Chaliye jaan lete hain blog ko regularly Update karne ke kya faida ho sakte hai.
1. Sabse pahale to visitor ko kuch new padhne ko milta hai jise aap ki site par traffic bhi badh jati hai or jitna adhik post hoga site popular ho jayegi.

2. Blog ko daily update karne se aap ki post ko search engine jaldi index karne lagta hai.

3. Agar aap ko internet par pahchan bane hai t0 blog me kuch naya daily update karte hai jise visitor aaye or comment kare to unki help karte hai aisa karne se ek visitor 10 visitor ko laa sakta hai.

2. Post Or Title Me Acha Keyword Use Kare

Askar kya hota hai blogger to post bahut hi man lagakar likhte par sabse bada karna ye hai ache keyword ka use nahi kar pate hai jiske wajah se search me unka post aa nahi pata hai. or earning viwe kam hone lagti hai jiske wajah se unka man blogging me nahi lagta hai. Best Keyword kaha se search kar jo sabse jada google me search hota ho months me. Dosto Blog post kane se pahle keyword ideas lena bahut hi jaruri hota hai or aap ko internet par bahut saare aise tool mil jayenge jo free me keyword analyse kar ke bata dega monthly kya search hai. Sabse acha or best tool to Google Adword hai jaha se free me ideas le sakte. Keyword Ke bare me adhik jankari ke liye ye post padhe


3. Kisi Bhi Post Ki Ache Se Padhe or Sikhe

Ye baat sach hai ki har koi shortcut tricks apna chahta hai success bane ka. Par iske liye achi knowledge  ki jankari hona jaruri hai. Bahut se new blogger user kya karte hai kisi topic ke bare me search karne ke baad site par jakar ache se padh nahi or us post me kahi nikal dete hai. Aap hi soche jo usne post kiya hai to uske bare me usko experience hoga to to share kiya hai. Is liye aap us site owner ki izzat kare.


4. Apka Visitor Kis Type Ke Sabse Jate Post Read Karte Hai

Success banna hai to visitor ko dhyan me rakhte huye ye dekhna bahut jaruri hota hai sabse ziyada kis type ke post aapke padhe jate hai yeh aap apne post mein jakar dekh sakte phir visitor jo jahata hai us type ki post likh kar publish kare.
Kyoki aap ye dusro par dhyan mat do aap apne visiter ke liye kya kar sakte ho uspar focus kare.


5.  Ek Doosre Blogger Ka Nakaal Na Kare

Iska matlab ye hai aap kisi or ke blogger ka copy na kare ise visitor aap ki site se bhag jate hain jiske wajah se aap ka blog bounce rate me adhik chala jata hai or search me bahut kam aane lagta hai. Matlab aap khud kaa original content likhe kiye aur ka copy nahi kare.


6. User friendly Blog Design Kare

User friendly blog design karna bahut hi jaruri hota hai visitor badhane ke liye aur jab site par adhik visitor aayenge to view bhi adhik milega ranking acha hoga phir apke site search me top par rahega.
User friendly blog banane ke liye aap acha or simple fast loading hi apne blog me template ko use karein. Isse faida kya hota hai jab ho koi visitor aata hai or jis topic ke use zaroori hota hai asani se mil jata hai or open hone me jade time nahi lagda jiske wajah se user blog par jude rahte hai.

7. Post Se Related Achi Quality Image Post Kare.

Post me image lagane se bahut faida hai 1000 word ka article likhe or usme ek bhi  post sambandhit ek bhi photo upload nahi kiya huaa hi to bekar hai. Aap apne post me 400 word kaa hi article likho aur acha image banar visitor ko samjhao to us 1000 word se jade 400 hi word ka post acha hai. Ise kya hota visitor koi dikkat nahi hoti or jo baat apni post mein samjhaya hoga oh picture dekhte samjh jayega.


