Friday, 30 December 2016

Blogger - Website Me Post Title Ke Niche Adsense Ads Kaise Lagaye [2017 New Post 100% Working]

Hello Friends ! Aaj Hum Iss Post me Complete Method Batane Wale Hain Blog Ya Website Me Post Title Ke Niche Adsense Ads Kaise Lagaye, Blogger Me Sabhi Post Title Ki Niche Google Adsense Ads Show Karne Ka Tarika simply Method se Samjhane Ja Raha Hu,
Google Adsense se online earnings karne ke liye sabse best tricks par hume ads placement or adsense ads size ke barne me pata sahi se hona jaruri hai, Agar hum adsense ads acche se sahi jagah lagane par adhik se adhik click hoga or apki earning bhi badh jayegi, Bahut se jo new blogger hota unhe adsense ke bare me kuch pata nahi hota hain adsense ke ads blog par kaise lagaye jate hain lekin hum aaj apko puri jankari dene wala hu adsense ke ads sabhi post ke bich me kaisa show karate hain is liye apko post ko acche se padhe or samjhe,

Google Adsense Related Post




AdSense Ads blog ?? ??? post ??? ???? ??????

Actually jab hum post likhte time HTML me jakar ads code laga sakte hain but ye sirf usi post me show hoga. New blogger usr hai to aaj ek aise tricks ke bare me btane wale hain jise try karke blogger template coding me jakar adsense ads code usme add karne ke baad blogger ke har post mein adsense ads show honelagea jise apko 70% problem solve ho jayegi, Hum pahle hi btaye hain google adsense code kaise create karte hain.

Blogger Ki Har Post Title Ke Niche Google Adsense Ke Ads Kaise Lagaye

Isme Ek dam simple se apko batane wale hain agar aap blogger use karte ho html coding ka thora sa knowledged hoga to badi hi asani se ads title ke thik niche laga sakte ho. Agar Aap ek new blogger hain aur apko chodne ke bare me pta nahi hain to post ko acche se follow kare.

Step 1. 
  1. Apne blog ke Dashboard me jaye.Phir template par click kare.
  2. Edit HTM par click kar.
adsense ads blog ke sabhi post me kaise show kraye 2017

Step2.
  • Step 2. Edit HTML Par Click Kare. Phir apko template Coding me mouse le jakar Ctrl+F Press Karne Par Search Box Open Hoga Usme apko ye likh kar <data:post.body/>search karna hain.
Note:- Ho sakta hain ye code <data:post.body/> 2 se 3 bar dikhe apko 2 wale select karna hain

Step 3. 
  1.  <data:post.body/>  Iss code ke upar apna google adsense code paste kare.
  2. Yeha par ek space hoga agar aap code save karte ho or errors aa jaye to Backspace daba kar save kare.
  3. Ab Template Save Kare.
adsense ads blog ke sabhi post me kaise show kraye




Finley apka successful seve ho jayega or apke har blog post title ke niche google adsense ads kuch der me show hona start ho jayega, By the way agar show nahi hota hai to ho sakta hai template me problem ho isliye aap hamare dusare method ko follow kare easily.

Second Method 


Add Google Adsense in Blogger Below Post Titles in Hindi 2017

  • Go to blogger dashboard or login  kre.
  • Edit Template Par Click Kare.
  • Ab Ctrl+F or Find Kare  <data:post.body/>Is code ke upper apna adsense code ads karna hain.
  • Save Pahle Apko Google Adsense Code Ko Convert Karne Hoga Click Kare
  • Ab apke same jo website open hoga usme apna ads code paste kare or niche likha hoga Convert Uspar click kare.
Adsense code Convert




  • Adsense code Convert karne ke bad use copy kare or edit template me jakar is code ko search kare  <data:post.body/>  
  • Phir code ke upar apna adsense code add kare or Save Kar de.

adsense ads blog ke sabhi post me kaise show kraye
I hope ki ab apko adsense title post ke niche show karane ke bare me samjh aa gaya hoga, 

Agar Change ads Placement karna chahte ho phir badi asani se kar sakte ho, Maine is post me apko simple tariko se btaya hu adsense ads kaise blog me lagate hain,aur blog ke sabhi post paragraph ke niche upar adsense ads show kara sakte jo essy hain,

Agar apko ye tricks samjh me nahi aayi kaise blog ke andar ads show karate niche comment karke aaye aap jaldi help kiya jayega or apko humari ye post acchi lagi to share like comment kar ke btaye thank you!

Wednesday, 28 December 2016

Make Money Online WeOne | Ghar Baithe Apne Mobile Se Paise Kamaye Latest Apps 2017

    Dosto agar aap bhi online ghar baith kar paise earn karna chahte ho without investment to aaj main ek aise best mobile apps ke bare main btane wale hain jiski madad se aap unlimited kama sakte ho,
Ab online ghar baithe paise kamana bahut hi asan ho gya hain, Bas apko internet or smartphone ya laptops ki jarurat padti, Agar aap bhi lifetime free me online kuch mints kam karke paisa earning karna chahte ho weone se to is post ko acche se padhe. Online earnings karne ke bahut apps mil jayenge jaise Champcash, Amulyam,Task Bucks  Earn Talktime,etc But aaj hum WeOne Apps Ke bare me batane wale hain,

Related Post 




Make Money Online WeOne


How To Make Money With WeOne App 2017

WeOne ko used karna bahut essay hain, Weone se monthly 10.000 se 20.000 sakte ho bahut isme kuch task level hai jise complete karne par apki income monthly badh jayegi, 


WeOne Apps Kaise Install Kare | How To Used WeOne Apps in Hindi

  • Sabse pahle apko apne mobile me google play store open karna hoga.
  • Uske Bad search box me type kare Weone,
  • Phir application download karne ke baad install hone de.
  • Ab apko apna weone id create karna hoga. ( Isme apko kisi ke referral code ke through hi joining karna hoga)