8. Adhik Social Media Par Jyada Time Waste Karna

Aaj ke time me har koi social media ka istemal karta hai par iska ye matlab nahi hua ki aap pure din bas whatsapp facebook jaise social media ke sath jade rahe. Aaj kal log sabse jade kya kar rahe hai jitna time apna post likhne me nahi lagate use jade apna time in sab chizo par barbaad karte hai.
Mai yahi kahna chahta hu man agar aap bhi ek successful blogger banker carrier bana chahte hai to blogging par jade dhayan de nahi ki social media par.


9. Apna Article Padh Kar Hi Publish Kare

Bahut se user aise hote jab apna article likhte hai use padte nahi or publish kar dete hai to iska ek bahut bada nuksan hai.
Jab hum post ke liye kisi topic par article likhte hai to net speed kam hone ke karn kabhi aisa hota hai jo humne word likha woh galti ho jata hai jis net slow rahta hai to spelling check nahi hota phir hum galt word hi publish kar dete hai.
Ise visitor ko padhne me problem hoti hai. Is liye jab bhi koi post publish karna ho jaldi na kar sabse pahle use ache se padh le kahi kuch galt word to nahi likha phir publish kare.


10. Blog Post Heading me Number Ka Use Kare

App jab koi post likhe to deading me number ka use kare Jaise aap neeche dekh sakte hai us type ka hi word use  
11. Blog Commenting Ka Reply Useful Kare aur Jaldi

Dosto commenting blogging ka oh hisa hai jo apke visitor ko positive rakh sakta hai or ye tabhi hoga jab koi apke blog par comment karta hai uska answer sahi or useful jaldi kare to. Kyoki kisi bhi comment ko response dena bahut hi jaruri hota hai kyo ki aap site owner ho oh reder hai
Ise kya hota hai visiter ke sath acha behevierrahega or use lagega is site se jade help mil raha hai mujhe



12. Har Time Page View Na Checks Kare 

Bahut sare blogger ka mined to aise kharb rahta hai unka page view kam milta hai to. Oh ek din me kareeb 30 se 40 bar to apna page view stats hi check karne me time kharb karte rahte hain.
Kyoki hum traffic ko laker hamesha apne dimag me rakhenge to apke liye negative ho sakta hai. Or is tarah se dimag me traffic ka tension bana rahega or post likh bhi nahin sakte hai
So aap hamesha positive rahe or fresh unique content ke bare me soche samjhe likhe to is tarah se ek useful blogger ban sakte hai.

13. Blog Post Sharing

Jis naam se apka blog hau us namee se social media par account bana di or jab post likh kar publish kare jitne to social media website hai us post ko share kare ise visitor badhte hai or sath hi back link banta rehta hain.

14. Unniq or SEO Friendly Post Likhe

Dosto blogging se related aisa koi topic hi nahi bacha hai jispar hum post likhe phir bhi hum aisa kya kare ki jis topic ko likhna hai oh google ke first page par dikh sakta hai.Iske liye bahut jaruri hota hai post ko unniq or fresh content SEO Friendly likhna agar aisa kar pate hai to agar koi us keyword se relate kuch search karega to apka site google first page par show karenge jise log adhik open karenge.

15. Guest Posting

Aaj ke time me har koi apne blog me guest posting karwana chahta hai. Agar apko koi offer deta sir mujhe apke blog par guest post kare to mana nahi kare. Isme bhi visitor se acha relationship bana rehta hai or site ka vlove acha raahta hai


Start a Successful Blogger Life



16. Time Management 

Blog post timing management karna bahut hi iportant hai successful blogger bane ke liye kyoki hamare post ka blog readr ka intezaar rehta hai or hum kisi ke time par hamesha post publish karte rahe to  blog readr se acha relationship bana rahega or live comment bhi kar sakte.
Agar hum koi bhi quality content likhte hai uska ek time phix kre ki apne blog par kistime publish karna to usi time kare

17. Writing skills 

Kabhi bhi us topic par post likhe jiske bare me aap ko adhik se adhik jankari ho. Aisa kabhi nahi kare post ko aadhe adhure likh kar publish kar de or jise visior read kare to problem ho or use kuch samjh nahi aaye.
Kyon Ki jitna acha writing skill rahega blog readership better bana sakte hai. Or visitor ko problem aane par adhik se adhik help kar payenge