WeOne Apps Kaise Install Kare

Apps ko install karne ke baad Join Now par click karna hoga phir aap apna Email id DOB Mobile number apni detail bharne ke apka id complete ho jayega, Phir Right side me ciclik karne par apko setting profile payment option dekhega, 

Note :- Agar aap chahe to mere referral code ke thorough join kar sakte ho. Jise adhik benefit milega, Use Referral Id :- y72pn



WeOne Kam Kaise Karte Hai Aur Isse Paise Kaise Kamaye 

 WeOne me Joining karne ke baad apko daily  sif 3 video ads 30 second se 1 mints  ka dekhna hain, 3 video dekhne ke paise apko 24 ghante me apke account me show hoga ,
WeOne Kam Kaise Karte Hai Aur

Agar aap level 4 tak pahuch jate ho apki  monthly income 27,000 se adhik rupya bahut hi asani se kama sakte ho apne mobile se, Agar aap Apne Referral ke koi joining karne par apko iska faida milega, Aap apna referral id share karna hai uske liye apne profile par click kare apka id mil jayega or whatsapp facebook google plus jaise site par share kare,

Weone se Paise Kaise Nikale 



Weone ke sabse acchi baat ye hai jab apke account mr kam se kam Rs, 50 rupaiya hoga to aap apne paise (ETF) ke jariye apne bank account me manga sakte ho, Iske liye Minimum withdraw Rs.50/- Kara  sakte ho apne ya kisi or ke bank account main,
I hope ki apko weone ke bare me samjh aa gya hoga, Online mobile se paise earning karna kafi simple hain but thora mehnat krna hoga aur aap acchi khasi income online monthly without investment kar sakte ho,
WeOne se related koi bhi question hai to niche comment karke puche apko jaldi hi answer diya jayega, 

Monday, 19 December 2016

Google Adsense Important Question Answer in Hindi 2016-17 | ?????? ??????? ?????????? ???????

Hello dosto aaj main google adsense ke bare main kuch important question or answer batane wala hu, Actually hum jab new Website or YouTube channel create karne ke baad jab kam start karne lagte hain phir adsense ke liye apply karne ke baad  youtube video monetize ya website par adsense ads lagte hai huske baad adsense sambandhit bahut sare question dimag main aane lagte hain,
                                                       Aaj main Adsense ke bare me 25 useful baaten btane wala hai is post mein kuch sawaal or jawaab batane wale hain jo log aksar pucha karte hain, Google adsense se related 25 important adsense FAQ in hindi me agar acche se padh lete hain toh bahut jankari mil jayegi, To aaj main ye post 18 December ko likh raha bu ho sakta hai aane wale time me adsense policy change ho jaye,




Google AdSense Ke Top 10 Question Answer FAQ In hindi


Adsense Se Related 25 Important Question Answers ||Adsense FAQ in Hindi|| 

1 Question:- Google Adsense Kya Hai or Kaise Kaam Karta Hain?

Ans:- Google adsense ek advertising company hai aur isko hum apne blog ya youtube par connect karke uspar ads dikha kar paise kamate hai, Adhik jankari ke liye ye post padhe click karke

2 Question:- Apna Adsense Account Kaise 3-4 Din Me Approved Kara Sakte Hain ? 

Ans:-  Yes Dosto iske liye 2 mothed hain agar youtube ke through adsense account approval krna chahte ho, Sabse pahle new channel creat krna hoga phir usme apna kuch ka bnaya video 10 se jade video upload kare jo kisi or ka copyright nahi honi chahiye uske baad aap adsense ke liye apply kar sakte ho, To bahut jald hi aap ka adsense account fully approved ho jayega,
Agar blogger par adsense approved krna hai to sabse pahle blog me kam se kam 25 post unique keyword ke sath likhe 1000 word se jade, phir apply kare to apka adsense account fully approved ho jayega,

3 Question:- Mere Blog Ya Website me Adsense Ads Lagane Par Blank Kyo Show Kar Raha Hain?

Ans:- Jab hum blog ke liye adsense apply karte hai or or account mil jata hai uske baad apne blog, website par ads unite create karke lagane par ads show krta hai par hum dekh nahi sakte kyoki or blank ads show hota hai, Jab tak humare blog par 1000 impression (ads) show ho jayega phir ek message aayega congratulations your account is now fully approved  approval mil jayega or ads show karne lagega, So apko 2se 3 din tak wait karna hoga,

4 Question:- Adsense Address PIN Verification Kab or Kaise Send Karta Hain?

Ans:- Jab humare adsense account me 10$ blance show karne lagta hai to adsense PIN Generate krta hai or jo address hum diye hote waha par by speed post ke thorough send karta hai, 3,5 din me mil jata hai PIN Code,

5 Question:- Adsense PIN Nahi Milne Par Kya Hoga / Kya Adsense Paise Send Karega?

Ans:-  Adsense address PIN Code nahi milne par hum 3 time request kar sakte bar bar ohi code send hoga us address par jo hum from bharte time dete hain, Agar 3 bar bhi PIN CODE Nahi milta hai to adsense ek form fill karne ko dega jisme apni detail bharna hoga or sath me apni ID Proof scan karke upload bhi phir 2 din me address verify ho jayega,  
                                                                                          Nahi, Bina PIN Verification ke hum adense se paise receive nahi kar payenge,    Chahe apke adsense account me 500$ blance ho paise nahi milega, Most important hain PIN Verify karwana,



6 Question:- 1 User Apne Naam se Kitna Adsense Account Bana Sakta Hain?

Ans:- 1 User has one google adsense account create kar sakta apne naam se, Agar aap multiple account create karte ho same information kabhi nahi banega, Ha ye ho sakta aap apne family ke naam se adsense account create kar sakte ho,

7 Question:- Ek Laptops Ya Computer main Kitne Adsense Account Use Kar Sakte Hain?

Ans:-  Laptops and PC main ek se adhik adsense account istemal ka sakte hai, Kyoki ghar me ek computer hota or puri family use karte to sabke liye alag alag laptop nahi kharida ja sakta hai, But google chrome browser different user create karke use kar sakte hai,

8 Question:- Youtube Par 1000 Video Views Hone Par Adsense Kitna Earning Hogi (Meri Video 1000k 2000k Views hai Lekin Mujhe Kuch Paise Nahi Mila)?

Ans:- Dosto ek target  lagaya gya hai 1000 video views par 1$ milta hai, But aisa kuch nahi hai ye depend karta hai apki video konsi country me dekha ja raha hai. Advertiser's keyword par kitna paisa dega,    Agar youtube apne traf se ads show krta hai to uske rate kafi kam hoti is liye earning kam milte hai, Adhik Subscribe hone par humare video par mehnga wala ads chalta jise 1000 se kam views hone par bhi 1$ mil jata hain,

9 Question:-  Adsense Ke Paise Kaise Send Karta Hain, Adsense 100$ Hone Par Payment Kab OR Kis Date Ko Send Karta Hain ?

Ans:- Adsense wire transfer se india me paise send karta hai, Adsense account me 100$ humne par payment send karta hai, Agar aap ka adsense account blog or youtube se connect hai to har mahine ke 1 tarikh ko blance add krta hai or youtube ka blance 12 tarikh ko, Google adsense payment date total earnings finalized karke 22 tarikh ko wire transfer se apke bank account me payment send karta hai, Agar apka bank account SBI me hai to bahut jaldi apke account me transfer kar diye jate hain, 

10 Question:- Payment Recive Karne Ke Liye Adsense Account main Banck Detail Kaise Bharte Hain?

Ans:-Sabse Pahle adsense me login kare, Uske bad settings par click karna hoga Phir Payment Par click Kare, Ab Add new payment method kar de, Main Is post me details me btaya hu ise jarur padhe

11 Question:- Google Adsense se kaise faida hota hai?

Ans:- Dosto jab online youtube ya website se paise kamane ke liye sochte hai to sabse best option google adsense milta, 

12 Question:- Kya Adsense Account Par Khud Click Kar Sakte Hai Ya Kisi or se Karwa Sakte Hain? 

Ans:- Nahi, friends aisa kabhi mat karna apne khud ke ads par ya dusare se click nahi karwane chahiye, 

13 Question:-  Maximum CTR(click through rate) Kitna % Sahi Rahta Hain? 

Ans:- Impression,RPM, Page PRM, CTR, In sabka ek average nikala sata, Jaga tak mujhe pata hai agar 20% se 25% CTR Hai aapke to samjh jaye apke ads par jade clicks ho raha hain so aapko apne channel me jakar monetization disable kar dena chahiye.
  CTR Jade hone par apka adsense account block ho sakta hai to apko bar bar check karte rahna chahiye,

14 Question:-Mera Adsense Account Block Ho Gya Hai Kyo?

Ans:-Adsense account block hone ke bahut sare reason hote hain, Agar aap adsense privacy policy ka ulanghan karte ho to kabhi bhi apka adsense account block ho jayega, Adsense account kyo block hota hai ye post padhe



15 Question:- Sir Hum YouTube Channel Banaaye Hai Video Upload Karne Ke Baad, Monetization Ko Enable Karta Hu To Ineligible Bata Raha Hain?

Ans:- Kabhi Kabhi Aisa message aata to sabse pahle video views badhaye 1500, 2000 tak phir adsense enable karne par ho jayega,

16 Question:- Sir Hum Adsense Account proveld Ho Gaya hai or video bhi monetized But Earnings Nahi Ho Rahi Hain?

Ans:- Ye sabse adhik new youtuber question karte rahte hain, Iske liye jaruri hai adhik se adhik video views badhaye,

17 Question:- Adsense Account Kiske Naam Se Banane Chahiye? 

Ans:-  Jis naam se apka bank account hain us naam se hi bnaye, Address or Payee Name change Bhi kiya ja sakta hai,

18 Question:- Main YouTube Or Blog Dono Se Earnings Karna Chahta Hu To Individual Select Kare Ya Business?

Ans:- Yaha par apko individual account select karna hain, Agar business karte hai to apko paise dene hote hain or business address bhi pooch sakta hain,

19 Question:- YouTube Analytic Me Earnings Kam Show Kar Raha Hain or Adsense me Jade Kyo?

Ans:- YouTube analytic me 2 din ke baad earnings update hoti hain, adsense finalized earnings 12 tarikh ko add karta hain

20 Question:-  Kya Huma Blog Ya YouTube Par Kisi Or Ka Video Content Upload Kar sakte hain ?

Ans:- Nahi ye copyright ho jayega agar koi complain kiya to aap ka adsense account or youtube channel band bhi ho jayega,

21 Question:- Google adsense se Par Day 100$ Kama Sakte Hain?

Ans:- Ha hum adsense se daily 100$ se adhik earnings kar sakte hain, But Hard Work karna padega aisa nahi hai hum kuch kam nahi kare or earnings milti jaye, Important bat ye hai jitna aap mehanat karoge utna earnings badhta jayega, Bahut se aise user hain jo lakho rupye adsense se kama rahe hain,

22 Question:- Hum Adsense account Bnate Time Address Verification Ke Liye Family Ka Naam Likh Diye The OR Ab Chahte Adsense Ka Paisa Mere Account Me Mile Kya Ho Sakta Hain?

Ans:- Yes, Jab address verify ho jane ke baad apko adsense payment method ko change karke payee name me jiske account me paisa mangana chahte ho uska naam likh sakte ho,
Mai khud address verify fathers ke name par kraya hu or payment apne account me receive karta hai,

23 Question:- Adsense CPC Kaise Badhaye, Low CPC ads Bock Karne se Income Badti hai?

Ans:- Yes, Hum low CPC ads Block karte to earning badhti, CPC Low or High hota rahata hai ye depend karta kaha se traffic aa raha or kis keyword par, 

24 Question:- Website Par Adsense or Bidvertiser, Infolink, Media.net Chitka Ads Ke Sath Laga Sakte Hain,

Ans:- Yes Hum use kar sakte hai, 

25 Question:- YouTube Channel Block Hone Par Adsense Account Open Hoga?

Ans:- Yes, Dosto agar aap ka youtube channel band ho jaye phir bhi adsense open hoga, 


I hope ki google adsense se sambandhit bahut sari jankari mil gya hoga, Agar apke pass koi Question hai to comment karke puch sakte ho,
Is post me google adsense se related most useful question and answer list banaya hu jise aap  read karke bahut sari jankari hasil kar sakte ho

Monday, 12 December 2016

Online Internet Se Paise Kaise Kamaye 2016-17 Latest Tricks || ?? ???? ???? ????? ?? ??? ?????