18. Har Time Paise Kamane Ke Bare Me

Dosto hum new blogger bhi bas blog bana kar paise ke bare me har time sochte rahte hai or kisi se puch hai bhai maine blog nana liye paise kaise kama sakta hu. To ye bilkul galt hai agar aap khelpingng se relate blog par kam karte ho or koi apse help mange to jarur help kare.Blogging me fail hone ka bahut bada karan hai paisa ka lalach or hum paise ke bare me na soche or man laga kar blogging kare to success hone se koi rok nahi payega. Jab hum dusro ki help karna start kar denge to ek na ek din Successful blogger bana kar paise kama sakte hai apne blog se.

19. Apne Upar Aatm Viswas Rakhe

Aksr bahut baar hota hum blogger ko apne aap par bhi yakin nahi hota hai hum blogging me aage badh sakte hai. Mere bhai kisi bhi kaam ko karne se sabse badi baat hoti hai aatm vishwas agar ye aapke paas nahi hoga to phir aap  kabhi bhi successful insan nahi ban sakte hain. Is liye jaruri hai dair rakhe or aatm vishwas ke sath koi kaam kare is bar bhi to next time success jarur ho payenge.


20. Blogging me  Success Hone  ke Liye Kuch  Quotes
  1. Blog ko google ranking me lane ke liye bahut sare upaye hai. Lekin sabse badi apki gun hai.
  2. Internet ki duniya me ek aam aadmi bhi apne hunar se criar bana sakta hai.
  3. Jab tak aap koshish nahi karoge to bisalta aapko milti rahegi.
  4. Safalta pane ke liye bahut sare kathinaya aati par use jo jhelta hai ohi success banta hai
  5. Agar aap bhi blogging me safalta pana chahte ho to din mehnat kare aap bhi jo success bankar baithe ek din uske jaisa aap bhi honge
  6. Hamesha koshish karte rahe ki apne blog reader ko ache se ache jankari de
  7. Bloggin us topkin pe kare jiske bare me aapko adhik jankari ho. Aisa kabhi nahi kare apke dost ne helping log crate kiya to aap usko dekh kar bana liye aap ye dekhe sabse jada kiss me interest hai.
  8. Kyoki blogging ka matlb hi apni knowledge ko logo tak pahucha naki ohi chiz share kare jo log pehle se jante hai ro internet par uplabdh ho.
  9. Blogger Ko daily update karte rahe to safalta milegi 
  10. In sari bato ko dhyan me rakhte hue kam karte ho phir ek din aisa aayega aap blogging karke acha khasa paise earn kar sakte ho. Kyoki jab in share tips ko follow karte hai to apke blog par visitor badh jayega aur jitna visitor rahega utna paisa earn hoga.

Blogging me Success Hone Ke Liye Top batain 

Dosto aapne agar post ko ache se man laga kar padha hoga to maine is post me bataya hai kaise ek new blogger jo ek dam naya ho kaise successful blogger ban sakta hai. kyon ki blogging me success hone ke liye kya-kya karna chahiye sari bate ko detail me share kiya. Aur mujhe yakin hai is post ko mere reader to kafi achhi jankari sikh samajhne ko milega. 

Blogger par unsuccessful hone ka yahi sab karna hai. Hum in sab bate par dhayan nahi dete hain jiske karan 4 se 5 month blogging karke bhi fail ho jate.
So i hope aap ab se in sari bato ko dhyan me rakhte hue man lagakar blogging karenge to 100% successful blogger zaroor banega.

Mujhe umeed hai apko ye post accha laga hoga. Aise bhi jankari apne dosto ke sath share kare jo blogging me interest rakhte ye post ko un tak pahucha kyoki aap ki help se kisi ko new batain sikhne ko milega.  Post acha lage to share comment jarur kare or bataye koi apko blogs related sawal hai jiska jawab dhundh rahe ho to, 


Wednesday, 11 May 2016

(Top 5 ) Free Responsive Blogger Templates Download 2016-17

Aaj hum best free mobile friendly premium looking template collection karke laya hu. top simple looking template bhi hai . Kyon ki template ka ek aisa janjhat hai ke new blogger jade tar samjh nahi pate hai aur pura din template customizing karne me laga dete hai phir bhi problem bani rahti hai.
Bahut sare new blogger user template ko lekar confuse rahte hain koun sa template acha kisi select kare unhe kuch samjh nahi aati hai. To aaj mai kuch top template share karne wala hu jo apne blog ke topic ke hisab se user template ko use kar sakte hain.
Agar blogger ka newly design acha rahata hai to visitor bhi aakrsit hote hai site hai isliye aap aise template ko kahi se bhi select karo jo simple ho user friendly or mobile friendly simple fast loading blogger templat jo dikhne me achhi lage .



Apne Blog Ka URL Title Kaise Change Kare
Best SEO PowerFul Guideline 
Free Responsive Blogger Template 2016

Inme mai wohi kuch ache template ka naam aur uska link dunga jo bahut hi ache honge mai apne demo blog par use kar ke dekha.

1. The Funk Blogger Template


Is template ko number 1 par isliye rakha hai jab maine blog banaya to yehi template bahut dino tak use karta raha. Mere bahut sare visiter ne comment or mail kya sir aap kon sa template use karte hai please naam bataye etc.

Feature :-  Simple looking free blogger template responsive wordpress themes jaisa dikhega Brown color 3 column footer etc opton diya aap isko use kar sakte hai ye best hai apke blog ke liye.
Author Name :- New Blogger Themes


Free The Funk Blogger Template

DEMO                                                 DOWNLOAD

2.   News Pro Responsive Blogger Template

Yeh bhi ek best template hai. mobile support response design or bhi acha coding kiya gyan hai template ko. Jaisa ki iska naam news pro hai agar aapka blog new par banay hai to usko use kar sakte bahut hi acha hai.

Feature :- Fully responsive, Adsense ready, SEO Optimization, or user friendly,Good looking 3 Column, Grey Color,  Post Thumbles . Related Post, etc option diya hai.
Author Name :- Aumkar Thakur



Responsive Simple Blogger Template

                              DEMO                                                  DOWNLOAD

                                  

3. Zippo Blogger Template

Yeh ek acha beautiful design 100% user friendly or fast loading blogger free templates hain. agar apka blog technology news blogging se related hai to ye template  top hai aap isko use kar sakte.

Feature:- Related post, sharing button Facebook, Twitter, Google Plus, Gmail or Pinterest, 3D Style Subscribe box diya or bhi ache khasiyat hai is template me.
Author Name :-  BloggerThemes9 
Blog Post Image Ko Kaise SEO Friendly Banakar Search Me Jaldi Laye
Best Blogger Template Zippo 2016

                                DEMO                                                         DOWNLOAD

4. Palki 2  Responsive Blogger Templates 


Balki-2 free responsive blogger template hai or is template ko customize karna bahut hi aasan hai. Navigation unlimited color change karna background color etc, Palki 2 blogger template 100% SEO friendly or mobile designs hai agar wohi baat kiya jaye pagespeed ki to thoda kam hai 72 ke aas pas diya gaya hai. Agar aap is template ko kharid kar use karte hai to syd fully function kam kare.

Feature :- 3 Footer cullom , 100% SEO Friendly, Fully Mobile Friendly, Admin Easy, Adsense Ready, Social Share Button, Google Plus Comment etc ka behtrin function diya gya hai is templates me.
Author Name :- MS Design

100% SEO or Semple Lookings Templates


                         DEMO                                                                  DOWNLOAD

Blogger Templates Se Credit Link Kaise Hataye
Blogger Login Email Id Ko Kaise Badle 
Off-Page SEO Optimization Setting Kaise Kare Blog Me 

5. 3rdball Responsive Video Blogger Template


Yeh bhi ek bahut hi best blogger template hai kyoki ms desing ka banaya hua template hain, Agar aap video training video tutorial banate hai to yeh best hai aap isko use kare apne blog par. Jaisa ki maine 4 me bataya hu usi tarah aap isme bhi custimeing kar sakte ho.  To agar aapka ek video sharing wala blog hai to use kare.