?????? ???????  ! ?? ?? ????? ???? ??? ?? ???? ?? ????? ??????? ?? ???? ??? ????? ?? ???? ??? ??? ???? ???? ????? ????? ????? ?? ???? ???. ?? ?? ??? ??? ???? ???????? ?? ???????? ?? ??? ???? ??? ?? ??? ??? Internet ?? paise earn ???? ?? ???? tricks ???? ?? ?? ??? ?? ???? ??????, ????? ???? Programming, Coading ?? Blogings ??? ???? ???? ????? | ??? ?? Online Internet Se Paise Kaise Kamaye Jate Hain Ghar Baith Kar To Is Post Ko Acche Se Padhe Tabhi Samjh Aayegi,
Aaj hum bat karne wale hain  Dream11 ke bare main sayd apko iske bare jankari hoga agar nahi jankari hai to aaj detail me samjhne wala hu ispar kam karke badi asani se online intent se paise kama sakte hai or ispar kam karna bahu hi simple hai,

?????? ???? ???? 





paise kaise kamaye

Intenet se online earnings karne ke liye bahut sare website hain, Hum online earning karne ke liye bahut sare trika btaya hu ispar log kam karke paise par daiy earn karte hai, Sabse accha tarika Google Adsense paise kamane ka tarika hai but usme aapko blog ya YouTube par kam karna hoga or usme bahut mehnat karni hogi,

?????? ???? ???? 


Aaj hum Dream 11 ke bare me batane ja rahi hai jispar hum game khel kar ya phir referral program ke sariye bahut hi simple triko se paise earn kar sakte hai, Agar aap seekhna chahte ho to post acche se padhiye,


Dream11 Website se Ghar Baithe Paise Kaise Kamaye

Step 1.

Sabse pahle apko Dream 11 ke official website par jana hoga or aap india select kare Official site open kare yaha par aapko apni id (profile) banani hai,

  1. Agar aap kisi ka referral code likhte hai to apko Rs 25 milega,
  2. Aap chahe to facebook ya google+ se account connect kar sakte ho,
  3. Agar Email ID se Sign up Karte karne par Rs. 25 milte hain,
  4. Password koi likhe 8 character ka,
  5. Apna Date of Birth Likhe,
  6. I agree to dream 11 par tic mark kare,
  7. Ab Apko Start Playing

paise kaise kamaye
Step 2.

Profile created karne ke bad se sabse important hai aap ko uppar menu bar me likha milega Verify Now 
Agar aap mere referral link se jate hai to apko account verify karne ka Rs 250 milega, Mere Link se jane ke liye click kare,
Your Referral Code
AMITK4256XY
Internet Se Paise Kaise Kamaye



  1. VerifyNow par apna mobile number or email id activate karane par Rs. 50 milega,
  2. PAN Card ki puri detail bharna
  3. Apna Bank Account Detail Bare
  4. PAN Card main jo naam likha hai ohi same bhare
  5. PAN Card number likho
  6. PAN Card me jo Date Of Birth diye same ohi likhe
  7. Apne PAN Card  ki scan copy upload kare jo Max size 4mb ki hone chahiye or jpg. jpeg. pdf. only support karega
  8. Submit for verification Kare


Internet Se Paise Kaise Kamaye 2017

Is tarah se successfully apka account ban jayega, Phir apko total Rs.250  milega or aap apne referral  program se monthly 10000 se jade earn kar sakte, 
Ab apko bas apna referral link se facebook page group or whatsapp ya apne friends ko share karke invite kare is tarha se agar us link se ek bhi apna account banaya hai to apko Rs. 250 milgega.



Dream se 11 Monthly 10, 000 se Jade Rupya Kaise Kamaye

Agar aap 40 friends ko invite karte hai to 250*10 =10,000 kama sakte ye bahut hi asan hai yakin maniye.

Note:- Agar aap direct website se apna profile create karte matlab kisi ke referral link se nahi to aapko Rs. 250 nahi milega.
Ghar baithe paise kaise kamaye 2017


Dosto paisa earn karne ke baad aap soch rahe honge iske paise withdrawals kaise karaye to ye bahut hi essy hai jaise aap google adsense ke paise apne bank account me received karte iska bhi same method hain,

Dream 11 ke Paise Apke Bank Account me Kaise Milega

Friends jab aap PAN Car upload kar denge or PAN Card 3 se 4 din main verify ho jayega to aap ko banck detail bharne ka option milta hai, Aur aap apna bank account information bharne ke baad jo bhi earning karte hai oh paise apke account me mil jayega,
                                                                                                  Dream 11 ek trusted or verified website hai aap ispar bahut hi asani se paise kama sakte ho, Agar Cricket Football Kabaddi Game khelte ho to uske alag paise milega or is tarah se aap internet se adhik se adhik ghar baithe earning kar sakte ho,
I Hope apko is post se bahut help milga hoga aur aap online internet se paise kamane ka best trika aap ko pata chal gya hai. By the way aapko koi problem aati hai to aap comment karke puch sakte ho jald hi reply kiya jayega, Post acchi lage to share comment jarur kare jisse mujhe feedback milega or aise hi post likhne ki koshish karenge.