Feature:- Best Admin Panel, Responsive design, SEO Optimization, Ads Ready, Bigframe Player etc opton diya hain 
Author: msdesing


Best 3rdball Responsive Blogger Template

                                     DEMO                                                              DOWNLOAD
Internet Par Successfull Businessman Kaise Bane
Blog Post Ko Google Me Jaldi Kaise Index Karaye 


I hope ki ye templates apko achha lagega or aap pane blog me use kar sakte hai. Is post me maine jitna bhi templates share kiya hai sab SEO friendly or responsive free templates hai, Cler design best layout good longine user friendly simple design ye etc option diya hua hai,

Sunday, 8 May 2016

Kisi Bhi Blogger Template se Credit Link Kaise Remove Kare - 100% Working

Hello blogger aaj hum btane wale hai blogger ke template  se footer credit link ko kaise remove karte hai. Lekin sabse pahle baat hum karte hain credit link kya hai or blog template se credit link kyo hataye jaane chahiye.
Aise to blogger ke liye free me bahut saare har template acha design wale mil jate hai. Aur hum new blogger jade tar free template hi use karte hai. Par kabhi aisa hota hai jo template use karte hai usme template developer ne aisa coding kiya rahta hai footer ariya me sabse niche Credit Link ka jise kharidne par hi hataya ja sakta hai.
Par hum template buy nahi karna chahte hai or free me use karte hain jiske ojah se template developer ka website link niche rahata hai or koi visitor blogger par aata hai or template use acha pasand aate hai to link ke wajah se us site par chala jata hain.





How to remove footer credit link blogger template

Hum koi bhi credit link ko edit karke save karte hai phir uske bad kya hota hai open karne par designer ke website par redirect ho jata hai. Chaliye jaan lete hain blog template ke credit link ko kaise khatam karte hai.


Blogger Template Me Footer Credit Link Kaise Hataye 

Blogger me footer credit link khatam karne ke liye simple code hai jo apne blog ki coding me karna hota hai. Isse pehle aap apne blog me koi coding kare Uska Backup jarur bata le. Ho sakta hai apne koi or coding chuaa or errors aa jaye to agr template ka backup bana rahega to phir se upload kar sakte hai bahut hi asani se.

Step .1 Sabse pahle blogger ke deashbord mein jaye
Step. 2 Ab apko template par click karna hain

how to delete credit link blog template 2016


Step 3. Edit HTML par click karne se blogger ke sare coding show ho jayenge.

Step 4. Thora important hai isme ako ye fine karna hai template ke disiner ne kya likha hai footer ariya me jaha uski website ka link hai. Search karne ke Liye Template Code me Ctrl+F Button Dabaye

how to hide blog template credit link

Aap is picture me dekh sakte ho maine Copyright search kiya to footer ame highlight ho gaya han. Ho sakta hai aapke templatte me Designed By , Blogger by, Copyright, etc likha ho sakta hai inko search karna hai.
Yaha par dekh sakte hain <div id='content'/> yeh code ke bare kya likhna hai neeche dhyan de.

Step 5.    <div id='content'/> Ke Baad  Space dekhar Likhna hai ek code Ye code style='visibility: hidden'

Par kisi template me error aa jata hai to aap "id" ke baad ye code likhe style="visibility:hidden" 
Finally aap is picture me dekh sakte hai kaise kiya hu.




how to hide blog credit link


Step 6. Ab SAVE kare or dekh sakte hai apke blog template ke credit lin remove huaa hai ya nahi.