Wednesday, 16 November 2016

Whatsapp Latest Features | How to Enable Two-Step Verification on WhatsApp in Hindi

Hello friends! Aaj ke time main whatsapps har koi use karta hai Isliye Whatsapp adds two-step verification feature update kiya hai. Iske madad se aap whatsapp account hack hone se bacha sakte hai,
Kuch di pahle whatsapp end to end encryption ka option add huaa tha jisko activate karte apna message secures rakh sakte. Whatsapp's new apne user ko dhyan me rakhte huye acha se acha feature update karta rehta hai jiske bare me hum apne site par information dete rahhte hai, Whatsapp par video calling kaise kare Recently update kiya hai agr nahi pata hai to humare is post ko padhe.
whatsapp adds two step verification kya hai or apne android or windows main kaise activat karte hai step by step,






WhatsApp adds Two Step Verification


Whatsapp new security features two step verification kya hai

Whatsapp two step verification ek security feature hai 6 dijit ka passcode laga kar apne whatsapp message ko secure kar sakte, Phir agr koi dusara aap ka whatsapp number apne mobile me use karega to passcode mangta hai, 

Whatsapp Two-Step Verification Kaise Enable Kare

Whatsapp Two-Step Verification enable  sabse pahle aap ko check karna hoga  Whatsapp (Beta) version 2.16.346 hona chahiye agar apka old version whatsapp hai to use update kare.

  • Sabse Pahle Whatsapp ? Setting ? Account Par Click Kare,
  • Two-Step Verification Ispar Click Kare.
  • Enable Par Click Karne Par 6 digit Passcode Likhe Phir Confirm Kare Passcode 
  •  Phir ab apna Email id likhe, Email id Skip na kare, Ho sakta hai apko kabhi apna whatsapp number kisi or mobile me install karna ho or password bhul gaye hai. To email likhe rahne pa apna password recovery kar sakte hai.
  • Ab Done Karde.
WhatsApp Enables Two-Step Verification in Android and Windows




Finally whatsapp account 2 step verification ho gya hai Successfully. Is tarah se aap ke whatsapp message hijack hone se bach sakte hai or aap ke whatsapp account koi hack nahi kar payega. Agar apko samajh nahi aayi hai to video tutorials dekhe


            WhatsApp brings Two-step verification  Hindi/Urdu Video Tutorials 





I hope Apko ye post bahut hi help karega aap ke whatsapp message ko secure karne me, Agar apko koi problem aati hai comment karke bataye apki puri help kiya jayega,

Saturday, 5 November 2016

Online Video Dekh Kar Paise Kaise Kamaye | Best Tricks Monthly 100$ Earn Kare

Dosto agar aap internet se online video dekh kar paise earning karna chahte hai to aaj mai 100% working website ke bare me btane wala hu jo video  dekhne par par paisa deta hai, Iss website par acche se work karte hai to aap monthly 6000 hazaar rupya kama sakte hai,
Hum iss website par kam kiye or mujhe jo earning mila to apna youtube channel ka promion kara diya, 
Internet se ghar baithe paise kamana itna asan bat nahi jab tak hum hard work na kare. Paid2youtube ek aisesite hai jaha se paise video watch karke erning kar sakte hai, Is site par bahut sare log earning kate hai or uska payment proof bhi aap ko mil jayega ye koi fake site nahi hain, 
Niche kuch earning karne ke liye top post likhe hai agar aap paisa kamana chahte hai to us post ko jarur padhe
Related Post




make money online

Video Watch Karke Paise Kaise Kamaye

  • Sabse pahle aapko Paise2youtub ke official website par jana hoga, Sabse upar likha hoga Register par click karne par ek form open hoga jisme aapko apni detail bharni hai,
make money paid2youtube
  1. Apna user name likhe.
  2. Password likhe 6 characters se adhik ho.
  3. Confirm password likhe
  4. Paypal email id likhe
  5. Youtube Username(Channel naam jo hai).
  6. Apna country select kare.
  7. Referee (Paid2youtube par aap ka ya kisi or ka referee id hai toh likh sakte hai). 
  8. I accept Par tic mark kare
  9. Agar Last Me Register Kare.

Paid2YouTube Se Earning Kaise Kare

  • Profile bane ke baad sabse upper menu bar me  Surf Videos Likha hai uspar aap click kare,
  • Surf Video Par click karne par daily different apko video milega watch karne ke liye 30 second ki video milegi jise watch karne par apko har video ke hisab se jo paise milte hai,
  • 30 second ki video dekhne ke bad youtube par recrict ho jate agar aap usme video ko like share comment karte hai to usek alag paise milte hai,
  • Is taraf se aap video dekh kar paise earn kar sakte hai, Ab aap ye soch rahe honge paise kaise milega nich bata raha hoon acche se padhe

Paid2youtube Se Payment Kaise Milega

  1. Aap jis naam se id bnaye hai uspar aap click kariye.
  2. Cashout Par Click Karne se Payment Method Dikhega,
  • Jab apke account me 10$ hojayega to paypal account me paise withdraw kar sakte ho,
  • Dusra option apne paise se youtube channel par vies bahdne ke liye buy kar sakte hai
paid2youtube


Cashout History:- Iss me aap ko ye pata chalega aapko kitna paisa mila hai.
Balance History:- Isme apki earning show Hogi.Jaaise hi aap iss site par account banate hai.
I tarah se aap video watching karke online ghar baithe paise mama sakte hai, Ye ek bahut hi ach formula hai internet par video dekh kar rupya kamane ke liye,

I hope apko pata chal gaya hoga online paise earn kaise karte hai, Agar phir bhi apke pass koi question ho to comment karke puch sakte hai bahut jald aap ki help kiya jayega,


Sunday, 30 October 2016

How to Find Your Lost or Stolen Android Phone | Apna Chori Hua Mobile Ka Pata Kaise Lagaye

Today in this post how to find your lost android smartphone, I s post me batane wala hu kaise aap apna chori ya ghuma hua android phone kaise khoje, Aise ahut sare aap ai chori hua mobile dhundne ke liye but googl ne kuch din pahle latest feature update kiya jiske help se hum apna mobile find kar sakte hai,
?? ?? ??? ??? ?? ?????? ?? ????? ??? ???? ??, ??? ??? ??? ??? ?? ???? ?????? ??? ??? ?? ?? ??? ???? ?? ??? ??? Travelling ???? ??? ??? ?????? ???? ???? ?? ??? ??? ?? ??? ???? ??, ?? ?? ???? ???? ?????? ??? ??? ??? ?? ??, ??? ??? Google ?? ??? ?? ?? ???? ??? ?? ??? ??? ???? ?? ??? ?? ?? ??? ????? ?? ?? ???? ??,





Chori hua mobile kaise pata kare

khoya huaa churi mobile ka location search karne ka sabse asaan tarika kare, Important baat ye uske liye apka android phone hona chahiye phir apke mobile me GPS On rahna or Mobile data connect rahega toh aap bahut hi asani se android device manager se find my phone kar sakte hai,

Mobile Phone or Chori Hone Par Location Kaise Pata Kare

Dosto agr apka mobile phone gir gya hai, Ya apki phone chori ho gayi use pata karne ke liye sabse pahle kya karna hoga step by step janiye,

Step 1.
  •  Sabse pahle google.com par jaye 
  • Ab Google Chrom Brouser me serch kare, Android Device Manager 
  • Apni gmail id se log in kar.(Gmail id same hona chahiye jo mobile phone me Sig in  kiye honge)
Step 2.
  1. Yeha Par Click Karne se Mobile Trace Karke Current Location Online Find Karke Show Karega.( Current Location se Mobile Ki Duri Bhi KM me Show Karega).
  2. Ring Option Bahut Hi Accha Hai Is Par Click Karne Par Phone Silent Hoga Phir Bhi Ring Bajna Start Ho Jayega 5 Mint Tak Bajega Jabtak Bank Na Kiya Jaye Volume Button Se.
  3. Lock Par Click Karne se ek option  khulega 

mobile location, find location of lost mobile phone,

Step 3.
  1. Agar Apka Phone Lock Nahi or Dusara koi Apke Phone ko Istemaal Kar Raha hai to aap Iski Madad se Apna Phone Lock kar sakte, New Password Likhe. Ab Jaise Hi Lock Button Par  Click Karne Par Apke Phone Ka Screen Turant Lock Ho Jayega.
  2. Recovery Message, Jab Phone Lock Ho Jayega To Display Par Message Show Kare Aap Jo likhna Chahte Likh Sakte, (Ex. Bhai Mera Phone Gum Hai Please Mujhe De Do ).
  3. Yeha Apna Number Bhi Likh Sakte Jise Koi Us Number Par Call Karke Apko Mobile De Sake.




find location of lost mobile phone
Note:- Lats Me Erase likha milega uspar click karke aap apne mobile ke sare data delete kar sakte hai.(Ex. Photos video songs etc.)



       how to trace mobile number current location hindi/urdu video tutorials


I hope  How to trace mobile number current location,find location of lost mobile phone ke bare me idea mil gya hoga kaise pata karte hai mobile location or chori hua mobile kaise khoje  hai, Agar apko phir bhi koi problem aati hai to mujhe comment karke bataye aap ki Turant help kiya jayega,

Wednesday, 26 October 2016

Whatsapp Video Calling Suvidha Activation Kaise Kare | Latest Update 25 October 2016

Namskar dosto ye post bahut hi important hai, Agar aap whatsapp use karte hai or apko pata nahi hai whatsapp par video call activation kaise kiya jata hai, To aaj mai is post me details me batane wala hu whatsapp par video call kaise karte hai,
Apne bahut se tricks dhundhe honge whatsaap video calling karne ke liye jisme aapko sab fake milta hoga but whatsapp beta version launch kar diya jiski madad se bahut hi asani se aap free me video call kar sakte hai,
Whatsapp user per day badhte jaa rahe hai isko dhyan me rakhte huye whatsapps ne bahut sare feature pahle update kar diya tha,Jaise messages, photos, videos,documents, and voice calling jaise suvidha, Ab usme video callings suvidha update kiya jise hum apne friends family ko live video calling kar sakte hai,





Whatsapp video calling


Whatsapp Video Call Activation Karne ka Tarika Step by Step Follow Kare

Sabse pahle check karna hai apka whatsapp version kon hai uske liye aap whatsapp setting me jaye, Uske baad About and help Phir About par click kare whatsapp messenger version dikhega 2.16 se kam hai, apke me video call nahi ho sakta hai, Uske liye aapko whatsapp latest version update karna hoga,Agar aap ka latest verion hai or call karne par apke dost ka old to ye message show hoga,

Whatsapp Beta Tester Downloads Kare

Whatsapp beta apne smartphone me use karne ke liye sabse pahle apko google play stor me jana hoga, or apna whatsapp update kare,
Whatsapp beta testing program jo launch karne se pahle user ko diya jata jise user use karke batate hai kaisa kaam kar raha hai koi problem to nahi agar sab kuch acha rahta hai to officially launch kar diya jata hai,




Whats apps video calling

Finally jab apka whatsapp update hone ke bad jab aap calling button par click karte hai to voice call ke niche apko video call ka otion milega, Phir aap kaha se kisi prsion ko video calling kar sakte hai,

I hope ki aap ka pata chal gaya hoga whatsapp video call kaise karte hai, Agar koi problem aati hai to comment karke batay jaldi hi apki help kiya jayega, Thank You!