Note:- Agar apko template me footer link remove karte time koi bhi or code ko chuaa hoga to save nahin hoga aur cherchani kar diya hoga to problem aa sakte hai  to thoda dhyan de.


Umeed karta hu apko blogger me kisi bhi template ke credit link ko remove karne me koi problem nahi hoga aur bahut hi asanise credit link ko remove kar sakte hai, Dosto aap koi bhi blogger template use karte honge to is tricks se aap apne blogger me jo credit lin ka option diya hai use ide kar payenge 100 % working karta hai ye tips.

Agar apko apne blog ki template mein koi bhi problem aati hai credit lin ko remove karne me to comment kre or bataye ki jald se jald hindi me help kiya jayega.



Monday, 2 May 2016

Blogger Ka ( Admin Email Login ID ) Kaise Change Kare Full Guide

Hello blogger user aaj mai apko ye batane wala hu kaise blogspot ka email address ko change karte hai step by step puri jankari. Sabse pahle baat ye hai hum apne blog ki login email address kyo chang kare.
New blogger kya karte hai apne email id se bahut sare blog create kar lete hai or koi post kare ya nahi adsense ke liye apply kar dete hain jiske wajah se approvel nahi mil pata hai kyoki first time hum koi bhi email id se blog create kar le fake id se bhi  aur jaise hi blog ke bare me adhik jankari milta hai to login email address ko change karne ko sochte hai,
Bahut se user hai jo ek se jade imail id use karte hai lekin apne purane id se blogging ko mange karte hai or aap new email id banaya or use blog login ke liye use karna chahte hai ya phir wajah koi ho lekin aaj hum is post me aapko bataunga kaise blogspotlogin email id change karte hai toh acche se step follow kare samajh aa jayega blog ke primary email address ko kaise change karte hai



how to change blogger admin email id in hindi

Lekin important bat ye blogger bar bar login email id change karne ki premision nahi deta hai. Lekin phir agar jarurat padhne par  1 se 2 login id bar chenge kar sakte hai jaha tak mujhe pata hai.
Login email id change karna bahut hi simple way hai lekin jo new blogger user hai uske liye thora mushkil padh jaata hai is liye post bahut hi inportent hai.



Blogspot Ka Login Email Address Kaise Change Kare 

Step 1. Sabse pahle aap blogger ke dashboard me login kar le. Right side me setting option milega us par click kare. Scroll down karne par niche apko Permission ka option milega.

Invite blogger secondary email id

Blog Authors me apko batayenge apka name or email id jise aap blogging karte hai 
  1. Add authors :- Par Click kare.
  2. Ab apna yaha par oh imail id use kare jispar blog ko transfer karna hai. Ohi email address yeha par likhe.
  3. Invite authors par click kar de.
Ab jo aapne secondary email id diya hai us par ek authors invitation ka message aaya hoga. Phir us email id ko open karke massage ko padhe aur author's invitation ko accept kare.

Accept invitation  blogger
Author's invitation Successfully accept karne ke baad apko kya karna new authors ka role change karna aise aap admin nahi ban payenge .
Phir aap blogger> dashboard>setting>basic>permission  par jaye .
  1. Authors par clicks kare
  2. Admin par click karke done karde tu jo apne email id new diya ab aap use blog ko manage kar sakte ho.
add blogger new email id or author


Finally aap apne new email id se blog ko control karne aur bahut hi asani se manage kar sakte apne new email id se isme aapko koi problem nahi hoga. To hai na dosto ek se jade email id se blog chalana or control karna ab aap apne real or original id se blog use kar rahe hai.
Jaisa ki humne is post me bahut hi simple tarika se bataya hai apne blog ki primary email id ko kaise banate hai or secondary email address kaise add kare. I hope ki apne step by step follow karenge to koi problem nahi hoga blog id change karne me. 
Post samjhne me kahi bhi koi samasya aaye toh jarur bataye or comment kare. Post achha lage to apne aur bhi blogger dosto ke sath share kare taaki unko bhi pata chale aur uski bhi help kiya ja sakte.