Tuesday, 18 October 2016

Adsense Account Me Bank Details Kaise Add Kare Full Guide | Video Tutorials 2016-17

Google Adsense pahle Check and Electronic Funds Transfer (EFT) ke through Adsense Earning ko Payment karta tha, But Adsense ne suvidha diya hai, Ab hum apne paise ko direct bank account me transfar kara sakte hai ''Wire Transfer To Bank'' is service ke madhyam se aap direct apke back account me adsense paisa send karega, But  iske liye google adsense par payment method add karna hota hai, To aaj hum is post me step by step batane wale hai kaise app adsense account ko bank se link kar sakte hai, Post ko acche se padh kar follow kare nahi to apki adsense money nahi mil payegi,



Adsense Account Link Bank Account

Agar aap pahle se hi payment option add kiye hai to acchi bat hai, But aaj hum is post me batane wale hai kaise apna bank account number kaise add kare or SWIFT BIC Code apne bank ka kaise pata karke add kaise google adsense account me payment received karne ke liye, So agar aap ko ye post samjh nahi aaye to aap comment karke puch sakte hai apko fast reply or help kiya jayega,

Sabse Pahle Adsense se Paise kamane ke liye apko website  banani hoti hai jo hum btaye blogger par free me website kaise banaye, Ya phir YouTube par channel create karne hote uske baad apni video  upload karke monetize karne ke baad adsense se paise kama sakte hai,
Agar apne ye option complete kar liye hai to phir jab apke adsense account me 10$ hote to google adsense address verification hota, Jo adsense account create karte time apne address fill kiye tote uspar adsense ek secret pin code send karta,Agar apko pata nahi adsense pin code kaise verify karte hai to phir ye post padh le,

Adsense Ko Bank Account Se Jodne ke Liye Kya Kya Chahiye

Sabse pahle to aap ke paas Bank Account hona bahut hi jaruri hai, Uske baad jis bank me apka account hai uska IFSC Code ,Phir SWIFT BIC Code chahiye, Ye 3 Bahot hi important hai ye jo mai apko bataunga aap apne bank ka IFSC Code or SWIFT BIC Code ko kaise pata kar sakte hai, Bahut hi simple or asani se pata kar sakte hai, 

Bank IFSC Code Kya Hota Hai Or Kaise Pata Kare Apna IFSC Code

Indian Financial System Code (IFSC) Agar apka account '' SBI, PNB, BOB, Indian Bank, etc koi bhi hai to apko passbook me IFSC Code mil jayega apke bank ka, Phir bhi apke bank IFSC code nahi mile to apne bank or area ka naam likh ka google me search kare mil jayega, Ya phir subse simple tarika hai custom care par phone call kar ke puch le,

SWIFT � BIC Code Kya Hai Aur SWIFT � BIC Code Kaise Pata Kare

society for worldwide interbank financial telecommunication (SWIFT) - BIC ''Business Identifier Codes'' Jo hum international money transfer karne ke liye kaam aata hai, Ya Phir bhar se paise mangwna ke liye swift code ki bahut jarurat hai. Kyo ki hum adsense hume jo money deta hai oh dollor me hota hai, Phir bank wale indian rupees me convert karke humare account me paise transfar kar dete hai,
SWIFT Code se Bank code, Country code, location code,bank branch code ka pata chalta hai, SWIFT Code 11 digit number ka hota hai,

SWIFT BIC Code Apne Bank Branch Ka Kaise Pata Kare

Iske liye hum chahe to apne bank me jakar pata kar sakte hai ya phir SWIFT BIC Code avellebal hai ya nahi, Bank costumar care me call karke puch sakte hai, online ghar baithe internet se pata kiya ja sakta jo bahut hi asan hai, Isme mai online apne bank ka swift code pata karne ka tarika detail me batayenge, I hoke aap 
  • Sabse pahle apko ifscswiftcodes.com website par jana hoga ab apko uppar SWIFT Code likha milega uspar click kare.
  • Phir apni county select kare mai india se hu to india par click kiya hu.
  • Ab aap ka jis bank me account hai uska bank ka name select kare, Jaise mera state bank of india me hai to state bank select kiya hu.
  • Phir apna state select kare.
  • Aur Last me city select kare.
Dosto jab apke adsense account me 10$ ho jayenge to payment method add kar sakte hai or india me adsense bas Wire Transfer ke through payment karta hai, Apni earing ko direct apne bank account me received kar sakte hai, Jab apke adsense account me 100$ ya ho jayega to adsense apko paise send kare dega, But uske liye aapko adsense me bank link karna hota hai, So mai is post me apko bata raha hu step by step follow kare,

Step. 1 :

1.Sabse pahle apko apne adsense account me login karna hai.
2.Right Side me setting Gear icon hoga uspe click kare.
3. Payment settings par click kare.
"Add a new payment method" par click karne par ek form aayega jisme apni bank detail bharna hai, Par apni bank information ek dam sahi sahi fill kare warna apko adsense se  paise receive karne me problem ho sakti hai,

Add payment method
Ab is tarah se adsense payment settings option milega jo pahle se kafi accha look hai, adsense 7 , 8 din pahle apna new look update kiya jo pahle se kafi behtar hai, 

Step 2.
  1. "Bank account holder" Apna naam likhe jo bank me hai (Par is baat ko dhayan rakhe adsense payee name same hona chahiye).
  2. "Bank Name" Aapka jis bank me account hai uska naam likhe( Agar apka SBI mein hai to full name liye State bank of india ).
  3. Apne bank ka IFSC code add kare.
  4. Apni bank ka SWIFT-BIC code likhe.
  5. Apna bank account number enter kare.
  6. Ek bar conform karne ke liye phir apna bank account number same likhe.
  7. Ab sari setting ko ek bar acche se cheek karke Save niche likha hoga us pe click kare
link bank details to google adsense account



Finley successfully apke google adsense account me apka bank link ho gya, Ab har mahineme ke 22 ya 30 tarikh ke beech mein apko adsense payment send kar dega,

I hoke ki apko ye adsense account me bank detail kaise bharte hai iske bare me puri jankari mil gayi hogi, Agar aap ko adsense payment se related koi bhi question hai to aap niche comment box hai usme comment karke puch sakte hai jaldi apko reply kiya jayega, Thank You!

 Adsense Account Me Back Details Kaise Add Kare Video Tutorials Me Jane

Sunday, 16 October 2016

10 Best Video Editing Software Computer or Laptops Ke Liye (Free and Paid) Download Kare | 2017

Namskar dosto ! Aaj hum apke liye Top 10 video editing software collection karne ke baad batane wale hai jiske help se aap ek professional video editing computer or laptop me bahut hi asani se edit kar sakte hai,
Video editing work aaj ke time me thoda bahut har koi karna chahta hai chahe personal video ho ya tutorials banani ho video editing software ke bina nahi ho sakta so aaj hum is post me free or paid video mixing software name share karne wale hai,  Aise to apko google par search karenge toh bahut sare software free video editing ke mil jayege, But mai khud ek youtuber hu or video edit karte hai mujhe jo video editing application acha lagata aur aap easy tarika se use kar sakte hai to share karne ja raha hu,best professional video editing software or top free video editing software  windows 32 bit Win 64 Bit Ke liye kaise download kare,






Best Video Editing Software

1. Adobe Premier Pro :- Adobe premiere update hone par adobe premier pro ek bahut hi accha video photo audio editing software hai, Adobe premiere plugin agal se install karke apne project or editing ko ek professional look de sakte hai, Isme aap multiple video or audio timeline create kar sakte hai,
Adobe premiere plugin jaise Boris fx, EditPoint-hfx, Final Effect, Indian Efact,Hollywood Gold, Hollywood Fx, Pinnacle Hollywood fx pro, Pixelan spicemaster, Xplode etc support karte hai, Ye maine used kiya hai apne video movies editing ke liye to mujhe sabse best video mixing software laga, Soo aap official website se FREE trial download kar sakte hai aur aap ko acha lage to kharid le,
Adobe premiere free


2. AVS Video Editor:- AVS video editor bahut hi acha video editors software is software ko hum 2012 me use kiye mujhe bahut hi best laga, Agar aap ek beginners hai or video editing ke bare me kuch nahi pata hai to phir ye application apke liye best hai, 
Agar apko apne laptops se video capture karna hai to isme function mil jayega Ya PC ka screen capture karni hai to ye option isme diya hai or kafi acha hai, MPG,AVI, MKV,FLV,AMV, etc video file import kar sakte hai, Output AVI,MPEG,MP4 etc option diya hai, Video effect Transition kafi acha acha diya hai aap ise trail use kar sakte hai avs4u.com official website se,

AVS VIDEO EDITORS Free




3. Filmora Wondershare Video Editor :- Filmora Best video editing software hai, Ye mujhe kafi useful lagta hai, Aur isme video background chenge karna bahut essy hai, Isko apne smartphone or Windows donoi me use kar sakte ho, Filmora Title text animated support karta hai designed filters isme apni video edit karke best look de sakt hai,

filmora video editor free download  2017
   

4. Windows Movie Maker:- Windows movies maker ko use karna sabse asan or simple hai, Isme aap beautiful video create kar sakte hai, Users friendly interface look hain Windows movie maker microsoft ka hai or isme beautiful transitions set kar payenge, Ye sare windows me work karta hai aur isme HD Video track support audio timeline display par show hoga, windows movie maker free download karke Use kare agar aap ko acha lage to aap buy kar le,


5. Sony Vegas :- Sony Vegas Pro Download karke aap try kar sakte ho, Ye apko official website par trail mil jayega, Sony Vegas Pro Latest Version 13.0.453 apne windows me install karke professional video movies editor ban sakte use karke, VEGAS movie maker studio overall setting ka option diya gya hai, Beautiful special video 3D effect HD video output image text animation transition easily optimization kar sakte hai,
Download Sony Vegas Pro 13




6. Cyberlink PowerDirector    :- Cyberlink PowerDirector isme bhi professional feature option milega video movies 3D create kar sakte hai, Power Isme bahut sare feature mil jayega video effect audio editors, voice recording text subtitle animator multiple video track level add best video project bana sakte hai, Official website se Free 30-day PowerDirector Ultra Trial Download kare aur aap ko asan lage use karna to is software ko kharid le,

 Cyberlink PowerDirector Free Video Editing Software


7. Nero Video Editor 2017:- Apne nero 2017 multimedia software ka to naam sune honge, Nero se ISO IMAGE Software banane ke liye bahut acha hai, But mai btana chahta hu isme use acha video editing bhi kiya jata hai CD-DVD Poster Cover Image Editings kiya jata hai,  Nero free download kare for wins 7, XP, VISTA Sabme support karta hai, Yeh ek bahut hi accha video editing application but iska dam bahut hi adhik hai o aap trail download kare aur lage apko ye software e jade labh milegi tabhi hi kharide official Website se
Nero Free 2017 Download


8. VideoPad Video Editor:- Video editing software isko koi bhi use kar sakta isme aapko bahut sare feature mil jayege videopad size 5MB hai lekin bahut hi mast video editor easy to use hai,Yeh windows me kam karega full transitions or visual effects create kar sakte DVD, HD,YouTube etc ke liye, Aur apne video ko simply edit karke share kar sakte hai friends & family ko, Lekin Commercial use nahi kar payenge, HD Video any video file format avi,wmv,mp4.MPEG or export HD karne ka option diya hai,

VideoPad Video Editor Download



9. Pinnacle Studio:- Pinnacle Studio ye bhi acha application video editors ke liye,Pinnacle Studio win me support karega latest feature update mil jayega video editing ke liye 1 se Adhik video timeline add kare best transition or effect motion templates milegi jise apne video ko good looking de sakte hai,  pinnacle studio video editing ke liye good hai, Official website par download karke 30 din use kare jab apko lage ye apke liye kafi helpful editing application hai to online buy now karle,

Pinnacle Studio Fre Video Editing Software

10. Corel VideoStudio Pro X7 :- Download Corel VideoStudio Pro X7 8.5 Best Editors application Win32 bit me work karega great looking ad-multi track fast produce video website   SIze 300mb se adhik to function me bhut aha diya hai,
Download Corel VideoStudio Pro X7  2017 free

I Hope ki agar aap video editing me interest rakhte hai toh isse accha best professional video editing software mere hisab nahi milega, top video editing software beginners ke liye acha rahega aap trail use kare job professional video editing aaye tabhi software ko kharid, Agar aap acha editing karna jan jaege to is application se digital video bana sakte hai,

So agar apko koi problem aaye to comment karke bataye, Is posto apne dosto ke shath share kare, Thank You!

Video Tutorials Me Batay Hu Adobe Premier Kaise Use Karte Hai